I had read the character of Karna in my childhood and it inspired me to watch the Mahabharata. I was 11 years old when I saw Starplus Mahabharata. Since then he was my favorite character. I know he made many mistakes in his life but still I can relate more to his character. Galti to sabse hoti h bt agr kisi ki gltiyo se hm kuch seekh pate hai to us galti krne bale k liye b respect aa jti h mn me.. Suryputra karn ❤❤
@@bareillykibarfii2099galtio ki limit hoti hai ....pehle isne jhooth bolkar shiksha li fir duryodhan ke saare adharm me saath dia dyut sabha me panchali ko vaishya kehkar uska vastraharan karwane ka mahapaao kia ....sab kuch jaanke bhi apne bhaiyo ke saath yudh kia aur bhanjo ka vadh bhi kia ....itni galti bardasht nhi ki jaati
@@adityayadav-fq5lv 4 bhaiyo ko jeevandan diya....jeevan bhr Dan kiya.or siksha grahan krna koi glt bat nhi hai..jhoot bola ho ya sach sikhsha hi to li h kisi ka anghoota to nhi katbaya na
कुछ नाम जो शायद अधर्मी होंगे कुछ लोगो की नजर मे - रामधारी सिंह दिनकर जिनकी रचनाएँ पढ़ हम बड़े हुए है, सद् गुरु से, कुमार विश्वास से, आचार्य प्रशांत से, डॉ. विकास दिव्य कीर्ति से, खान सर से, अक्षत गुप्ता और भी बहुत से लोग। या तो ये सब भी पागल हैं जिनका नजरिया कर्ण को लेकर बिल्कुल अलग है। और कितने ऐसे कर्ण को घृणा और द्वेष करने वाले लोग है जो शायद इनको फॉलो भी करते हैं। ज्यादातर तो जातिवाद को सपोर्ट करते हैं, इसलिए भी उन्हें कर्ण नहीं पसंद, लेकिन कब तक टाइम बदल रहा है, जिसकी जो अच्छाइयां हैं उन्हें नकार नहीं सकते ।। । कर्ण इन सबके लिए भी और भी बहुतों के लिए महान थे सदेव, हैं और रहेंगे ।
Main aapke comets dekhta hu sister Arjun nar ke avtar the pichhale janm me Shree Krishn ke chhote Bhai hajaro varsh ki tapseya ki thi arjun ne hamesha dharm ke sath rahe arjun ne kabhi bhi apne AAP KO seresth nahi bataya hamesha se utam banne ka peryas Kiya Arjun ne kabhi bhi har jeet ki bat hi nahi ki arjun ne kaha tha ki mujhe nahi pata kon marega kon jeevit rahega yeh kaha tha kabhi bhi dhyan se dekhna Karo dushri bat pandvo ko pata chal jaata ki karn unake bare Bhai hai to pandav kabhi bhi Yudh hi nahi karte chahe jangal me hi nahi rahena parta
@@bareillykibarfii2099 Because Karna is their elder brother whom they didn't recognise or love like pitamah and guru Dron until that day just because of Kunti's silence. Even Yudhishtir himself said with guilt that had he known that he would surrender Hastinapur to Karna. Also do you know that it was Yudhishtir who found the most guilty among the 5 brothers to becone cause of Karna's death though Arjun too had guilt and trained Karna's son Vrishakethu with archery as his repentence. Bheem didn't was guilt at all as he remembered Ghatotkach's death and he even didn't forgive Dhritarashtra and Gandhari even after 15 years of war
Samay phir se chalte hi arjun be like yeh kya pehle zahar ugal rhe the ab shahad jaisi mithaas sidha priya arjun yeh ho kya rha hai zaroor madhav ki leela hai.😂 I'm sorry itne sad scene pe kidding karna accha nhi lagta. Angraaj karn 😢❤️ Jai Shri Krishna Shubhraatri ❤️🙏🌙
From tomorrow onwards will miss you all Karna fans in CB. There were many Karna fans who had healthy debate with me and some also personally mocked me. Doesn't matter. I have no hate for any of you😊❤️❤️
Saare debate yahi samapt huwa ki Arjun, Sri Krishna or bajrangbali ke hote huye v karn to chhal se mara tha ...marna pada tha kyuki legal or neutral war main karn ko harana Arjun ke liye v possible nehi tha,chahe vo naar hi kyu nehi tha
Karn bhi Arjun ko kabhi hara nhi skta tha,bhagwan ko jldi yuddh khatam karna tha,bhulo mat yuddh kewal 18 din tak chala tha,18 dino me bhism dron aur karn ko marna possible nhi tha,ek ek yoddha 1 saal tk to normally hi yuddh kar skta tha,agar yuddh itne dino tak chalta to kitne sainik mare jate,sena khatam ho jati,kyuki sabke pas normal astra nhi the,maha vinash Kari astra nhi the jisse wo ek bar me puri sena ko mar skte the,to khud socho lambe yuddh me kon bachta yuddh karne ko,main yoddha bhi mare jate to bhi yuddh hi chalta rehta jb tk ek bhi bacha hota,to kab dharm ki sthapna hoti,kab samaj ko dukho se mukti milti,balki dukh badhta hi jata,isliye bhagwan ne sabko jldi chhal se marwa diya,karn shaktishali tha par ajey nhi tha ki koi Hara k mar nhi skta tha,Arjun long time war me hamesha karn par bhari pada h,kahi bhi padh lo Mahabharat me, isiliye karn ko utna hi mahan batao jitna wo tha,koi bhagwan nhi tha,ki Krishna ji hanuman ji hote hue bhi chhal se mare usko,bhagwan to Virat roop dikhane k dauran hi bol diye the ki mai sabko mar chuka hu tu bas nimmit ban Arjun,unko sabko jldi marwana tha isliye unhone ne aisi Leela ki,warna to ek jarasandh ko marne me 28 din Lage the bhim ko,jbki wo bhisma,dron,karn k aage kuch bhi nhi tha,to socho ki bhagwan ne kya vyavastha ki rahi hogi sabki.. krishna bhakt bano Bhai karn bhakt nhi..
@@alisha8873Select one of the two given below Only one word answer allowed, no explanation 1 - Shri Ram or Arjuna 2 - Shri Ram or Shri Krishna 3 - Shiv ji or Vishnu ji
Jiske sath bhagwan bus wo hi mahan baaki sab ki koi ginti ni samarthya dhara ka dhara reh jaata hai agar ishwar ka sath na ho to Arjun jaisa Bano ki bhagwan pag pag mai sath de naaki karna jaisa jisko mrityu ke waqt bhagwan ka sahara prapt hua agar dharm ka sath Diya hota to bhagwan hamesha sath rehte.
bhai, tU kaisa admi hain? Arjun Ko gaali dena aur narayan ko gaali dena same cheez hain. Arjun is The legendary sage nara, Ansh avtar of narayan himself, Ladai kr jitna marzi kintu gaali mt de yrr. Mahabharat ka first Shloka pad le bhai. Halki fulki debate to chalti rehti, Lekin tu Swayam narayan ko gaali de rha.
Jitna gyan Krishna bagwan karn ko derahe hai ki tumne apni problem ko solve karne ke vajae durso ki problem par dyan diya hota to acha hota Surprisingly, kya Pandava dursko ka pratishod hetu yudh kare the kya panchali ke??? Or agar karn apni bahivo ki side aa jate to unke papo se tarnt mujti mil jati. Seriously matlab kuch bhi.
Panjali ko marne ke baad nark mai q dala tha because she was the cause 1) karn ko participate karne na dena or jati pati vo itna sab jan gayi janm ke kuch dino mai hi. 2) na vo Duryodhand ko andhe ka putr bolti na ye sab hota. 3) adhar to pandavo ne bhi bhot kare just like playing duth or apni biwi ko laga dena dav par. but at the end of the day duryodhan was more adarami then pandhav was to krsna ji ne pandhavo ki side li bechmai karn fase rahe gaye.
Zzara bata to kidhar likha hai ki panchali nark me gayi thi. UA-cam wala gyan idhar mat do. Mahabharat book me saf saf likha hai ki wo ek illusion tha aur draupadi ko indra dev ne swayam sree bataya hai jab yudhishthir ne prashn kia ki wo kon hai swarga me. Tumlog yarr swargalakshmi ko hi nark me bhej rahe ho😂 itni andhbhakti bhi sahi nahi hai😂
@@rachit676 yup vo illusion tha but yudhishthir admitted it that he had done wrong Jo usne apni biwi jo dav par lagaya and thus he states he wants to stay in narak with his family.
My boy Duryodhan 😅 had invested in wrong person. He is the biggest reason for duryodhan failure. Zero tactics in battle. Had the chance to kill other pandavas, choose to betray his friend instead. Never keep a friendship with this type of double standard person. 😅 He was supposed to be faithful to duryodhan because of duryodhan he became king 😅. If duryodhan had not made him king 😤 he would be nothing. Just nothing.
Kya sab faaltu mein ladte rehte hai 😂😂 Koi kisi ka mann badal hi nhi skta. Jo Karna fans hai woh Karna fans hi rahenge hamesha jivan bhar aur jo Arjuna fans woh uske fans hi rhenge jivan bhar. Faaltu ladna band kro, apne apne hero ki taarif kro bas 😂😂
Kesi bate krre h us copy paste ki dukan ko bhool gye bo b kbhi karn fan tha..isiliye sbko convince krne ka try krta reta h bt bo serial dekke karn fan bna tha😅
@@bareillykibarfii2099 Ek do exception hote hai yrr but generally koi change nhi krta. Ek baar ban Gaye toh ban gaye, overall India mein 80-20 ratio hai in favour of Karna waise bhi. Baaki 20 na bhi aage toh koi dikkat nhi
@indraneelsarkar8590Are bhai, kitne Karna fans ko Arjuna fans mein convert kr paaye aap yeh proofs dekr. Koi party nhi badalta bhai. Dikkat yeh hai ki jis book ke reference tum dete ho usi book mein Karna ke favour wali cheeze bhi likhi hai. Har koi cherrypicking kr skta hai Indraneel bro, samjho yeh baat
@indraneelsarkar859080-20 hi hai bhai, aap khud kehte ho ki Kalyug hai Kalyug hai, ab khud deny bhi kr rhe ho Karna fan base ko. Yeh comment section is not India bhai. Desh mein Karna lovers hi jyaada hai aur yahi Satya hai
@indraneelsarkar8590Mai Kasam khaa kr keh skta hun Maine jitne bhi logo se pucha ki unka favourite character kon hai Mahabharat ka, sabne Karna hi answer Diya hai mujhe Aaj Tak. This itself proves bhai
Poora fake scene. Mujhe kasam se bilkul rona nahi aata ye scenes dekhkar. Qki rahega to ye adharmi hi. Serial walo ne bht sympathy dilai hai isko. Aur arjun ne uski gardan udai thi ye dikhaya hi nahi. Fir bhi rest in peace angraj karna😢
Shree krishna already foretolled n predicted this scenario before their final faceoff n addressed all this to brihannala n asked brihu arjun that u only have to shoot nothing else . I have made all the arrangements for you ! Here ( shree krishna) said that he will create an opportunity in upcoming future And on my command u only have to strike when karna was deprived off his dhanush n chariot n trying to get his chariot out . Narayan has already told about this scenario to him long back then. Krishna said There win occur one opportunity for his slaughter. When his car-wheels will sink in the earth, availing thyself of that opportunity, thou shouldst slay him in that distressful situation. I will make thee a sign beforehand. Warned by it, thou shouldst act. The vanquisher of Vala himself, that foremost of heroes, wielding his thunder, is incapable of slaying the invincible Karna while the latter stands weapon in hand.
@@souvikdubey2787 Source _ your Abbu (me) said so from holy book 🤙😂 Ved Vyas Mahabharat , Drona Parva Chapter 1132(155) . Karna is like a cloud with divine weapons, showering down rain. However, having been deprived today of what was given to him by Shakra, he has become human. There is now an opportunity to kill him, one that the insolent one has brought about through his own insolence. He will face a hardship when the wheel of his chariot sinks. That is the time to kill him and I will signal the moment to you in advance.
Is samaj ko utni hani adharmiyo se nahi hoti jitni dharm gyaniyo ki niskriyta se hoti hai👍☺
So true ❤
Karana is a real person in Mahabharat
Talent can never beats Truth
I had read the character of Karna in my childhood and it inspired me to watch the Mahabharata. I was 11 years old when I saw Starplus Mahabharata. Since then he was my favorite character. I know he made many mistakes in his life but still I can relate more to his character.
Galti to sabse hoti h bt agr kisi ki gltiyo se hm kuch seekh pate hai to us galti krne bale k liye b respect aa jti h mn me..
Suryputra karn ❤❤
Same, Maine bhi bachpan mein padha toh kaafi inspiring laga tha and kaafi relatable bhi laga the Karna mujhe
@@sparsh__bhardwaj 😊hm
@@bareillykibarfii2099galtio ki limit hoti hai ....pehle isne jhooth bolkar shiksha li fir duryodhan ke saare adharm me saath dia dyut sabha me panchali ko vaishya kehkar uska vastraharan karwane ka mahapaao kia ....sab kuch jaanke bhi apne bhaiyo ke saath yudh kia aur bhanjo ka vadh bhi kia ....itni galti bardasht nhi ki jaati
@@adityayadav-fq5lvAbe tu kyon convince krne ki try krta rehta hai har kisi ko 😂😂
@@adityayadav-fq5lv 4 bhaiyo ko jeevandan diya....jeevan bhr Dan kiya.or siksha grahan krna koi glt bat nhi hai..jhoot bola ho ya sach sikhsha hi to li h kisi ka anghoota to nhi katbaya na
कुछ नाम जो शायद अधर्मी होंगे कुछ लोगो की नजर मे - रामधारी सिंह दिनकर जिनकी रचनाएँ पढ़ हम बड़े हुए है, सद् गुरु से, कुमार विश्वास से, आचार्य प्रशांत से, डॉ. विकास दिव्य कीर्ति से, खान सर से, अक्षत गुप्ता और भी बहुत से लोग। या तो ये सब भी पागल हैं जिनका नजरिया कर्ण को लेकर बिल्कुल अलग है। और कितने ऐसे कर्ण को घृणा और द्वेष करने वाले लोग है जो शायद इनको फॉलो भी करते हैं। ज्यादातर तो जातिवाद को सपोर्ट करते हैं, इसलिए भी उन्हें कर्ण नहीं पसंद, लेकिन कब तक टाइम बदल रहा है, जिसकी जो अच्छाइयां हैं उन्हें नकार नहीं सकते ।। । कर्ण इन सबके लिए भी और भी बहुतों के लिए महान थे सदेव, हैं और रहेंगे ।
Me jaat hu Lakin karn ji Jasa koyi nahi
Lord Krishna ji khud bhi Maan Gaye Karna ke samarthya at 3:30
Dhalti raat ka ik musafir
Subahaa alvida keh chala
Jeete jee tera ho saka na
Marke haq adaa kar chala 💔💔
Karan is best ❤️
Danvir Karn☀🏹 Ka Aakhri samye😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭❤❤❤❤❤
6:24 agar arjun ko pata hota to vo usi samay sastro ka tyag kar deta 😊❤
My boy Duryodhan will have emotional damage 😢 Now
Angraj karna rip 😢😢😢😢
ANGRAJ KARN !!!!
Ab emotional scene hoga
Yadi jit taye ho toh koi bhi arjun ban sakta hai aur yadi haar taye ho toh karna banna muskil hai aaise mahaveer ko sadar pranam karta hu 🙏🔥💖
Mujhe khabhi paranam ni karke jata tu khabhi School,
Kya bat Karn ko 9 papa bana liya tune
Sahi kaha aapne bhai
Baat yehi hai ki Yadi jit jaye to koi bhi Arjun ban sakta hai
Par agar koi Arjun ban jaye to har jit uska name ho jata hai 😊
Bhy serial Dekho entertainment ke liye reality Janna haii to granth padhke auuu
One man army arjuna
Kya Yar Ek Accha khasa yodha Khamakha Apni moorkhta ke Karan mara gya. Iski Akad hi le doobi ise 😂😂
Jai Shree Krishna❤🕉
Iske comment mai sirf last ke shabd aache hote hai baki andbhakti 😂😂😂
@@Aayushhhhhh-bw8mnbeta ese bat karte hai hazar bar samjhya hai dhang se bat kar sabse apne sanskar ese dikhate hai .
Abhi to mama Shakuni Ka seen ayega Lord krishna ke sath,🤣🤣🤣
@@Sachingarg-uj7xwyeah its Also so Epic Seen Coming 😆😆 I love that part
Yadi jeet nishchit ho to koi b arjun ban skta h pr jb har nishchit ho tb karn bnna muskil hai...❤❤
Main aapke comets dekhta hu sister Arjun nar ke avtar the pichhale janm me Shree Krishn ke chhote Bhai hajaro varsh ki tapseya ki thi arjun ne hamesha dharm ke sath rahe arjun ne kabhi bhi apne AAP KO seresth nahi bataya hamesha se utam banne ka peryas Kiya Arjun ne kabhi bhi har jeet ki bat hi nahi ki arjun ne kaha tha ki mujhe nahi pata kon marega kon jeevit rahega yeh kaha tha kabhi bhi dhyan se dekhna Karo dushri bat pandvo ko pata chal jaata ki karn unake bare Bhai hai to pandav kabhi bhi Yudh hi nahi karte chahe jangal me hi nahi rahena parta
@@SurjeetSingh-lb1moPitamah orr guruji se yudh krne ko ready hogya to ky apne bhai se nhi krte??
@@bareillykibarfii2099 Because Karna is their elder brother whom they didn't recognise or love like pitamah and guru Dron until that day just because of Kunti's silence. Even Yudhishtir himself said with guilt that had he known that he would surrender Hastinapur to Karna. Also do you know that it was Yudhishtir who found the most guilty among the 5 brothers to becone cause of Karna's death though Arjun too had guilt and trained Karna's son Vrishakethu with archery as his repentence. Bheem didn't was guilt at all as he remembered Ghatotkach's death and he even didn't forgive Dhritarashtra and Gandhari even after 15 years of war
@@harikrishnank1996 ohk😊
thik h 😂
Samay phir se chalte hi arjun be like yeh kya pehle zahar ugal rhe the ab shahad jaisi mithaas sidha priya arjun yeh ho kya rha hai zaroor madhav ki leela hai.😂
I'm sorry itne sad scene pe kidding karna accha nhi lagta.
Angraaj karn 😢❤️
Jai Shri Krishna Shubhraatri ❤️🙏🌙
Moment at bhai moment hai at 4:12
From tomorrow onwards will miss you all Karna fans in CB. There were many Karna fans who had healthy debate with me and some also personally mocked me. Doesn't matter. I have no hate for any of you😊❤️❤️
Mere smjh me ye nhi aaya serial maker ne sbko bhgwan se sbko gyaan dila diya yudh shuru hone se phle hi dedete jisse ye phle hi smjh jate😂😂
Wohi toh mein kehta Hu tu konsa paradise mahabharat Read ki Hai 😂😂😂 only u know hypocrisy 😂😂😂
Man na padega jaha arjun ki weak wing reveal hoti hai woha arjun ke died hard fan show hojata hai like deepubana 😂😂😂
Man na padega karn ki Legacy dekh ke pichwade fat jati Hai 😂😂😂
Hypocrisy admi 😂😂😂
Kon he log kaha se ajate Hai 😂😂😂
Finally Karna got rid of duryodhan slavery 😅 but never mind Ashwathama will do the rest 😅
Karna ka sabse bada balidaan ❤❤
Bhishma, Drona, Karna aur Abhimanyu😢😢😢
@@harikrishnank1996❤🙏
@@harikrishnank1996 aur uttar bhi 🥲
@@shuvro3333 Ham. Wo hai pahla balidaan😢
Iske baad mama Shakuni vadh.. Sbse funny 😂
Will happen on Friday😂😂
@@harikrishnank1996 koi nhi.. Tab tak mama ko thoda dyut khel lene dijiye 😅
Main toh mama shakuni ki death ka wait kar Raha ho Mahabharata main sab se dekhne like ye he pal hain 😂
Saare debate yahi samapt huwa ki Arjun, Sri Krishna or bajrangbali ke hote huye v karn to chhal se mara tha ...marna pada tha kyuki legal or neutral war main karn ko harana Arjun ke liye v possible nehi tha,chahe vo naar hi kyu nehi tha
Karn bhi Arjun ko kabhi hara nhi skta tha,bhagwan ko jldi yuddh khatam karna tha,bhulo mat yuddh kewal 18 din tak chala tha,18 dino me bhism dron aur karn ko marna possible nhi tha,ek ek yoddha 1 saal tk to normally hi yuddh kar skta tha,agar yuddh itne dino tak chalta to kitne sainik mare jate,sena khatam ho jati,kyuki sabke pas normal astra nhi the,maha vinash Kari astra nhi the jisse wo ek bar me puri sena ko mar skte the,to khud socho lambe yuddh me kon bachta yuddh karne ko,main yoddha bhi mare jate to bhi yuddh hi chalta rehta jb tk ek bhi bacha hota,to kab dharm ki sthapna hoti,kab samaj ko dukho se mukti milti,balki dukh badhta hi jata,isliye bhagwan ne sabko jldi chhal se marwa diya,karn shaktishali tha par ajey nhi tha ki koi Hara k mar nhi skta tha,Arjun long time war me hamesha karn par bhari pada h,kahi bhi padh lo Mahabharat me, isiliye karn ko utna hi mahan batao jitna wo tha,koi bhagwan nhi tha,ki Krishna ji hanuman ji hote hue bhi chhal se mare usko,bhagwan to Virat roop dikhane k dauran hi bol diye the ki mai sabko mar chuka hu tu bas nimmit ban Arjun,unko sabko jldi marwana tha isliye unhone ne aisi Leela ki,warna to ek jarasandh ko marne me 28 din Lage the bhim ko,jbki wo bhisma,dron,karn k aage kuch bhi nhi tha,to socho ki bhagwan ne kya vyavastha ki rahi hogi sabki.. krishna bhakt bano Bhai karn bhakt nhi..
Mhanayak Arjun ❤
Karan ko bhi mukti mil gyi aaj 😊🙏 aab santi se aage ke episode dekh paungi.. Bina koi comment war ke 😅
Heyy, tumhare saath bhi question answer game khelu??
One word mein answer Dena hoga, no explanation. Batao?? Not related to Karna Arjuna at all
@@sparsh__bhardwaj ok i will try to answer 😅 par sirf entertainment ke liye.. Koi serious ya karan arjun pe debate nahi 🙏😊
@@alisha8873Select one of the two given below
Only one word answer allowed, no explanation
1 - Shri Ram or Arjuna
2 - Shri Ram or Shri Krishna
3 - Shiv ji or Vishnu ji
@@sparsh__bhardwaj shri ram
Shri krishna aur vishnuji ( vese sab ek hi hai 🥰 )
@@alisha8873 That I know, yeh toh bas kuch Jaan ne ke liye puch rha. Ab final choose between these two
Vishnu ji or Shri Krishna
Karn and krishna bhai the
Ab yeh aayush namak virus kahtam hoga coment section se 🎉😂
Pehle comment spelling likhna sikho fir kisi or ko virus bolna, Arjun jeisa dam nehi aayege Karn ko gaali dene
Jiske sath bhagwan bus wo hi mahan baaki sab ki koi ginti ni samarthya dhara ka dhara reh jaata hai agar ishwar ka sath na ho to Arjun jaisa Bano ki bhagwan pag pag mai sath de naaki karna jaisa jisko mrityu ke waqt bhagwan ka sahara prapt hua agar dharm ka sath Diya hota to bhagwan hamesha sath rehte.
karn ki grdn alg hogyi thi 😂
Teri buddhi tujhse kab divide hogi 😂😂😂 mein wohi soch raha hoohn 😂😂😂
Hypocrisy ki bi koi limit hoti hai 😂😂😂
Pagal admi 😂😂😂
Deepubana ki fat ti Hai karn ki jb appreciate hota Hai toh 😂😂😂 bada maza ata Hai arjun ki decide hard Fan walo ki 😂😂😂
All time bhagoda famous person 😂😂😂
Karna amar ho Gaya.
Feeling sorry for coward napunshak arjun
bhai, tU kaisa admi hain? Arjun Ko gaali dena aur narayan ko gaali dena same cheez hain. Arjun is The legendary sage nara, Ansh avtar of narayan himself, Ladai kr jitna marzi kintu gaali mt de yrr. Mahabharat ka first Shloka pad le bhai. Halki fulki debate to chalti rehti, Lekin tu Swayam narayan ko gaali de rha.
@@souvikdubey2787 first shlok isi mahabharat ka BGM hai - Narayanam naskritryai naram chaiv narottamam
Jitna gyan Krishna bagwan karn ko derahe hai ki tumne apni problem ko solve karne ke vajae durso ki problem par dyan diya hota to acha hota
Surprisingly, kya Pandava dursko ka pratishod hetu yudh kare the kya panchali ke???
Or agar karn apni bahivo ki side aa jate to unke papo se tarnt mujti mil jati.
Seriously matlab kuch bhi.
Bhai chakke ke samarthya ko salam hai,, itna kushal yodha jo pahiya nikalte samay yodha kaa vadh kar diya aisa yodha sayad hi kabhi hoga 😢😢😢😢
Ramanand sagar plz
Panjali ko marne ke baad nark mai q dala tha because she was the cause
1) karn ko participate karne na dena or jati pati vo itna sab jan gayi janm ke kuch dino mai hi.
2) na vo Duryodhand ko andhe ka putr bolti na ye sab hota.
3) adhar to pandavo ne bhi bhot kare just like playing duth or apni biwi ko laga dena dav par.
but at the end of the day duryodhan was more adarami then pandhav was to krsna ji ne pandhavo ki side li bechmai karn fase rahe gaye.
Basically Mahabharat is all about Lord Krishna selecting the side with less Adharma
Pandava - Less Adharma side
Kaurav - More Adharma side
Zzara bata to kidhar likha hai ki panchali nark me gayi thi. UA-cam wala gyan idhar mat do. Mahabharat book me saf saf likha hai ki wo ek illusion tha aur draupadi ko indra dev ne swayam sree bataya hai jab yudhishthir ne prashn kia ki wo kon hai swarga me. Tumlog yarr swargalakshmi ko hi nark me bhej rahe ho😂 itni andhbhakti bhi sahi nahi hai😂
@@sparsh__bhardwaj agreed
@@rachit676 yup vo illusion tha but yudhishthir admitted it that he had done wrong Jo usne apni biwi jo dav par lagaya and thus he states he wants to stay in narak with his family.
@@rachit676 sir app batao konsi Mahabharat padi hai apni?
Arjun is always best
Without Duryodhan, Karna is nothing 😅 All hail Duryodhan. Now the actual battle starts Duryodhan vs Whole World ❤
Ye or v mahaan h ... duryodhan ke pujari h ye
Don't need karna gyan 😂. Skipping this. He still didn't ask forgiveness from draupadi for the insult, he said about her.
Then get out no one cares 😂😂
@@Aayushhhhhh-bw8mnyou care that why you are commenting 😅
@@WoeFootball you comment so i will reply it's my right and you skip this no one cares 🤣🤣
@@Aayushhhhhh-bw8mnwho is asking about your right 😅 but you are commenting to me, so it will be mine matter 😅
@@Aayushhhhhh-bw8mnUss ki jal gayi hai buri tarah bhai 😂😂
He was supposed to die on spot 😅 but ....😅
Not possible in real only in your dream 😂😂
@@Aayushhhhhh-bw8mnIt happens only in your dream 😅
@@WoeFootball andbhakt be like :
@@Aayushhhhhh-bw8mnAndha to tujhe mein karunga kitna nalayak ho gya hai tu sharam dharam hai tere palle mein ki nhi
@@Aayushhhhhh-bw8mnI always skip fake hindu people that what gita taught me 😅
My boy Duryodhan 😅 had invested in wrong person. He is the biggest reason for duryodhan failure. Zero tactics in battle. Had the chance to kill other pandavas, choose to betray his friend instead. Never keep a friendship with this type of double standard person. 😅 He was supposed to be faithful to duryodhan because of duryodhan he became king 😅. If duryodhan had not made him king 😤 he would be nothing. Just nothing.
Kya sab faaltu mein ladte rehte hai 😂😂
Koi kisi ka mann badal hi nhi skta. Jo Karna fans hai woh Karna fans hi rahenge hamesha jivan bhar aur jo Arjuna fans woh uske fans hi rhenge jivan bhar. Faaltu ladna band kro, apne apne hero ki taarif kro bas 😂😂
Kesi bate krre h us copy paste ki dukan ko bhool gye bo b kbhi karn fan tha..isiliye sbko convince krne ka try krta reta h bt bo serial dekke karn fan bna tha😅
@@bareillykibarfii2099 Ek do exception hote hai yrr but generally koi change nhi krta. Ek baar ban Gaye toh ban gaye, overall India mein 80-20 ratio hai in favour of Karna waise bhi. Baaki 20 na bhi aage toh koi dikkat nhi
@indraneelsarkar8590Are bhai, kitne Karna fans ko Arjuna fans mein convert kr paaye aap yeh proofs dekr. Koi party nhi badalta bhai. Dikkat yeh hai ki jis book ke reference tum dete ho usi book mein Karna ke favour wali cheeze bhi likhi hai. Har koi cherrypicking kr skta hai Indraneel bro, samjho yeh baat
@indraneelsarkar859080-20 hi hai bhai, aap khud kehte ho ki Kalyug hai Kalyug hai, ab khud deny bhi kr rhe ho Karna fan base ko. Yeh comment section is not India bhai. Desh mein Karna lovers hi jyaada hai aur yahi Satya hai
@indraneelsarkar8590Mai Kasam khaa kr keh skta hun Maine jitne bhi logo se pucha ki unka favourite character kon hai Mahabharat ka, sabne Karna hi answer Diya hai mujhe Aaj Tak. This itself proves bhai
Poora fake scene. Mujhe kasam se bilkul rona nahi aata ye scenes dekhkar. Qki rahega to ye adharmi hi. Serial walo ne bht sympathy dilai hai isko. Aur arjun ne uski gardan udai thi ye dikhaya hi nahi. Fir bhi rest in peace angraj karna😢
Ur life is perfect only imperfect life people who are impulsive can understsnd this and people who trust others
Arjun is so luchy
Shree krishna already foretolled n predicted this scenario before their final faceoff n addressed all this to brihannala n asked brihu arjun that u only have to shoot nothing else . I have made all the arrangements for you !
Here ( shree krishna) said that he will create an opportunity in upcoming future
And on my command u only have to strike when karna was deprived off his dhanush n chariot n trying to get his chariot out .
Narayan has already told about this scenario to him long back then.
Krishna said
There win occur one opportunity for his slaughter. When his car-wheels will sink in the earth, availing thyself of that opportunity, thou shouldst slay him in that distressful situation. I will make thee a sign beforehand. Warned by it, thou shouldst act. The vanquisher of Vala himself, that foremost of heroes, wielding his thunder, is incapable of slaying the invincible Karna while the latter stands weapon in hand.
Source - Sonyputra Karn and Trustme bro😂
@@souvikdubey2787Bhai,jiski DP laga rkhi hai usko bol practice pr dhyaan de aur Shaheen ko khelna Sikh le 😅😅
@@souvikdubey2787 Source _ your Abbu (me) said so from holy book 🤙😂
Ved Vyas Mahabharat , Drona Parva Chapter 1132(155) .
Karna is like a cloud with divine weapons, showering down rain. However, having been deprived today of what was given to him by Shakra, he has become human. There is now an opportunity to kill him, one that the insolent one has brought about through his own insolence. He will face a hardship when the wheel of his chariot sinks. That is the time to kill him and I will signal the moment to you in advance.