Bhbhut sukriya aap ka mene pahli baar vrth kiya apke margdarshn se aap ko hardye❤ se dhnyawad 'aap ek angel hai isver ki jo bgvaan ki upsna ya ashth karne wale bhgt ki madd karti hai '🙏🏼🙏🏼🙏🏼 apko mera charn sparsh 🙏🏼😇
Thanks di me 5 saal pahle ye vart last day ka ki thi par puri jankaksri na hone ki wajah se continue nahi ki par is saal maa lakshmi ki kripa se aap ka video dikha so maine aap ke marg darshan me vart kiya16dino ka
Mam please btaye parivaar me baccha ho gya hm gye to nhi h lekin khas chacha sasur ke bete ko beti hui h pooja aage kese kre mam please btaiye samapan samagri kese de ya agli saal kre aur chauki kese htaye beti se krwa sakte h pooja lekin beti chhoti h sari vidhi nhi kr payegi please mam 🙏 btaiye
Mam 16 samagri ki shakhayen me ham ek .ek samagri ka dan karte he to usme haldi ghat ki shakhayen kitni rakhna hai oe pan shupari oe long elaeche ki shakhayen kitani rakhna chahiye
Daily puja ka bhog kya padosiyon ko v de sakte hain kya,kaam wali ko ghar le jane ke liye de sakte hain kya.or suhag ka jo saman chadhaya h phle din wo v kis kis ko de sakte hain
Jay mahalaxmi ma mem paran ka matalab kya hai or paran kyo karte hai or jo log ૧૬din falahar karte hai kya vo bhi kar sakte hai ya fir ૭tarik ko mata ke mandir me dan karne bad vrat khulta he to ૬tarik ko chandra ko ardh dene ke baad vrat khulta hai
जीजी आटे मे भी नमक नही डालना है मेन तो पहले दिन सेंधे नमक काम शाभक बना के खाया था और दूसरी बार खीर पूरी और बीना लसून प्याज की सबजी तो कही मेरा व्रत तो खराब तो नही हूआ है कृपा मूझे जवब दे🙏🙏
Manisha ji radhe radhe Meine Laxmi ji ke 16 din wali Pooja ki hai aur Laxmi ji jaha sthapit hai mandir mein wahi meine dhaga aur durva chadhayi hai aur daily Pooja bhi wahi ki hai Toh ab asthmi ke din mein chauki lagaun tab wahi Laxmi ji ko utha skte hai kya ? Ya wahi jaha sthapit ki hai wahi krlu Pooja Aur hathi ko Laxmi ke paas rakhlu asthmi ke din chauki pe ya wahi Laxmi ji jaha sthapit hai waha ? Plz reply
Namaste Manisha ji, what shall we do with the sringar items of Mata Laxmi which we offer on Diwali night or the Laxmi puja done on the fortnight of Purnima. Because Diwali Laxmi puja or purnima Laxmi puja is one night puja so, shall we keep the Sringar along with the soop with us and distribute little bit with others or have to give it to the pandit ji along with the soop like done in Radha Ashtami. Please enlighten us😊
दीदी इस व्रत में रात्रि जागरण किया जाता है सोया नहीं जाता है हम सब लोग तो पूरी रात में भजन कीर्तन करते हुए जागरण करते है और फिर सुबह मां की आरती करते हैं और फिर मंदिर में जाते हैं क्या ये सही नहीं है कृपया समाधान कीजिए 🙏🏻🚩
Agar last day periods ho jaye toh akhiri din ki puja kaise kare aur unhe bhog kaise chadhayein aur Chandra ko argah kaise definitely? Kripya samadhaan btaye
Mam 7th ko Saturday haikya Saturday ko kalash hata sakte hai aur ye clear bata de ke matti ke mata Lakshmi ke murti ka visarjan chand dekhane ke baad use din ker de ya next day
6octber ko dusra vart rakhungi ..m phli baar rakh rhi ..mujhe purn jankari nhi thi phale vart..m kuch ....vase pichle saal hi gyat hua iss vart ke bare m ...
Hello mam prnaam kya ek joda brahmn pti ptni ko bhojan krae to kya fir bhi hmme solah mhilao ka daan nikalna h aur daan kbb nikaale 6tarikh ko ya 7tarikh ko pls mam jldi reply dijie
Mam phir mere ko daan ka saman bhi 13 ve ke bad hi daan krna h ya us se phele 16 ve din kr skti hu plzz reply mam m apki video dekh kr hi vrat start Kia hai yhs kisi ko vrat ka nhi pta even pandit ji ko khud nhi pta ki aisa koi vrat hota hai plz guidance
Ma'am mai unmarried hu 28 yrs ki.maine 16 days lagatar fast rakha hai jaise aapne bataya. Mai es puja ko abhi filhal gopniye tarike se rakhna chahti hu. Mera question hai. Kya mai apni mother ko sapapan vidhi me khila sakti hu. Apne bola h na ki married lady ko khilana hai. Mai aas pados k logo ko nahi batana chah rahi. Mai,mere papa aur maa k sath Ghar me rehti hu. Sirf maine fast rakha hai kalash baitha kar,maa ne nahi. Kya maa ko khilana include hoga ??
Mam mai agle din 16 suhagan striyo ko bhojan karati hoon poora bhojan to itna saara bhojan banane me 10 se 11 baj jaate hain 12 baje se pahle hi kar deti hoon to ye galat to nhi hai na please bataye
Mam Maine mara ki choki artificial flower and thermacoal se sajaye thi waha par aag 🔥 lag gaye is wajah se mujhe mata ki choki utani padi mata ko hilana pad Varna aag bohot faal jate aur burst ho sakta tha to Mai ab kya karun mam please bataye Maine 1 St day se choki laga kar vidhi bad puja kare thi
Didi humane Gao me kutum me kisi ki deat ho gai h me pooja to kar rhi hu kya sampan ke baad Dusre din choki hata sakti h ya nhi plz didi answer jarur Dena or didi humane yaha kadai bhi nhi Rakte h to me bhog me mal pua or kheer ka bhog laga sakte please didi answer de Dena
जय मां
Bhbhut sukriya aap ka mene pahli baar vrth kiya apke margdarshn se aap ko hardye❤ se dhnyawad 'aap ek angel hai isver ki jo bgvaan ki upsna ya ashth karne wale bhgt ki madd karti hai '🙏🏼🙏🏼🙏🏼 apko mera charn sparsh 🙏🏼😇
शुभ आशीष ईश्वर आपको और आपके परिवार को हमेशा खुश रखें। वीडियो देखने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद। please subscribe my channel and video sher karan
Ji aapne manisha didi ke bareme bilkul sachi bat ki ❤
Thank uh di ❤
Jai maa laxmi
धन्यवाद
Jay Mata di mam
Thank you mam bhut help full video bnai h 🙏
🙌🏻
दीदी आपने बहुत अच्छे से समझाया❤❤❤
Jai Laxmi mata 🙏🙏🙏🌹🌹
Jai mahaluxmi maiya
Thank you didi ji itana useful vedio bnaneke liye 🙏❤️
JAI MAA mahalaxmi
Jai Laxmi mata 🙏
Thank you manisha ji useful vedio banane k liye 🙏
Mata appki jai ho❤️❤️❤️❤️🙏🙏🙏
Jai Maa laxmi 💐 🙏
Jay mata laxmi ❤❤
Jai maa
Thank you di main bhi 16 Din Ka Puja Vrat Karti hun🙏🏻
Thank u so much for clearing all the doubts abt the bhog. May God bless u❤
Jai maa Laxmi kripa banaya Rakhna 🙏🌹
🙏🙏💐💐
Didi.thank.u.so.much.
Didi pranaam❤🙏
Thanks di me 5 saal pahle ye vart last day ka ki thi par puri jankaksri na hone ki wajah se continue nahi ki par is saal maa lakshmi ki kripa se aap ka video dikha so maine aap ke marg darshan me vart kiya16dino ka
बहुत बहुत धन्यवाद आपका चैनल को subscribe जरूर करें आगे की जानकारी के लिए
🙏🙏🌷
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Jay mahalaxmi sada sahyta kare or hamare sath me rahe Narayan ji ke sath or mere kaam Bana dijie❤
ईश्वर आपको सदा खुश रखें सभी कामनाएं पूर्ण हो
@@manishatripathi8540 dhaneybaad Di jay Shree Krishna
Mam please btaye parivaar me baccha ho gya hm gye to nhi h lekin khas chacha sasur ke bete ko beti hui h pooja aage kese kre mam please btaiye samapan samagri kese de ya agli saal kre aur chauki kese htaye beti se krwa sakte h pooja lekin beti chhoti h sari vidhi nhi kr payegi please mam 🙏 btaiye
शनिवार को प्रातः पूजा उठा सकते हैं
Jai maa mahaluxmi🌹🌹🙏🙏😊
मतलब जो पहली बार कर रहे हैं उनको भी वही विधियां करनी है उद्यापन वाले दिन और जो 16 साल में कर रहे हैं उनको भी वही विधियां करनी है उद्यापन वाले दिन 👍👍
Mera bhi yahi sawal hai .....
Jitni apne samrth hai uthna hi karna chahiyee
Maa ko sab pata haii 😊 we sab janti hai, unko bas bhav chahiyeee
जी हाँ
Mery period aya hai .....Aisa kyun hya di😞😞😞😞 aba kya kru ....mere husband se karake liya to chalega na .pls reply kariye di
Jay mahalaxmi kya hame supe bhi daan dena hai
Jai mha Laxmi didi jo klash per narial rakhegai tho uska kya kerna hai
जल प्रवाह
Mam thanks for this vedio. Mam pl, ap bataya ki 16 pan ka pato ko kaha dana ha pl.
Same mera nhi bhi ye ho question hai
देखिए यदि आपके घर कोई पान खाते है तो आप प्रसाद स्वरूप दे सकते हैं यदि नहीं तो मंदिर में रखकर आये
Didi ek suhagan Jima sakte hai ya joda jimana hai
Mam soop daan kal 6 ko hoga ya 7 ko
7 को
Mahalakshmi ki kruna se hi vart rakhne ka sobhagay mila h
Mam 16 samagri ki shakhayen me ham ek .ek samagri ka dan karte he to usme haldi ghat ki shakhayen kitni rakhna hai oe pan shupari oe long elaeche ki shakhayen kitani rakhna chahiye
Daily puja ka bhog kya padosiyon ko v de sakte hain kya,kaam wali ko ghar le jane ke liye de sakte hain kya.or suhag ka jo saman chadhaya h phle din wo v kis kis ko de sakte hain
Radhe radhe mam🙏🙏🙏🙏
Bhog saam ko laga sakte hain
Daan kerte time fruit sidha super me rakhe ya alag
Mam humne suru din se hi kalsh bitha ke rkha hai to hume fir se kalash bithana hoga kya
Mam soup mein Rakha saman 6 tarikh ko hi dena hai ya 7 tarikh ko🙏
आपने वीडियो नहीं देखा 7 को मंदिर में देना है
Sham ko kis time puja kre
Manisha ji radhe radhe main fal ahar s vrat kiya h to kya m chandr ko jal chada kar anaj kha sakti hu kripa kar batay
जी हाँ
डियर फ्रैंड जो दान का सामन हैं ओ मंदिर में लक्ष्मी माता के सामने ही रखूं या जहां दान सामग्री के लिए बना है वहां रखू
Mata rani k samne
@@deepalisharma1278 मैंने घर में नहीं मंदिर में जो दान करेंगे उसकी बात किया
Mam 16 bati ka ek diya jala sakate hai kya
🙏🙏jai ma Lakshmi, kripya bta ki Laxmi mata ke udyapan Wale din brahman ko kb bhijan kraye Chand ke niklne ke bad ya phle
Mam 16 diye ki aarti hawan ke baad me karni h ya phle karni h
Choki k srangar k saman ko ghar m rakhna h to use hum use kr sakte hai jaise alta wagera ya phir nanad wagera ko de de
जी हाँ दे सकते हैं
मैम 🙏🏻🙏🏻 ये बताइए कि हमारे पास चांदी का पात्र नहीं है तो हम कैसे अर्ध्य कैसे दे और मेरा कलावा रोज़ भीग जाता है तो हम क्या करें
आप पीतल का बर्तन ले सकते हैं
Jay mahalaxmi ma mem paran ka matalab kya hai or paran kyo karte hai or jo log ૧૬din falahar karte hai kya vo bhi kar sakte hai ya fir ૭tarik ko mata ke mandir me dan karne bad vrat khulta he to ૬tarik ko chandra ko ardh dene ke baad vrat khulta hai
Mam please bataiye kyuki mein fast baar ye pooja kar rahi hu
hi mam kya hum chavlki hi kheer ka bhog laga sakte he
जीजी आटे मे भी नमक नही डालना है मेन तो पहले दिन सेंधे नमक काम शाभक बना के खाया था और दूसरी बार खीर पूरी और बीना लसून प्याज की सबजी तो कही मेरा व्रत तो खराब तो नही हूआ है कृपा मूझे जवब दे🙏🙏
नहीं सादा बनाएं आप चीनी मिला सकते हैं
Jay mata Mahalakshmi ji namaste mam solahan prakar ki samgri 16.16 ki sankhya me liya hai
Manisha ji radhe radhe
Meine Laxmi ji ke 16 din wali Pooja ki hai aur Laxmi ji jaha sthapit hai mandir mein wahi meine dhaga aur durva chadhayi hai aur daily Pooja bhi wahi ki hai
Toh ab asthmi ke din mein chauki lagaun tab wahi Laxmi ji ko utha skte hai kya ? Ya wahi jaha sthapit ki hai wahi krlu Pooja
Aur hathi ko Laxmi ke paas rakhlu asthmi ke din chauki pe ya wahi Laxmi ji jaha sthapit hai waha ?
Plz reply
यदि आपके मंदिर में जगह है तो आप वही कर सकते हैं यदि नहीं तो आप उसी प्रतिमा को अलग से चौकी पर लगा सकते हैं
@@manishatripathi8540 thank you 😊
Namaste Manisha ji, what shall we do with the sringar items of Mata Laxmi which we offer on Diwali night or the Laxmi puja done on the fortnight of Purnima. Because Diwali Laxmi puja or purnima Laxmi puja is one night puja so, shall we keep the Sringar along with the soop with us and distribute little bit with others or have to give it to the pandit ji along with the soop like done in Radha Ashtami.
Please enlighten us😊
Mam Ram Mandir me sita ji ko saman chada sakte h kya?
नहीं
Maam jo malxmi ki murti maine mandir mai rakhi hai kya usi ka pujan kar sakte hai ya nhi
Mam udyapan karte samay soup mein Rakha saman ashtami tithi ko hi de ya navmi tithi ko de sakte 🙏🙏
नवमी पर दे सकते हैं
Manisha ji bahut bahut dhanyawad . Kya 7 ko suhag Lena Hai ya 6 ko chandr dev ko arghya Dene ke baad Lena Hai.
आप सात को लेसकते है
Ji🙏
Hlw dii 6 taarikh ko ghr main shraad h to dii subhey morning main hair wash kr saktey h plz rply
Didi shiv mndir me de skte h ky, radha krishna mndir me dan ko
जी हाँ
Kuki bhilai chhattisgarh me mujhe laxchmi ma k mndir mil hi ni raha h kai logo ko puch dali
Subha se raat ko kuch nh khana kal
आप फलाहार ले सकते हैं आप सूर्य अस्त के बाद कुछ न खाएं।
Thanks 😊
Mam mene 3 years se 16th day ko falahari hi khaya h or next day me apna kheer puri khati hun freez rakh deti hun nyt me kya ye galat h
दीदी इस व्रत में रात्रि जागरण किया जाता है सोया नहीं जाता है हम सब लोग तो पूरी रात में भजन कीर्तन करते हुए जागरण करते है और फिर सुबह मां की आरती करते हैं और फिर मंदिर में जाते हैं क्या ये सही नहीं है कृपया समाधान कीजिए 🙏🏻🚩
अपने सामर्थ्य के अनुसार सब कर सकते हैं।
Kalash ke nariyal ka kya karen didi
Mam heven kitny bja karna hai
Mam mera akhand Jyot ka bati khatam hone ko aaya Mai kya Karu plz batye
Mam mera puja path me bhut man lgta hai or mere husband mujhe puja nhi krne dete to mai akele hi puja krti hoo
To koi baat nhi aap hi kar lo
Agar last day periods ho jaye toh akhiri din ki puja kaise kare aur unhe bhog kaise chadhayein aur Chandra ko argah kaise definitely? Kripya samadhaan btaye
Ghr k kisi member se krwa le beti ya pati se kunwari h to maa se
Mam 7th ko Saturday haikya Saturday ko kalash hata sakte hai aur ye clear bata de ke matti ke mata Lakshmi ke murti ka visarjan chand dekhane ke baad use din ker de ya next day
Pan supari long elachi
Panchamitra
5tarah ki mithai
16sikke
कल के लाइव कार्यक्रम में जरूर देखें
6octber ko dusra vart rakhungi ..m phli baar rakh rhi ..mujhe purn jankari nhi thi phale vart..m kuch ....vase pichle saal hi gyat hua iss vart ke bare m ...
आप वीडियो देखे सब जानकारी मिल जाएगी
Hello mam prnaam kya ek joda brahmn pti ptni ko bhojan krae to kya fir bhi hmme solah mhilao ka daan nikalna h aur daan kbb nikaale 6tarikh ko ya 7tarikh ko pls mam jldi reply dijie
आप सिर्फ एक जोड़े को खिलाएं
Sari pooja karne ka bad heven karna hai kay
Mam phir mere ko daan ka saman bhi 13 ve ke bad hi daan krna h ya us se phele 16 ve din kr skti hu plzz reply mam m apki video dekh kr hi vrat start Kia hai yhs kisi ko vrat ka nhi pta even pandit ji ko khud nhi pta ki aisa koi vrat hota hai plz guidance
🙏mam aj mera dete aa gya kaise hm kre mai akeli rhti hu ans dijiye plz
Maam aapk bete se kundali banvane k lia kya krna hoga plz bataye
आप manishaastro per jaye aur comment karein
Ma'am mai unmarried hu 28 yrs ki.maine 16 days lagatar fast rakha hai jaise aapne bataya. Mai es puja ko abhi filhal gopniye tarike se rakhna chahti hu.
Mera question hai. Kya mai apni mother ko sapapan vidhi me khila sakti hu. Apne bola h na ki married lady ko khilana hai. Mai aas pados k logo ko nahi batana chah rahi. Mai,mere papa aur maa k sath Ghar me rehti hu. Sirf maine fast rakha hai kalash baitha kar,maa ne nahi. Kya maa ko khilana include hoga ??
नहीं आप माँ को न खिलाए इससे अच्छा होगा कि आप सूखा अनाज निकाल दें ईश्वर आपकी सभी मनोकामनाएं पूर्ण करें।
Hawan ka video mntro k saath send kijiye
Didi kya hme b rat ko nmk nhi khana h kya jse sbji bnayege puri k sth plz reply didi
नहीं खाना चाहिए
@@manishatripathi8540 thk h didi thnk u
Ashtmi ka sharad hai maa bauji ka ab kya kre
दिन में श्राद्ध करके शाम को करें
Mam 6 ko Pooja ke baad khana kha sakhte hae .plz video me btae
वीडियो नहीं देखा
Chowki hatane ki vidhi batayiyega didi
जरूर
Di curd ka panchamrat banana h Kiya
जी हाँ
Mam mai agle din 16 suhagan striyo ko bhojan karati hoon poora bhojan to itna saara bhojan banane me 10 se 11 baj jaate hain 12 baje se pahle hi kar deti hoon to ye galat to nhi hai na please bataye
Mam subah se hi namak ni khana hi ya sirf raat me
करना चाहिए
Mam Maine mara ki choki artificial flower and thermacoal se sajaye thi waha par aag 🔥 lag gaye is wajah se mujhe mata ki choki utani padi mata ko hilana pad Varna aag bohot faal jate aur burst ho sakta tha to Mai ab kya karun mam please bataye Maine 1 St day se choki laga kar vidhi bad puja kare thi
Ma’am main 16ve din bhi sabudaana kheer hi khati hoon varat paran karne main raayt ko
Didi नया बर्तन ख़रीद सकते हैं भोग लगाने के लिए
जी हाँ ले सकते हैं
Kya hame dono supe daan karna hai
जी हाँ
Kya hum ye samagri kisi Brahmani suhagan ko de sakte hai ya mandir main hi Dena hai
आप दे सकते हैं
Kya paan ke patte shringar me aate h di🙏🙏💞
जी हाँ
Puja m mata ka mukh kis disha m rkhe
उत्तर की दीवार पर या पूर्व की दीवार से लगा कर रखें
Didi humane Gao me kutum me kisi ki deat ho gai h me pooja to kar rhi hu kya sampan ke baad Dusre din choki hata sakti h ya nhi plz didi answer jarur Dena or didi humane yaha kadai bhi nhi Rakte h to me bhog me mal pua or kheer ka bhog laga sakte please didi answer de Dena
नहीं तेरवी हो जाने के बाद हटाने चाहिए उसके पहले नहीं
Ye book kaha milegi
Mera mahalaxmi vrat toot gya
Mera man bahut dukhi hai
Maine bahut man se 2 tareekh tak vrat pura kiya par 3oct ko vrat toot gya
Mean hamare pati bimar hai bed par hai to 6 ko bart kaese smpoorn kre🙋♀️
आप अकेले भी कर सकते हैं