Your muri masala recipe is awesome. Whenever I make muri my whole family loved it. The taste of masala is exactly like Kolkata muri wala type. Thank you to shared this wonderful recipe 🙏
Didi ye mashala maine try kia tha, aur sabne bahut tarif ki, ekdam se bachpan mai school ke bahar jo jhalmuri milta tha bilkul same, thank you very much.
Iske do version hote hain, geela aur sookha. Ye dry version hai aur jyada din chalta hai. Ismein pyaz lehsun adrakh nahi rehta, geele versiin mein wo hota hai.
Maine Kolkata se jhal Muri masala buy Kiya tha woh black colour ka tha aur aapki recipe Mai colour different hai. Aisa Kyun?? Plz reply. Your recipes are nice.
Thanks for your compliments. Actually jhal mudi ka masala do tarah ka hota hai, sookha aur geela. Geele masale mein pyaj lehsun adrakh bhi dalta hai par sookhe mein nahin. Sookhe masale mein kai log garam masale ke sare ingredients daalte hain jaise badi ilaichi, chhoti ilaichi, dalchini, tejpatta etc. Isse antar pad sakta hai. Aur use kitni der bhoona hai isse bhi color mein antar pad sakta hai.
Agar aap air tight dabbe mein achchhe se moisture se bacha kar rakhengi to 6-9 months chal jayega. Waise bhi usse jyada masalon ko nahin rakhna chahiye, theek bhi hon tab bhi.
Aapka sawaal meri samajh mein nahin aaya? Aap masale ke baare mein poochh rahe hain ya jhal muri ke baare mein? Shayad aapne video bhi nahin dekha. Phir bhi main aapke sawaal ka jawab deti hoon. Jab bhi masale mein jyada matra mein koi bhi aisi cheez dali jati hai jo teekhi ho to wo masala teekha ya teeta hoga aur jis bhi cheez mein ye masala dalega wo cheez teekhi hogi. Is masale mein laal mirch, kali mirch aur laung dala gaya hai, iske alawa methi bhi. Jo ise teeta banate hain. Jhal muri mein ye masala dalta hai aur iske alawa hari mirch aur alag se laal mirch powder bhi dala jata hai. Isiliye wo bhi teeta hota hai.
Your muri masala recipe is awesome. Whenever I make muri my whole family loved it. The taste of masala is exactly like Kolkata muri wala type. Thank you to shared this wonderful recipe 🙏
Deeply overwhelmed by the kind of appreciation you have given. God bless you❤️
Last year I used this recipe to make jhal muri. It tasted very close to the jhal mudi that I had as a child growing up in Kolkata.
Thank you so much for trying. So glad that this recipe took you to your childhood
Didi ye mashala maine try kia tha, aur sabne bahut tarif ki, ekdam se bachpan mai school ke bahar jo jhalmuri milta tha bilkul same, thank you very much.
You are welcome. Bahut khushi huyi ye jankar ki aap sabhi ko ye pasand aaya. Jhal muri ki recipe ye hai:
ua-cam.com/video/8HSsGrYB2lc/v-deo.html
I was searching this recipe.......Thanks.
You are welcome
Thanks for sharing !!! It really is the most authentic recepie ❤
Thank you so much for your appreciation
Supb recipe
Thank you so much ❤️
Nice combo 👏🏻
Thank you so much😊
Maine murshidabad m dekha waha log liquid wala masala dalte h jhal muri m wo kya hota h ?
Aap iske description ko dekhiye. Aapke sawal ka jawab wahan mil jayega
Iske do version hote hain, geela aur sookha. Ye dry version hai aur jyada din chalta hai. Ismein pyaz lehsun adrakh nahi rehta, geele versiin mein wo hota hai.
Very tasty
Thanks a lot. Try kijiye
ধন্যবাদ এত সুন্দর রেসিপির জন্য। আমি এখানে 2 টা মসলা চিনতে পারি নাই। মসলার নাম গুলো লিখে দিলে উপকৃত হব।
চেষ্টা করবো। আমি বাঙালি নেই কিন্তু একটু একটু বাংলা জানি। ইংলিশ বুঝতে পারবেন? ইংলিশ নাম গুলো লিখে দিলাম। চেক করে নিন।
জিরা, লবঙ্গ , গোলমরিচ , মেথি , ধনিয়া , জোয়ান , মৌরি , সর্ষে , কালোজিরে , শুকনো লঙ্কা
Nice
Thank you
Jal Muri Recipe Plz
Wo bhi dali hai. Iske theek upar agar aap mere channel ke videos ko dekhengi. Ye hai uski link:
ua-cam.com/video/8HSsGrYB2lc/v-deo.html
Aunty स्पंज rasgoola... Kaise banta h ek video
Main khud bahut din se soch rahi hoon par abhi doodh ki thodi killat hai
Isha masala ki Nam Kya Hai
Jhal muri masala
I love jhal muri and after adding this masala ... the best.
Thank you so much for your appreciation 🙏🙏
Thik hai
🙏🙏
Maine Kolkata se jhal Muri masala buy Kiya tha woh black colour ka tha aur aapki recipe Mai colour different hai. Aisa Kyun??
Plz reply.
Your recipes are nice.
Thanks for your compliments.
Actually jhal mudi ka masala do tarah ka hota hai, sookha aur geela. Geele masale mein pyaj lehsun adrakh bhi dalta hai par sookhe mein nahin.
Sookhe masale mein kai log garam masale ke sare ingredients daalte hain jaise badi ilaichi, chhoti ilaichi, dalchini, tejpatta etc. Isse antar pad sakta hai. Aur use kitni der bhoona hai isse bhi color mein antar pad sakta hai.
Ok Tq So Much Mam🙏🙏
@@shilpatarwadi9850 you are welcome
that's a very good recipe!
Thank you so much
Thank u
Really I was search of the recipe
You are welcome. I have given the recipe of Jhal Muri also. Do watch
Acha hai anti ji
Thank you so much.
Love from india
Welcome.
Good
Thank you
Jhalmuri ka khatta kaise banate he mam
Nimboo aur aam ke achar ke masale se
Mast
Thank you so much😊
I too was seeing for this
Thank you so much. It is very easy to make. Do try.
Then also try this chatpati Jhal Muri recipe:
ua-cam.com/video/8HSsGrYB2lc/v-deo.html
Ye masala kitne din tak kharab nahi hoga?????
Agar aap air tight dabbe mein achchhe se moisture se bacha kar rakhengi to 6-9 months chal jayega. Waise bhi usse jyada masalon ko nahin rakhna chahiye, theek bhi hon tab bhi.
100 saal tak kharab nahi hoga
@@johnraivlogar6695 common sense waali baat..
04.07.2020........20.47. Hrs...... Saturday.
Thanks for watching
Mashallah Tomar Bangla
ধন্যবাদ 🙏
বাংলায় বলুন
আমি বাঙালি নেই। একটু একটু বাংলা জানি। বাংলায় বলতে পারবো না। এই ঝাল মুরির রেসিপি বিহারের আছে।
Teeta kyon lagta hai please reapply
Aapka sawaal meri samajh mein nahin aaya? Aap masale ke baare mein poochh rahe hain ya jhal muri ke baare mein? Shayad aapne video bhi nahin dekha. Phir bhi main aapke sawaal ka jawab deti hoon. Jab bhi masale mein jyada matra mein koi bhi aisi cheez dali jati hai jo teekhi ho to wo masala teekha ya teeta hoga aur jis bhi cheez mein ye masala dalega wo cheez teekhi hogi.
Is masale mein laal mirch, kali mirch aur laung dala gaya hai, iske alawa methi bhi. Jo ise teeta banate hain. Jhal muri mein ye masala dalta hai aur iske alawa hari mirch aur alag se laal mirch powder bhi dala jata hai. Isiliye wo bhi teeta hota hai.
@@SamayKamSwadUttam good reply
@@krishnagupta9481 thank you
@@krishnagupta9481 I think he was being concerned and asking ki bitter kese hogaya may be he had tired to make it