Sir, single super phosphate kya role kya hai? Kya uske bina planktons bana sakte hai? Aur areators ya propellor se oxygen kaise badhta hai iska ek technical video banayea please.
achha lagaa🙏🙏 mein fish farming me naya hun... mere kuchh sawaal hei sir... 120×80 ft ki talab hei...khudai k qakt limestone nikal gaya tha... 6 ft ki gaharai hei... paani 5'6" se bhi jyada hei.... paani gaadhaa hei.... transparent ny ho paa raha..... upaay kya hei gaadhaa ko kam karne ki our transparent hone ki.... phytoplankton kaise kar sakte hei isme.... -- a marginal farmer from Odisha...
Fish pe koi galat asar nahi hoga agar nishchit matra mein daalenge to.....aur haan fish Seed k bad bhi dalna hai agar aap IMC aur Tilapia kar rahe hain quki is se Inka bhojan ( plankton ) banta hai.....aap kitna bhi upari aahar de dein lekin IMC ko planktons ki zarurat hoti hi h
Depend karta hai sir aapke area mein temperature kya hai.... pangasius temperature sensitive fish hai....shareer pe scales (chilke) na hone ki wajah se thande mausam mein jara si bhi ragdan lagne se infection aane ka khatra badh jata hai....isliye thandi jaane ka intezar karein fir pangasius stock karein
Bhaya machhili choda diya talaba me naya talab he pani thoda. Golia rahete uski nirakarn kiya he aur machhali 100 gm ho gaya hum planton prastut kara sakate
Phytoplankton primary productivity hoti hain kisi bhi aquaculture system ki ......sabse pehle phytoplankton development hota hai kisi bhi plankton juice se....isi phytoplankton ko zooplankton bhi feed karte hain jo ki bad mein dhire dhire khud develop hote hain ...weise kaafi log mahua Khali ka use karte hain achhe zooplankton production k lie but usmein saponin(poison) bhi hota hai jo ki nuksaan kar sakta hai
Pollution badhaega.....weise ye hum max IMC aur Tilapia jo ki filter feeder hoti hain unke lie daalte hain....agar Tilapia Poly-liner mein kar rahe hain to probiotics ki madad se development ho jata hai unmein planktons ka....waha avoid hi karein to accha hi hai..... pangasius jeisi machliyon ko nahi lagta ye
taalab mein praakratik bhojan kitna hai wo talab ki paardarshita yani ki transparency pe nirbhar karta hai....weise to har 20 din mein dala jata hai lekin agar paani mein adhik gaadhaapan hai to na daalein...jitni adhik pardarshita utna kam prakratik bhojan aapke talab mein
bahoot khub dost 👍 welcome tothe club 👍
Thank you so much 💖
Bahut achchi jankari hai
Shukriya aapka 🙏 ❤️
Nicely explained 🎉
Well explained 👏 👌
Thank you for watching ❤️
You are great sir
Thanks for give the information
😊 welcome
Tnxyou bhai 🙏🙏 I love you
Thank you for watching ❤️
Thanks, nice process
Great knowledge 🤠
Thank you for watching ❤️
@@RMfisheries bhai agar aap apna WhatsApp number de do to aapse suggestions lene main help hogi
@@narang4554 7000717794
@@RMfisheries thanks
Will see next video then, thank you 😊👍
Dost very nice explained. Keep it up.
Superb
Thank you 😊
WoW
Thank you ❤️
Tq bro
super .
Sir some suggest us to use DAP, UREA and mustard cake. Which method is better?
Super
Machli rahte hue daal sakte hai ye sab ingredients
Can I use waste Decomposer instead of yeast?
Super sir
Monthly kitina baar use kara hai
Niceeeeeeee
1 ekad mai kitne bhiga hota hai bhai
Jada Pani sa vegan sa galta hoga kya
Sir details batya
Aapka sawal samajh nahi paya
Next kitne din me daina chahiye sir
Ek akar me kitna Katha hota hai
Harvester sar Jo tala mein Pani uchhalta hai vah Kahan se milta hai aur kitne ke milta hai is per ek bar video banaen
Aerator hai wo...types of Aerators ka ek video banaya hai .... aur jankari chaiye to 7000717794 par sampark karein
Kya tilapiya ko IMC k sath ek hi pond me pal sakte hai?
Sir, single super phosphate kya role kya hai?
Kya uske bina planktons bana sakte hai?
Aur areators ya propellor se oxygen kaise badhta hai iska ek technical video banayea please.
Ok SAR CG se
achha lagaa🙏🙏
mein fish farming me naya hun...
mere kuchh sawaal hei sir...
120×80 ft ki talab hei...khudai k qakt limestone nikal gaya tha... 6 ft ki gaharai hei... paani 5'6" se bhi jyada hei.... paani gaadhaa hei.... transparent ny ho paa raha..... upaay kya hei gaadhaa ko kam karne ki our transparent hone ki.... phytoplankton kaise kar sakte hei isme....
-- a marginal farmer from Odisha...
Please call me on 7000717794
Ek baar gobar se kaise palankton devlop kare uski jankari dijiye please
Gobar suggest nahi karta main....pani ko pollute karta hai
Is process ko kitnay time baad apply karna chaie ?
Gur kon sa dale
Isko katla aur bighed silver fish khayegi ki nhi
Fish seed dalne ke baat bhi ye chalu Kar Sakta hai or fish pe kya ashar ho Sakta hai
Fish pe koi galat asar nahi hoga agar nishchit matra mein daalenge to.....aur haan fish Seed k bad bhi dalna hai agar aap IMC aur Tilapia kar rahe hain quki is se Inka bhojan ( plankton ) banta hai.....aap kitna bhi upari aahar de dein lekin IMC ko planktons ki zarurat hoti hi h
Gur kin jaga sugar add kr sakty hain
Yes
Soopebe
Aaise Arearor kaha milegi Chhattisgarh me ya iske aas pas
Gujarat mein
Audio recording ghar ja kar bhi kar sakte the na bhai.
Ye pehla video tha channel ka....itna idea nhi tha
Bhaiya iska use barsat me kr sakte hai kya..??
Haan
Bhopal me kaha h apka pond
Berasiya road Bhopal
Jo apne bataya hai usko katla bighed silver rohu ya sab fish isko khayegi ki nhi
Ye plankton ke lie hai....machli ko khilane ke lie....catla rohu ke talab mein hi dalna hai
Feb'21 mein phangas pond mein daal sakte hai kya ?
Depend karta hai sir aapke area mein temperature kya hai.... pangasius temperature sensitive fish hai....shareer pe scales (chilke) na hone ki wajah se thande mausam mein jara si bhi ragdan lagne se infection aane ka khatra badh jata hai....isliye thandi jaane ka intezar karein fir pangasius stock karein
Bhaya machhili choda diya talaba me naya talab he pani thoda. Golia rahete uski nirakarn kiya he aur machhali 100 gm ho gaya hum planton prastut kara sakate
Golia matalb?
5 se 6 दिन के बाद डाल सकते है क्या
Can we use urea and dap instead of ssp?
If yes, then what will be the quantity?
Avoid urea for small seeds....don't have idea about DAP usage
Dap is very good for fish farm
सिर्फ सिंगल सुपर फोस्पेटऔर युरिया से प्लवंग बन सकता है क्या ?बन सकता है तो आधा एकर मे कितना kg का प्रयोग करे
अच्छा प्रोडक्शन तभी होगा जब सारे पोषण पानी में होंगे...केवल उनसे इतना अच्छे से नही तैयार हो पाएगा
Sir trening kare ka price kya hoga mai raipur se hoo
Please is number pe contact kar k poori jaankari detail mein praapt karein
7000717794
Repet Kab Kab karna Hota hai
What will be the procedure to grow Zooplankton in Earthern Pond please suggest 1 acre ratio .
Phytoplankton primary productivity hoti hain kisi bhi aquaculture system ki ......sabse pehle phytoplankton development hota hai kisi bhi plankton juice se....isi phytoplankton ko zooplankton bhi feed karte hain jo ki bad mein dhire dhire khud develop hote hain ...weise kaafi log mahua Khali ka use karte hain achhe zooplankton production k lie but usmein saponin(poison) bhi hota hai jo ki nuksaan kar sakta hai
mixture of mustard oil cake and urea and phosphate.......
1. decomposed mustard oil cake: (150gm/dismel)
2. urea: (100gm/dismel).
3. phosphate: (100gm/dismel).
sir ji ye ghol kitna din dalna hai
Har 15 से 20 दिन में
What about urea?
No need for small fish....you can use for 50g plus fish
Isko liner pound Mein Dal sakte hain kya
Pollution badhaega.....weise ye hum max IMC aur Tilapia jo ki filter feeder hoti hain unke lie daalte hain....agar Tilapia Poly-liner mein kar rahe hain to probiotics ki madad se development ho jata hai unmein planktons ka....waha avoid hi karein to accha hi hai..... pangasius jeisi machliyon ko nahi lagta ye
Mera tilapia culture hai
Probiotic banane ka video dale
Ji bilkul ✨
Turbidity keise control karenge
Alum se....but it depends ki kaun si turbidity hai... plankton or clay?
@@RMfisheries clay
6 mahine mein Aisa samagri kitne bar prayog karna padega talab mein
Mahine mein kam se kam 1 bar use karna chaiye
Dose 30 din k h kya
Paani ki transparency jeise hi agar 35 cm se kam aae to add kijiye slurry
3:57 did you said Single super phosphate?
Yes
@@RMfisheries thanks. You've gained a new subscriber
Thank you 😊❤️
Imc kia kara
Mtlb?
Bhopal ka adress show kiziye mujhe apse treaning chaiye
7000717794 - इस नंबर पर संपर्क करें जानकारी के लिए
@@RMfisheries me bhi bhopal se hu aap adress show kiziye taki apse log jud sakke🙏
Oceana Aquaculture, Harrakheda, Bairasiya road, Bhopal
@@RMfisheries vidieo kafi achi hai....magar apne ye nahi batya ki is tarha ka feed kis fish ko dena chaiye..?
@@rohiniuikey1182 tilapia or IMC k liye bnate hai ye bio feed
Sir kitne din ke antaral me dalna hai please
taalab mein praakratik bhojan kitna hai wo talab ki paardarshita yani ki transparency pe nirbhar karta hai....weise to har 20 din mein dala jata hai lekin agar paani mein adhik gaadhaapan hai to na daalein...jitni adhik pardarshita utna kam prakratik bhojan aapke talab mein
Are you using this plankton only one time a day?
In every 20 to 25 days you have to apply this slurry for plankton production
@@RMfisheries Thik h Sir 👍
Kya cemented tank me ye plankton bana ke use kiya ja skta h kya ?
Haan....kaafi log alag se plankton bana kar use dusre talab mein use karte hain
Siy kya ye plankton pungas Fisk ke liye use kiya ja skta h?
Sir slurry ko daily dalna hai kya pond me
No...water transperancy check kar k
Which plankton is it. Zooplankton or phytoplankton?
Paani mein Sabse pehle phytoplankton develop hote hain ...uske bad zooplankton
@@RMfisheries got in the end of the video. Thanks
गोबर कहां गया?
Bina gobar ban jaega..... phytoplanktons ko multiply karne ke lie jo nutrition chaiye wo hain usme hi... gobar pani mein harmful gas banata hai
अगर बात कर के सुझाव लेना हो तब
9589294426 ( subah 10 se sham 5 k beech call karein )
@@RMfisheries thanks
no dena dost apna
Thank you for watching❤️
7000717794