Mokama Six Lane Ganga Bridge Update 2025 || बस 10 दिनों का है और इंतज़ार || Latest Update

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 23 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 9

  • @princemyself1212
    @princemyself1212 4 дні тому +1

    Great update

  • @ShivjeeMahto-e4t
    @ShivjeeMahto-e4t 4 дні тому +1

    Very very Beautiful Video.

  • @dipaksonkusre5016
    @dipaksonkusre5016 День тому

    Excellent

  • @shobhakumari5379
    @shobhakumari5379 День тому +1

    SAMHO MATIHANI Begusarai Ganga Bridge🌉🌉🌉 ka taja update dikhaea❤from🇮🇳BIHAR. LAKHISARAI Vijay Kr. Singh🙏🙏🙏🌹🌹🌹 🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩

  • @sarvodaydutta1905
    @sarvodaydutta1905 3 дні тому +1

    *Patna sheher mein kul kitne bridge Ganga nadi ke upar under construction hai aur unka deadline kab-kab hai????*

  • @Unlock18-re3ld
    @Unlock18-re3ld 4 дні тому +4

    Bhaiya ek baat bolu , mujhe nahi lagta ki mai jite ji bihar ko developed hote hue dekh vi paunga. Har chiz mai deri . Koi vision he nahi hai. Mai avi 20 ka hu. Dook hota hai 😢. Lots of love to you ❤️❤️.

    • @utkarshmaj
      @utkarshmaj 13 годин тому

      Pure India me projects delay hote hai
      Kafi sare practical problems hote hai
      Jakar pata kar lo Delhi Mumbai Expressway kab open hona tha pura aur abhi tak kitna progress hua hai jabki use Central Govt bana rahi hai
      Aisa koi state nahi hai jahan projects delay nahi hote hai
      Har baar Govt ki galti nahi hoti hai
      Kaam ki quality jyada important hai harbari se jyada.

    • @Unlock18-re3ld
      @Unlock18-re3ld 12 годин тому

      @utkarshmaj Mai Buisness Standard ke article mai pad rha tha ki UP mai land acquisition ko kaise solve kya jata hai. Jab use pada to malum pada ki problems up and bihar dono mai hai par up mai government ke log janta se sahi tarah se deal karti hai. Unhe iske fayede batati hai. Paisa unhe 14-15 dino mai mil vi jata hai. Yaha tak ki logo ko rates se kam he milta hai fir vi waye de dete hai. Aur jo nahi mante to unhe paiso ke sath alag alternative vi dya jata hai. Par bihar mai government ke log alag he akar ke rahte hai. Land acquisition and forest clearance ko karwane mai he 5-6 mahine lga dete hai.

    • @Unlock18-re3ld
      @Unlock18-re3ld 12 годин тому

      @utkarshmaj bhai waye delhi mumbai hai. Unka infrastructure already sahi hai. Bihar aur unme infrastructure bahot difference hai. Main problem bihar ke government log hai including CM,Deputy CM every body. Sabke sab centre ki chatukarita mai lage rahte hai. Apne demands ko sahi se rakhte he nahi hai. Kisi vi state mai tourism,agro,food processing,textile sabse asan sector hota hai growth ke liye. Par ye log use vi sahi se nahi karte. Tourism mai kewal do char jagahon pe he focus kya jata hai. Hamare yaha ke makhana, mushroom adi sab dusre states mai packing and processing hota hai. Textile mai vi kuch khas nahi ho rha hai. Bihar government ko UP, Rajasthan and Gujrat se sikhna chahiye kis tarah in sectors ko grow kya jata hai.