Yes I don't like this 😭😞.lord Vishnu always do good for us. But this devotees misunderstands always. Same in Mahabharat gandhari also curses. I will get huge angry on them.😡😡😡
@@Sanatani_surajit ye shrap uss janam ka karan tha kyunki vo janam jaruri tha or ye hi narayan ki Leela thi Nimit or karan ka bhed toh Pata hi hoga shayad tumhe
@@Sanatani_surajitis avatar ki vahaj se bhagwan shri ram ji ko apni wife ke liye janglon me bhatakna pada. Unki wife ko apni pavitrata ki pariksha bhi deni padi. Ravan bhi ek karan tha. Par ye shrap bhagan shri ram ji ne apne upar liya tha.
Vrinda ji ne is sansar me tulsi ji ke roop me stan liya. Aur bhagwan vishnu ke bhog me hmesha tulsi ki patti dali jati h. Ghar me angan me tulsi ka paudha lgya jata h
Ravan ka death certificate ka reason de dia hai vrinda ji ne 😂😂 Eshwar ki leela ki complexity ko samjhna beyond human capacity hai. Also vrinda k shrap ko Dharan karna Eshwar ( Narayan/ Par Brahm) ki greatness nd vastness ko show karta hai. Neither shiva nor Narayan came in between the curse of vrinda because Eshwar knows this curse will become the reason of the end of one of those Adharmis in Treta yuga . Vrinda's curse was part of Eshwar's lella to create Niyati of Ravan. 5:51 ni ni wo vrinda van alag hai .
Wajahat Bhai is right, Vrindavan = Vrinda (Tulsi) + Van (forest) [Forest of Tulsi] where lord Krishna chose to live. Vrinda Devi transformed in Tulsi plant after her death and Lord Krishna/ lord Vishnu Ki puja kabhi Tulsi leaf 🍃 ke Bina puri hi hoti.. lord Krishna ko Tulsi or Vrindavan dono bohot priya hai
Isi shrap karan Ram avatar m ma lakshmi roopi seeta ko ravan chhalta h or unko duri aahni padti h. Or patthar m banne ka shrap means viahnu ji shaligram patthae bante h
Mahadev was supposed to be grateful of lord vishnu instead of saying "iska parinam durgam hoga". Lord Vishnu knows about result. He did it for his sister(devi parvati) and mahadev
Aur wakt ke saath saath vrinda ka diya hua har shraap sahi saabit hua... Bhagwan vishnu Mata Lakshmi se alag hogyi unke ram avatar me aur shayaad isi wajah se mata sita ko agnipariksha deni pari kyu ki vrinda ke shraap ke mutabik ek din mata sita jo ki maa lakshmi ka avatar thi unke bhi charitra par pativrata hone par ek din sawal uthaya gaya Nd ramayan ke aakhir tak bhi shree Ram aur mata sita kabhi bhi ek nahi ho paaye the Nd vrinda ke shraap ke mutabik bhagwan vishnu ek din patthar ke ban Gaye jisko aaj bhi "shaligram" Sheela ke rup me puja jaata hai kuch log ise "Narayan Sheela" bhi kehte hai Jai shree Ram Jai sita maiya Jai bajrangbali
5:52 virnda van me jitne bhi tree he wo tulsi ke he isiliye use vrindavan kehte he Or wo van shri krishna ke favourite jagah he jha aaj tk log sham hote hi jana band kr dete he Kyuki manyata he Shri krishna or radha wha aate he.....or whi tree bhi rat ko gopi ban kr krishna ke sath ras lila krte he..
Vrinda asal mein Lakshmi Mata ka roop hain aur Jalandhar Narayan ka roop (kyunki Mahadev aur Narayan same hain).Isliye Bhagwaan Vishnu ne aisa Kiya warna Maa Lakshmi ke alava Bhagwaan Vishnu kisi aur ke Pati nahi ho sakhte
Isi shrap ke Karan ravan Mata Sita ko sadhu ke roop me aakar chal se kidnap kar ke le jata hai or Vishnu bhagwan ko ram avatar me Mata Sita se alag hone ka dukh bhogna padta , Matlab bhagwan apne bhakt ke shrap ko bhi sansar ke Kalyan ke liye use karte hai YE HAI BHAGWAN VISHNU KI LEELA❤🎉
Tabhi Bhagwan vishnu ji and krishna ji ki pooja humesha maata tulsi k bina aadhuri mani jati hai, and Bhagwan krishna g k vrindavan ka naam bhi maata vrinda k naam par he hai, and aaj jo tusli k podhe hai vo he pehle maata vrinda thi ….
Bhai vrinda ji ka shrap ramayan ma such Hoya tha jb ravan na dhoka sa Sita Mata ko utha kr la gaya Ram ji bohat sal tk unha dunta rahe aur last ma Sita Mata ko apni patnivarta ko sabit karna ka liya ajni prakasha Deni padi thi
Maa seeta lakshmi ji ka avtar h Or vishnu ji ne vardan diya vrinda ko ki unki puja adhuri hogi. Means vrinda Tulsi plant k roop ayegi or bhagwan vishnu pathar k banke unke pati banenge
ar vrinda ji hi tulsi mata hai.. tulsi patra mai medicinal properties hoti hai,ab pata chala kyun hoti hai..isiliye kyun ki vrinda mata khud ek doctor thi..ar ajj har Pooja mai tusli patra ke bina vishnu ji ki pooja nhi hoti..
Vrinda ka abhishap ramayan me poora hua jab Vishnu bhagwan ne bhagwan ram ka avtar liya or mata sita ka ravan ne haran kar liya or ram bhagwan sita ke liye bhatakte rahe
Shri Krishna ke dwapar me braj bhoomi ms prakat hone se pehle se ye bhoomi divya he.. vrindavan satyug se hai.. isi van me Vrinda/Tulsi ji ne ghor tap kiya tha.. isi se iska naam vrindavan pada. Baad me dwapar me bhagwan ne gokul se yaha akar vaas kiya
Vrinda k sharap k karen Ramayan ka Janam hua.aur vrinda jee Tulsi ka paudha bankar Aaj bhee dharti per pooji jati hai jab tak vishnu jeekee Pooja Mae Tulsi kee leaf 🌿 nahi chadatae hai vishnu jee kee Pooja adhuri mani jati he aur unkae bhog prasad Mae bhee Tulsi kee Patti rakhi jati he.
FYI> Jis jagah pe Mata Vrinda ka Shareer mrityu ke baad jalaya gaya wahan Tulsi Maata ka ped ug aaya. Aaj Bhi Bhagvan Vishnu ko Tulsi ke Patte se he Pooja karte hai. After few ages Bhagvan Vishnu was born as Saligram and take a form of Stone (Patthar) and married to Tulsi Maa.
Shri hari vishnu shaligram ke roop main vrinda devi aka tulsi mata se vivah karte hai or guys yeh shubh din diwali ke 10days baad kartik ekadashi ko manaya jaata hai in the end of November month. Om namah shivay Om namo narayanay
Aise Vishnu roop mein koi shraap kam nahi karega isliye jab Vishnu Bhagwaan dharti par janam lenge Sri Ram banke tab shraap Kam karega.Maa Sita ko Ravan utha le jayega
2:32 or pata he sita ji Laxmi ji ka rup thi unki protection zaruri tha isiliye Ayodhya se niklne se pehle virnda hi Sita bn kr ram ji ke sath vanvas me gyi thi or asli skta ji angi ko de diya gya tha ki 14 varsh tk unki protection me rhe...... Jb vanvas pura hua tb agni pariksha ki ek Lila banai gyi jisme virnda Agni ke raste apne dham chle gyi or real sita ji agni se hote huye vapis aa gyi...
Isliye Ravan ne Maa Sita jo avatar thi laxmi ka unke sath Ravan ne bhi dhoka kia.. tha sadhu banke aya tha.. Vrinda maa tulsi hai.. Inhone Vrinda k sath Sat phere liye the or pooja ki jo sirf pati k sath karni thi or isliye an tulsi vivah hota hai
Shri Ram Ke Avatar Mein Vishnu Bhagwan Janm Lenge aur Mata Sita Joban Mein bhatke Ravan Utha Ke Le Jaega tab jakar Ramchandra ji tadpayenge iska matlab kya hai
Jese bhagwan vishnu ne varinda ke saath kiya rup badal kar Vese hi ravan ne kiya thaa mata sita ke saath rup badal kar Or pasaan means pathar hota hai Bhagwan Ram ke saath ese hi to hua thaa
Isi shraap ke karan shri raam ji ke avtaar me is ghtna ko ghatit hona tha ravan ne sita mata ka apharan kiya sri raam ji kai salo tak bhatkte rahe isi shrap ke karan
bhai vrinda hi tulsi hai...jiske patte narayan ke prasad me use hote hai...jiske fulo ki mala narayan pehnte hai..aur tulsi ki lkdi ki mala narayan gale me dharan krte hai.
That shrap leads to ramayan where Sita mata gets abducted by ravan and after ther return people questioned Sita matas pavitrata leading to ram ji leaving Sita
Isi shrap ki vja se ramayan hui.. Sita haran hua.. Aur sita g ko ravan se bchane ke baad unke chritra pe ungli uthi aur unko nikal diya gya.. Shri ram tadap tadap ke roye. Vrinda = Tulsi.
Maila ya apavitra nhi kiya hai Vishnu bhagwan ne, vrinda jalandhar samjh kr puja kr rhi thi aur unko unke sath fere le liye, bs isliye jalandhara ka kavach matlab protection chali gyi, qki vo protection Vishnu bhagwan ke paas aa gyi, bs isliye vrinda bhagwan Vishnu ji se kah rhi h ki dusre ki patni se aapne aesa kese kiya, unki pati jalandhara ki protection chhin kr
Yaad karo..Ramayan mai kya huya tha..Vishnu ji hi Shree Ram hai..ar Lakshmi ji mata sita.. ar khud thoda dimmag laga lo tho pata chal jayega vrinda ji ka shrap kaise fhalit hoga..
Vrinda ji nxt tulsi ke podhe k roop me paida hongi Vrindaban me tulsi k podhe zyada the isilie use Vrindavan kaha jata he And tulsi k patte k bina lord Vishnu ki puja safal nahi hoti Ek tarha se Tulsi lord Vishnu ki Symbol ki tarha dekha jata he And ghr k har angan me tulsi k podhe hote he
Bhai aap ko samajh kyo nahi aata is sarap ke wajah se ram or sita ka Janam hua tha hum ye chahate hain ki aap reaction vidio me at ye time me aap ko samajh aaye wo aap ke reaction me dikhna chahiye ok
Bhagwan vishnu always sacrifice for world
भगवान विष्णु जी ने इस संसार के लिए जितना बलिदान दिया है, उतना किसी ने नहीं दिया🙏
Yes I don't like this 😭😞.lord Vishnu always do good for us. But this devotees misunderstands always. Same in Mahabharat gandhari also curses. I will get huge angry on them.😡😡😡
Sabse Jada mahadev ne Diya hai
Brinda Tulsi Mata
Isi Sharap ki wajah se bhagwan Shri Ram ji ka avatar hua tha aur unko apni wife ke liye rona pada tha.
Is sharap ke waja se avatar nahi hua
RAVAAN ke waja se hua
😂 Koi na chote hai tu
@@Sanatani_surajit ye shrap uss janam ka karan tha kyunki vo janam jaruri tha or ye hi narayan ki Leela thi Nimit or karan ka bhed toh Pata hi hoga shayad tumhe
@@Damini-se3cpvirinda ka shrap Karan nahi hua tha narad ji na shrap diya tha Vishnu ji ko
@@Sanatani_surajit are ravan ko marne Keliye visnu ji ko 1 minute bhi nahi lagta esi shrap ki wajah se hi itna kuch hua
@@Sanatani_surajitis avatar ki vahaj se bhagwan shri ram ji ko apni wife ke liye janglon me bhatakna pada. Unki wife ko apni pavitrata ki pariksha bhi deni padi. Ravan bhi ek karan tha. Par ye shrap bhagan shri ram ji ne apne upar liya tha.
Vrinda ji ne is sansar me tulsi ji ke roop me stan liya.
Aur bhagwan vishnu ke bhog me hmesha tulsi ki patti dali jati h.
Ghar me angan me tulsi ka paudha lgya jata h
Ravan ka death certificate ka reason de dia hai vrinda ji ne 😂😂
Eshwar ki leela ki complexity ko samjhna beyond human capacity hai.
Also vrinda k shrap ko Dharan karna Eshwar ( Narayan/ Par Brahm) ki greatness nd vastness ko show karta hai.
Neither shiva nor Narayan came in between the curse of vrinda because Eshwar knows this curse will become the reason of the end of one of those Adharmis in Treta yuga . Vrinda's curse was part of Eshwar's lella to create Niyati of Ravan.
5:51 ni ni wo vrinda van alag hai .
Aise hamare Hari Narayan ko 🌹🌹🌹🙏 sangrakshak nahi kahte 🌹🌹🌹🙏🙏🙏
Wajahat Bhai is right, Vrindavan = Vrinda (Tulsi) + Van (forest) [Forest of Tulsi] where lord Krishna chose to live. Vrinda Devi transformed in Tulsi plant after her death and Lord Krishna/ lord Vishnu Ki puja kabhi Tulsi leaf 🍃 ke Bina puri hi hoti.. lord Krishna ko Tulsi or Vrindavan dono bohot priya hai
Me bhi yahi likhne vali thi 😊😊❤
You are right ✅ bro
Bina tulshi 🌱👈 ke hari ka bhog nahi lagta hai
Bhai tulsi ak alg kahani h usme o sankhchud ki ptni thi usme lohitang tha
@@kimjungunh3968 achha
@@kimjungunh3968 to bhai gyaras kiske vivah me manate he becose meri mummy to hamko sati vrinda aur saligram vivah btati he gyarash pe
isi sharp ka fal hai ramayan maa sita ko ravan leke jata hai🙂
Isi shrap karan Ram avatar m ma lakshmi roopi seeta ko ravan chhalta h or unko duri aahni padti h.
Or patthar m banne ka shrap means viahnu ji shaligram patthae bante h
Om namah shivaya 🙏🔱🙏
Om namo narayanaya 🙏🙏🙏
10:08 Finally Wajahath bro understood the meaning of actions of lord Vishnu😂😂
Iss shrap se RAMAYAN hui hai🕉🕉
Ram ji ke avtaar me ye sab hoga.
Aur bhi kai karan the Ram ji ke jnam ke.
Jai Shree Hari Vishnu 🙏
Mahadev was supposed to be grateful of lord vishnu instead of saying "iska parinam durgam hoga". Lord Vishnu knows about result. He did it for his sister(devi parvati) and mahadev
Gadha hai tu
Aur wakt ke saath saath vrinda ka diya hua har shraap sahi saabit hua... Bhagwan vishnu Mata Lakshmi se alag hogyi unke ram avatar me aur shayaad isi wajah se mata sita ko agnipariksha deni pari kyu ki vrinda ke shraap ke mutabik ek din mata sita jo ki maa lakshmi ka avatar thi unke bhi charitra par pativrata hone par ek din sawal uthaya gaya
Nd ramayan ke aakhir tak bhi shree Ram aur mata sita kabhi bhi ek nahi ho paaye the
Nd vrinda ke shraap ke mutabik bhagwan vishnu ek din patthar ke ban Gaye jisko aaj bhi "shaligram" Sheela ke rup me puja jaata hai kuch log ise "Narayan Sheela" bhi kehte hai
Jai shree Ram
Jai sita maiya
Jai bajrangbali
5:52 virnda van me jitne bhi tree he wo tulsi ke he isiliye use vrindavan kehte he
Or wo van shri krishna ke favourite jagah he jha aaj tk log sham hote hi jana band kr dete he
Kyuki manyata he Shri krishna or radha wha aate he.....or whi tree bhi rat ko gopi ban kr krishna ke sath ras lila krte he..
Vrinda asal mein Lakshmi Mata ka roop hain aur Jalandhar Narayan ka roop (kyunki Mahadev aur Narayan same hain).Isliye Bhagwaan Vishnu ne aisa Kiya warna Maa Lakshmi ke alava Bhagwaan Vishnu kisi aur ke Pati nahi ho sakhte
Isi shrap ke Karan ravan Mata Sita ko sadhu ke roop me aakar chal se kidnap kar ke le jata hai or Vishnu bhagwan ko ram avatar me Mata Sita se alag hone ka dukh bhogna padta , Matlab bhagwan apne bhakt ke shrap ko bhi sansar ke Kalyan ke liye use karte hai YE HAI BHAGWAN VISHNU KI LEELA❤🎉
Tabhi Bhagwan vishnu ji and krishna ji ki pooja humesha maata tulsi k bina aadhuri mani jati hai, and Bhagwan krishna g k vrindavan ka naam bhi maata vrinda k naam par he hai, and aaj jo tusli k podhe hai vo he pehle maata vrinda thi ….
Ramayan isi shrap ka fal hai bhai❤
Bhai vrinda ji ka shrap ramayan ma such Hoya tha jb ravan na dhoka sa Sita Mata ko utha kr la gaya Ram ji bohat sal tk unha dunta rahe aur last ma Sita Mata ko apni patnivarta ko sabit karna ka liya ajni prakasha Deni padi thi
Maa seeta lakshmi ji ka avtar h
Or vishnu ji ne vardan diya vrinda ko ki unki puja adhuri hogi.
Means vrinda Tulsi plant k roop ayegi or bhagwan vishnu pathar k banke unke pati banenge
Sita our rawan our sri ram
Tulsi ji naam tha esme Vrinda rakha hai or Tulsi ji pavitr hai or pooja hoti hai unki bhi
🙏🏻❤️Har Har Mahadev ❤️🙏🏻
Tulsi and vrinda both are different tulsi ki kahani aage aayegi
@@kimjungunh3968dono same hai but alag alag time me dono ki story hai
5:25 isliye hmlog krishna ji ko tulsi chadate h.. unke koi bhi avatar ko ram ji ko bhi. (Vrinda ma hi tulsi plant h)
Jai Maa Vrinda Devi (Mata Tulsi)
Vrinda ji hi wo worship plant h "Tulsi"
Vrinda ji next life Tulsi mata 🌿 Ramji or sita ji ke avatar ke bare me bol rahi thi. Wase Ramayan hona he tha ravan me bhi ab ankhar aa raha tha
ar vrinda ji hi tulsi mata hai.. tulsi patra mai medicinal properties hoti hai,ab pata chala kyun hoti hai..isiliye kyun ki vrinda mata khud ek doctor thi..ar ajj har Pooja mai tusli patra ke bina vishnu ji ki pooja nhi hoti..
Wajahat isi shraap ke wajah se shri Ram ka avtar hua tha.
Mata Sita ka haran hua tha isi shraap ke wajah se 😢
Sirf isi ke karan nahi aur b bhut se karn the jase ki ahilya ko shrap mukt krna...
@@arjun14477 Ravan ke vadh keliye bhi😊👍
@@harikrishnank1996 yess
Krishna ji hi vagban Vishnuji hai .
Vagban visnhnu ji ko bhot sharap mila tha..
Virnda=Tulsi mata. Tulsi plant without Tulsi mata Narayan don't accept any Puja as well as bhog❤
Har har mahadev 🙏🏻ab yha ramayan ya ni ki bhagwaan ram ki katha shuru hoti hai …
Ramleela start🙏🙏🌹🌹🙏🙏🙏🌹🌹🙏🙏
Bhagwan Vishnu ko koi shrap nahi lak sakta, balki voh khud svekar karte hai shrap ko
Lord jagannath avtar me ye srap ghatit huatha
Ram g ko bhi bhut takleef uthani padi thi or mata sita ko bhi itni takleef sehte hue isi karan Ram g se alag hona pada sab niyati hai
Es shrap se hi ram bhagvan ka avtar liya
Isi sharap ki wajah se bhagwan jay jagannath ji ka avtaar hua tha.
1:45
Connect kro na
Ramayan me sita ji ke sath jo hua
Vrinda ka dard fir Vishnu rupi ram ji ne saha
Vrinda+van vrinda ka van matlab tulsi ka van vo inhi ke naam pe hi hai Radha krishan g ka dham hai vo
Vrinda ka abhishap ramayan me poora hua jab Vishnu bhagwan ne bhagwan ram ka avtar liya or mata sita ka ravan ne haran kar liya or ram bhagwan sita ke liye bhatakte rahe
Vrindavan Dwapar yug main hua tha .. Shree Krishan jii jan aaye the aur Ye Satya Tretaya yug pe hua h😊 Tretaya yug pehle aata h aur uske baad Dwapar yug
Shri Krishna ke dwapar me braj bhoomi ms prakat hone se pehle se ye bhoomi divya he.. vrindavan satyug se hai.. isi van me Vrinda/Tulsi ji ne ghor tap kiya tha.. isi se iska naam vrindavan pada. Baad me dwapar me bhagwan ne gokul se yaha akar vaas kiya
Ram bhagwan ki Shroff pura kiya tha😢
Vrinda k sharap k karen Ramayan ka Janam hua.aur vrinda jee Tulsi ka paudha bankar Aaj bhee dharti per pooji jati hai jab tak vishnu jeekee Pooja Mae Tulsi kee leaf 🌿 nahi chadatae hai vishnu jee kee Pooja adhuri mani jati he aur unkae bhog prasad Mae bhee Tulsi kee Patti rakhi jati he.
FYI> Jis jagah pe Mata Vrinda ka Shareer mrityu ke baad jalaya gaya wahan Tulsi Maata ka ped ug aaya. Aaj Bhi Bhagvan Vishnu ko Tulsi ke Patte se he Pooja karte hai. After few ages Bhagvan Vishnu was born as Saligram and take a form of Stone (Patthar) and married to Tulsi Maa.
Shri hari vishnu shaligram ke roop main vrinda devi aka tulsi mata se vivah karte hai or guys yeh shubh din diwali ke 10days baad kartik ekadashi ko manaya jaata hai in the end of November month.
Om namah shivay
Om namo narayanay
Vrinda yani tulsi ji viahnu ji ki puja tulsi ji ke bina adhuri he
Yah shrap Ram Avtar me poori Hui thi..
Pasan matlab rock ( pathhar )
Aise Vishnu roop mein koi shraap kam nahi karega isliye jab Vishnu Bhagwaan dharti par janam lenge Sri Ram banke tab shraap Kam karega.Maa Sita ko Ravan utha le jayega
#Ramayan
Vrinda called Tulsi and Tulsi is very importent in Lord vishnu's puja
2:32 or pata he sita ji Laxmi ji ka rup thi unki protection zaruri tha
isiliye
Ayodhya se niklne se pehle virnda hi Sita bn kr ram ji ke sath vanvas me gyi thi or asli skta ji angi ko de diya gya tha ki 14 varsh tk unki protection me rhe......
Jb vanvas pura hua tb agni pariksha ki ek Lila banai gyi jisme virnda Agni ke raste apne dham chle gyi or real sita ji agni se hote huye vapis aa gyi...
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻❤️❤️❤️
Isliye Ravan ne Maa Sita jo avatar thi laxmi ka unke sath Ravan ne bhi dhoka kia.. tha sadhu banke aya tha.. Vrinda maa tulsi hai.. Inhone Vrinda k sath Sat phere liye the or pooja ki jo sirf pati k sath karni thi or isliye an tulsi vivah hota hai
🙏🙏🙏
Ye shrap Ram ji ban kr sehna pda tha inko... Sita mata ko dhundte hue
Sb kuch bhagwan vishnu ko hi bhogna pdta.😑.. ye unfair hai Yr.
Tulasi Tree - Vrinda
Seeta mata ko ravan ne chhala tha
Bhai virinda ka matalab Tulsi hota hai jiske podhe ko vishnu ji ki puja ki jati hai
Shri Ram Ke Avatar Mein Vishnu Bhagwan Janm Lenge aur Mata Sita Joban Mein bhatke Ravan Utha Ke Le Jaega tab jakar Ramchandra ji tadpayenge iska matlab kya hai
Jese bhagwan vishnu ne varinda ke saath kiya rup badal kar
Vese hi ravan ne kiya thaa mata sita ke saath rup badal kar
Or pasaan means pathar hota hai
Bhagwan Ram ke saath ese hi to hua thaa
Ise veza sa Ramayan bene
Ravan na Sita ka haran kar Lea
Aahe sharp hai " pakistani bhaiya
Isi shraap ke karan shri raam ji ke avtaar me is ghtna ko ghatit hona tha ravan ne sita mata ka apharan kiya sri raam ji kai salo tak bhatkte rahe isi shrap ke karan
Tulsi means Devi brinda esi liye tulsi ke bina bhagwan visnu ki koi Puja nahi ho sakta
Bilkul sahi or tulsi ka vivah saligram se hota hai jo bhagwaan vishnu hote hai 🙏🙏
bhai vrinda hi tulsi hai...jiske patte narayan ke prasad me use hote hai...jiske fulo ki mala narayan pehnte hai..aur tulsi ki lkdi ki mala narayan gale me dharan krte hai.
Vrinda aur tulsi alg h bhai o sankchud ki patni thi
@@kimjungunh3968 vo dono ek hi he.. kalp bhed ke karan aapko confusion ho raha hai.. purano me achhe se mention kia gaya hai
That shrap leads to ramayan where Sita mata gets abducted by ravan and after ther return people questioned Sita matas pavitrata leading to ram ji leaving Sita
Bhagwan Shri ram sita mata ke avatar ne sharp ko puna kiya tha
Isme full dhikaya hi nahi ..
Bina tulsi ke narayan ka bhog nahi lagta or Har saal narayan or tulsi g ki shadi hoti hain or vrindavan means vrinda ka van vo inhi ke naam pe hai
Isi shrap ki vja se ramayan hui.. Sita haran hua.. Aur sita g ko ravan se bchane ke baad unke chritra pe ungli uthi aur unko nikal diya gya.. Shri ram tadap tadap ke roye. Vrinda = Tulsi.
Tulsi pooja ke bina vishnu pooja kbhi bhi poori ni mani jati
Vrinda is tulasi plant
Ram abatara may laxmi mata ka abatara sita mata ka sath hoga
Bagair Tulsi ke patta ka Narayan ko bhog nahin lagta Tulsi hetu brinda hai
Pooja Sharma Mahakali full episode please❤
Maila ya apavitra nhi kiya hai Vishnu bhagwan ne, vrinda jalandhar samjh kr puja kr rhi thi aur unko unke sath fere le liye, bs isliye jalandhara ka kavach matlab protection chali gyi, qki vo protection Vishnu bhagwan ke paas aa gyi, bs isliye vrinda bhagwan Vishnu ji se kah rhi h ki dusre ki patni se aapne aesa kese kiya, unki pati jalandhara ki protection chhin kr
Pasaan means pathar (stone)
Vrinda ka matalab hota Tulsi
Bhagwan ko Prasad diya jaata h tab Tulsi daali jaati h isse Bhagwan Prasad Grahan karte h
Ramayana ❤❤start now
Tulshi ki patta ke bina narayan puja nehi hoti brinda tulshi hey
Yaad karo..Ramayan mai kya huya tha..Vishnu ji hi Shree Ram hai..ar Lakshmi ji mata sita..
ar khud thoda dimmag laga lo tho pata chal jayega vrinda ji ka shrap kaise fhalit hoga..
Aapki. Aavaj. Bahot. Hai
ISI sharab ke vajah se Ram Avtar mein Sita Mata ko Ravan haran karta hai
Ramayan esi wajah se hua
Vrinda ji nxt tulsi ke podhe k roop me paida hongi
Vrindaban me tulsi k podhe zyada the isilie use Vrindavan kaha jata he
And tulsi k patte k bina lord Vishnu ki puja safal nahi hoti
Ek tarha se Tulsi lord Vishnu ki Symbol ki tarha dekha jata he
And ghr k har angan me tulsi k podhe hote he
कृपा करके video के बीच बातें ना करे वैसे भी last में 2 3 mint बाते कर लेते हो आप..!🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Is srap ki wajah se ramayan hua tha aur sita ji ke sath aap ramayan dekho
Aa sharap ramayan me huya tha
Tulsi ke paudhe ko vrinda bolte hai
Ramayan mai shree ram ke saath hua
Isliye toh ramayan hua
Bhai aap ko samajh kyo nahi aata is sarap ke wajah se ram or sita ka Janam hua tha hum ye chahate hain ki aap reaction vidio me at ye time me aap ko samajh aaye wo aap ke reaction me dikhna chahiye ok
Protrction phir bhe nhi mil paati jhalander ko .kyonki is time tak bharama aur vishnu bhagwan shiv ko puri traha se smaj bhe nhi paye
Isi srap ki wajah se ravan marega
Lakshmi mata ki nahi sita mata ke sath