Dhanyawad apko jankari dene ke liye mere portulaca me growth nahi ho Rahi thi . ummed hai apki jankari se kafi achi growth ho gi aur flowers bhi ayenge. Agar pyaz ke chilke nahi hai to kewal coffee powder dene se growth hogi kiya.
Boht zbrdst... Ma'am me desi gulab ka poda lai hun chota sa hy pouch me uski care k baray me guide krdn plz mene apki boht sari videos dekhi lekin itni sari videos hn rose pr isliye mjy smjh ni ari aap koi link send krdn...
Lagate samay extra mitti hatana ap, root ball mat todna,jade damage nahi honi chahiye, mitti achhe rakhen, compost jarur milana, semi shade me rakhe,pani bahut jyada na dalen, mitti ko bus halki moist rakhen,kuch din tak koi bhi khad na dalen repotting ke bad.
Jo pani roj hum plant ko dete hain usse ho sakti he, mitti ki drainage thik na hone se bhi ho sakti hai,kuch fertilizer bhi mitti ko alkaline banate hain.
Maine Amazon se seeds liya tha bohut achha results aaya
Nice information about the flowers👍
Moss rose plants❤❤
Veri nice
Bhuuttt badiya seeds grow hue h nice fertilizer sharing friend 👌
Thanks Mam for helpful video on Portulaca Plant Care. 👌 💐
👉यह पौधा बहुत जल्दी ग्रोथ करता है🌹🌺🌿 जानकारी देने के लिए धन्यवाद👈
Flowers of Portulaca Plants are very.....beautiful and the plants do best in full sun and well - drained soil.
Nice sharing
beautiful knowledge 🌹🙏🙏🌹🌹👍👍
Nice information video mam
Very well explained. Thank you sister.
Very nice ❤❤🎉🎉
Dhanyawad apko jankari dene ke liye mere portulaca me growth nahi ho Rahi thi . ummed hai apki jankari se kafi achi growth ho gi aur flowers bhi ayenge. Agar pyaz ke chilke nahi hai to kewal coffee powder dene se growth hogi kiya.
Kele ke chhilke ya potato peel ka use kar sakte hain pyaz ki jagah
@@greenhouse1 ok ji thanks
🙏
🌿very nice information ma'am 🌿🙏🙏🙏🧿🧿🧿
Boht zbrdst...
Ma'am me desi gulab ka poda lai hun chota sa hy pouch me uski care k baray me guide krdn plz mene apki boht sari videos dekhi lekin itni sari videos hn rose pr isliye mjy smjh ni ari aap koi link send krdn...
ua-cam.com/video/nWKz_gzONR0/v-deo.htmlsi=Mxx2ptUXD-ZkaQSn
Lagate samay extra mitti hatana ap, root ball mat todna,jade damage nahi honi chahiye, mitti achhe rakhen, compost jarur milana, semi shade me rakhe,pani bahut jyada na dalen, mitti ko bus halki moist rakhen,kuch din tak koi bhi khad na dalen repotting ke bad.
@@greenhouse1 ye to potulaca ka link hy desi rose baby plant ka link send krdn plz
@@greenhouse1 thank dear🙂
Kya abhi jun m bhi lga sktye h
Kya April mei seeds se lgana successful hoga
Laga sakte hain,semi shade me rakhe, mitti moist rakhen lagatar
Cutting milegi kya??me surat se hu
Mere plant mei fool nhi aa rahe
Hamare pas vermicompose bhi nahi aur kande bhi nahi to kya kate
Yah fertilizer kisi bhi paudhe mein de sakte hain kya
De sakte hain
Humic acid bhi daal sakte h kya
Dal sakte hain
Abhi beej lga skte hai kya?
Yes
Laga sakte hain
Madam Portulaca ka seeds se ugane ka konsa samay ya season achha hai
Garmiyon ke starting me uga sakte han ,Abhi April me bhi uga sakte hain
Maam
Cutting
Milega
Kiya
mam mere ghar me bhi ye plant hai. Growth bhi achchi hai par phool bahut hi chote chote aate hai kya Karu.😢
Pyaz ke chhilke ka fertilizer coffee powder ke sath 15 din me ek bar dalen
Thank you mam😊😊
Seed
Bocha
Nehipati
Hun
Kiya
Kore
Mere pas bhi portulaka h par usme seed nhi bante. pata nhi kyu😅
Aaj agar hum seeds kharidte hai toh kya uga sathe hai abhi bhi
Uga sakte hain
@@greenhouse1
Thanks aap ke videos bhaut ache hote hai with detail info thanks again
Amajon
Se
Lia
Tha
Mere plants me bhi flowering nhi ho rhi he😢😢
बीज से मे सक्सेस नही कर सका।
Cutting say aasani sey grow ho jata hai
Mere me to Kali hi ni ho rhi 😢
सिरका म्हणजे काय
Sirka mhanje VINEGAR.
Mitti alkaline kab hoti hai
Jo pani roj hum plant ko dete hain usse ho sakti he, mitti ki drainage thik na hone se bhi ho sakti hai,kuch fertilizer bhi mitti ko alkaline banate hain.
@@greenhouse1 thanks for reply
Seedlink
Dejea
Please
Kaise
Bochaya
Portuluca
Isi video me Jo seed lagate samay jo bataya he un baton ka dhyan rakhenge to nahi khrab hoga