Indians Reaction on RAMZAN KYA HOTA HAI? | Ramsha Sultan |

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 10 січ 2025

КОМЕНТАРІ •

  • @dr.safianiazi127
    @dr.safianiazi127 Місяць тому +5

    Allah ap sab ko Islam k qarib karay ..

  • @asadina4
    @asadina4 9 днів тому +2

    Excellent video. Kudos guys!
    I’m a Muslim and I love those people who respect other religions
    God Bless You and Your Families

  • @shirinsayyed239
    @shirinsayyed239 Місяць тому +2

    Bhai hum bachpan se hi islam ko smjhte aaye hai fir bhi aadha hi smjhe aisa lgta hai... Islam mei boht saari baatein hai jo mujhe ab bhi sikhni hai jitna isey khojo yeh or zyada Mazedaar lagta hai. Alhumdulillah ke mei musalmaan hu

  • @shavezaliali11
    @shavezaliali11 Місяць тому +5

    Muslims ko hamesha help karna hai gareebon ki poore saal friday wale din sab charity karte hain har week bhi

  • @Shahidkhan-um5ub
    @Shahidkhan-um5ub 13 днів тому +1

    beshak subhanallah mashahallah right tru

  • @zareen214
    @zareen214 Місяць тому +1

    Too good brothers what muslims have not done u guys did it Allah aap logo ko bhot sakoon or khushiya dikhaye ameen❤❤❤❤❤

  • @merajansari2930
    @merajansari2930 14 днів тому +2

    Mashalla 🤲💚

  • @SarDar_AJ
    @SarDar_AJ Місяць тому +2

    MashaAllah Allah Pak AP sub ko bhi hadayat dy Ameen ❤

  • @fayazahmed2855
    @fayazahmed2855 Місяць тому +3

    Excellent discussion among them. 💐

  • @TajuddinShekh-q9i
    @TajuddinShekh-q9i Місяць тому +1

    बहुत अच्छा लगा अल्लाह आप को हर मुसीबत से बचाए और आप खुश रहें आमीन

  • @munirhussain3552
    @munirhussain3552 17 днів тому +2

    Allah hu Akbar ❤

  • @azaanthebo
    @azaanthebo Місяць тому +1

    Ma Sha Allah keep learning .... Aj sub ne apnay opinion dya bohat acha laga ... Stay blessed

  • @ilyasbhatt9951
    @ilyasbhatt9951 Місяць тому +2

    ALLAH HU AKBAR

  • @ShadAnsari-q1c
    @ShadAnsari-q1c 29 днів тому +3

    Allah Hu Akbar

  • @Hajiillyasbabar
    @Hajiillyasbabar 9 днів тому +1

    allAh pak ap sbko islam qabool krny ki wajah bny Ameennnnn.............😊.😢😊❤

  • @azaanthebo
    @azaanthebo Місяць тому +3

    Janu brother apki bat sahi Hy kafi log help karty hain par ramzan k month m compulsory hota Hy unn Muslims k Liye jinkay pass ziyada ho 2.5 apni income ka zakaat Dena

  • @aakashrather8487
    @aakashrather8487 Місяць тому +3

    Haan bhai ye ramzan ka mahina humey sikhata hai ki humey baki ke 11 mahine aise he guzarne chahiye

  • @MustufaKhan-jp4gf
    @MustufaKhan-jp4gf Місяць тому +2

    सिर्फ 1 महीने का नहीं बल्कि पूरी साल की इनकम का 25% रमजान के महीने में गरीबों को दिया जाता है और इस्लाम कहता है कि अगर कोई जरूरतमंद है और आप उसकी मदद करने की हैसियत रखते हैं तो आपको उसकी मदद जरूर करनी चाहिए किसी भी टाइम कहीं पर भी और कभी भी

  • @MushtaqZia
    @MushtaqZia День тому +1

    Good Reaction from Pakistan ❤❤

  • @haisamhumayun8035
    @haisamhumayun8035 Місяць тому +3

    Asslamu Alaikum Bhai 12th Month hi madad ki jati hai magar Ramzan mai ziada help ki jati hai

  • @shirinsayyed239
    @shirinsayyed239 Місяць тому +1

    Jo bhi non Muslim quran padh raha hai wazu ke saath ya ekdum saaf hoke hi quran ko haath lgaye warna agar tumne dushmani nikalne ke liye useg haath lgaya toh hidayat ke badle or zyada gumrah ho jaoge or Allah tumhare dilon ko janta hai, jo tum chhupate or jo zahir karte hai Woh sab janta hai

  • @indianrespect-shaan
    @indianrespect-shaan Місяць тому +36

    God only Allah. Book only Quran. Jannat only imaan Islam Time only duniya World ❤❤

  • @mohammedsaifhoda1567
    @mohammedsaifhoda1567 Місяць тому +2

    2.5 % pure sal ka income Jo Ramzan mein Eid ki namaj se pahle nikaalte Hain uske alava sadka khairat bahut jyada nikala jata hai everyday everyday

  • @Luckyeex
    @Luckyeex Місяць тому +2

    Qur’an ke Para 1 (Surah Al-Baqarah, ayat 67-71) mein bail ki qurbani ka zikar hai, jo Bani Israel ke ek waqia se mutaliq hai. Ye waqia Allah Ta’ala ne is liye bayaan kiya hai ke logon ko nasihat ho aur Allah ke ahkaam par amal karne ki ahmiyat samajh aaye.
    Waqia ka context:
    • Bani Israel ke logon mein ek shakh ko qatal kiya gaya, aur logon ke darmiyan ikhtilaf ho gaya ke qatil kaun hai.
    • Allah Ta’ala ne apne Nabi Hazrat Musa (A.S.) ke zariye hukm diya ke ek bail ki qurbani karo, aur uske ek hissa (haddi ya gosht) ko qatal shuda ki lash ke saath lagao.
    • Is amal ke baad Allah ne mojza ke zariye qatal shuda ko zinda kar diya, aur usne apne qatil ka naam liya.
    Bail ki qurbani ka maqsad:
    1. Imtehan aur itaat: Ye waqia Bani Israel ke liye ek imtehan tha ke wo Allah ke hukm par bina sawal uthaye amal karte hain ya nahi.
    2. Zid aur beja sawal: Bani Israel ne bail ki qurbani ke mutaliq bar bar sawalat kiye (kaunsa rang, kaisa bail, kis kaam ka bail), jo unki zid aur samajhne ki kami ko zahir karta hai. Ye unki beja tasali talab aur hukm talfi ka shandar sabaq hai.
    3. Justice aur insaaf: Allah Ta’ala ne is mojza ke zariye qatil ko bayaan kar diya aur insaaf ka qiyam hua.
    4. Imaan aur yakeen: Mojza dekh kar Bani Israel ko Allah ki qudrat aur uske hukm ki ahmiyat ka ehsaas hua.
    Quranic Ayat:
    Surah Al-Baqarah (2:67-71):
    “Aur (yaad karo) jab Musa ne apni qaum se kaha: Allah tumhein hukm deta hai ke ek bail zabah karo. Woh bole: Kya tum humein mazaaq karte ho? Musa ne kaha: Allah ke baare mein mazaaq karne walon mein se nahi hoon…”
    Phir unhon ne bar bar sawal kiye, aur bail ka tafseel maaloom karna chaha, jab ke sirf ek bail zabah karna tha. Aakhir unhone ek khas bail qurbani ki jo Allah ke hukm ke mutabiq tha.
    Sabaq:
    • Allah ke hukm par bina zid ke amal karna chahiye.
    • Beja sawalat aur takalluf insaan ke liye mushkil aur deeni kamzori ka sabab banta hai.
    • Allah har cheez par qadir hai aur insaaf ka qiyam karta hai.
    Yeh waqia logon ke liye ek misaal hai ke Allah ke hukum ko samajh kar aur bina zid ke uspar amal karna sab se behtar tareeqa hai.

  • @ubaidurrehman1069
    @ubaidurrehman1069 Місяць тому +4

    I am obaid from pakistan. Your faimly reation is awesome I want to clear some misunderstandings about zakat, (charity) it is specific amount which you have to pay once in a year from your income it is must but our islam promote charity all the year not only in Ramadan charity which you pay from your income call zakat and other kind of charity call (Sadqa ) which you helps the deserving people's it could be Muslims or non muslims.We Muslims eat breakfast(Sehry) in early morning before sun arises in Ramadan and stop eating before fajar azan in early morning and till the sunset in evening. We eat second meal in maghrib azan in evening.

  • @ansariirfan5950
    @ansariirfan5950 5 днів тому

    Mujhe ap logo ki bhi baat bahut achchi lagi

  • @aizazkhan786-nsr
    @aizazkhan786-nsr Місяць тому +1

    Very nice reaction video brothers and sisters, there is a great wisdom of Allah Almighty in fasting, which is being proven by science today, how important fasting is for the human body and many diseases.

  • @AFSNM1127
    @AFSNM1127 Місяць тому

    MashaAllah Alhumdullillah

  • @asrarkhan564
    @asrarkhan564 16 днів тому +3

    Bhai help to puri zindagi karni chahiye garibon ki but ramdan me 2.5 % dena jaruri hota hai taki apko kamai apke liye halal hopaye

  • @hamzaafzal7407
    @hamzaafzal7407 Місяць тому +2

    Ham is dunya main q aye by molana Junaid Jamshed bayan ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @amino6753
    @amino6753 Місяць тому

    Masha Allah very informative ❤

  • @muddinbhuiyan3207
    @muddinbhuiyan3207 29 днів тому +2

    assalamualaikum my brother and sister love you so much and your reaction video absolutely beautiful mashallah allah and I m from Bangladesh army Dhaka Bangladesh Dhaka

  • @ansarbutt8710
    @ansarbutt8710 Місяць тому +3

  • @NafijaFatema
    @NafijaFatema Місяць тому +2

    Allah ki Rahmat by Moulana Tarik jamil
    Emotional bayan❤❤❤❤ pls reaction

  • @sheikhAbdulkhalid
    @sheikhAbdulkhalid 18 днів тому +2

    Wayse maine is se pahle Bataya hum saal Bhar Sadqa Aur Khairat Karte hain Lekin Zakat aur Sadqay Fitra Woh Ramadan Me Detey hain

  • @shirinsayyed239
    @shirinsayyed239 Місяць тому

    Allah ka shukr hai ke usne humei quran ,namaz pdhne, zakaat, sadqa karne ki taufiq di❤❤

  • @AshiyaKhan-r6k
    @AshiyaKhan-r6k Місяць тому

    Mashallah bhut khubsurat I love allah

  • @aktherkhan7089
    @aktherkhan7089 Місяць тому +1

    True 🎉🎉🎉

  • @SaddamhossainRifat
    @SaddamhossainRifat 13 днів тому +3

    12Mahine help karte hai but iss mahine pura saal ki income ka 2.5 percent dena farz hai yani na dena hi padega...

  • @obaidkhan335
    @obaidkhan335 Місяць тому +2

    Ramjan ma raat ma kareeb 3 ya 3.30 per fajr ki ajan hoti hai azan hone ka bad aap kuch bhi nahi kha pi sakte ho ramjan ma fajr ki azan aur dino sa pahle hoti hai uske bad sham ma 6 ya 6.30 per jb magrib ki ajan hoti hai tb kha sakte ho sub mila k 14 ya 15 hours kuch bhi nai kha sakte ho aur na pi sakte ho

  • @DrSaMintertrolls
    @DrSaMintertrolls Місяць тому

    Ma sha Allah that's great ...love from Pakistan ❤❤❤❤❤..and may Allah bless U more and more amen.

  • @MohammadAliAsgar-bk5yq
    @MohammadAliAsgar-bk5yq 11 днів тому

    bhaiyon aur bahanon mera naam Ali Asgar hai. I am from Bangladesh. aap Sabko Hum Islam ki Dawat Dete Hain. please aaiae Islam mein. Kabul Kariye Islam. because Islam is the true religion. thank you very much for your video.

  • @ImranAnsari-vk9tu
    @ImranAnsari-vk9tu Місяць тому +1

    Good reaction guys ❤❤❤

  • @Biskitchen
    @Biskitchen Місяць тому +2

    Or humare islam me Medicals baate bhi batai gai hai jo health ke liye bahot jaruri hai

  • @MoulaAli-kk1oi
    @MoulaAli-kk1oi Місяць тому

    Masha Allah ❤❤❤

  • @eshajahan9172
    @eshajahan9172 Місяць тому +1

    I Love Month Of Ramadan

  • @alammohammad3780
    @alammohammad3780 Місяць тому

    Very nice to hear your reaction. I appreciate your information about Islam.
    I hear witness that there's no God but Allah and I bear witness that prophet Mohammad peace be upon him is the past and final messenger of Allah

  • @talatraja5233
    @talatraja5233 Місяць тому

    Ramzan is blessing for all

  • @Malik-b6o
    @Malik-b6o Місяць тому +1

    Islam Sara hi beautiful ha bus samajhne ki baat hai

  • @abidrab9105
    @abidrab9105 Місяць тому +1

    Most important feature is Zakat. giving one's 2.5% of savings to poor.

  • @TaukirShekh-qm6zd
    @TaukirShekh-qm6zd Місяць тому +2

    12 mahina karta hi hai sab karta hai lekin yah mahina mein lalji mein dena hai pura sal ka❤

  • @SajidMomin-so5bl
    @SajidMomin-so5bl 16 днів тому

    Masha Allah 💚 your team is very nice 👍💚

  • @israralam4605
    @israralam4605 Місяць тому

    Masha allah

  • @AjmalKhan-ls8dy
    @AjmalKhan-ls8dy Місяць тому +3

    It's not Ramjan
    It's Ramzan

  • @MunafQureshi-ql1rh
    @MunafQureshi-ql1rh 27 днів тому +2

    Bhai Islam ek saccha dharm hai..

  • @Fokatsno1
    @Fokatsno1 8 днів тому +2

    Bhai muslim 12 mahine help Karte hai uske baad bhi ramzan me jyada se jyada help karte hai aisa nahi hai ki sirf ramzan me help karte hai nahi pure saal yani ki 12 mahine help karte hai

  • @nujhatfatma6717
    @nujhatfatma6717 Місяць тому +1

    12 month hum help karte hai but ramajan main 12 month income karte hai uska monafa jo hum fixed diposit karke
    Rakhte hai us ka 2.5 %nikal kar jakat dete hain aur agar aap ke paas gold hai to uska v jakat dete hain aur apni Jaan ki hifajat ke liye sadqa means fitra v dete hai

  • @talmeezsarah4535
    @talmeezsarah4535 Місяць тому +1

    Eid ki namaz se pahle fitrey bhi dena padta hai jo ki zakat ,sadqa ki tarh charity hai

  • @Biskitchen
    @Biskitchen Місяць тому +3

    Cancer ke jams (kitanu) bhi jad se khatam ho jate hai ramzan ke roze rakhne se

  • @bashirlone3207
    @bashirlone3207 Місяць тому

    Nice reaction teem ❤❤❤❤❤Allah Iemman aata ka ray

  • @KawserAhmed-f9q
    @KawserAhmed-f9q Місяць тому +1

    Mashaallah

  • @nmchoudhary1512
    @nmchoudhary1512 Місяць тому

    Good information 👍

  • @FarukAli-ub1zo
    @FarukAli-ub1zo Місяць тому +2

    Hazrat zibril welesalam ka pura video reaction kro 😊

  • @Sofiaismailibrahim
    @Sofiaismailibrahim День тому

    Scw❤❤❤❤❤❤❤❤❤😊😊😊😊

  • @TaukirShekh-qm6zd
    @TaukirShekh-qm6zd Місяць тому +1

    ❤❤❤❤❤❤❤

  • @talmeezsarah4535
    @talmeezsarah4535 Місяць тому +1

    Har saal mein zakat nikane ka hukum hai 2.5percent.kyunki kuch log nahi detey but zakat dena farz hai nahi toh bahut bada gunah no maafi

  • @MeranMasab
    @MeranMasab 21 день тому +1

    Sary mah my bhi hum help karny ki koshish karty hy 🎉🎉or ramzan my or bhi ziyada sawab milta hy 🎉🎉

  • @bakhwagan9674
    @bakhwagan9674 Місяць тому +1

    I love islam .❤❤❤❤❤❤❤

  • @ShaziaKhan-qw7hc
    @ShaziaKhan-qw7hc Місяць тому +1

    The way of the tears❤ Nasheed pe reaction karo bhai kab se bol rahe hain mohammad Al muqit

  • @mohammadibrahim-e8c
    @mohammadibrahim-e8c 8 днів тому

    My brothers and sisters, remember one thing: It is an absolute obligation to give or distribute Zakat, charity, money, money to everyone, orphans, the poor, the needy, the helpless, not just in the month of Ramadan, but throughout the year.

  • @MustafaaliMustafaali-rq1xq
    @MustafaaliMustafaali-rq1xq Місяць тому +1

    ramzan me zakat dena jaruri h koi mafi nhi baki din ap jetna madad kre karibo ka vo hum karte h
    masjid ke bahar bahot garib log khade rahte h our hum unka madad karte h

  • @shirinsayyed239
    @shirinsayyed239 Місяць тому

    Zakaat dena harr maal daar par farz hai chahe khushi se de ya majburi mei dono hi halat mei deni zrur pdti hai... Biyaaz khana or biyaaz dena dono ki islam mei haram hai or biyaaz dena or lena kyu haram hai hai " Mother india" Movie dekh kar pta chal jayega or kis kisne mother india movie dekhi hai like karo

  • @mvagaya92
    @mvagaya92 Місяць тому +1

    Ramzan me compulsory h baki aap ki willing and second thing ye bhi h k Eid hum log k liye itna important q h q ki Ramzan me jo log Donate krte hn usse unlog ki bhi Eid ho jati h

  • @56427A
    @56427A Місяць тому +1

    DUNYA KI HAQEEQAT
    SHAYKHABU ZAID ZAMEER... Sister and brother is video ke upar reaction to bahut pyari video hai yah bhi.. deri se upload karne ka hai to bol do.. request nahin karenge brother and syster ji

  • @RahamthullahShaik-wg8sq
    @RahamthullahShaik-wg8sq Місяць тому +3

    Har Muslim Jakat Karta Hai Uske Mal mein se 2.5 Har EK Sal kaatna padta hai Yah Allah Ka Hukum hai

  • @SansaShorts
    @SansaShorts Місяць тому +1

    G wo h sadqa h Jo ham Roz daty han

  • @BlackSheep-ml7ec
    @BlackSheep-ml7ec Місяць тому +1

    yahe log jannat ma jaye gy namaz parhny waly or roza rakhny waly or quran parhny waly or jis ny kalma parhny waly ya sab log jannat ma jaye gy jannat ma sirf muslims jaye gy ❤❤💘💘❤❤❤❤❤❤

  • @Dilshad_fact
    @Dilshad_fact Місяць тому +2

    Jaaanu 2.5 percent jakaaat compulsory in Ramadan
    Baaaki aap kbhi bhi donate krte rho but Ramadan mein compulsory hai

  • @YasmeenShaikh-p2u
    @YasmeenShaikh-p2u 15 днів тому +1

    Wo to hum log karte hai alag se.

  • @Happyreadingcomics
    @Happyreadingcomics Місяць тому +1

    Ramzan mosam ki waja se agey pichey maheene me ata hai ,,isi liye zakat ki amount sirf khana yaa paison tak mehdood nahi hai ,,,balkey education orr winter clothes anybody who needs this Thing's,, Muslims help them,,if they have the ability,,,,,,to do something for others,,,,❤❤❤

  • @mahidulmolla9173
    @mahidulmolla9173 17 днів тому +1

    Nice laga video

  • @SyedAdil-v9d
    @SyedAdil-v9d Місяць тому +1

    DUNYA KI HAQEEQAT
    SHAYKHABU ZAID ZAMEER.. bhai aur bahan ji is video ke upar reaction do bahut pyari video hai

  • @ImKhan-d6i
    @ImKhan-d6i 20 днів тому +1

    Greetings from me to all, how are you guys, how are you guys who are making this video, you are making a very good video and I am watching a lot and my heart increases and faith increases when you guys are watching this video. Now people are requested to keep making videos like this❤❤❤❤

  • @AbdulWahab-fw9zm
    @AbdulWahab-fw9zm Місяць тому +1

    Jakat me apko har hal me apne pure sal ke bachat ka 2.5% gribo ko dena hota h agr nhi doge to islam k anusar unse jang kro jo jakat nhi de❤❤❤

  • @Mudassir-khan-786-0
    @Mudassir-khan-786-0 Місяць тому +1

    Bhopal ijtema reaction

  • @mvagaya92
    @mvagaya92 Місяць тому

    Yes self control in all aspect

  • @SEHARMANSOOR
    @SEHARMANSOOR Місяць тому

    Nice sharing..... Sahar Pakistan

  • @bharatimuslim5513
    @bharatimuslim5513 Місяць тому +2

    Charity to har roz karte hai muslim Aur karna bhi chahiye
    Par aap ko bata du red t shirt wale bhai
    Unho ne kaha Apni total income me se 2.5% dena hai
    Saal me ek bar farz hai
    Matlab jaruri hai

  • @MohammadAliAsgar-bk5yq
    @MohammadAliAsgar-bk5yq 11 днів тому +1

    Ramadan is the practising or programming month for the rest of 11 months

  • @dillutech7091
    @dillutech7091 20 годин тому

    puri raat jo chahe wo kha skte ho ❤❤❤

  • @HSMuhibbaneUrdu
    @HSMuhibbaneUrdu Місяць тому +1

    Peer ajmal raza dilli ke wali jinka mazar mehrouli me hai per bayan

  • @Thecozysleep
    @Thecozysleep 17 днів тому

    2.5% it's means apka income jo h usme se ya apke pas property ya jewellery it's means all over jo bhi check h car aalishan ghr sab ko mila kr 2.5% dena h ye nhi ki sirf income ka , kisi ka income nhi h but property jewellery ye sab bahut h to uska bhi har haal me jakat dena h 2.5%

  • @AbdulAziz-hf1df
    @AbdulAziz-hf1df Місяць тому

    Mashallah next Quran para 2

  • @SansaShorts
    @SansaShorts Місяць тому +1

    Ramadan k or bhi benefit han ya hamny sabar Karna sikhata h is sa bohat si buri adatan chot jati han jasy sigret Pina koi bhi Nasha Karna or science Bina per hamari body MN bohat si change's aty han

  • @Fahad07777
    @Fahad07777 Місяць тому +1

    Quran para 4

  • @Sanisang
    @Sanisang Місяць тому +1

    Assalam alaikum ❤❤

  • @Firoz-c9t
    @Firoz-c9t День тому

    Good video ❤❤❤❤

  • @HafsaShah-x9s
    @HafsaShah-x9s Місяць тому +1

    Bhai jo link send ki hy us pe reaction Kab dena hy 😢😢😢

  • @AhmadRaeizi-xx9te
    @AhmadRaeizi-xx9te Місяць тому

    Meret Non Moslim Bahi our Behine Aaplogoko mera Salaam

  • @talmeezsarah4535
    @talmeezsarah4535 Місяць тому +1

    Zakat sirf paiseon ki hi nahin gold aur silver par bhi nikalne ka hukum hai