MashaAllah...is type ki series bahot achi hn...isme bilkul daleel ke saath rad kiya hai...jisse bad mazhab kuch bhi nahi bol paenge..... Ahle Sunnat ka hai beda paar Ashab e rasool najm hn aur nao hai itrat Rasool Allah ki❤❤❤
@@zackyk7338ahle sunnat wal jamat haq jamat hai jab saare munafiq khud ko musalmaan kehne lage to haq jamat ko pehchanne ke liye ek naam Dena zaroori hai and wo naam hai ahle sunnat wal jamat.. الحمدللہ
@@haqbaat3420 bhai haqeeqi madad allah hi ki hai agar main ne tum ko bola bhai meri madad ker toh kiya main ne shirk kerdiya bilkul nahi Allah ne tum ko us chiz se nawaza jis se tum meri madad karoge.
@@haqbaat3420 bhai mujh se mat uljho main ne bohot kitabey padhi hai wahhabiyo ki rag rag janta hoo kaise inhone sultanate usmaniya ka khatama kiya kaise begunah muslamano ko qatl kiya jake wahhabi war padhlo main ne khoob padh liya aur jo salahuddin ayubi tha usne sufiya ikram ke liye khankaye banawi aap wahabi log sab pe takfir ka fatwa lagte firte hai kiya yeah fatwa salahuddin ayubi pe bhi lagao ge jo sufiyo ka manne wala tha
Sarkar Aala hazrat ka aqida Sarkar Nizamuddin auliya ka aqida Sarkar garib nawaz ka aqida m sarkar gouse Azam ka aqida Sahaba ikram ka aqida ak h Alhamdulillah
Sare log jo deen e haq par hai unka aqida ek hai ahle sunnat wa jamaat saare ambiya ka tareeqa Saare sahaaba ka tareeqa Saare shohda ka tareeqa Saare taabai ka tareeqa Saara tabbe taabai ka tareeqa Saare auliya ka tareeqa. Ahle sunnat wa jamaat hai. Mashallah
. Hazrat ibn abbas ra farmate hain ki wo ek din huzoor saws ke piche the, huzoor saws ne farmaya, ‘ ay bete, main tujhe ek baat batata hoon. Allah ko dhyan me rakho aur tum use apne saame paooge. Allah ko dhyan me rakho aur allah tumhari hifazat karega. Jab Tum mango, Allah se mango, aur jab tum madad mango toh Allah se mango. Jaan Lo ki agar sari kaynat jama Ho jaaye tumhen kuchh fayda pahunchane ke liye to nahin pahuncha sakte sivay vah Jo Allah tala ne likh liya hai tumhare liye, aur agar vah jama Ho jaaye tumhen nuksan pahunchane ke liye to tumko kuchh bhi nuksan nahin pahuncha sakte sivay vah Jo Allah tala ne tumhare liye likh diya hai Kalam utha diye gai hai aur panne Sukh gaye hain. Tirmidhi 2516. . huzoor muhammad saws ne kaha, tumamen se ek ko allaah se apanee har jaroorat maagni chaahie jab tak ki vah namak na maange le aur jab vah apanee chappal ka patta toot jae to use na maang le. -tirmidhi 3604 . . khwaaja Moinuddeen Chishtee (rehmatullah alai) ne apane aakhiree bayan mein kaha, ‘allaah ke alaava kisee se madad, daan ya ehasaan kabhee mat maango.’ . sheikh abd al-kaadir al-jilaanee (rehmatullah alai) ne apanee kitaab mein kaha, ‘usee se bheekh maango aur usake alaava kisee se bhee bheekh na maango. usase madad maangen aur usake alaava kisee aur se madad na maangen. us par bharosa rakho aur usake alaava kisee par bharosa mat karo. - shekh abd al-kaadir al-jilaanee ki kitab al-fathah ar-rabbaanee, 47 bayan, page 281. amazan par khareedane ke lie maujood hai. madad maangane ke baare mein Quraan kya kahata hai? . Sabr aur namaz se madad mango, Quran 2:153 and 2:45 . Allah se madad mango aur Sabr karo, Quran 7:128 . kya Huzoor Muhammad saws hamaaree madad kar sakate hain? . soora 72, aayat 20 se 23 de kho,'(Ay paigambar) kah do, main sirf apane rab ko hee pukaarata hoon aur usake saath kisee ko saajheedaar nahin banaata. (Ay paigambar) kah do, "mere paas tumhen nafa ya nuksaan pahunchaane kee koee taaqat nahin hai." (ay paigambar) kah do: Allah se koee meree hifaazat nahin kar sakata aur na main usake siwa koe panaah pa sakata hoon.' . Allah aayat 7:188 mein kahata hai (ay paigambar) kaho, "mere paas Allaah kee kwashish ke alaava khud ko fayda pahunchaane ya apanee hifazat karane kee koee taqat nahin hai." agar main ghaib ko jaan leta, to mujhe bahut fayda hota, aur koee nuksaan mujhe chhoo bhee na paata. main sirf un logon ke liye basharat dene wala aur aga karne wala hoon jo eemaan laye hain.” . kaho, aye paigambar, Allaah kee kwashish ke alaava mere paas khud ko fayda pahunchaane ya apanee hifazat karane kee koee taqat nahin hai. Quraan 10:49 .--- shaikh abd al-kaadir al-jilaanee (allaah un par raham kare) apanee kitaab mein kahate hain, shirk baaharee [zaheer] aur andronee [batin] donon mein ho sakata hai. baaharee shirk moortiyon kee pooja hai, jabaki andronee [batin] shirk makhlooq par bharosa karana aur unhen nukasaan aur nafe ka jareeya maanna hai. - al-fatah ar-rabbaanee, 34 dars, page 212
Assalam o Alaikum Apse aik sawal karna tha Nabi saww k Doar m Quraysh k logon ko Mushrik kaha gaya hai Kya ap mujhe bta sakte hain Shirk kya hai? Aur Mushrik kisse kehte hain??
@@haqbaat3420 Qudan m Wazeh aya hai Makkah k Mushrik Alllah ko mante thy Aur jo But thy wo unko Sifarshi mana karte thy. Kehte thy Allah hume inke Zariye cheze dengy Hum kuch nahi Yeh Allah k Mehboob hain Ab btae????
@@haqbaat3420 Mein apni taraf se bat nahi kar raha Quran ki ayat hain mere pass. Wo Malik srf Allah ko mante thy Butto ko Sifarshi aur Allah k Mehboob bande.
@@haqbaat3420 Is bat se bhagna nahi hai Mushrikeen e Makkah Allah ko mante thy Srf mante nahi balke yeh mante thy k Iqtidaar usi ka hai But toh Naik logon k aur Farishton k thy Aur unhe bhi Allah k Wali Allah aur Mehboob bande man kar manga karte thy Aur kehte thy Allah se lekar dengy
Is hadees par tafseeli jirah aur guftagu ke liye dekhiye gulam Mustafa zaheer amanpuri sahabh ki kitaab “ waseele ki shari hesiyat ” Note = mudallis ki an wali riwayat zaef hoti he dekhiye sahi muslim ka mukadma Aur tadlees ki tafseel ke liye dekhiye mohaddis e Azam Hafiz zubair ali zai sahabh ki kitab ( makalat jild 3 safa 218 )
حضرت جن جن کتابوں کا حوالہ دلیل پیش کرتے ہیں,وہ کتابیں وہابیوں دیوبندیوں کا تو مولوی بھی نہیں پڑھا ہوگا,اور پڑھنا تو دُور دیکھنا بھی شائد ہی نصیب ہوا ہوگا۔۔۔۔۔۔۔۔ خیــر"" اٰنجناب اسی طرح باطل کے شیش محل کا آئینـہ دکھاتے رہیں , ہم آپ کـے ساتھ ہیں لـبیـکـــــــــ یــــا رســول اللّٰــہﷺ
Aur Sabr Aur Namaz Se Madad Chaho, (Surah Baqarah Ayat 45) Yaha Sabr Aur Namaz Kya Hai MazAllah Sabr Aur Namaz Allah To Nahi Phir Allah Ne Sabr Aur Namaz Se Mada Talab Karne Ko Kyun Kaha, Abey Jahil Amal Ka Daromadar Niyat Par Hota Hai, Aqeeda Durust Karo Pehle, Andhe Mat Bano Kal Qayamat Mein Allah Ko Muh Dikhana Hai Ya Nahi, Allah Se Hi Madad Manga Jaata Hai, Bas Waseela Ambiyaa Alaihimus Salam Aur Aulia Ban Jaate Hain, Tumhare Ghar Par Direct Koi Chiz Aasman Se Geeri Hai Kya, Tumne Kaise Janna Ke Allah Ek Hai Kya Maz Allah Tumpar Wahi Ayi Thi, Allah Ne Apna Paigam Tum Tak Waseele Se Hi Pahunchaya Hai, To Akhl Ke Andhe Itni Si Baat Kyu Nahi Samjhta Ke Manga Allah Se Hi Jaata Hai Ye Har Sunni Ka Aqeeda Hai Lekin Allah Ke Nek Vande Allah Ke Mehboob Hote Hain Jinki Allah Duaye Radd Nahi Farmata
Ye jo gaib me madad srf Allah hi se ye kaha se usul laya? Aap agr ayat ka tarjama padho to usme hai k. Tujhhi se madad mangte hai. To ab agr iska zaheeri matlab loge to sab se madad mangna mana hojaega chahe wo gaib me ho ya chahe wo hazir me ho.
To isi ke zara upar jaiye pehli ayat alhamdulillah hi rabbila'almeen yaani tamam ta'arif allah ke liye jo malik tamam jahañ walo ka... To aapke hisab se to agar hum kisi aur ki tarif krde to ye bhi shirk ho jayega... Kyuki aapne is tarjuma ki tujh hi se madad maange se ye mtlb nikala ki ab koi allah ko haqiqi madadgaar mante hue bhi kisi aur se gaibi madad mange to usne shirk kiya to yaha pe bhi saaf saaf likha alhamdulillah rabbila'almeen yaani tamam ta'arif allah ke liye jo malik tamam jahañ walo ka...
القران الکریم (اے نبی ﷺ) کہہ دو کہ میں اپنے فائدے اور نقصان کا کچھ بھی اختیار نہیں رکھتا مگر جو الله چاہے اور اگر میں غیب کی باتیں جانتا تو بہت سے فائدے جمع کرلیتا اور مجھ کو کوئی تکلیف نہ پہنچتی۔ میں تو مومنوں کو ڈر اور خوشخبری سنانے والا ہوں- سوره الاعراف - 188
Assalamu alaikum mere deen e bhai o beheno.Vedio ko like kare or jo Sach ko nahi apna ne ka Jidd karliyen hai unhe mera Yahi msj hai ki ap Islam ko pura Tarika se follow kariga to Sach ko apna ne ka Himmat or zazbaa milega..
جب کبھی حضرت عمر رضی اللہ عنہ کے زمانہ میں قحط پڑتا تو عمر رضی اللہ عنہ حضرت عباس بن عبدالمطلب رضی اللہ عنہ کے وسیلہ سے دعا کرتے اور فرماتے کہ اے اللہ ! پہلے ہم تیرے پاس اپنے نبی ﷺ کا وسیلہ لایا کرتے تھے ۔ تو ، تو پانی برساتا تھا ۔ اب ہم اپنے نبی کریم ﷺ کے چچا کو وسیلہ بناتے ہیں تو ، تو ہم پر پانی برسا ۔ انس رضی اللہ عنہ نے کہا کہ چنانچہ بارش خوب ہی برسی ۔صحیح بخاری 1010
Huzoor Alaihi Salam Hazrat Abbas Radi Allaho Anho se aisa sulook karte jaise Beta apne baap se, Farook E Aazam aage farmate hai Aye Logo inki tazeem o taukeer me tum Huzoor Sal Allahu Alaihi Wassalam ki Pairvi karo aur inhe Allah ki bargaah me waseela banao" (IBN HAJAR Asqalani , FATAHUL BARI Shara E Sahi Bukhari, Vol: 02, Pg: 577) Scan page niche dekhiye
Imam hajr asqalani rahimaullah has commented on this hadith and said from this hadith it is proven that taking tawasuul of Nabi and gair e Nabi is permissible........
Ye bhi to gaur karein ke jab nabi s.a.w hayat the tab wo unke waseele s mangte the...... Unke wisal k baad unhone AP s.a.w ke chacha k waseele se manga.....
📌Farooque khan razvi ne kaha.. 1) lHazrat Abu Huraira (RA) ne kaha ki unhein kuch yaad nahi rehta, toh Nabi Muhammad (SAW) ne farmaya: "Spread your garment." Yani ke Nabi (SAW) ne unhein apni jubbah (garment) ko phailane ko kaha. Or fir nabi pak ne apne hath Mubarak se koi chiz unki chadar me Dali. Or kaha esko apne sine se chimta le fir uske bad vo sahabi koi chizz nahi bhule..... Ye hadith batane ke baad Farooque razvi ne khud ye bhi keh diya ki. Log kahenge ki huzoor hayat the to huzoor se sahaba ne keh diya. Lekin vafat ke baad nahi mangna chahiye. To unko enke ghar tak chhodta hu.... (Me) pehli vali me to enhone khud hi keh diya ki hayat the to manga.. to hamara javab bhi ye hi tha... 2) hadith bate huye kehte hai. Ki hazrat Umar ke doar me ek saks nabi ki kabre Mubarak par jata hai or vaha jakar madad mangta hai to... Ye hadith ka (authentic) hone me sak hai. Or esne sahi se bataya tak bhi nahi. Jabki usme hai ki jo sakhs jiska confirm nahi hai ki kon tha. lekin vo Bilal IBN al-harith al-muzani jo ki (( khwab me )) Rasulullah SAW ke qabar par gaye.. vo hakikat me nahi khuvab me gaye.. ab usi wakt (jab qehad saali tha) tab ki ye hadith dekho... Jo ki sahih Bukhari hadith n. 1010 hai jisme hazrat Umar RA allah se duaa mangte hai or kehte hai ya allah ham pehle rasool allah ke wasile se Teri taraf mutavajjah hote the lekin ab ham unke chacha ko leke aaye enki duaa se barish najil farma... Hazrat Umar RA ne to nahi kaha tha ki ya rasool allah hamri madad karo allah se kehkar barish karao.. yaha to fasila bhi nabi ka nahi liya kevki vo hayat nahi the...AB TUM KIYA KAHOGE OR 😃
Shyd apne kyde se pdha ni.. Usme ye ni likha hai ki Khwaab me gye thei Qabr e anwar pr..us me ye likha hai ki Qabr e Amwar pr se ane k baad jb khwaab aya unko tb Nabi e Paak khwaab me aye or kaha ki Aisa Aisa kro... pehle shi se pdha or suna kro... or dusri baat Sanad ki to Imam Hajar Asqalani r.a ne Sahi kaha hai Imam Ibn Kathir ne sahi kaha hai..or bhe boht mohaddiso ne shi kaha hai kya tumko in mohaddiso se zayda ilm hai?@@truewords0x
@@nayabalikhan3203 okay 👍.... Chalo hakikat me gye the kabar r mubarak par... Par jo huaa vo to khuvab me huaa na... Or jo hazrat Umar vali hadith hai uska bhi javab do🤷
@@truewords0x han to bs sabit ho gya ki qabr e anwar pr jana or madad mangna jayz hai or shirk ni h...Or hazrat Umar r.a wali jo hadees hai hum to vo bhe matne hai hum to baad e wisaal or wisaal se pehle dono he waseela jayz smjhte hain
माशा अल्लाह सुबहान अल्लाह अल्लाह आप को लंबी उमर अता करे हुज़ूर आमीन फारूख रिज़वी साहब जिंदा बाद आप का साया हमेशा हमारे सर पर रहे हुज़ूर
माशा अल्लाह सुबहान अल्लाह हजरत में आप की तकरीर सुनता हु और गुमराह मोलवियो से बचता हु
SubhanAllah sunniyo ke sher farooq razvi
MashaAllah hazrat ❤
Farooq khan razvi zindabad
Ap pe allah ki salamti hmesha nazil ho
Alhamdulillah ya allah apka sukar aap ne hame muhammad s.a.w ata kiya ya allah apne hame imam ahemadraza sahab r.a aata kiya
MashaAllah...is type ki series bahot achi hn...isme bilkul daleel ke saath rad kiya hai...jisse bad mazhab kuch bhi nahi bol paenge.....
Ahle Sunnat ka hai beda paar
Ashab e rasool najm hn aur nao hai itrat Rasool Allah ki❤❤❤
Sunniyo ka Sher salamat rahe❤
Dekho dekho kon aaya sunnio ka sher aaya subhanallah ❤
Subhhan Allah
@@haqbaat3420aap ye bataiye firqa banaya kon hai kya ahle sunnat wal jamaat firqa hai ?
@@zackyk7338 Ahlus sunnah wal jamaat is not a sect
@@zackyk7338ahle sunnat wal jamat haq jamat hai jab saare munafiq khud ko musalmaan kehne lage to haq jamat ko pehchanne ke liye ek naam Dena zaroori hai and wo naam hai ahle sunnat wal jamat.. الحمدللہ
Tu apne maa se khana ku mangta h aur bap se paisa ku mangta h wo bhi to ghairulallah h
Masha Allah, Allah pak aapko salamat rakhe aur aapke ilm main aur ejafa karen Ameen❤❤❤
ماشاء اللہ بہت ہی عمدہ اور مدلل و مفصّل بیان جو کہ آج کے دور میں اس کی سخت بھی ضرورت ہے ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Mashallah sunni ko mubarak hu allah paak ne ese log ese ulma e haq ata kiye
Suban ALLAH suban ALLAH suban ALLAH jazakallah Khair ❤️❤️❤️
Ya muhammadaah ❤❤❤❤
Subhanallah... Mashaallah.... Allahu akbar
Maslake Aala Hazrat Salamat Rahe
ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ
Subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah 💕 ♥️ ❤️ 💜 💖 💗 ❤️ 💕 ♥️ ❤️ 💜 💖 💗 ❤️ 💕 ♥️ ❤️ 💜 💖
Is topic ki boht ziyada zarort thi mashallah mashallah jazakallah.
MOLANA FAROOK ZINDABAAD , AAP NE WAHABION KI ANKHEN KHOL DIYE ...
Subhanallah Allah aapko aur aapke khandaan ko salamat rakhe
Huzoor aapse bhot madad mili Allah ke karam se
masha Allah bahut umda
Masha Allah subhan Allah boht khub Hazrat Sahib Allah apko jazaye khair atta farmaye Ameen Ya Rabulalameen
❤❤❤ maine toh ab tak aise ilmwaale ko nhi ..dekha ..❤❤
Subhanallah ❤
Beshak itne saal se unhe sunte sunte faaki kuch sikha hai maine
ماشاءاللہ بہت خوب حضرت
ZABARDAAST YE HOWI NA BAAT
اہلسنت والجماعت زندہ باد
Ya allah ahele sunnat ke sher ko hamesh salamat rakh aameen summa aameen
Allah aap k Ilm me barkat Ataa farmaae
Bahut Khoob
اہلسنت ہی اہل جنت ہیں الحمدللہ
Saikh mohtram bhut khub
Mashallah bahut khoob subhanallah
Masaallah Masaallah
Subhanallah Subhanallah
Masha Allah, BarakAllah, Alhamdolillah
ماشاء اللہ بہت خوب علامہ صاحب، میرے علماء کرام اہلسنت زندہ باد ❤️ ❤️. Big regards from Pakistan 🇵🇰 ❤❤❤
حضرت فاروق خان رضوی صاحب زندہ باد
Masha Allah..is bayan se iman taza ho gaya..Maslake ahle sunnat..Maslake Ala hazrat Zindabad..❤❤
Assalamu alaikum
Aur Arif bhai kya hal hai
Arif bhai mai Mohammad Galib hu Uttar Pradesh Banaras se
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barkatuh
Aur kya hal hai khairiyat se hai
Allah TaAla apne habibe pak sallallahu alaihi wasallam ke sadke me Hzrt Farooq khan Razvi sahab Qibla ke umr me bepanah Barkat De....
@@haqbaat3420 bhai haqeeqi madad allah hi ki hai agar main ne tum ko bola bhai meri madad ker toh kiya main ne shirk kerdiya bilkul nahi Allah ne tum ko us chiz se nawaza jis se tum meri madad karoge.
@@haqbaat3420 acha thik hai toh itni hadeeth hai ke nabi qayamat ke din madad farmayege uska kiya
@@haqbaat3420 agar main ne tum se madad mangi toh kiya shirk kar dunga tum wahhabi bhi kaha se logic late hoo
@@haqbaat3420 wahabi yahi kahte hai lekin aap ki batao se aap wahhabi hi lagte hoo
@@haqbaat3420 bhai mujh se mat uljho main ne bohot kitabey padhi hai wahhabiyo ki rag rag janta hoo kaise inhone sultanate usmaniya ka khatama kiya kaise begunah muslamano ko qatl kiya jake wahhabi war padhlo main ne khoob padh liya aur jo salahuddin ayubi tha usne sufiya ikram ke liye khankaye banawi aap wahabi log sab pe takfir ka fatwa lagte firte hai kiya yeah fatwa salahuddin ayubi pe bhi lagao ge jo sufiyo ka manne wala tha
Tajdare khatme nabuwat zindabad Zindabad ❤️❤️❤️Haq Ahlesunnet Sach Ahlesunnet
SubhanAllah haq farmaya aapne
Maslak-e-Alahazrat zindabaad
Maulana Farooque Khan Razvi Sahab Qibla zindabaad zindabaad zindabaad
Masha'Allah,
Subhanallah,
Beshaq,
Haq hai.
Sarkar Aala hazrat ka aqida
Sarkar Nizamuddin auliya ka aqida
Sarkar garib nawaz ka aqida m
sarkar gouse Azam ka aqida
Sahaba ikram ka aqida ak h
Alhamdulillah
Sare log jo deen e haq par hai unka aqida ek hai ahle sunnat wa jamaat saare ambiya ka tareeqa
Saare sahaaba ka tareeqa
Saare shohda ka tareeqa
Saare taabai ka tareeqa
Saara tabbe taabai ka tareeqa
Saare auliya ka tareeqa. Ahle sunnat wa jamaat hai. Mashallah
@@mohammedrazaqadri4946 ji bhai sahi Farmaya
.
Hazrat ibn abbas ra farmate hain ki wo ek din huzoor saws ke piche the, huzoor saws ne farmaya, ‘ ay bete, main tujhe ek baat batata hoon. Allah ko dhyan me rakho aur tum use apne saame paooge. Allah ko dhyan me rakho aur allah tumhari hifazat karega. Jab Tum mango, Allah se mango, aur jab tum madad mango toh Allah se mango. Jaan Lo ki agar sari kaynat jama Ho jaaye tumhen kuchh fayda pahunchane ke liye to nahin pahuncha sakte sivay vah Jo Allah tala ne likh liya hai tumhare liye, aur agar vah jama Ho jaaye tumhen nuksan pahunchane ke liye to tumko kuchh bhi nuksan nahin pahuncha sakte sivay vah Jo Allah tala ne tumhare liye likh diya hai Kalam utha diye gai hai aur panne Sukh gaye hain. Tirmidhi 2516.
.
huzoor muhammad saws ne kaha, tumamen se ek ko allaah se apanee har jaroorat maagni chaahie jab tak ki vah namak na maange le aur jab vah apanee chappal ka patta toot jae to use na maang le. -tirmidhi 3604
.
.
khwaaja Moinuddeen Chishtee (rehmatullah alai) ne apane aakhiree bayan mein kaha, ‘allaah ke alaava kisee se madad, daan ya ehasaan kabhee mat maango.’
.
sheikh abd al-kaadir al-jilaanee (rehmatullah alai) ne apanee kitaab mein kaha, ‘usee se bheekh maango aur usake alaava kisee se bhee bheekh na maango. usase madad maangen aur usake alaava kisee aur se madad na maangen. us par bharosa rakho aur usake alaava kisee par bharosa mat karo. - shekh abd al-kaadir al-jilaanee ki kitab al-fathah ar-rabbaanee, 47 bayan, page 281. amazan par khareedane ke lie maujood hai.
madad maangane ke baare mein Quraan kya kahata hai?
.
Sabr aur namaz se madad mango, Quran 2:153 and 2:45
.
Allah se madad mango aur Sabr karo, Quran 7:128
.
kya Huzoor Muhammad saws hamaaree madad kar sakate hain?
.
soora 72, aayat 20 se 23 de kho,'(Ay paigambar) kah do, main sirf apane rab ko hee pukaarata hoon aur usake saath kisee ko saajheedaar nahin banaata. (Ay paigambar) kah do, "mere paas tumhen nafa ya nuksaan pahunchaane kee koee taaqat nahin hai." (ay paigambar) kah do: Allah se koee meree hifaazat nahin kar sakata aur na main usake siwa koe panaah pa sakata hoon.'
.
Allah aayat 7:188 mein kahata hai (ay paigambar) kaho, "mere paas Allaah kee kwashish ke alaava khud ko fayda pahunchaane ya apanee hifazat karane kee koee taqat nahin hai." agar main ghaib ko jaan leta, to mujhe bahut fayda hota, aur koee nuksaan mujhe chhoo bhee na paata. main sirf un logon ke liye basharat dene wala aur aga karne wala hoon jo eemaan laye hain.”
.
kaho, aye paigambar, Allaah kee kwashish ke alaava mere paas khud ko fayda pahunchaane ya apanee hifazat karane kee koee taqat nahin hai. Quraan 10:49
.---
shaikh abd al-kaadir al-jilaanee (allaah un par raham kare) apanee kitaab mein kahate hain, shirk baaharee [zaheer] aur andronee [batin] donon mein ho sakata hai. baaharee shirk moortiyon kee pooja hai, jabaki andronee [batin] shirk makhlooq par bharosa karana aur unhen nukasaan aur nafe ka jareeya maanna hai. - al-fatah ar-rabbaanee, 34 dars, page 212
@@bagabossa9970daleel dene ke bawjood nahi manoge
MashaAllah Mudallal bayan farmaya jazakallah khair
القران الکریم
(اے نبی ﷺ) کہہ دو کہ میں اپنے نقصان اور فائدے کا بھی کچھ اختیار نہیں رکھتا، مگر جو الله چاہے -
سوره یونس -49
subhanallah farooq rizwi zindabad
Subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah 💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯
Ahle sunnat wal jamaat zindabaad. Maslake Aala Hazrat Zindabaad. Dal di qalb mein ishq Ahmad Raza. Us Mojahid e Millat pe Lakho Salaam.
Allah farook razvi ko salamat rakhe. A. Man. With. Best aqqeda. Servant of ala hazrat. And. Khwaja Garib nawaz. Ya Nabi nazre karam farmane.
Assalam o Alaikum
Apse aik sawal karna tha
Nabi saww k Doar m Quraysh k logon ko Mushrik kaha gaya hai
Kya ap mujhe bta sakte hain Shirk kya hai?
Aur Mushrik kisse kehte hain??
@@haqbaat3420 Toh phir
Aage bolein???
Apne sawal ka jawab nahi dya
Makkah k logon ko Mushrik kyun kaha gaya????
@@haqbaat3420 Qudan m Wazeh aya hai
Makkah k Mushrik Alllah ko mante thy
Aur jo But thy wo unko Sifarshi mana karte thy.
Kehte thy Allah hume inke Zariye cheze dengy
Hum kuch nahi
Yeh Allah k Mehboob hain
Ab btae????
@@haqbaat3420 Mein apni taraf se bat nahi kar raha
Quran ki ayat hain mere pass.
Wo Malik srf Allah ko mante thy
Butto ko Sifarshi aur Allah k Mehboob bande.
@@haqbaat3420 Is bat se bhagna nahi hai
Mushrikeen e Makkah Allah ko mante thy
Srf mante nahi balke yeh mante thy k Iqtidaar usi ka hai
But toh Naik logon k aur Farishton k thy
Aur unhe bhi Allah k Wali Allah aur Mehboob bande man kar manga karte thy
Aur kehte thy Allah se lekar dengy
Subhan Allah
👍🌺🌹🥀❤️
Alhamdulillah ❤
SubhanAllah masha Allah
Is hadees par tafseeli jirah aur guftagu ke liye dekhiye gulam Mustafa zaheer amanpuri sahabh ki kitaab “ waseele ki shari hesiyat ”
Note = mudallis ki an wali riwayat zaef hoti he dekhiye sahi muslim ka mukadma
Aur tadlees ki tafseel ke liye dekhiye mohaddis e Azam Hafiz zubair ali zai sahabh ki kitab ( makalat jild 3 safa 218 )
Marhaba Marhaba Marhaba Subahanollah 🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🌹🌹🌹🥀🥀🌷🌷
سبحان اللہ
Beshaq Haq
القران الکریم
اور ہم نے ان ( انبیاء ) کے لئے ایسے جسم نہیں بناۓ تھے کہ کھانا نہ کھائیں اور نہ وہ ہمیشہ رہنے والے تھے -
سوره الانبیاء - 8
اللہ تعالیٰ حضرت کی عمر بڑی لمبی کر دے
حضرت جن جن کتابوں کا حوالہ دلیل پیش کرتے ہیں,وہ کتابیں وہابیوں دیوبندیوں کا تو مولوی بھی نہیں پڑھا ہوگا,اور پڑھنا تو دُور دیکھنا بھی شائد ہی نصیب ہوا ہوگا۔۔۔۔۔۔۔۔
خیــر"" اٰنجناب اسی طرح باطل کے شیش محل کا آئینـہ دکھاتے رہیں , ہم آپ کـے ساتھ ہیں
لـبیـکـــــــــ یــــا رســول اللّٰــہﷺ
Mashallah subhanallah ❤️
Maasha allah
Maslake_Ala_hazrat_salamat_rahe_❣️💝💞
Mashaaallah....maslak e ehle sunnat....zindabad
Surah Fatiha ayah no. 4
Ham teri hi ibadat karte hain aur tujh hi se madad maangte hain!!!!
Sirf Ya Allah Madad
Gayab me madad sirf Allah hi se!!!
Aur Sabr Aur Namaz Se Madad Chaho, (Surah Baqarah Ayat 45)
Yaha Sabr Aur Namaz Kya Hai MazAllah Sabr Aur Namaz Allah To Nahi Phir Allah Ne
Sabr Aur Namaz Se Mada Talab Karne Ko Kyun Kaha,
Abey Jahil Amal Ka Daromadar Niyat Par Hota Hai, Aqeeda Durust Karo Pehle, Andhe Mat Bano Kal Qayamat Mein Allah Ko Muh Dikhana Hai Ya Nahi, Allah Se Hi Madad Manga Jaata Hai, Bas Waseela Ambiyaa Alaihimus Salam Aur Aulia Ban Jaate Hain, Tumhare Ghar Par Direct Koi Chiz Aasman Se Geeri Hai Kya, Tumne Kaise Janna Ke Allah Ek Hai Kya Maz Allah Tumpar Wahi Ayi Thi, Allah Ne Apna Paigam Tum Tak Waseele Se Hi Pahunchaya Hai, To Akhl Ke Andhe Itni Si Baat Kyu Nahi Samjhta Ke Manga Allah Se Hi Jaata Hai Ye Har Sunni Ka Aqeeda Hai Lekin Allah Ke Nek Vande Allah Ke Mehboob Hote Hain Jinki Allah Duaye Radd Nahi Farmata
Madad toh allah hi ki taraf se ati hai chahe waseela
Ye jo gaib me madad srf Allah hi se ye kaha se usul laya? Aap agr ayat ka tarjama padho to usme hai k. Tujhhi se madad mangte hai. To ab agr iska zaheeri matlab loge to sab se madad mangna mana hojaega chahe wo gaib me ho ya chahe wo hazir me ho.
Toh logo se bhi madad mangna shirk hogya kiya agar main ne bola bhai ake meri madad ker toh kiya main ne shirk kardiya?
To isi ke zara upar jaiye pehli ayat alhamdulillah hi rabbila'almeen yaani tamam ta'arif allah ke liye jo malik tamam jahañ walo ka... To aapke hisab se to agar hum kisi aur ki tarif krde to ye bhi shirk ho jayega... Kyuki aapne is tarjuma ki tujh hi se madad maange se ye mtlb nikala ki ab koi allah ko haqiqi madadgaar mante hue bhi kisi aur se gaibi madad mange to usne shirk kiya to yaha pe bhi saaf saaf likha alhamdulillah rabbila'almeen yaani tamam ta'arif allah ke liye jo malik tamam jahañ walo ka...
Bht Zabardast !
Isitrh or bhi part upload krte rahiye!
Good work Farooq khan razvi sab
Haq farmaya hajrat saab ne
Subhan Allah Masha Allah
Farooq.khan.razvi.zindabad
SubhanAllah
القران الکریم
(اے نبی ﷺ) کہہ دو کہ میں اپنے فائدے اور نقصان کا کچھ بھی اختیار نہیں رکھتا مگر جو الله چاہے اور اگر میں غیب کی باتیں جانتا تو بہت سے فائدے جمع کرلیتا اور مجھ کو کوئی تکلیف نہ پہنچتی۔ میں تو مومنوں کو ڈر اور خوشخبری سنانے والا ہوں-
سوره الاعراف - 188
Subhan Allah 🌹❤️❤️🌹
Beshak
Mashallah 👌👌👌,wahabi sukoon se sunlega toh inshallah sunni banjayega
Be shak
Mashallah ahle sunnat haq hai
Nice ❤❤❤❤❤❤❤
❣ MashaAllah ❣
13 point to be noted
नबी मुख्तारे कुल है जिसको जो चाहे आता कर दे
Alhumdulillah hum sunni gharane se hain
Allah Aapko Salamt rakhe
Be Shak Subhaan Allah
Maslaqe Alla hazrath rehmatullahae zindabaad
Assalamu alaikum mere deen e bhai o beheno.Vedio ko like kare or jo Sach ko nahi apna ne ka Jidd karliyen hai unhe mera Yahi msj hai ki ap Islam ko pura Tarika se follow kariga to Sach ko apna ne ka Himmat or zazbaa milega..
💐💐💐💐💐💐💐
Mashallah
جب کبھی حضرت عمر رضی اللہ عنہ کے زمانہ میں قحط پڑتا تو عمر رضی اللہ عنہ حضرت عباس بن عبدالمطلب رضی اللہ عنہ کے وسیلہ سے دعا کرتے اور فرماتے کہ اے اللہ ! پہلے ہم تیرے پاس اپنے نبی ﷺ کا وسیلہ لایا کرتے تھے ۔ تو ، تو پانی برساتا تھا ۔ اب ہم اپنے نبی کریم ﷺ کے چچا کو وسیلہ بناتے ہیں تو ، تو ہم پر پانی برسا ۔ انس رضی اللہ عنہ نے کہا کہ چنانچہ بارش خوب ہی برسی ۔صحیح بخاری 1010
Huzoor Alaihi Salam Hazrat Abbas Radi Allaho Anho se aisa sulook karte jaise Beta apne baap se, Farook E Aazam aage farmate hai Aye Logo inki tazeem o taukeer me tum Huzoor Sal Allahu Alaihi Wassalam ki Pairvi karo aur inhe Allah ki bargaah me waseela banao"
(IBN HAJAR Asqalani , FATAHUL BARI Shara E Sahi Bukhari, Vol: 02, Pg: 577) Scan page niche dekhiye
Imam hajr asqalani rahimaullah has commented on this hadith and said from this hadith it is proven that taking tawasuul of Nabi and gair e Nabi is permissible........
Ye bhi to gaur karein ke jab nabi s.a.w hayat the tab wo unke waseele s mangte the......
Unke wisal k baad unhone AP s.a.w ke chacha k waseele se manga.....
Are bhai aankh band kar ke video dekh rahe ho kya ?
تو تم ان حدیثوں کے منکر ہو، کیوںکہ یہ تمہیں سوٹ نہیں کرتیں، گجب دوغلہ پن ہے یاررر
Bhut achi bat hai haq hai
MashaAllah
MASLAK E AALA HAZRAT ZINDABAD ✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅✅
Ji Hazrat
Maslake aala hazrat zindabad 🥀🌺🥀🌺🥀🌺🥀🌺🥀🌺🌹🌺🥀🌺🥀
💖💖💖💖💖
Masha Allah
MashaAllah ❤❤❤❤
Sunniyo ke sher💞
ALLAH se buzurgo ke vashile se iss liye mangte hai kyo ki ve sache or ALLAH ke pyare hai wahabdo
❤❤❤❤MaShaAllah🌻 ❤❤❤❤
📌Farooque khan razvi ne kaha..
1) lHazrat Abu Huraira (RA) ne kaha ki unhein kuch yaad nahi rehta, toh Nabi Muhammad (SAW) ne farmaya: "Spread your garment." Yani ke Nabi (SAW) ne unhein apni jubbah (garment) ko phailane ko kaha. Or fir nabi pak ne apne hath Mubarak se koi chiz unki chadar me Dali. Or kaha esko apne sine se chimta le fir uske bad vo sahabi koi chizz nahi bhule..... Ye hadith batane ke baad Farooque razvi ne khud ye bhi keh diya ki. Log kahenge ki huzoor hayat the to huzoor se sahaba ne keh diya. Lekin vafat ke baad nahi mangna chahiye. To unko enke ghar tak chhodta hu.... (Me) pehli vali me to enhone khud hi keh diya ki hayat the to manga.. to hamara javab bhi ye hi tha... 2) hadith bate huye kehte hai. Ki hazrat Umar ke doar me ek saks nabi ki kabre Mubarak par jata hai or vaha jakar madad mangta hai to... Ye hadith ka (authentic) hone me sak hai. Or esne sahi se bataya tak bhi nahi. Jabki usme hai ki jo sakhs jiska confirm nahi hai ki kon tha. lekin vo Bilal IBN al-harith al-muzani jo ki (( khwab me )) Rasulullah SAW ke qabar par gaye.. vo hakikat me nahi khuvab me gaye.. ab usi wakt (jab qehad saali tha) tab ki ye hadith dekho... Jo ki sahih Bukhari hadith n. 1010 hai jisme hazrat Umar RA allah se duaa mangte hai or kehte hai ya allah ham pehle rasool allah ke wasile se Teri taraf mutavajjah hote the lekin ab ham unke chacha ko leke aaye enki duaa se barish najil farma... Hazrat Umar RA ne to nahi kaha tha ki ya rasool allah hamri madad karo allah se kehkar barish karao.. yaha to fasila bhi nabi ka nahi liya kevki vo hayat nahi the...AB TUM KIYA KAHOGE OR 😃
To krli debate inse😮
@@syedgouesquadriquadri6179 Kiya kaha aap ne. Me debate karu ❔
Shyd apne kyde se pdha ni.. Usme ye ni likha hai ki Khwaab me gye thei Qabr e anwar pr..us me ye likha hai ki Qabr e Amwar pr se ane k baad jb khwaab aya unko tb Nabi e Paak khwaab me aye or kaha ki Aisa Aisa kro... pehle shi se pdha or suna kro... or dusri baat Sanad ki to Imam Hajar Asqalani r.a ne Sahi kaha hai Imam Ibn Kathir ne sahi kaha hai..or bhe boht mohaddiso ne shi kaha hai kya tumko in mohaddiso se zayda ilm hai?@@truewords0x
@@nayabalikhan3203 okay 👍.... Chalo hakikat me gye the kabar r mubarak par... Par jo huaa vo to khuvab me huaa na... Or jo hazrat Umar vali hadith hai uska bhi javab do🤷
@@truewords0x han to bs sabit ho gya ki qabr e anwar pr jana or madad mangna jayz hai or shirk ni h...Or hazrat Umar r.a wali jo hadees hai hum to vo bhe matne hai hum to baad e wisaal or wisaal se pehle dono he waseela jayz smjhte hain
القران الکریم
اور وہ (الله) اپنے حکم میں کسی کو شریک نہیں کرتا -
الکہف 26 -