This is the clearest explanation I've seen, u leave no room for misunderstanding and confusion,👍 U should make how to create SBI account online(in English)❤
according to bank official information it takes maximum time 72 hours but if takes so time then according to me may be you error any step doing complete process
@@PKGAMER442 the best one you can do is from online net banking. after the atm method didn't work i did it successfully from net banking sbi within 4hrs successfully confirmed
Bhaiya tqsm. Ek doubt or h. Vsim card me balance sirf msg krne k lie hi to chaiye to sabse kam wala recharge krwalin h ki frna. Kyuki. Sim to dusra sabse jyada krte hain. Bs tabhi no change kr rhe hain per wo 3 rs charge katega wo kaise katega. Agar msg wala recharge Kiya to thoda btaiye
koi doubt mat paliye hamare rahate agr sim jio ki ho usame unlimited wala recharge hai to usame kuch nahi karana kam ho jayega lekin agar sim voda ya airtel ki ho to unlimited recharge ho ya na ho 10 ya 20 jo bhi online gpay ya kisi upi app se topup balance recharge kar lijiye jisame paise wala balance milata hai ok
ha to theek old number aur new number jo account me update karana hai dono sim par jo otp aur reference no aayega to jis sim par jo aayega usako usi sim se bhejiyega aur jo sim airtel ki bol rahe hain usame wo recharge kar lijiyega jo maine bataya ho gaya fhir dhyan se jaise maine video me jo process baya hai kariyega aap ka kam ho jayega ok
@@SPHELPTECHNICAL 10 20. Me paise . Mil jayeinge us s OTP to aajayega na bhaiya. Ya fir wo 3 rs ya kitna h wo charge hi katega. Maine dekha h kai bar. 10 20 wale s OTP ni aata 😔. Usme outgoing msg nhi milte. Or mujhe bs sms k liye hi Krna h
to phir aap ab 24 ghante beetane ke bad try kariyega aur ek bar acche se check kar lijiye ki apake sbi bank account me apaka ek mobile no add ho aur sab update bhi ho service
Sir mene abi pin nhi dale hai abi atm aaya hi hai or mene dusre no. De diye isliye mujhe no. Change ker ne padege fir me pin kese dalu koi or option hai kya
dekhiye jis account ka atm card hai us account me jo number add hoga usi me otp aayega tabhi aap sbi atm machine se new atm card ka pin ya mobile number atm machine se change kar payenge
Bhai sbi account bank khata ka mobile number change karne se ATM Card ka mobile number change hoga keya na. dono aalag eak mobile number change karna padega. 😭Please help me 🙏
Sir aap jeise keh rahe ho wohi process se ki . Normal msg karne ke baad sent to aya but wahan se msg nahin aya hei.Kya time lagega ya phir ,phirse process karni hei???
mai jo condition bol raha hoo wo sabhi follow ho check kar lijiye 1- atm machine me process ke exact 4 ghante ke andar hi massage bhejna hota 4 ghante se 1 minat bhi upar nahi hona chahiye 2- dono sim me alag alag otp aur reference number aayega jis sim me jo aayega us sim se wahi send karana hai 3- agar sim jio hogi to theek agar jio nahi hogi to us sim me bhale hi unlimited recharge ho phir bhi 10 ya 20 rupaye ka jo bhi ho top-up balance alag se recharge kar lijiyega ye teeno chije sahi hogi tabhi hoga
@@SPHELPTECHNICALBhai jaldi se batana plz ki sms send q nahi ho raha hai unlimited wale pack me 100 sms per day rehta hai to . Kon sa plan Karna hoga sab plan me 100/day sms hi hai
mai samjh gaya ye apaki sim jio nahi hogi pakka hai aaisa kariye aap 20 ya 10 rupaye jo uplabdh ho upi app se topup balance recharge kar lijiye kam ho jayega
jis sim se massage nahi ja raha hoga wo sayad jio ki nahi hogi jio wale me unlimited recharge hone par massage chala jata hai dusari company ki sim me nahi usame alag se topup balance recharge kar lijiye ho jaye 10 ya 20 wala topup balance upi se recharge kar lijiye to massage jayega ek bar massage jane ka 3 rupaye balance bhi katega ok
@@SPHELPTECHNICAL I got OTP from both the SIM and i forwarded the OTP to 567676 of both sim I got reply that it was successfully forwarded to the bank and I will shortly get a response form the bank But till now the phone no. remain as it is without any change ???
usaka account mai use nahi karata aur mai mai jyadatar wahi jankari aap sab ko deta hoo jisako mai pahale khud karake dekhata hoo practical jankari aap sab ko dene ka prayas karata isliye sorry dekh lijiye UA-cam par search karake kisi ne bataya ho
Bahi mera account v expire ho gya tha or no. V kho gya or ab jab new atm ayya to activate krne k liye otp manng, to ab samaj nhi aa rha ki phle no. Change hoga ya atm activate
To jis sim se massage nahi ja raha hoga wo pakka jio nahi hogi to aap usame 10 ya 20 rupaye jo bhi upi se topup balance ho recharge kar lijiye to massage jayega ekbar massage jane me 3 rupaye bhi katega ok
nahi same hai jo maine use kiya hai ye simple sbi atm machine hai aur jo dusari sbi ki badi wali machine hai wo sbi cdm cash deposit machine hai koi tension nahi dono me same process hoga kisi me bhi ja ke kar lijiye
Sar mera a t m kard aendosend bank se bana hai aur bank of india ka khata diye the aur a t m ko chalu v nahi kiye the aur jo nambar diye the o nambar chaeng kar diye hai ab dusra nambar se a t m ko chalu karna hai to kese kare sar bataye
bhai clear to nahi bol sakta bas itana dhyan rakhe ki do number me se jo old number hai wo apake bank account se pahale hi link hona chahiye aur dono sim recharge hono chahiye aur agar jo sim jio ke alawa ho to use unlimited recharge hone le bad bhi 20 rupaye ka topup recharge kar lijiyega
Bhai mera pytm mai jb add bank pr jaa rha hu or jb number verification kr rha h to bta r h your number is not link this bank jb ki usi number se mai chalata tha
waise bank ki taraf se jo time bataya jata hai wo maximum 72 ghante yani 3 din bhi ho sakta hai lekin jab maine ye process kiya tha practical usake bad aap logo ke liye ye video banaya tha mera to 10 se 20 minat ke andar hi number update ho gaya tha
This is the clearest explanation I've seen, u leave no room for misunderstanding and confusion,👍 U should make how to create SBI account online(in English)❤
🙏
. Me
@@vandanadhiwar You
Bhai you explained in detail
All the best!👍
🙏👍
I am trying really it correct video thank you bro
🙏🙏🌿🌿📘🌿🌿
Did u get any Bank response for verifying
Kya aap message send kiye tb hua
sir aap bahut simple tarike se batate hai thanks
🙏
Very good sir. Bahut acha samjhaya.
🙏👍
Sir mera 5 minutes mai ho gya thanks❤😊
🙏👍
Dono sim me recharge chahiye
Dono sim me recharge hona chahiye kya
jio me to jo unlimited pack hota usi me kam chal jata hai lekin disari sim me 10 ya 20 rupaye balance wala recharge kar lijiye
Hq@@r.kkumar1569ha
Bade Bhaiya aaj mai ye process try karunga
Agar successfully mera mobile number change ho gya to aapke liye bada wala heart 💖
Jai Siyaram 🚩👏
😍👏🌱 सीता - राम
अगर कोई दिक्कत होगी तो बताइएगा न
nahi aisa to nahi hota
बहुत सुंदर ❤❤
🙏👍
Thank you so much sir 🙏🏽
It's working ❤
🙏🌱👍
Did u do via atm
yes
@@SPHELPTECHNICAL sir I done yesterday got message but not changed so far..how many days will take sir to change.pls reply
according to bank official information it takes maximum time 72 hours but if takes so time then according to me may be you error any step doing complete process
Dusre bank ke atm card se sbi ke atm machine me number change ho jayega kya
Ya same bank ka atm machine aur atm card hona chahiye
same hona chahiye
@@SPHELPTECHNICAL ok 🙏 thanks 😊
Akhand Chutiyo ki koi kami hi nahi he iss desh me 😂
Thnx sir...100℅ working...🙏
👍🙏🙏📘📘
Your request has been successfully forwarded to bank; you will shortly receive the response from bank
Bhai thumara huva ab tk ?
@@user-pd6jm1me6bbhai tumhare hua
yes after these
bank walas didn't gave any update about it
Mera bhi kiya lekin same massage ayaa dono nbr mein lekin do din hogaya abhi Tak nahi hua
@@PKGAMER442 the best one you can do is from online net banking.
after the atm method didn't work
i did it successfully from net banking sbi within 4hrs successfully confirmed
Sir Sunday ko bhi jayega kya
Tnks bhai
Thanks Bhai
🌳🙏
Meri purani mbl nmbr khrab ho gya hein usme to OTP v Nehi ayega . to mein kya kru
Bank jao
Bank jao
New number sa kay massage karna hoga
dono number par jo otp aur massage jayega alag alag wahi bhejana hai ok
@@SPHELPTECHNICAL 😊 thanks
thank you so much sir
🌱🙏🌱
Agar new number pe pehele se sbi me aur ek dusra account ho toh change ho sakta hai?
confirm nahi bol sakta ekbar sbi customer care bat kar lijiye
@@SPHELPTECHNICAL ok sir
Thq
🙏👍
Old number ki dim nahi ai kho gya to new number leye hai card par purane wala number hai new active ho jaye ga
Bhaiya tqsm. Ek doubt or h. Vsim card me balance sirf msg krne k lie hi to chaiye to sabse kam wala recharge krwalin h ki frna. Kyuki. Sim to dusra sabse jyada krte hain. Bs tabhi no change kr rhe hain per wo 3 rs charge katega wo kaise katega. Agar msg wala recharge Kiya to thoda btaiye
koi doubt mat paliye hamare rahate agr sim jio ki ho usame unlimited wala recharge hai to usame kuch nahi karana kam ho jayega lekin agar sim voda ya airtel ki ho to unlimited recharge ho ya na ho 10 ya 20 jo bhi online gpay ya kisi upi app se topup balance recharge kar lijiye jisame paise wala balance milata hai ok
@@SPHELPTECHNICAL bhaiya Airtel h. Old wal sim card
ha to theek old number aur new number jo account me update karana hai dono sim par jo otp aur reference no aayega to jis sim par jo aayega usako usi sim se bhejiyega aur jo sim airtel ki bol rahe hain usame wo recharge kar lijiyega jo maine bataya ho gaya fhir dhyan se jaise maine video me jo process baya hai kariyega aap ka kam ho jayega ok
@@SPHELPTECHNICAL tqq bhaiya 🧡🤍💚
@@SPHELPTECHNICAL 10 20. Me paise . Mil jayeinge us s OTP to aajayega na bhaiya. Ya fir wo 3 rs ya kitna h wo charge hi katega. Maine dekha h kai bar. 10 20 wale s OTP ni aata 😔. Usme outgoing msg nhi milte. Or mujhe bs sms k liye hi Krna h
Bhai kitna din me change ho jayega...
Ager old nber band hi ho jaye,toh nber change ho sakta ha ke nhi,Atm se...
nahi atm se nahi hoga phir bank ki home branch hi jana hoga
@SPHELPTECHNICAL Thanks ji🙏
Sir old mobile number band ho gya hai new no. Active ho jaye ga kya
Sir new number m change ho gya but Internet banking m purana no hi dikha rha h abhi bhi and otp bhi purana no m jaa rha h. Iska kya krna h?
To internet banking number internet banking me ja ke change ka option mile to change kar lijiye
Sir Number change karne be baad kya fir se new atm ke liye apply karna hoga ya wo purana he rahega Please Reply 🙏
nahi bhai purana hi rahega number se aur atm card se kya lena dena number to apaka bank account se link hota hai na ok
Mera account mein mobile number diya hua hai lekin mis call Marne per not register likhta hai 5:06
to agar jo number sbi account se link hai to usako misscall service ke liye register karana padata hai tab chalu hoga
Successfully hone k bd kitna samai lgta h activate hone ke liye.
waise official to maximum 72 ghanta lekin mera 20 minat me ho gaya tha
@@SPHELPTECHNICAL mera ek din hogya h avi v activate nhi ho rh h.
dono sim me jo alag alag otp jisame jo aaya tha us sim se wahi bheje hai na
aur dono me successful bhi hua tha na
@@SPHELPTECHNICAL hn.
Successfully forwarded to bank....ye message ke kitne din baad number change ho jayega...
Sir sbi account mai mere jo number link h vo sim ghum ho chukii h to mai apke btaye tarike se number change kr skta hu
Nahi phir apako ab apane home branch jana hoga
Old number par koi sms ya otp to nahi aye ga new number active karne ke liye purane number ka otp nahi chahiye hai t
Mera charge nahi kata bhai ho jaye ga kya new number add
gio ki sim me nahi kata baki dusari company ki sim me katata hai
Bhai isse atm card ka bhi register mobile number change ho jayega ? Please replay
bhai mobile number account me register hota hai atm card me nahi
Atm card main koi number add nhi hota kya ? Woh sirf bank se link hota hai ? Please rply
Yes
Sir akbar Atm sa is process karnaka bad or ak bar kar paya ki nani
kya poochna chahate hai samjha nahi
@@SPHELPTECHNICAL sir ham na is process kya to hua nahi
To uska baad phir Kia to decline dikha Raha ha
to phir aap ab 24 ghante beetane ke bad try kariyega aur ek bar acche se check kar lijiye ki apake sbi bank account me apaka ek mobile no add ho aur sab update bhi ho service
@@SPHELPTECHNICAL ok
Meri jo old number hai completly band ho gya hai toh atm wala process possible h
Atm card main bhi wohi phone number update hoga na sir?? Ya fir dobara atm main change karna padega
Number account me add hota hai atm card me nahi
@@SPHELPTECHNICAL hann Matlab atm wese e.. Chalega na or gpay wagera bi
yes
lekin phir ek cheej dhyan rakhe upi app me wahi account aur is account se link mobile number se upi banayenge tabhi chalega
@@SPHELPTECHNICAL OK sir kitne din Baad change ho jayega ga atm se change karne ke Baad
Activate no bi chage hoyga alag msj ayaga
dono sim me alag alag massage aayega
Mera msg nhi ja raha hai dono sim me airtel or jiyo se??
Bhaiya yeh process karne kee baad meh gpay kholu toh new number bank seh link hoga nah aur gpay new number meh se hie khul jaiga nahh??
bank account us number se link hoga tabhi account banega
@@SPHELPTECHNICAL aacha
Bhai pass book ka number bhi change ho ga kya ise 🤔🤔
nahi
Sir mene abi pin nhi dale hai abi atm aaya hi hai or mene dusre no. De diye isliye mujhe no. Change ker ne padege fir me pin kese dalu koi or option hai kya
dekhiye jis account ka atm card hai us account me jo number add hoga usi me otp aayega tabhi aap sbi atm machine se new atm card ka pin ya mobile number atm machine se change kar payenge
Thank you ❤
Bhai sbi account bank khata ka mobile number change karne se ATM Card ka mobile number change hoga keya na. dono aalag eak mobile number change karna padega. 😭Please help me 🙏
are bhai mobile no atm se nahi account se juda hua hota hai
Sir aap jeise keh rahe ho wohi process se ki . Normal msg karne ke baad sent to aya but wahan se msg nahin aya hei.Kya time lagega ya phir ,phirse process karni hei???
mai jo condition bol raha hoo wo sabhi follow ho check kar lijiye
1- atm machine me process ke exact 4 ghante ke andar hi massage bhejna hota 4 ghante se 1 minat bhi upar nahi hona chahiye
2- dono sim me alag alag otp aur reference number aayega jis sim me jo aayega us sim se wahi send karana hai
3- agar sim jio hogi to theek agar jio nahi hogi to us sim me bhale hi unlimited recharge ho phir bhi 10 ya 20 rupaye ka jo bhi ho top-up balance alag se recharge kar lijiyega
ye teeno chije sahi hogi tabhi hoga
Dushre number idea hei Jo ki network hi nahin ab OTP wahan kahan se ayega?tabhi to change kar rahe hain
Fir koi faida nahi ye msg mere liye
Hello sir mene verification code send Karke ek week hogaya abhi tak koi response nahi hai 😢
ek bar video phir se dekh lijiye theek wo sabhi process kiya hai jo jo maine video me bataya hai
Haa sir pura same hi Kiya lekin abhi tak response nahi aaya pls respond
To ekbar aur karke dekh lijiye
Sir sbi k kisi bhi atm se ye kam ho jaiga kya ? Without branch atm.
Or ya kam mein ne Sunday ko kiya hai...to kitna time lage ga ? Sir
yes kar sakte hai kisi bhi sbi atm machine me aur time same hi lagega jaise samany dino me lagata hai
@@SPHELPTECHNICAL kya ya prosse failed bhi ho sakta hai kaya...?
kuch error hoga ya process sahi nahi karenge to bilkul ho sakta hai
Mere atm me pahele se koy Nbr add nhi he to ap ke eis tarike se ad kar sakta hu kya bro ??
atm me ek option registration ka milata hai usase new number add ho jayega
@@SPHELPTECHNICAL ok thank you bhai
@@SPHELPTECHNICALBhai jaldi se batana plz ki sms send q nahi ho raha hai unlimited wale pack me 100 sms per day rehta hai to . Kon sa plan Karna hoga sab plan me 100/day sms hi hai
mai samjh gaya ye apaki sim jio nahi hogi pakka hai aaisa kariye aap 20 ya 10 rupaye jo uplabdh ho upi app se topup balance recharge kar lijiye kam ho jayega
@@SPHELPTECHNICAL dono se send kar diya ab fir se sbi ka message aaya 1 sim pe otp or reference number send karne k liye
Dono no. Se msg karna jaruri h kya new no. Se sirf msg karenge to ho jayega kya ???
nahi dono me hi alag alag otp aur reference no jata aur dono se hi massage bhejenge tabhi hoga
Old number to band hai 😢😢
to phir apako branch jaana padega
Ye sb krne ke bad hum new number se apne phn ma phonepay khul jyega?
Yes 👍
@@SPHELPTECHNICALbhyii ye to new number ke phone se msg gya but purane number ke phone se nhi jara msg
Send hi nhi hora dusre number se msg
jis sim se massage nahi ja raha hoga wo sayad jio ki nahi hogi jio wale me unlimited recharge hone par massage chala jata hai dusari company ki sim me nahi usame alag se topup balance recharge kar lijiye ho jaye 10 ya 20 wala topup balance upi se recharge kar lijiye to massage jayega ek bar massage jane ka 3 rupaye balance bhi katega ok
@@SPHELPTECHNICALok ye b try krte
Meh jab atm card gusata hu uske btt mehra toh domestic or international choose karne ka ata h kya choose Karu?
koi bhi kar lijiye
@SPHELPTECHNICAL mehne international choose Kiya lekin 4 ghanta ho chuka h abhi tk koi msg nai aya phone pe
to agar aapko doubt ho to ekbar domestic bhi kar ke dekh lijiye mujhe to aisa nahi lagata
@@SPHELPTECHNICAL tikhe kal karke dekunga
Sir mere upi m different no. registered h or internet Banking m different..how is it possible pls reply
to kya upi aur internet banking dono me ek hi bank account hai ki nahi
@SPHELPTECHNICAL same account h dono pr..upi mere number se link h or bank account m (internet banking) m jo number registered h vo father ka h
Ek account m do no. bhi registered ho skte h kya?
Sir kya me apne card ka pin set karne ke bad turant hi mobail no. Badal sakti hu ya muje cuch din wait karna hoga
sayad ho jaye
Sir new atm me galat number lag gya hai kya kare number bhi yaad nahi hai to kya ke me aap ke reply ka wait kaunga
Contact your branch bank
jo bhai ne bola contact your home branch
Bhai atm ka farm bhara tha us me galat number lag gye atm bhi aagya lekin 1. 2 number galat lagaye ab kha pr jaau
apane bank ki home branch
Matalab bhai
Thank you
🙏🌱
Purane sim off ho giya hoga kiya please botayiye
Agar 2 account same number se link hai , toh dono account ka change hojayega ?
jis account ka atm card use karenge usaka change hoga
Kya pnb ka bhi hota hai please reply sir
bhai pnb ka pnb me hota hoga mujhe pata nahi pnb ka sbi atm machine me nahi hoga
Mera account me dusra number hai wo number yaad bhi ny hai or atm me pin genrate bhi ny hai to kya number chenge hoga
nahi to phir ya to home branch jaiye ya phir atm machine me new number registration ka option milata hai usame ekbar check kar sakte hai
Ok ma kal try ji karuga ji
Sir still no response from the bank its been 2 days
Does it take time to update from the bank?
jarur aap ne process ke samy kuch mistake kiya hai
@@ayushi7557 no brother still no response or updates from the bank
@@SPHELPTECHNICAL I got OTP from both the SIM and i forwarded the OTP to 567676 of both sim I got reply that it was successfully forwarded to the bank and I will shortly get a response form the bank
But till now the phone no. remain as it is without any change ???
Sir main branch wale atm se ya koi busra atm se bhi ho jayega
kahi se bhi ho jayega
Or pin generate bhi ny hoga jub tak mobile number active na rahe
yes
Sir dono no. Be msg ayega kya ye shrif ek hi no. Pe aega
Dono no par massage aayega aur dono hi number par alag alag otp aayega
Sir Punjab gramin bank ka bhi bta do kese number change hoga
usaka account mai use nahi karata aur mai mai jyadatar wahi jankari aap sab ko deta hoo jisako mai pahale khud karake dekhata hoo practical jankari aap sab ko dene ka prayas karata isliye sorry dekh lijiye UA-cam par search karake kisi ne bataya ho
@@SPHELPTECHNICAL thnku
Bahi mera account v expire ho gya tha or no. V kho gya or ab jab new atm ayya to activate krne k liye otp manng, to ab samaj nhi aa rha ki phle no. Change hoga ya atm activate
pahale no change karaiye usake bad atm ka pin banega
@@SPHELPTECHNICAL to kya old no. Pe recharge krbwana padega
yes
Only new Sim se send kre to ho jaega kya sir
nahi dono se karana padega
Sir message only new Sim me Aya hai
to kuch error hua hoga dono sim me alag alag otp aayega tabhi hoga phir se kariye
After sending reference number but no response from the bank in both number
Toh agle din atm mai jake phirse request karsakta hai kya
to ekbar check kar lijiye bhale response na aaya ho kahi change to nahi ho gaya
Check Kiya bahut baar par nahi hua
to ekbar phir kar lijiye sayad ho jaye
syad kahi koi error ho raha ho kuch sawalo ka jawab dijiye to mai samajh pau ki aakhir dikkaat kaha ye bataiye dono sim kis company ki hai
Bhai sahab purna wala number band ho to kese hoga plz bhai
To fir aadhar pan ke sath apako apane home branch jana hoga tabhi hoga
Sir mera registered mobile no band ho gya hai kaise kru OTP toh nhi aa payega usme❤
Sir purana number nhi hai to kiya change ho jayega
nahi dono number hona chahiye
Sir number band ho gaya hai
to phir us number ko activate karayenge tabhi hoga atm se aur nahi to phir home branch jaiye kyc document dekar application dijiye to hoga
Bhai massege send karne time 24×7 kar sakte hai
keval 4 ghante ke andar agar 1 minat bhi upar hua to nahi hoga
@@SPHELPTECHNICAL Nahi bhai samay bol rahe rat ko massege send kar sakte hai
to atm machine wala process bhi rat ko kariye
Thank you bhai jankari dene liye
Atm me banking krne ke baad option hi nahi aa raha hai mobile registration ka
To kya kre pls reply
dusara sbi ke atm machine me ekbar check kar lijiye
Kya sir pnb me ho jay ga sake process
nahi
Thanks
Sir mera phone number nahi change nahi ho raha hai not send bata raha hai new number me please reply
kaun si sim hai jisame nahi ja raha aur wo kaun si sim hai jisame chala gaya
Sir please reply me...sir mera old number se to msg ja raha par new number se msg nhi ja raha but dono me recharge or sms pack h
To jis sim se massage nahi ja raha hoga wo pakka jio nahi hogi to aap usame 10 ya 20 rupaye jo bhi upi se topup balance ho recharge kar lijiye to massage jayega ekbar massage jane me 3 rupaye bhi katega ok
@SPHELPTECHNICAL ok sir .... thankyou 💗
Kon sa recharge karbana hai hamko samjh nhi aa raha hai
Please help me
@@MangalKumar-w5t3v talktime wala recharge karva lo bro
New mobile number se sms send karna hai ya old mobile number se?
dono mobile number par alag alag otp aayega ji number pe jo aaye usako usi sim se bhejana hai yani dono sim se ok
@SPHELPTECHNICAL Ok Sir
Sir purana bale number sa OTPp ayaga or new sa OTP ayaga help me
dono sim me aayega aur jis sim me jo aayega us sim se wahi bhejana hai
Sir meri sim close ho gyi jo sbi me registered thi is condition me change ho jayega kya m number Debit card se
Plz reply jarur dena
nahi hoga ab apako branch hi jana padega
Old mobile number se OTP send karna hai kiya
dono sim me alag alag aayega jis sim me jo otp aayega us sim se wahi oto bhejana hai
Dono msg naye number se bhejna hai ya old number se
jis sim me jo massage aaya hai us sim se wahi massage bhejana hai
BHAI NEW ATM MACHINE KI PROSSES KYA HAI PLEASE BATAYE HAMARE YAHA MACHINE NEW HAI
samjha nahi ki app exact poochana kya chahate hai
@@SPHELPTECHNICAL AAP JO MACHINE USE KAR RAHE HO ALAG HAI AUR EK DUSRI SBI KI ATM MACHINE HAI NA USKI PROSSES ALAG HAI KYA
nahi same hai jo maine use kiya hai ye simple sbi atm machine hai aur jo dusari sbi ki badi wali machine hai wo sbi cdm cash deposit machine hai koi tension nahi dono me same process hoga kisi me bhi ja ke kar lijiye
Sir maximum kitna time lag sakta hai maine aaj kya hai???
72 ghanta maximum
@@SPHELPTECHNICAL agar uske baad bhi nahi hua to kya karenge??
Change hua aapka?
Call sbi customer care
@@SPHELPTECHNICAL bhai 2nd time karpe ho gaya thanks bhai❤️❤️🙏
Bank account number krne ke baad adhar card ka number change krna prda hai kya?
jo aisi bat nahi ha agar koi jaruri ki jodana hi hai tab ho sakta hai nahi bank account chalega koi dikkat nahi
Bhai jab phle wala no nhi ho to kya kare...purana no gam gya h usko nikalna nhi chahta hun phir Chang hoga kya ?????
nahi to phir apako apane home branch hi jana padega tabhi change ho payega
or agar purana nomber band ho gaya hp to kya kare ?
To phir home branch jaiye
Mera old sim nhi he new number kaise add hoga
To phir apako apane home branch jana hoga
Bhaiya hum purane wale number se phle msg bheje to gaya fir dobara naye number se msg karne gye to msg nhi ja rha hai kya karu 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Purana ATM expire kr gya hai kya ye process naye atm se ho jayega jisme abhi pin nhi generate hai
pin banayenge tabhi to atm card chalu hoga usake bagair kaise hoga
@@SPHELPTECHNICAL naya atm card aaya hai aur purana vala phek diya
Ab kuch ho sakta
ha to pahale naye wale ka pin bana lijiye tabhi kariye
Bhai purana number band raha to change hosakta hai kya
nahi jana padega bank
Sir mene balance karva diya or messeg bhi dala par ye sab me 4 hour to khtam hogaye 😢he the to kaya ab muje process karni hogi
Yes phir se atm machine me ja kar wahi process kariye aur 4 ghante ke andar hi massage bhejiye
Ok
Yeh process Sunday ko hota hai?
ji sir
@@SPHELPTECHNICAL thanks 👍
@@SPHELPTECHNICAL firbhi kitna time lag jata hoga?
mera to live aap sab ko jo karake dikhaya hai 20 minat laga tha change hone me
@@SPHELPTECHNICAL pata nahi mereko itna time kyun lag raha,
Sar mera a t m kard aendosend bank se bana hai aur bank of india ka khata diye the aur a t m ko chalu v nahi kiye the aur jo nambar diye the o nambar chaeng kar diye hai ab dusra nambar se a t m ko chalu karna hai to kese kare sar bataye
jis number se karana hai wo bank account me link hona chahiye aur atm card ka pin usi bank ke atm machine se banega jis bank ka atm card hai
Sar bank of india ka khata diye the aur jo nambar se A T M bana tha o namdar v chenge kar diye hai to keya aendosend bank jana boga sar bataye
ab apako apani bank ki home branch me jana padega wo bhi aadhar pan le ke
Ok sar
Hello brother kya main mobile ka number out of country ka Dal sakta hoon
bhai clear to nahi bol sakta bas itana dhyan rakhe ki do number me se jo old number hai wo apake bank account se pahale hi link hona chahiye aur dono sim recharge hono chahiye aur agar jo sim jio ke alawa ho to use unlimited recharge hone le bad bhi 20 rupaye ka topup recharge kar lijiyega
After changing once, how long can I change again?
Please sir replly
jab apaka man ho
Thanks sir
Thank you very much for replying me, no one does that
🙏🌱👍
Mujhe msg nahi aaya dono number pe. Kitna time lagta hai msg aane me
mera to turant aa gaya tha ekbar sbi customer care se bat kar lijiye
Bhai mera pytm mai jb add bank pr jaa rha hu or jb number verification kr rha h to bta r h your number is not link this bank jb ki usi number se mai chalata tha
present me jo no account me add hai usi se chalega
Sms Jaa hi nai rha dono number se kya kare???
jis sim se nahi ja raha usame 10 ya 20 rupaye ka top-up recharge kar lijiye to massage jayega
Sir new number kab ragisteron hota hai or kitne gante me sms aajata hai sir