Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa-Kalaam e Gulzar e Millat By Sayyed Abdul Wasi Razavi Sahab

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 5 жов 2024
  • #rangerazabanaras #rangerazabanarasofficial #sayyedabdulwasi
    SOUND EDIT BY:- T.R.Q.R.
    MOB:- 7860205556 / 9389419098
    For latest updates At Official Networks
    Subscribe Our UA-cam Channel :
    / rangerazabanarasofficial
    Official Facebook Page :
    / rang_e_raza_banaras_of...
    Official Instagram Account :
    / rang_e_raza_banaras_of...
    Official Mixlr Account :
    mixlr.com/rang-...
    Join Our whatsapp Group :
    chat.whatsapp....
    Must Listen Subscribe Like Share & Comments
    *_RANG E RAZA OFFICIAL BANARAS _*
    Panjetan Hamare Hai
    • Panjetan Hamare Hain-S...
    Manqabat e Huzur Gaus e Aazam
    • Khuda Ke Fazl Se Hum P...
    Manqabat e Khwaja Garib Nawaz
    • Al Madad Khwaja e Deen...
    Madine Wala Sohna
    • Madeene Wala Sohna - M...
    Rafique Qadri Mix Kalaam
    • Rafique Raza Qadri Sah...
    ------------------------------------------------------
    Kalam-e-Gulzar-e-Millat
    Sarkar Ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa Lyrics
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
    Kaunain me Us Monis O Gamkhar Ke Jaisa
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa.
    Hai Koon bhala Ahemad e muqtaar ke jaisa
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
    Kiya is me Ajab kah diya Sidra ke makeen ne
    Jibreel e ameen Ne
    Dekha na koi sayede abraar ke jaisa
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
    Siddeeq hoon Farooq hoon Usman e gani hoon Ya Maula Ali Hoon
    Hai yaar Kahan Dunya Me In Chaar Ke Jaisa
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
    Wo Maula Ali Sheere Khuda Fateh e Khaibar Damaad e Payyambar
    Laye Tu koi Haidar e karrar ke jaisa
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
    Aye chaand Tera Hosn o Jamaal apni jaga hai Bilal apni Jaga
    Aya na koi inke qareedaar ke jaisa
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
    Aye Baab e iram Teri baharoon me nahi hai
    Hazaaron mein nahi hai
    Taiba ke haseen un golo Gulzar ke jaisa
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa.
    Maheboob e khuda nabiyoon ke sardar ke jaisa sarkar ke Jaisa
    Hai Koon bhala Ahemad e muqtaar ke jaisa
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
    Yahi bole Sidra wala chamane jahan ke thale
    Subhi maine chaan Dale tere paye ka na paya
    Tujhe unke uk banaya
    Palta hai sada aap ke tukdoon pe zamana Hasnain ke nana, Gulzar ke nana
    Darbaar ka aap ke darbaar ke jaisa sarkar ke Jaisa
    Sarkar ke Jaisa Mere Sarkar Ke Jaisa
    Is urs e ke mauqe pe sama khoob bhandha Aaj
    Dulha Hai Banata
    Ye Noor Chamakta Hai us Anwaar ke Jaisa sarkar ke Jaisa
    Aye sahiloon Daamane Niyazi Zara Dhar loo
    Aur jholiyaan Bhar Lo
    Jhad Taa Hai Yahan Phool Chaman Zaar Ke Jaisa Sarkar Ke Jaisa
    Gulzar kahen Haseen Hutu Batau Kaheen Huto Dikhao
    Kaunain me Us Paikaroo Anwaar ke Jaisa sarkar ke Jaisa
    Aal e Ali Ki shaan badi Zaat Badi Hai Haan Baat Badi Hai
    Dekha Na Kaheen Sayed e Gulzar ke Jaisa sarkar ke Jaisa

КОМЕНТАРІ • 431