Odisha has the best delicacies, but it is not promoted properly like other delicacies. We have everything very simple, but tasty and healthy. Thanks for trying Odia food
Aap bihar ka kishanganj jilla ki railway station ke bahar me market me mutton curry milti hai wahan ki bhi video banao na kabhi 😜 Odisa ke log bihar ke logo ko gym ki jaroort nhi padti hai Kiyuki yahi sab karke mast body bann jaati hai 😊 😋mutton bahut badhiya hai
Mujhe food bloging dekhna bhut pasand hai aur near about sabka dekhta bhi rehta hu lekin pata ni kyo mayank bhai ho ya other kisi ka to utna mann se dekhta bhi aapke aage kisi ka review sachha ni lagta na hi muh me pani jabki aap kai jagho pe gaye bhi jaise varchul banjara acchi achhi jagh pe jata waha bhi aapko imagine karta hu ye video aap banate to jaan aa jati
Zeera, dhaniya, Kali mirch ke Bina mutton Ho nahi Sakta,,,ye kesa behuda cooking hai,,,dalte honge batata nhi sayad Bina ye sab masala ke mutton ban nhi payega ,,,agar ban v Jaye toh test less Hoga,,,,
You are good human being ..
Thank you
How far is it from patna if we drive to the resturant.
It's quite far. Check the complete address in description
Bhut km msalo ke sath bnaya gya h l hope tasty hoga ,mere muh me bhi pani aa rha h😋😋
Bhari tasty tha
@@FoodieRobin shi me🙂
Bhaiya pure patna m briyani kaha best milega.
Biryani Mall me thoda sahi milega Kolkata style aur Biryani Grills me Hyderabadi style me.
@@FoodieRobin abhi dubara video dekh raha hu Briyani grills wala🤣yehi jaunga kl
Aaj gaye to the khaye bhi but price kafi jayda tha😢
Nice videos.....❤❤❤❤❤
Thank you
BHAIYA PLZ REGULAR VIDEOS BANANE KI KOSISH KARE.......
Wao
So nice
Robin bhai bahut acha laga video
Thank you
Abhinav ji ki Tarah video banana start kar diye kya.... Robin bhai
Nahi nahi, Anubhav Sir to guru hain
Bro one suggestion : basically mutton k sath usna chawal khaya jaata h . Aur tasty lagega
Yes. Light hota hai kaafi. Lekin mujhe usna khane ki adat nahi
@@FoodieRobin okay
Main hrroj aapke video ka intjar kr rhi thi ab aayega ,ab aayega video 🤔
Abhi Punjab k tour par hu isliye thoda regular nahi hai. Video upload nabi ho pa Rahi thi
@@FoodieRobin ooo chliye koi nhi aapke video ka intjar rehta h
@@FoodieRobinMain Ludhiana se hu agar koi sewa ki jrurat hogi to btaana
Bhai kal ludhiana me hu Fauji Bindra Fish wale k yaha. 1 baje dopehar tak.
Very nice ❤
Bhai kab aaye the? Odisha mein ek meet up toh banta tha
Aap punjab me ho or hamko btaaya bhi nhi .. Ludhiana me jab bhi aao to btaana
Bhai kal ludhiana me hu Fauji Bindra Fish wale k yaha dopehar 1 baje tak
Sahi rate h bhai ... bhagwan apka Bhala kre
Odisha no need masalas yehi hamara khoobsurati hai
Bhai itni garam me kaise banarahe jai
Lov yy bro
Bas bana lete hain bhai
Odisha has the best delicacies, but it is not promoted properly like other delicacies. We have everything very simple, but tasty and healthy.
Thanks for trying Odia food
Robin bhaiya aap Thumbnail pe kaam kijiye
bharpet chawal or gravy likhna chaiye robin bhai ko
उसको पकड़ कर पटना लाइए भैया मात्र 170 में 4 पीस और भरपेट चावल मजा आ जाएगा😅
Patna to le jaayenge par woh khassi ka mans kahan se layenge?
Patna me bhi milta hai
@@tanmayabiswal4396 भाई पटना का शिकायत मत करो पटना में भी खसी का ओरिजिनल मटन मिलता है
Kya aap daily Maans bhakshan krte h??
Yaa hafta me 2 baar??
Jeev ka talab kitne piece me mit jata h aapka??
🙏 make vegan recipes in your videos🙏
Viewers Jayda non veg hi pasand karte hain. Veg daalo to aacha response nahi aata
@@FoodieRobin ghor kalyug 🙏 radha radha radha radha radha radha radha radha radha krishna 🙏
Nice video dekh ke man lalchi ho gaya 😋
Ha ha ha. Thank bhi mazedaar
Nice video bhai
Dhanyawad
Nic video ❤
Or itna din baad ku late h video week m 2 layiye
Video me new editing sahi lag rahi hai ?
@@FoodieRobin pehle se accha h
Aap bihar ka kishanganj jilla ki railway station ke bahar me market me mutton curry milti hai wahan ki bhi video banao na kabhi 😜
Odisa ke log bihar ke logo ko gym ki jaroort nhi padti hai
Kiyuki yahi sab karke mast body bann jaati hai 😊
😋mutton bahut badhiya hai
Mujhe food bloging dekhna bhut pasand hai aur near about sabka dekhta bhi rehta hu lekin pata ni kyo mayank bhai ho ya other kisi ka to utna mann se dekhta bhi aapke aage kisi ka review sachha ni lagta na hi muh me pani jabki aap kai jagho pe gaye bhi jaise varchul banjara acchi achhi jagh pe jata waha bhi aapko imagine karta hu ye video aap banate to jaan aa jati
Bahut bahut dhanyawad Bhai. Mai aur Jayda places cover karunga jaisa.
Haa mast to hogaa hi Dekh kar pat saltaa hai...
Orr Aggg me Banataa hai iss liyee testy hai
Nice
Odhisa me mutton 300 kg h
750.00 per kg
Hamare odisha yahan sabse sasta aur badhia khana milta he jo ki kisi or state me nahi milega
Bahat Din Bad
First view 😮
🎉
Zeera, dhaniya, Kali mirch ke Bina mutton Ho nahi Sakta,,,ye kesa behuda cooking hai,,,dalte honge batata nhi sayad Bina ye sab masala ke mutton ban nhi payega ,,,agar ban v Jaye toh test less Hoga,,,,
Kabhi bana k dekh lo
Bina clean k mutton
Mutton saaf tha. Paani .aar k pahle saaf kar liye the
Itna ghula hua mutton faltu lagta h ..bhdha log khata h..mutton mtlb thoda daat se kichna padey
Sab ka apna apna pasand hai.
@@FoodieRobin shi bole sb ka apna apna psnd 🙂