Sir hamara require h ki koi station ke baju me room leker or room pe chay bana kar plate form or train me chay bechate to ieskeliye kya karna hoga plz help me Lekin south me kisi station pe
Sir subha se ek video mai srch kr rha hu lekin mil nhi rhi hai ……. Meri query ye hai ki agr mjhe shop nhi open krna ho bs train me sell krna ho jaise tea wale ya fir brush toothpaste jo sell krte h uske liye kya krna hoga ?
Platform par jo stall hoti hai unke goods ke rate Kahan mention hote hai. Y overcharging karte hai. Kya ye bhi IRCTC ke hote hai.
Bhai sach bolu apke video me koi jankari nahi di jaise how much per day rent, start up me railways ko kitna paisa dena hoga please reply bhai 😂😂😂❤
Good
Nice video bro
Sir hamara require h ki koi station ke baju me room leker or room pe chay bana kar plate form or train me chay bechate to ieskeliye kya karna hoga plz help me Lekin south me kisi station pe
Maine iska upar bhi video banaya hai aap channel mein dekhiye mil jayega Train main saman kaise bache. Usme bataya hai.
Current system discuss please
Sir airport par shop kese Dale ek reply please 🙏🥺
Agar Mai ghugni murir dokan kholu tho v Etna khuch karna paraga?
Haa Bhai sath me aapko FSSAI Registration bhi karwana hoga.
Document kaya lagega sir ji
Adhar card, pan card, Gst Registration, Fssai Registration, Bank passbook, etc.
1-भाई टेंडर डालने का क्या फीस लगता है
2- टेंडर ना मिलने पर फीस रिटर्न होता है की नही
3- ऑनलाइन टेंडर डालने का लिंक कहा से मिलेगा
Train me saman bechane ke liye rly ko kitna paisa dena hoga
Har jagah ka alag alag hota hai. Aap apne station se pata kijiye
Train ke andar jo jhalmuri bechte hai, wo permission kaise lete hai
1 2 din main video bana dunga.
bhai video bana diya dekho channel par
uske liye no permission, bas rpf se bache aur ac class me na jayein
Wo log RPF ko ghus deke karte he
Roz ka 200 rupiya Dene ka permanent licence
Hello brother mujhe khud ki tea ki dukan kholni hai aur apni chay ka logo bhi rakhna hai kaise karen
Channle par video hai B Tech panipuri usme bataya hai dekho samjh jaoge.
Kitna kiraya hota h iska
Sir mujhe krna hai business ye train platform form par apply kaise kre
DRM office me form milega wahi se apply hoga.
Tujhpe nhi hoga
Tea stall ke liye bhai
Approx amount kitna hota hai?
40,000 to 50,000
Sir jo wash room thaika milta vo btao
Ok
@@RaojiAkash kitne der me
Bnao
Ek person tender le sakte hai, ya company hona chahiye
Personal tender hi liya jata hai.
Multiple station pe le sakte hai
Haa
@@RaojiAkash Online tender kb niklega kaise pta kre make a video
Only chye ka dokan kar na kitna kharch ho ga sar
Lagbhag 10,000₹
Telugu me vedios Karo bhai
Anil❤anil
Bhai ham kholna chahte hai
Kya bina shop ke license milsakta hai?
Haa
Fees kitni hai
Sir mai disable hu aur muje bhe aise krna hai to disable person ko permission dete hai.
Haa
@@RaojiAkash but konse office pr Jana hota hai Dmo ya drm office. Aur ye office ky station pr he hota hai
Ndmc shop k liye
yeh log rishtedar ko hi deenge na
Sir express or superfast express gari me general or sleeper bogi me chay ya khana ke saman beach sakte h ki nahi
Haa
@@RaojiAkash Bahar Ka food bech ne ke liye licence hona kya
Sir subha se ek video mai srch kr rha hu lekin mil nhi rhi hai ……. Meri query ye hai ki agr mjhe shop nhi open krna ho bs train me sell krna ho jaise tea wale ya fir brush toothpaste jo sell krte h uske liye kya krna hoga ?
Uske liye jyada kuch nahi bas aapko regular ticket lena hoga mainne main ek baar tt se miliye ho jayega.
चाय का दुकान
Me kitna kiraaya hota he
Wo har station par alag alag hota hai.
Hi
Point pe bat karo
Bhai kiraya kese pata krte h
Wo har station ka alag alag hota hai. Tendor milega tab hi pata chalega
😢 koi information he nahi di
🚻
Sir mujhe kholna hai
Drm officially
Sir platform ma shope khuli hai
Aap bhi khol sakte hai koi dikkat nahi hai.
Kaise khulega
Process kya hai
Video main bataye hai dhyan se dekhiye
Apna number do Bhai kuchh baat karni
Bhai minimum kiraya or maximum kiraya kitna hota hai
Har station ka alag alag hota hai bhai.
Knowledge nahi h to vidio ku dalte ho bhai
गलती बताइये प्रवचन मत दीजिये सर।
@@RaojiAkashsahi baat
लिंक सेंड करे
Irctc.co.in