Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏 Har har Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏 Har har Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏 Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
Pandit ji video k liye dhanyawad.. Asan mantro k sath purn vidhi alag alag devi devta ka milta toh hum swayam Pooja kar sakte hai.. Krupaya pradan kare
Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏 Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏 Om namah shivay Ram Ram ji Jai Sai Ram ji Jai 🙏🙏 Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
महाराज जी ,हमने घर में पत्थर का मंदिर बनवाया है और अभी भगवान जी विराजित नहीं किये हैं क्या आप बता सकते हैं कब शुभ मुहूर्त और ग्रह नक्षत्र अनुकूल रहेंगे और कृपया ये भी बतायें कि भगवान जी को विराजमान करने से पहले क्या कलश स्थापना करनी चाहिये या फिर कुछ और पूजा पाठ या नियम होते हैं
गुरुदेव कलश के साथ माता रानी की फोटो को भी स्थापित करते है चौकी पर साथ में । कलश विसर्जन के साथ तस्वीर का भी विसर्जन करना होता है । कि नहीं उसको दोबारा पूजा की अलमारी में रख सकते है
Pandit ji agar ghar me acharya nahi aate hai to khud bhi mantroccharan ke sath vastue kalash me daal sakte hai kya....? aur pavitri ki jagah sirf kusha daal sakte hain?
Dekhiye sabse achha to yahi hota hai ki kisi yogy achary ko bula ke hi sampanna karwaya jaye ,yadi bahut pryas ke bad bhi na Mile to aapko yadi mantr aate hain to us vidhi se aap pooja kar sakti hain , Pavitri ki jagah sirf kusha bilkul dak skate hain is me koi shanka nahi hai Jay shri ram 🚩
Kalsh me chaval se ma ke vrat ka koi sambandh nahi hai ,vrat ham log karte hain mata ji ke liye , agar aapki khusi hai to bhog me ann mat khilaye unhe Jay mata rani
7 prkar ke anaj hote hain , Matrika apni kul devi ke sath 15 devi hoti hain unka aavahan kiya jata hai Aise hi sat matrika devi hoti hain or , panch ratn 5 prkar ka ratna hota hai sona chandi moti padmrag nilam yahi sab rhta hai
Pandit ji pranaam 🙏mai ghar se bahar hostel me rehti hu aur mujhe navratri ka vrat rakhna h toh mai navratra ki puja kaise karun... Please mujhe btaye... Apka bhut bhut dhanyavaad 🙏
Yadi aap ghar se bahar hain or pooja karne ka koi sadhan na ho to aap subah ya sham kahi 1 jagah baith ka mata ji ka path or navarn mantr jap kar sakti hain , bina kalsh ,sthapan ke bhi ,sirf vrat karna hai or mata ji ka jitna ho sake jap stotr path kar sakti hain Jyada Details me janna ho to msg se ya phone se jan sakti hain Dhanyvad Jay mata rani 🙏
Hari Om Panditji, Jau ugane ka aur ghat sthapna, donon ek saath karenge Navaratri ghat sthapna ke din? Doosra, Hamare yahan Aam ke patra milna sambhava nahi hai
बहुत ही अच्छा प्रश्न किया है आपने ये अधिकतर गांव के तरफ ज्यादा ही प्रचलन में है , जो कि सही नही है , जल और पानी का वैर है तो कुंभ के ऊपर दीपक रखने का कोई तात्पर्य ही नही है , आप स्वयं भी बंद करिये और जो आपके बात को माने उसे भी मना करिये जय माता रानी 🚩
गंगा जी मे दिखाने का नियम है लेकिन आज कल दिखाने की नही दिखावे की दुनिया हो गयी है , जिसको जैसा देखा वैसे चालू कर दिया , बाकी शास्त्र ये नही कहता है कि दीपक जला के अंदर डाल दो
यदि अखंड ज्योति जागृति की जाती हैं तो उस टाईम चप्पल, पहनी चाहिए या नहीं ओर चारपाई पर सोना चाहिए कि नहीं। हमारे यहां दोनों वृजित होते हैं अखंड ज्योति में 🙏
Ji bilkul rakh sakte hain pooja path ke liye to sona ho chandi ho ye sab bahut uttam dhatu mana jata hai agar aapko bhagvan ne diya hai to chandi ka kalsh chandi ma poornpatr sab usi ka use kr sakte hain
@@Harishukla99 ji tnku , Mai maa k liye jal bhi rkha hai to, Kya jal din m do bar rkhu subh shaam ? Or us jal ka kya krna chyie change krne s phle ye bhi btaden to kripa hogi 🙏
@kp-lu8dk jal to rakhna hi chhaiye ye bhav bahut acha hai aapka jal dono time rakhiye or use bad me Prasad swaroop le bhi sakte Hain nahi to bad me briksh me dal sakte hain
1 बार स्थापना हो जाने के बाद न चावल हटाना है ना उस कलश का पानी बदलना है ,स्थापना के बाद उसे 9 दिन बाद ही हटाना चहिये ,उसमे देवता निवास करते हैं ,विसर्जन के बाद ही हटाना रहता है
mitti ka kalash le sakte hai kya? devtao ka aawahan kaise karte hai aur virasajan karne se purv kalash me jo devta aate hai unko puja samapt ho gaya kaise kahna hai
Ha mitti ka kaksh le sakte hain , devtaon ka aavahan jis devta ko bulana ho us ka mantr padh ke aavahan kiya jata hai , agar mantra na pta ho to nam leke bhi bula sakte hain , visarjan ka bhi mantr hota hai ,
Ji jaroor mai sab likh ke bhejta hu aapko bad me abhi navratri ke chalte busy hu agar mai bhool gya to aap bad me fir se dhyan dilaiyega to bata dunga Jay mata di
@@Harishukla99 thank you, Guruji ek pandit ji se pucha tha to uhone bola mandir me nahi laga sakte ,alag se chauki lagani jariri hai ,o bhi youtube video banate hai
@@Harishukla99 pehle nariyal ka mukh dakshin disha ki or tha too hm bimaar ho gye hai hospital k chakkar lgane pr rhe hai Aaj hi hmne nariyal ka mukh purv disha ki or kiya hai too kya ye sahi disha hai
Nariyal ka mukh upar ki or rakh sakte hain kripya iska praman de den kis puran ya sashtra me likhi hai kripya batayen sb khte hain apni ao mukh rhna cahiye nariyal ka jarur bataiyega 🙏
Apki nariyal chila hua lia h. Bina chila hua nariyal kohi purn mana gya hai. Aur ek hi jal dalte hai yato ganga jal daldo nito saaf pani do alag alag pani mix ni krte kalash me. Aur paan ka patta to rakha hi nhi apne.
@@laghimathakur4802 agar mata lakshmi ke nam ka kalash sthapit Krna chahte hoto every Thursday ko kr sakte ho jese ki is thursday ko kalash sthapit kiya to next Thursday ko kalash uthake naya rakhiye. Isi tarah har thursday ko kr sakte hai. Kiuki Thursday lakshmi mata ka din hota hai.
Navratri ke bad visarjan kar dena rhta hai sab chadhe huye fool pan ko nadi me pravahit kr dena rhta hai kalsh mitti ka ho to uska bhi visarjan kar sakte hain tambe ka pital ka ho to dhul ke rakh le fir se jab pooja ho to uska upyog kr sakte hain Jay mata di
Bahut accha video h maharaj..bahut accha samjhaya h apne.. Bahut upyogi hua h hum logon k liye aane wale navratri k liye... Har har mahadev 🙏🙏
Bahut bahut dhanyvad aapka
Ap sabhi ke sarlta ke liye hi mera ye yogdan chalu hai
Jay sri ram 💐
@@Harishukla99 jai shri raam maharaj 🙏🙏
बहुत सुंदर
ओर अच्छे से बता रहे हैं इसके लिए बहुत बहुत बधाई हो ❤❤
आपको भी बहुत 2 धन्यवाद जय श्री राम 🚩🎉
Mharaj sri. Kalsh sthapna ke liae jankari. Batai he. Apka. Bahut. Dhnyvad.... Jay. Mataji
Aapko bhi bahut bahut dhanyvad
Jay sri ram
जय श्री सीता राम महाराज जी आपके पावन चरणों में कोटि कोटि प्रणाम 🙏🙏🙏
बहुत सारा आशिर्वाद ईश्वर आपका कल्याण करें
जय श्री राम 🎊💐
कलश स्थापना की विधि बताने के लिए महाराज जी आपका धन्यवाद राधे राधे जय श्री कृष्ण🙏
आपका भी बहुत बहुत धन्यवाद ,जय माता रानी
राधे राधे 💐🎉
Good afternoon sir,very good and useful information, 🙏
Thankyou so much
God bless you ❤️🚩🎉
महाराज जी जय श्रीसीताराम
कलश के ऊपर चावल या धान क्या रखें
Chaval rkhenge niche sat prkar ke anaj rkhte hain
जय माता दी पण्डित जी ज्वारे कितनी दशहरे के ओर माता रानी के ❤🙏🏼❤️
आपके प्रश्न को मैं समझ नही पाया अच्छे से ,
आप क्या जानना चाहती हैं वह अच्छे से लिखिए तो मैं बताने का प्रयास करूँ
जय माता दी
जय दुर्गे
गुरुजी नमस्कार बहोत सरल व्हिडिओ बनाया आपने.गुरुजी गृहप्रवेश का भी विधीका व्हिडिओ भी बताओ
Ji jaroor samay milte hi banane ka pryas krunga
Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
Har har Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
Har har Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
Om namah shivay Ram Ram ji Jai 🙏🙏
Pandit ji video k liye dhanyawad.. Asan mantro k sath purn vidhi alag alag devi devta ka milta toh hum swayam Pooja kar sakte hai.. Krupaya pradan kare
जररू बनाने का प्रयास करूंगा
Radhe Radhe 🙏Jai Mata Di 🙏
Jay mata di
Achha he kannadalli helidare ennu channagi erutte guruji🙏🙏🙏☘️🌿🌸🪷
Jyada kuch samjha nahi
Thankyou so much 💐🚩
Jai mata di. Jai guru Dev
जय माता दी जी
Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
Om namah shivay Ram Ram ji Jai Sai Ram ji Jai 🙏🙏
Har har Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev 🙏🙏
Jay shambhu
Har har mahadev
Jai Ho Mata Rani ji ki Jai ho ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
जय माता रानी
जय दुर्गे
भगवती कृपा बनाएं रखें 🚩
Jai ho guruji❤
जय माता रानी 🚩
जय माता रानी 🙏 प्रणाम 🙏
जय माता रानी
ईश्वर कल्याण करें
Thank you so much ma'am 😊👍
जय माता दी
जय माता दी 🙏💐
Diwali puja m aise hi kalash isthapana kr skte h
Aur nariyal ko bd m kya krna h eski jankri bi bta dijiye
Ha ji aise hi sthapna har pooja me hoga bus usme lakshmi ji ka pooja hoga or bad me us nariyal ka visarjan kar dijiye
@Harishukla99 dhanywaad guru ji
Nariyal sukha wla use hoga jo hawn m hota h
@deepusrivastava379 dono kar sakte hain pani vala bhi or sukha bhi
Pandit ji navgrah Pooja kaise karate hai navgrah Pooja ki bhi ek video
Navgrah pooja ka bahut alag 2 tarika hai uska vedio bahut lamba ho jyega
Fir bhi batane ka pryas krunga smay milte hi
@Harishukla99 आपको जब भी समय लगेगा तब सत्यनारायण कथा में नवग्रह पूजन शॉर्ट में कैसे कराए 🙏🙏
Bhut sunder
Ji dhanyvad 🚩🎉
Guru ji kya bina kalsah staphapita kiya jaw uga skate hai navratri mai
Namaste pandit ji
Hamne jagadguru sankaracharya ji ke video se dekhe the ki nariyal ki sikha humare or hona chahiye
Dono tarah kar sakte hain unhi ke doosre videos me dekha hu mai bhi dono ke liye bil rhe the
महाराज जी ,हमने घर में पत्थर का मंदिर बनवाया है और अभी भगवान जी विराजित नहीं किये हैं क्या आप बता सकते हैं कब शुभ मुहूर्त और ग्रह नक्षत्र अनुकूल रहेंगे और कृपया ये भी बतायें कि भगवान जी को विराजमान करने से पहले क्या कलश स्थापना करनी चाहिये या फिर कुछ और पूजा पाठ या नियम होते हैं
अभी इस समय शुक्रास्त और गुरुअस्त दोनों हैं इस समय भी कोई भी शुभ मुहूर्त नहीं है
प्राण प्रतिष्ठा करवा लीजिये जब अच्छा मुहूर्त वगैरह रहे तब
@@Harishukla99प्राण प्रतिष्ठा किसकी महाराज जी,हमारे घर में अभी कोई भी श्री विग्रह नहीं हैं केवल भगवान जी की तस्वीरें हैं🙏
@@Harishukla99जी महाराज जी अभी तो गुरु ,शुक्र अस्त हैं पर कब शुभ स्थिति में होंगे, दरअसल मुझे बताया गया है कि पांच जुलाई के बाद ही शुभ मुहूर्त रहेंगे
@@Kattar_Sanatni715 जी बिल्कुल सही जाना है आपने 5 जुलाई के बाद ही शुभ मुहूर्त रहेगा
जय माता दी ❤
Jay mata di
गुरु जी प्रणाम 🙏🙏🙏
Ishwar kalyan kren
Jay sri ram 🚩
गुरुदेव कलश के साथ माता रानी की फोटो को भी स्थापित करते है चौकी पर साथ में । कलश विसर्जन के साथ तस्वीर का भी विसर्जन करना होता है । कि नहीं उसको दोबारा पूजा की अलमारी में रख सकते है
इसका उत्तर दीजिए गुरु देव
फोटो लगा सकते हैं ,बाद में वो फोटो अपने मंदिर में रख दे उस फोटो का विसर्जन नही करना रहता है
पंडित जी अगर ना हो ताम्बे का पूरन ko तो क्या फूल कि कटोरी या दोना ले सकते है
जी फूल की कटोरी का उपयोग कर सकते हैं
Pandit ji agar ghar me acharya nahi aate hai to khud bhi mantroccharan ke sath vastue kalash me daal sakte hai kya....? aur pavitri ki jagah sirf kusha daal sakte hain?
Dekhiye sabse achha to yahi hota hai ki kisi yogy achary ko bula ke hi sampanna karwaya jaye ,yadi bahut pryas ke bad bhi na Mile to aapko yadi mantr aate hain to us vidhi se aap pooja kar sakti hain ,
Pavitri ki jagah sirf kusha bilkul dak skate hain is me koi shanka nahi hai
Jay shri ram 🚩
Mai navratri me aise hi baitha hu 😊
Aise hi matlab mai samjha nahi , same vedio ke jaise ?
kalash sthapana ghar me kerke kya mandir me jal rehi akhand jyoti me ghee daan ker sakte hain ?
Mandir me kar sakte hain lekin ghar me bhi rakhna hai akhand dipak
@@Harishukla99 dhanyavaad .bahut bahut abhaar
Divya acharya ji
Dhanyvad sadhuvad
Jay mata rani 🚩🎉
👌👌🙏🙏
💐💐🚩 जय श्री राम
जय मां भवानी जगदम्बे
जय माँ भवानी
जय श्री राम 🚩
राधे राधे महाराज जी , घर पर नये मंदिर का शुभारंभ कैसे करें कृपया मार्गदर्शन करें ,🙏🙏🙏🙏
Agar nai moorti laye hain to achhe din tithi me pran patishtha achhe vidhi se karke shubharambh kar sakte hain
Maharaj ji ye ganesh puja ka havan visarjan ke pehle din kiya jata h ya visarjan wale din ko kiya jata h.
Visarjan vale din bhi kar sakte hain fir bad me visarjan karen
7 Dhanya / panch pallav kon kon se hote hai
7 prkar ka anaj milta hai bazar me usi ka upyog kren baki panch pallav ka vedio mere chanal pe hai use dekh len
Sir mantra kya boalna hai batae..?
Mantra ke liye mera doosra vedio dekh lijiye usme mil jayega , sabhi ke mantra
Sir vo khuad kare to kya mantra boalna hai plz batao
@@Harishukla99 nhi sir khuad se pooja karte hai to kya boalna hai vo video me sahi se samaj nhi aaraha hai is liye🙏
@ashwinjoshi6446 doosre vedio me mantra vala hi banaya hu jake dekhiye ,is vedio me nahi hai mantra
Kripa krke havan krne ki saral vidhi bhi btaden navratri mai ek video bana dijiye 🙏🙏
Vuastta bahut jada hai lekin samay Mila to pryas karta hu
Havan ke liye
Sapt mritika bta dijiye
Navratri me kalash me chwal daal sakte hai kya quki abhi tak ye suna hai ki 9 din Mata vrat me hoti hai isiliye Ann ka pryog nahi karna chahiye
Kalsh me chaval se ma ke vrat ka koi sambandh nahi hai ,vrat ham log karte hain mata ji ke liye , agar aapki khusi hai to bhog me ann mat khilaye unhe
Jay mata rani
Guruji ladu gopal ji ki pran pratishtha ek din me kr sakte hai or pran pratishtha pandit ji se krwaye ya savym hi kr le 🙏
Pandit ji se hi karwana chhaiye q ki pran pratishtha ke jitne niyam hai mantra hai vo har kisi ko nahi aata hai is liye pandit ji ko bula ke karwalen
Guruji pranam🙏 Ye saptadhaan sapta matrika aur panchratna ke bare me batane ki kripa kare gurudev
7 prkar ke anaj hote hain ,
Matrika apni kul devi ke sath 15 devi hoti hain unka aavahan kiya jata hai
Aise hi sat matrika devi hoti hain or , panch ratn 5 prkar ka ratna hota hai sona chandi moti padmrag nilam yahi sab rhta hai
@@Harishukla99 7anaj kaunse hote hai aur 7jagah ki mitti kaunsi hoti h...sarvaaushadhi me kaunse kaunse aushadhi aate h batane ki kripa kare dev
@@Harishukla99 Aur yadi gurudev hame apne kuldevi ka pata na ho toh kya kare🙏
Pandit ji 🙏
Jay sri ram
Pandit ji pranaam 🙏mai ghar se bahar hostel me rehti hu aur mujhe navratri ka vrat rakhna h toh mai navratra ki puja kaise karun... Please mujhe btaye... Apka bhut bhut dhanyavaad 🙏
Yadi aap ghar se bahar hain or pooja karne ka koi sadhan na ho to aap subah ya sham kahi 1 jagah baith ka mata ji ka path or navarn mantr jap kar sakti hain , bina kalsh ,sthapan ke bhi ,sirf vrat karna hai or mata ji ka jitna ho sake jap stotr path kar sakti hain
Jyada Details me janna ho to msg se ya phone se jan sakti hain
Dhanyvad
Jay mata rani 🙏
पंडित जी घर पर बेदीकैसे बनाएंसीखे ❤ pranaam hai
Good morning pandit ji 🙏
❤
धन्यवाद ❤
जय श्री राम
Hari Om Panditji, Jau ugane ka aur ghat sthapna, donon ek saath karenge Navaratri ghat sthapna ke din? Doosra, Hamare yahan Aam ke patra milna sambhava nahi hai
Aam na mile to pancho pallav me se koi bhi Mile use laga lijiye
@@Harishukla99 Hari Om
Jai Mata di pandit ji hm log purnpatra ke upar dipak rakhte hai to rkh sakte hai kya
बहुत ही अच्छा प्रश्न किया है आपने
ये अधिकतर गांव के तरफ ज्यादा ही प्रचलन में है ,
जो कि सही नही है , जल और पानी का वैर है तो कुंभ के ऊपर दीपक रखने का कोई तात्पर्य ही नही है , आप स्वयं भी बंद करिये और जो आपके बात को माने उसे भी मना करिये
जय माता रानी 🚩
Maharaj ji to fir gangaji me deepak kyu pravahit kiye jata h
गंगा जी मे दिखाने का नियम है लेकिन आज कल दिखाने की नही दिखावे की दुनिया हो गयी है , जिसको जैसा देखा वैसे चालू कर दिया ,
बाकी शास्त्र ये नही कहता है कि दीपक जला के अंदर डाल दो
Amh pata nahi hai tou kya Avacado leaves use kar sakte hai .
Ji nahi panch pallav me se koi bhi mile use laga sakte hain
Guru ji 🙏🏻 mene apni shop pe klsh sathapit krna h kya khdi jot jlana jruri h
Ha ji jyot jalana jaroori hai
Dono kam kr sakte hain 💐
Pandit ji mata rani ki tasveer ka mukh kis disha me rakhen ❤❤❤
Pashchim rakho
Agar us disha me nahi rakhne ka jagah ho to poorab bhi rakh sakte ho
यदि अखंड ज्योति जागृति की जाती हैं तो उस टाईम चप्पल, पहनी चाहिए या नहीं ओर चारपाई पर सोना चाहिए कि नहीं। हमारे यहां दोनों वृजित होते हैं अखंड ज्योति में 🙏
Jaise aapke ghar me reet hai aap use hi follow kijiye....
अखण्ड ज्योति कही भी जलाई जाएगी उसमे चप्पल नही पहनना है, ओर चारपाई पे सोने का जो नियम है अगर न सोएं तो बहुत अच्छा है ,
धन्यवाद जी
Kalash asthapna me jo chawal k istemaal kiya jata....kalash visarjan k baad iss chawal ka kya krte hai?
Chaval ka bhi visarjan kar dena hota hai ,pashu pakshi talab me machli ko ,aise jagah dal sakte hain
Pandit ji pooja ke baad chaval ka kya kare
Visarjan kar dena chhaiye uska bhi
Maine satvik ulta bana diya h koi upaye ki kya kare
Use poch ke fir se sahi tarike se bana de or prarthna karle mata ji se
Mein bilkul aise hi karti hun bas kesar nahi dalti thii baki sab aise hi karti hun par chaval ki jagah gehun rakhti hun
Bahut sundar ji aise hi apne dharm karm me lage rahiye
Mata rani ka aashirvad bana rhe
Navratri me navgrah ki sthapna krna jaruri hota h ...agar nhi kre to koi problem nhi n hoga
🙏
Sirf mata ji ka bhi karte hain to chalta hai ,aisa kuch nahi hai ki navgrah nahi krenge to nahi chalega , men mata ji ka rhta hai
Puranpatr kals k upar chandi ka pryog kr skete hain kya ?? Ya mitti ka ??
Ji bilkul rakh sakte hain pooja path ke liye to sona ho chandi ho ye sab bahut uttam dhatu mana jata hai agar aapko bhagvan ne diya hai to chandi ka kalsh chandi ma poornpatr sab usi ka use kr sakte hain
@@Harishukla99 ji tnku , Mai maa k liye jal bhi rkha hai to, Kya jal din m do bar rkhu subh shaam ? Or us jal ka kya krna chyie change krne s phle ye bhi btaden to kripa hogi 🙏
@kp-lu8dk jal to rakhna hi chhaiye ye bhav bahut acha hai aapka jal dono time rakhiye or use bad me Prasad swaroop le bhi sakte Hain nahi to bad me briksh me dal sakte hain
प्रणाम
bhagvati kalyan karen
Guruji kya aap phone per navratra paath kara sakte hain Mantra se
Ha ji ho jayega
Ap kahan se hain ?
Very thanks
Jay sri ram ji 🚩🎉
Pandit ji jal kitne din baad badal dena chahiye and chawal jo ralhe the bhumi pr plate usko kb hatana hoga nd uska kya karna hoga?
1 बार स्थापना हो जाने के बाद न चावल हटाना है ना उस कलश का पानी बदलना है ,स्थापना के बाद उसे 9 दिन बाद ही हटाना चहिये ,उसमे देवता निवास करते हैं ,विसर्जन के बाद ही हटाना रहता है
@@Harishukla99 radhe radhe pandit ji, kalash ke andar dali gyi cheez jaise chawal, haldi, supari. Iska 9 din baad kya krna hota hai.
Kripya krk marg darshan krdijiye
Siya ram guru ji
Jay sitaram
Guruji hm akshya tritya aakhatij ko ladu gopal ko Ghar la skte hai
Ha ji bilkul laiyiye bahut achha h
mitti ka kalash le sakte hai kya? devtao ka aawahan kaise karte hai aur virasajan karne se purv kalash me jo devta aate hai unko puja samapt ho gaya kaise kahna hai
Ha mitti ka kaksh le sakte hain , devtaon ka aavahan jis devta ko bulana ho us ka mantr padh ke aavahan kiya jata hai , agar mantra na pta ho to nam leke bhi bula sakte hain , visarjan ka bhi mantr hota hai ,
जी पंडित जी जानना है 5 प्रकार के पत्ते और सप्त धान्य और सप्तमत्रिका ओर् 5 रत्न कोन से है
Ji jaroor mai sab likh ke bhejta hu aapko bad me abhi navratri ke chalte busy hu agar mai bhool gya to aap bad me fir se dhyan dilaiyega to bata dunga
Jay mata di
Pandit ji hamre ghar ka mandir jo h usme niche drawers hai mandir upar hai to usi mai choki laga den or lal kapda band le ?
Yadi chuki patla nahi hai to apni subidha anushar kar sakte hain
Ganga jal dalna bhul gaye hai kya kare
Koi bat nahi uske liye prarthna karlo thoda sa upar se dal do
Jay mata rani
Jai gurudev, 7 prakar ke danaya ka nam batya, 5 pallawa ka nam bhi batana,
Iska vedio jaldi hi aane vala hai
Pandit ji kalash ke sath mata rani ki photo bhi rkhte hai . Kalash k visarjan kr denge lekin mata ki photo ko dobara pooja ki almari me rakh skte h
Ji bilkul rakh sakte hain photo ka visarjan nahi hota hai
Jai mata di
Jay mata di
गुरु जी क्या मंदिर में ही कलश रख सकते ? या अलग से चौकी लगानी ज़रूरी होता होता है , नौरात्रि या दिवाली दोनों पे
Rakh sakte hain aise bhi chuki lagane ki jaroorat nahi hai
@@Harishukla99 thank you, Guruji ek pandit ji se pucha tha to uhone bola mandir me nahi laga sakte ,alag se chauki lagani jariri hai ,o bhi youtube video banate hai
Jay shree ram ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Jay sri ram
Pandit ji yeh jyot kab tak jlana hai kalash ke upr
Jab tak poocha chale tab tak jalani chhaiye or kalsh ke upar na jala ke alag se akhand dipak jalayen
सप्त धान कैसे जानेंगे ऋषिवर कृपा करके हम मार्ग दर्शन करे 🙏🙏🙏🙏
सात प्रकार का अनाज रहता है
Guruji agr hame murti rakhni hai to kya ham sirf Murti rakh sakte hai nariyal ko hta ke
Ha ji rakh sakte hain jinke pas moorti nahi hai vo nariyal bhi rakhte hain ,dono ka mahtwa utna hi hai
Jay mata di
Jay mata rani
सभी पुजा में कलश स्थापना विधि सम्मान रहेगी
जी सभी मे स्थापना एक जैसे होगा बस प्रधान देवता अलग हो जाएंगे
Panratna bta dijiye
Sona Chandi Hira moti padmrag nilam ye panch ratn hote hain
पंडित जी अगर हम लाल कपड़े के जगह लाल चुनी कलश के नीचे रखे तो चलेगा ?
Niche bichane ke liye chunri nahi hota hai chunri to mata ji ko chadhne ke liye rhta hai ,
Puja ghar me nariyal ka mukh dakshin disha me rakh skte hai
Agar bhagvan ko chadha rhe hain to unke taraf mukh hona chhaiye
@@Harishukla99 hmare Puja ghar ka mukh purv ki tarf hai too nariyal ko purv ki or mukh kre ya bhagwan ki tarf mukh kre
@Ishitabh_111._ apne taraf ko rakhiye fir
@@Harishukla99 pehle nariyal ka mukh dakshin disha ki or tha too hm bimaar ho gye hai hospital k chakkar lgane pr rhe hai
Aaj hi hmne nariyal ka mukh purv disha ki or kiya hai too kya ye sahi disha hai
@Ishitabh_111._ ha thik hai
Vishwakarma ji ke kr rhe hai to unke आह्वान kr skte hai na ?
Ha ji bilkul kar sakte hain agar unhi ki pooja hai to
MAharaj ji tij ki puja me bhi kya kalas baithate hai agar haan to kaise karen
Kalsh rkhna h to isi vidhi se rkhe ya fir bina kalsh ka moorti me pooja kr le
Pandit ji ye दशहरा में जब पूजा कराया जाता है तो उसमे कलश इसे ही रखवा दे
अगर नवरात्रि का कलश स्थपित किये हैं तो उसी का पूजा करना रहता है बाकी दशहरे के पूजा करना है तो अलग से दूसरा कलश का पूजन करना चाहिए
Pandit ji puja me jo deep jlate hai usme batti gol ya lamba rhe to koi dikkat hai ya nhi kripya btaye
Pooja me jo akhand dipak rhta hai usme lambi batti rakhni chahiye or jo pooja karte samay dikhate hain ,vo gol batti bana ke dikha sakte hain ,
@@Harishukla99 dhanyawad pandit ji maharaj
@RanvirKumar-hi3zw जय श्री राम 🚩🙏
Pandit ji btaya jata h nariyal ka mukh apni trf rakhna chahiye
Ha ji dono tarah sahi hota hai , yadi kamna sahit pooja h to apne taraf ,or koi kamna nahi hai to upar rakh ke bhi kar skate hain
@@Harishukla99 बहुत बहुत आभार गुरुदेव
जय श्री राम 🚩🙏
जय
जय जय
Shubh muhurth kb ka h kalash rkhne ka
Subah 6 se 8 baje tak achha hai
Uske bad 10;30 se 12 tak achha hai
Nariyal ka mukh upar ki or rakh sakte hain kripya iska praman de den kis puran ya sashtra me likhi hai kripya batayen sb khte hain apni ao mukh rhna cahiye nariyal ka jarur bataiyega 🙏
Shankracharya ji ka 1 vaktavy aaya tha usme unhone is bat ko bataya tha ki nariyal upar ki or bhi rkh sakte hain
Apki nariyal chila hua lia h. Bina chila hua nariyal kohi purn mana gya hai. Aur ek hi jal dalte hai yato ganga jal daldo nito saaf pani do alag alag pani mix ni krte kalash me. Aur paan ka patta to rakha hi nhi apne.
Vishachik rasi ko konsi nokri mile gi
Maharaj ji nariyal ka mukh bhgvan ki or rakhe ya apne or??
Apne taraf rakhen
Navratri me jou ke patr par yhi kalash hoga ya dusra
Our nariyal kaise rkhna uchit h.....
Agar vedi bana ke kash rkh rhe hain to uspe sirf mata ji rahengi
Jau ka doosra kalsh rkhna pdega
Or 1 hi rakhna hai to uske niche jau bo sakte hain
Om bam uske aage kya hai guruji.
Varunay namah
महराज मेरे यहा देवी माँ प्रतिष्ठित वीराज मान है तो मे उन देवी केलिए कलश स्थापित कर सकता हु
जी बिल्कुल माता जी के स्वरूप में विराज मान कर सकती हैं
Pandit ji maine ghar pe narayan prabhu sthapit kiye hai...kya mai sath mei shree ji k roop mei kalash sthapna roz k liye kr skti hu?
Roj ke liye kalsh sthapna nahi kiya jata hai koi vishesh anusthan ke liye kiya jata hai
Or shree ji ko bhi le aayiye moorti swaroop me
@@Harishukla99 kalash sthapna kitne din tak rakh skte hai?
@laghimathakur4802 yadi anushthan ke hisab se rakh rhe hain to jitne din ka anusthan rhe utne din rkh sakte hain
@@laghimathakur4802 agar mata lakshmi ke nam ka kalash sthapit Krna chahte hoto every Thursday ko kr sakte ho jese ki is thursday ko kalash sthapit kiya to next Thursday ko kalash uthake naya rakhiye. Isi tarah har thursday ko kr sakte hai. Kiuki Thursday lakshmi mata ka din hota hai.
Maharaj Ji agar kalash sthapsna kare navratri me to navratri Latham hone ke dadh kalash ko Kaisa kare
Navratri ke bad visarjan kar dena rhta hai sab chadhe huye fool pan ko nadi me pravahit kr dena rhta hai kalsh mitti ka ho to uska bhi visarjan kar sakte hain tambe ka pital ka ho to dhul ke rakh le fir se jab pooja ho to uska upyog kr sakte hain
Jay mata di
@@Harishukla99 yeh dhul ke rakh kya hota hai?
@heyva1 mai samjha nahi ap kya pooch rhi h
@@Harishukla99 aap ne Bola ki metal ka kalash ho to dhul ke rakh se use Kar skate hain.
@heyva1 tambe ka ya pital ka koi bhi dhul ke matlab use saf karke pitambari se fir upyog me laye