Koi bhi le lijiye market me bohot sari kitabe he gesue urdu kitab me bhi sawalaat he or ziyaye urdu ne filhal me mumtaheen naam se urdu mcq question book shaye ki he apko jisme behtar samajh me wo kitab le
Assalamualaikum Bhai Maine boht time pehle ek book ke kuch parts parhe the unke name kuch yu the 1) sat rango ka shehar 2) tilsim jamshedi 3) naqabposh malika Or 2 ke name yad nahi hain lkn uske last cover pe likha hua tha ke ye boostan e Khayal ki translation he Lekin ab wo book mujhe mil nahi rahi he agar ap Kisi ese novel ko jante hain to plz Bata dijie.. or uske hero ka name shehzada ismail tha or wo apne father ko dhoondne nikla tha
Meri Nazar mein hai aur wo ye hi dastan bostan e khayal hai laikin wo 5 parts bachon ke liey maqbool Jahangir ne likhay Jo ferozsons se publish ho chukay hain
Bhut bhut shukriya behtreen vedio
Bahut accha
Sir sari video bhout acchi h
Behtareen
Asslam alekum lajwaab
Nice video sir ji shukriya
Very informative sir...
❤👍
Thank you sir
28وا پوئنٹ میں غور کیجئے خورشید تاج بخش صاحب قرآن اعظم ہے
شکریہ first view. I
Assalamu alaikum
Monish Bhai aap kha se h
Jazakallah shukriya
aap kon
@@salmanfarsi7623 Mai Up
@@salmanfarsi7623 Bhai hum bhi taiyare Mai lagai h hum Kya btai 57 question mairai reight hua that De. Mai
Sir Boostane khyal kis san me likhi gyi aur kab iski isat hui. Hijri me aapne btaya hai, san me bta dijiye
MASHAALLah sir.... Urdu subject ke liy mcqs ke liy best book konsi h
Koi bhi le lijiye market me bohot sari kitabe he gesue urdu kitab me bhi sawalaat he or ziyaye urdu ne filhal me mumtaheen naam se urdu mcq question book shaye ki he apko jisme behtar samajh me wo kitab le
@@SikhnaSikhana Shukriya sir
Urdu almiya aur molvi abdulhaq par vidio banado
Laraib malik is per kaam krne me thoda waqt lag jaye ga per me jaldi koshish karonga thanks for comment
But marsiya aarif by Mirza ghalib abi tak ni Mila khi
Assalamualaikum Bhai
Maine boht time pehle ek book ke kuch parts parhe the unke name kuch yu the
1) sat rango ka shehar
2) tilsim jamshedi
3) naqabposh malika
Or 2 ke name yad nahi hain lkn uske last cover pe likha hua tha ke ye boostan e Khayal ki translation he Lekin ab wo book mujhe mil nahi rahi he agar ap Kisi ese novel ko jante hain to plz Bata dijie.. or uske hero ka name shehzada ismail tha or wo apne father ko dhoondne nikla tha
Sorry meri nazar se esi koi kitab nhi guzri
@@SikhnaSikhana It's Ok BTW thanks You...💖
Meri Nazar mein hai aur wo ye hi dastan bostan e khayal hai laikin wo 5 parts bachon ke liey maqbool Jahangir ne likhay Jo ferozsons se publish ho chukay hain
@@asimshaheen6439 Han wo ab mil gai sare parts... Unhi ki websites par thi ...
رشیدالدین خان کے بیٹے کا نام ہے محمد اسحاق خان بھائی کا نہی
رشید الدین خان کے بیٹے محمد اسحاق خان نے خیال کی داستان بادشاہ کے دربار میں پیش کی تھی 💯