English m agr full stop vha pr na lga kr jha hona chaiye uski jagha khi or lga diya jha ek sentence khtm ho rha h or uske baad capital s he start kiya h nya sentence to bhe y mistake maani jaygi?
Full stop comma ki mistakes ssc count nahi karta Lekin full stop lagna tha aur aapne nahi lagaya us wajah se aap capital me bi nahi likh payege to waha half mistak count hogi
Sir jese hume शिक्षा शास्त्री aise likha ya phir शिक्षाशास्त्री ese to isme konsa sahi or galat hoga or ssc isme mistake kese count karega plz reply ye ek bhut bada doubt h mera
Sir SSC steno ke liye english shorthand ke liye kailash chandra sufficient hai ya phir kuch aur please 🙏🥺 reply
Sir UPPSC aps mai kaise hoga
Shorthand ki copy bhi check hoti h kya anyone reply
Sir पूर्ण विराम की गलती होती है क्या हिंदी स्टेनो मे
Ha
Sir english walo ke leye kya kailash chandra sufficient hai ya nahi. Please reply.
Sir hindi me ardhviram ( , )ki truti mani jati h kya
Iski .5 mistake count hota hai Orr poorn viram ka 1 mistake
@@natureclicker..5592jab gyan na ho to gyan nahi 14na chahiye
Dictation ramdhari gupta khand 1 nd 2 se bahar to nii jati na
English m agr full stop vha pr na lga kr jha hona chaiye uski jagha khi or lga diya jha ek sentence khtm ho rha h or uske baad capital s he start kiya h nya sentence to bhe y mistake maani jaygi?
Full stop comma ki mistakes ssc count nahi karta
Lekin full stop lagna tha aur aapne nahi lagaya us wajah se aap capital me bi nahi likh payege to waha half mistak count hogi
@@ShorthandGurujiOfficial and what if jha lgana tha vha to lgaya h or extra bhe khi lga diya h uske baad capital s bhe start kiya h ?
@@simransharma9570aapke skill tests me kitne percentage mistakes the?
Sir jaise यही ki jagah यह likh Diya toh mistake half hogi ya full ?🙋🙋🙋🙋🙋🙋
Sir jaise bola gya ( rastrapati mahodaya) but maine likha ( rastrapati mahashya ) to isme kitni glti count hogi
1
Sir ... possible ho to allahabad high court stenographer k liye bhi mistakes kaise count hota hai ...?? Eske baare bhi jarur btayiye. please sir
Sir इसपर or इस पर dono me se kon sa sahi hoga wha?
Second wala
Sir ramdhari gupta ke dictation jaisa level hi rhega na usse tough to ni ayega..?
Na na
Di apke marks kitne hain
@@stenographersonamsharma7734 140
@@parulverma8081 ji namber sand kr na
Sir grade d k liye to khnd ek or do enough j but grade c k liye btao Khan se kre
Sir comma , puran viram, alp viram inki galtiyan count hoti hai kya ssc steno me ?
Yes
Vh category k liye kitni galti maf hoti h
Font nhi bataya Sir?
SSC me bht saare font hote h brother.
सर जैसे अगर कि/की में कैसे अंतर पता करेंगे कि कौन वाला बोला गया है। या फिर बोला जाता है जाए /जाय में किए पता करेंगे कि कौन सा बोला गया
Bolne se spasht bola jata hai, Ur thoda grammar achha hoga to easy to understand hota hai, fir bhi mene ek video banayi hai use dekh lijiye
Konsi video h is pr sir
Copy kitne pages ki milegi or kis type ki
Steno pad
Ews walo ki Kitni mistake maf hoti h koi btao plz
10% grade d 7% grade c 👍
Kruti Dev 010 rhta hai
Sir steno iti ke baare me bhi btaiye kuch🙏🙏🙏🙏
typing font aur keyboard kaun -kaun sa dete hai
Sir jabki ik sath kese likhe hindi steno mai
Shabd chinh h
यहाँ या यहां कौन सा उपयोग करें
चंद्र बिंदु
Sir यदि हिंदी लिपि में dictation note करे तो वो check होगी या फिर shorthand मे ही dictation note krni है।
Ews k kiye liye kitni glti maaf rhegi ??
10%
Sir full stop ki mistake count hoti h ya punctuation ki ?????
Nhi, lekin English me full stop ki wajah se capital letters ki mistake bn jati h wo wo count hoti hai
Sir font ke bare me nahi bataye.
Please sir comments me bata dijiye.
Mangal inscript, remington cbi aur ab to kruti dev bi milta h
Ews m kitni mistake maaf h
Ye to is bar ka notification aane do tb pata chalega
Sir aap kaha se hai
Up
Up me kha se
Sir extra para ki mistake kitni hogi matter check hoga ya nahi. Please bata digia
Sir comma or purnviram ki koi galti nahi hoti na ssc me
Diya to nhi h
Or sir whan comma purd viram nhi tha hmne lga diya to mistake count hogi ya no
Full stop ki galti kese count hoti h?
Full stop ki 1 Orr comma ki .5
Sir .. transcription m backspace allow h ki ni...mtlb pure transcription k bad editing...
Yes
Allow hai
sir isme chandr bindu ke uase krna h ky or ank or patishat ank me likhna h ya hindi me
sir paragraph ki mistakes kaise count hoti hain? please sir reply. its is important
Tension mat lijiye paause dete h para ata h to
Aur ni bi diya to dont worry count ni hogi error
Sir jese hume शिक्षा शास्त्री aise likha ya phir शिक्षाशास्त्री ese to isme konsa sahi or galat hoga or ssc isme mistake kese count karega plz reply ye ek bhut bada doubt h mera
Ek me rahta hai
Matlab sir me samjhi nhi
Or ssc me font size kya rheta h
Shikshashashtri ek me hi rahta hai
Paragraph galat jgh change krne pr kitni galti count hoti h
Zero
Sir ji himachal pradesh staff selection commission ka rule isse bahut alg hai steno evaluation ka
HPSSC Ka kya rule hai ?
Bhai mere ews category me grade D me 125.66 hai aur mera skill test bahut hi achha hua hai, kya final selection ho sakta hai????????? reply me please.
Ha cutoff ko dekh to lgta h ki ho jana chahiye apka
Bhai , skill test hindi mai tha ya english
Bhai ews category m skill test mai kitni mistakes maaf hoti h
@@pratibhachauhan7999 7%
@@birendrakumar8260 ews mai c grade m 7 % or D m 10%
sir meri 63 mistakes thi obc d grade mai but 10% of 800 to 80 hua tab bhi ku qualify nahi hua
Ur category se h?
सर आपने बताया कि एक शब्द गलत हो गया और वही शब्द कई बार आये तो एक बार ही गलत माना जायेगा, क्या ऐसा रेलवे में भी होता है क्या..
Itna spast railway me abhi to nhi padha mene, lekin jo kisi k naam aa jate h ansune unki galti maaf ho jaati hai agar unhe hm galat likh dete h
👌