Bhut khoob ❤ , sir single road pe first time canopy bnane k liye plant jab top tak chla gya tabb usko uper se trim kiya jata hai ya uski length badha kr cross kiya jata hai. Plz bataye 🙏
Thank you for your comment ❤️ Sir aap single leaf ko top pe ane ke baad bend kar sakte hai along the pipe. Taki nai shoots jo aae vo pipe ke dono taraf gire. Ispe 1 short/video banake samjhane ki koshish karenge aage. Agar bend nai ho pa rahi hai toh aap top se 1 inch neeche tip kar dijiye taki new leaf ka load pipe pe pade. Trim karne ke baad jo nai shoots aae, unme 2 se zyada shoots na rakhe taki growth and leaf quality compromise na ho. Single pipe mai aapko plant ko train karne pe dhiyan dena hoga.. Or bhi koi sawal ho toh zarur poochiyega. Thanks and subscribe ❤️
Bohot hi sundar Bhai ji😊
Thank you soo much ji
Waaa,well arranged
Thank you!
Informative video.
Thank you.
Great information💯
Very nice sir mene aapko first time Kuldeep ji ke saath dekha tha foreign ke tour par
We need more this type of videos to make India a agro capital of earth
❤❤
❤️❤️
Awesome initiative in India !
😂
😂
Bhut khoob ❤ , sir single road pe first time canopy bnane k liye plant jab top tak chla gya tabb usko uper se trim kiya jata hai ya uski length badha kr cross kiya jata hai. Plz bataye 🙏
Thank you for your comment ❤️
Sir aap single leaf ko top pe ane ke baad bend kar sakte hai along the pipe. Taki nai shoots jo aae vo pipe ke dono taraf gire.
Ispe 1 short/video banake samjhane ki koshish karenge aage.
Agar bend nai ho pa rahi hai toh aap top se 1 inch neeche tip kar dijiye taki new leaf ka load pipe pe pade. Trim karne ke baad jo nai shoots aae, unme 2 se zyada shoots na rakhe taki growth and leaf quality compromise na ho.
Single pipe mai aapko plant ko train karne pe dhiyan dena hoga..
Or bhi koi sawal ho toh zarur poochiyega.
Thanks and subscribe ❤️
@@ShagunAgro thank you so much sir ❣️💫
Happy to help 😊
Isnit h14 variety or Ld5
Thank you for your comment
The variety is H14
which dragon fruit verities
Thank you for your comment.
This is H14 variety.
For more informative videos, please subscribe ❤️
Which variety sir
Thank you for your comment.
Its H14 variety.
@@ShagunAgro wow nice variety
Diagram nikalkar show karo sir
Will try.
You can visit our farm for deeper understanding 😊
Verity ka nam kya he
Thank you for your comment.
Ye H14 variety hai.
Brother inka ek aker me production kitna niklta hai 🙏🙏
Ye log saal bhar production lete h
Inke jaise hee fruit harvest karte h vapas light laga ke next fruiting le lete h
Bhai ko ek baat yaad rakhne chahiye.. desh me Jitna zayda production utna kam rate.. 😂😂
That is true.
But at this point in time, there is plenty of room for production. India is still importing dragonfruit from vietnam.
@ShagunAgro south India me specially humare yaha karnataka me bahut zayda dragon f farming ho rahe hain.. aane wale waqt me dragon f import kam hoga..