Moulana Tariq jamil Sahab ne kaha h ke agr toba pakki h or dil se ki h eska matlb agr toba krte waqt niyat ki ho ke mene kafi zulm kiya zindagi ke sath ALLAH mje maaf krde me dobara nai karunga or jeske haq mare hon onhe wapas badla dede to yakeenan ALLAH maaf krne wala Meherbaan h !
Tum agar koi gunah karti ho... Tum agar chaho FIR aap gunah nahin karogi. Tum tauba kar sakti ho na❤❤❤❤❤❤ Aisa hi Allah hai hamara Guna humse hoga Magar Allah hamara maaf karta hai
Sincerity bohot mushkil se aati hai aur jo shakhs yeh samajta phirta hai k woh sincere hai samajh lo k woh shaitaan k dhokay mai hai sincerity ki eik nishani yeh hai k sincere shakhs ko apnay good deeds mai bhi ghaltiyan nazar aati hain. Tauba Khali Gunahoon Pe nahin balkay good deeds pe bhi hoti hai aur yeh sincerity ka bohot aala maqam hai. Hamaray Rasool (ASW) Gunahgar nahin thei magar din mai woh bhi 70 times ya uth se bhi bohot times ziyada tauba kiya kartay thei pata hai kyun, Allaah SWT un k darjat bharhata tha woh jis maqam mai hotay thei closeness To God woh uth maqam se aagay barh jatay thei aur Aagay Barhnay ki wajah se un ko apni previous naikiyon mai kami nazar aati thei aur woh apni Naikiyon pe tauba Kiya Kartay Thei. In other words As the closeness To God Increases Sincerity also increases and Prophet finds that Good deeds not compatible with the newly Arrived Station so He used to Repent on his Good Deeds previously done. Toh Hamaray Rasool (ASW) toh Naikiyon Par bhi tauba kiya kartay thei toh yeh kaisay hosakta hai k naik shakhs tauba kiye beghair ith dunya se jae.Eik Shakhs jis nay abhi gunah kiya hi nahin woh apnay future may honay walay gunahon par bhi maafi mang sakta hai woh yeh keh sakta hai Ya Allah mai apnay tamam gunahon aur ghaltiyon pe jo aap k ilm mai hai aap se maafi mangta hun jo mai apni zindagi mai kar chuka hun ya karunga. O Al'laah I seek your forgiveness for every sin and mistake of mine in your knowledge whetever I Have commited it or I will do it in the future O Al'laah please change my future and make me die on piousness and in the state you are happy with me.
ye mere Rab ul Allameen ka karam hai k wo apny bandy ko ek sachi tauba karny pai muaf kar dyta hai ku k wo Allah itna meharbaan hai k wo dy kar khush hota hai ye uski karam nawazi hai apny bando pai uska jitna b shukar Ada Kary be shakk kam hai
Humans are sinners; no matter how much you try, you'll fall into sin. The best sinners are those who repent. You should not sin intentionally, but if you're forced by something or your desires, you still have hope. Whatever your last condition is, that is what will matter. But nobody knows how they will die, so we always have to be ready to avoid sin and keep repenting. Repentance must be sincere, with a strong intention not to commit that sin again and if you have taken someone's right then you have to return it back if it's emotionally hurting someone’s feelings then you have to ask that person to forgive you if that person doesn't then you'll not be forgiven. If you fall into it again, you still have hope, but don't play with it or take it for granted. Death can come at any time. You don't know whether you will die committing sin or obeying Allah, so always be ready for death in staying away from committing sins. Definition of sin: (Are defined by Allah the things which Allah commanded if you don't do it that is the sin the things that Allah told you not to do if you do it is sin) *THIS IS WHAT IT MEANS HERE, IT'S NOT THAT YOU CAN DO WHATEVER AND YOU'LL BE FORGIVEN!*
es ka matlab ye hye keh agr aap kee sariee zindgee gunahoon min guzr gaye ab aap ko khayal aayya keh ab sirf achye kam karnye haein tu Allah sab gunah es leaye moaaf kar deta hye ke ab yeh sari zindi neik aor aachye kam krye ga
Toba ka matlb h k bnda sachy Dil sy maafi mangta h r agy any wali zndgi m gunah sy bechny ki Koshish krun ga r koi gunah ni krun ga tb ja kr oski toba qabol kre ga. Yahan tk ko ksisi ka Dil ni dukhaey ga. ALLAH PAK ka bnda bn kr rhy ga tb oski njaat ho ge
Ap agri ho qamat ke din dekna mere Allah apne bandeko kaise maf karta hai hum to dekhen ge inshaallah ❤ jab maa apne bete se juda nahi hote hai to mere Allah apne bande ko kyu nahi maf kar sakta mere Allah maf karega ❤
Islam me haqooq 2 type k hain 1. Haqooq Allah (Allah ka apne bando pr haq) 2. Haqooq Al-Ebad ( logo ka logo pr haq) Nimaz, roza, hajj ye haqooq Allah hain Allah pak enhe mauaf kr dy ge q k wo bht reham krne wala hy. Jabka zina, qatal, zulm, qabza ye sab haqooq Al-Ebad hain ye tab tak muaf nhe hun ge jab ta tum us insan se muafi na manf lu or plus wo insan tumhe muaf na kr dy.
Kitna bada dil hai allah ka allah k siwa koi nahi ibadat k layak nahi hun agry karna zaruri hai allah jise chahe maaf kar sakta niyat dil se ki taoba kabool na hui allah ka hone ka kya fayda allah ka naam raheem ayse nahi phir abnda taoba karna bool jayga agar allah se ummed ho taoba kare or allah maaf na kare to yakeen kon karega allah par i hope apko meri comment se jawab mil gaya hoga or jo log mare unke hath se unki maot ayse likhi thi ok ❤
Hamary ma humay kitna peyar karti ha Allah 70 mao say be zeyada peyar karta ha apnay bando say jab hamary ma humay maf kar dati ha to Allah to raheem ha or Muslimano ka yakeen ha Allah kay seva koi nahi ha jo hamary galtyu ko maf kary ager aap ke koi Muslim friend ha to us say malom karo
Sis insan khata ka Ghar hai insan se hee galti Hoti hai or Allah maaf kar deta hai Kun k Allah hai court ka judge nh Insan main itna reham nh hota Allah rehem farmane Wala hai I hope you can understand 😊
Ladies masla yahi hai k Hamaray pas hain evidence k tor pe ahadith hain aur hadith k muqablay mai personal opinion matter nahin karta Agar koi shakhs yeh Convince Kar De Al'laah Swt ko k woh sincere hai chahay woh eik dafa mai kyun na kar de Aur Allaah SWT uthay maaf karnay ka faisla kar dein toh on the Day of Judgement Log Allah Swt se kaheinge k ith shakhs ko jahannum mai jana chahiye Magar Allaah SWT yeh kaheinge k ith shakhs ko maaf kar doh Aur Maaf Karnay K Badlay mai jo chahiye mujh se le loh in other words Allaah swt beich mai aajaeinge aur un logon ko jannat mai woh status miljaega jo woh apni zindagi mai nahin pohoch saktay hongay aur jis nay sincerity se tauba ki thi Allaah swt uthay bacha leinge yahi mamla murder aur Rapist ka bhi hai Agar murderer nay Allah ko convince kar diya toh logon ko jannat mai mai higher status de deinge jo woh zindagi bhar nahin pohoch saktay hogay aur murderer ko bacha leinge. Magar Convince God ko karna hai Tariq Jameel Sahab ko nahin karna. Sincere Tauba ki taufeeq bohot kam logon ko hoti hai
Maulana ka kehna ye nhi hai ki hr gunaah tauba se maaf ho jayegi Wo gunaah jo insaan kisi insaan ke uper zulm krta hai ya kisi ka haq Marta hai jise (huququl ebaad )kehte hai ye gunaah Allah nhi maaf krta ye insaan hi maaf karega aur baki gunaah sacche dil se ki Jaye to Allah maaf kr deta hai
SISTER YE IS LIYE KI GUNEHGAAR MAYUS N HO BESHAK GYAAN N HONE KI WAJAH SE JO GUNAAH KIYA TAOBA PE MAAF KAR DETE HAIN ALLAH RABBUL IZZAT AGAR GYAAN KE BAWJOOD GALATI KRE TO USKA HISHAAB RAB KHUD HI LEGA
Islam say where Insaan Jannat mein nahin Ja Sakte Jo Insan Is Duniya Mein bhuton Aur Patron ka Puja karta hai Jo Allah Ke Sath Sharik banata hai vah Insan Shri karna Allah Ke najdeek Badi Gunah hai Yeh Allah Ka Vada Hai insanon ke sath
Dusri side ek or bhi islam me deen me agar kisi ka dil toda hai or allah ne maaf kar diya or un bande na nahi maaf yab bhi wo jannat me nahi ja sakta hai ok or allah raheem hai rahem karne wala maoka deta hai ha or jo galay hai wo galat hota ahi or zaroori ye bhi nahi zindagi bhar neki karne wala bhi jahannum me ja sakta hai wo bhi ek galti ki wajah se ok ab isko bhi galat kahigi ye bhi ek side hai deen ki
You must learn Islam first. Kindly read the concept of toba in Islam. Chotay gunah toba say khatam ho jatay hain agar sachay dil say ki jay magar baray gunah rape , murder etc in ki saza zarur milti hay. Molana yah nahi kah rahay kah aap rape aur murder kartay jayain aur phir toba karlain. Kindly Islam ko sahih say samjhain.
There are sins against people and sins against Allah. E.g. If you have not payed someone’s debt back to them that sin can never be forgiven till that person forgives you. Sins done against Allah commands can be forgiven my making sincere forgiveness. Molana is trying to encourage asking for forgiveness so he hasn’t gone into depth but there is much more to it than this
you took it wrong.. If someone who commit baddeeds ... unintentionally or Intenstionally .. knowingly or Unknowingly... He Once ask His Lord Almight Allah about forgiveness.. Then He will Forgive You.. He Is Most Merciful..✍️💌
aapne gaur nahi kiya shayad ek jagah inhone kaha h ki gunaah maaf ho sakta hai lekin farz jaise namaz roza hajj zakat etc ye sab Allah chahega tabhi maaf hoga lkn agar kisi ka haq mara ho to jab tak wo banda jiska haq mara gaya h wo maaf nahi karega tb tak Allah pak bhi maaf nahi karega...Allah pak ki rehmat bahut zyada h itni ki ham soch nahi sakte wo chahta h sab jannat m jae aur aapne sahi kaha jaan boojh k karne walo ki pakad h...Islam m rape ki saza turant maut isi liye to h ki insaaf ho sake yaha thodi na maafi mil jaegi dekhiye jis gunah m aap insan ya janwar aapse takleef m aae ya mare ya uske sath bura ho jaise rape,Murder etc to waha Allah pak ka farman h ki jab tak wo na maaf karega mai nahi maaf karunga isi ko huqooqul ibad kehte h Islam m koi offend ni ho raha bass ye baat bahut deep h bahut ache se samajhna padega iske liye huqooq ul ibad type of gunaah aur ye baat sab ki deep meaning h in sab ko samajhna padega tab samajh aaega
Message thora Sakht Hai Magar Parh Ligyega Aap log buray aamal ko buray Aamal Samajhtay kahan hain Maulana nay yeh kaha k with sincerity Allaah swt se Tauba karo toh Allah Swt Qabool kartay hai. Sincerity ka aap ko pata nahin hai aur aap chali hain yeh kehnay k yeh kehnay k Hadith Jhooti hai Aur Aap Sachi ho. Sincerity ka matlab toh seekh lo. Sincerity ka matlab bhi pata nahin hai aur phir youtube pe sincerity k aap claims karti phirti hain yeh batati phirti hain k aap kitni sincere hain. Tariq jameel Sahab Nay Hadith se Bani Israel ka eik waqia bayan kiya hai aur Aap Logon nay Hadith Ka Inkar Kiya Hai aur woh qatil ith liye logon ko bhi mar deta tha k woh kehtay thei k tumhari bakshih nahin hogi woh apni bakshih karwana chahta tha MAGAR UTHAY MALOOM NAHIN THA K KAISAY KARWAUN YA UTH KI BAKSHIH HOGI BHI K NAHIN eik aur baat yeh hai k yeh Previous Nation aur previous ummat ka waqia hai hamaein maloom nahin k previous ummat k kya halat thei hosakta hai woh sab 99 log deserve hi kartay hon death penalty kyun k hamaein yeh pata hai k Bani Israel mai ziyada ghatya hi log paida huay thei woh jinhon nay Prophets ka inkar kiya apnay hi Prophets ko shaheed kiya. Agar koi shakhs murder pe murder kiya ja raha hai ya rape pe rape kiya ja raha hai aur dil mai yeh soch raha hai k Al'laah swt maaf kareinge toh aisa shakhs insincere hai aur insincere logon ko maaf karnay ka Al'laah SWT nay contract sign nahin kar rakha hai woh pehlay sincerity dekhtay hain. Ruling Yehi hai shariat mai k jab tak ghar walay qatal maaf nahin kareinge punishment milegi meaning death penalty chay uth nay with sincerity Allaah SWT se Maafi Mang Bhi li ho. Maulana nay yeh kaha tha k sincerity se tauba kareinge gunah toh maaf hogayega magar jis nay roberry ki hai ya murder kiya hai un ko Islamic Scholars se fatwa lena parega k ab woh kya karein aur sharia law kya kehta hai aur har eik ki situation aur ruling alag alag hogi. Toh sari situation ka jawab yahan pe nahin diya ja sakta. Toh Tauba bhi karni hogi aur Fatway par bhi amal karna hoga (intention yeh ho tauba kartay huay k fatway pe bhi amal karunga tab tauba qabool hogi warna nahin).
Ye bayan aap ko tab hi samaj me aayega sister jab aapko din ka dip.. knowledge goga tab because yahan pay kuch sarta gai toba... Me sacche dil se kro to sahi phir dobara aisa nahi karne .....bas shirk ko....aap apne jagah sahi ho because aapko...
1st ye k zina krne wale ki islam me koi muafi nhe hy. Zina ki saza hy k use 100 Karay maro or etne me banda mar jata hy. 2nd agr use agr ye saza dunia me he mil jye tu qayamat k din us se es zina k baray me sawal nhe kya jye ga or agr dunia me saza na mili tu phr qayamat wale din mile ge
Sirf video ki Clip dekhoge to confusion to hogi hi. Dusre dharmo m to gunaho ki naafi hi nhi h. Agar usne paap kiya h to bhogna hi padega. Lekin insan se jaane anjaane m gunaah to ho jate h. To allah apne bando ko mauka deta h maafi ki . Lekin lekin lekin marne se pehle pehle tauba ki h to mafi qabool. Apko ajeeb lag rha h ki gunaah krlo or bol maafi. Lekin gour karo ki aksar logo ko tauba ki hidayat hi nhi milti
Assalam walekum madam ek kafir puri jindagi agar sirk karte rahen matlab dusre Khuda ko puchta Rahe dusre logon ko manta Rahe Allah ko chhodkar agar marne ke time Dil se Allah se mafi Mang Le aur kalma padh to beshak Allah uski sari jindagi Ki gunahon ko maaf kar dega Koi sirk karta hai jo use Khuda ko nahi manta hai to Allah usko kabhi Nahin maaf karega sirf Sirk ko Nahin maaf karega Baki vah bade se Bada guna maaf karoge Allah maaf karne wala hai meherban hi Rahman hi Raheem assalamualaikum
or mari bahan sab sa bartha gunnha tum patta ha konsa ha shirk sab sa bartha gunnha ha jo allha kabi maf nai kary ga shirk karny waly hmasha jhanum main he rahin ga
Hello madam Pehle matlab samjho.. Agar ek isaan paap karta uske zameen se le kar aasman tak paap ho gaye ho Agar wo insan tauba krta h sacchi tauba ke aage se dobara fir nahi karunga to allah pak uske sare paap maaf kr dete h Tabhi to allah apna taarruf rahemaan naam se karwate h rahem karne wala.. Agar ab bhi samjh nhi aaya to tumhe zindagi k bare me bilkul nhi pata... Isi liye pappa ki pari banna choro life kya iske bare me jaano 😂✌🙂
Asay nhai hota 10 bare gunnah Kay ellawa WALA jis mey (innocent murder...stone workship ..rape ...dokha...najaiZ property par kabza...jhuti kasam ...holy books ka inkar ...holy prophets ka inkar... parents ko Gali deyna ...Animals par zulam Karna ...etc
Agar yeah 10 gunnah nhai keya toh Tobba Kabul Hai ap sirf 10 mins ka bayan suntay Hain & rest 1.20mins ka nhai suntay is leya Apka concept clear nhai hota
Jis ko allha ka sahi ilam nahi ha ap ke tra he jahil he hotta ha bass apni moat ka intzar karo moat ka bada tum ko sab patta chal jay ga jhoot or Sach ka jab allha Aik ha us deen b aik he jo mary allha na asman sa hmara nabi sw per deen otara ha bass islam he aik socha deen ha bass jo islam ka rasta per chaly ga wo he jannat min jay ga or koi b mazhab allha kbool nai kary ga is ko samjhny ka lya tum ko islam study karna partha ga
Aapne baat ko nhi samjha Aapne Jo suna sari duniya ko gunaahon se bhar do tauba Karo maaf kar dunga Lekin aapko ye baat acchi nahi lagi aapne kaha Lekin us baat ka matlab waisa nhi hai jaisa aapne socha hai Aapke iss sawal ka jawab mein zaroor deta Lekin mujhe itna ilm nahi hai ke aapko samjhao Isliye aapko Jaan na hai to ek acche aur sahi alim se pucho aapko woh baat kaise samjhe ni hai 👍
Jaanbujh kar gunah ka naam bayan me kanha liya hai unhone jamin se aasman tak gunah lagane ki baat kahi par jaanbujh kar gunah kare ye bayan me nahi kaha to sahi se kaan khol kar suno jo munh me aaye mat bako tumhare opinion galat hai
Hello my point is what is the result that you react sense a lot of time there's no any result I think in your life I think you are going to react about the money you don't need peace because there's no any changes in your life I think you are going to drink alcohol also maybe you are going to nightclubs with the guys I think also you have boyfriend also don't have HAJAB .
Mulana tariq jameel sab ko Allah pak lambi zindagi day
Moulana Tariq jamil Sahab ne kaha h ke agr toba pakki h or dil se ki h eska matlb agr toba krte waqt niyat ki ho ke mene kafi zulm kiya zindagi ke sath ALLAH mje maaf krde me dobara nai karunga or jeske haq mare hon onhe wapas badla dede to yakeenan ALLAH maaf krne wala Meherbaan h !
La ilaha ilalahu muhammadur rasool ullah
Allah Hu Akbar❤❤❤❤ la ilaha illallah Mohammed rasoolallah.... Sabka rasul
Tum agar koi gunah karti ho... Tum agar chaho FIR aap gunah nahin karogi. Tum tauba kar sakti ho na❤❤❤❤❤❤ Aisa hi Allah hai hamara Guna humse hoga Magar Allah hamara maaf karta hai
Jo bi ghunna ho allah se mahafi mangi to wo raheem ha kareem ha wo mahaf kar deta ha ❤.
❤❤❤❤❤❤❤❤❤😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊so.good.aap.donoko.😊😊😊😊😊😊😊😊😊
I like molana Tariq Jameel and Mufti Tariq Masood ❤❤❤❤
La ilaha illallah muhammadur rasulallah
Amin
Alhamdulillah
آمین یارب العالمین ❤
Allah pak apny bandoon sa 70 maaon sa bh ziada piyar krta haa❤❤
Sincerity bohot mushkil se aati hai aur jo shakhs yeh samajta phirta hai k woh sincere hai samajh lo k woh shaitaan k dhokay mai hai sincerity ki eik nishani yeh hai k sincere shakhs ko apnay good deeds mai bhi ghaltiyan nazar aati hain. Tauba Khali Gunahoon Pe nahin balkay good deeds pe bhi hoti hai aur yeh sincerity ka bohot aala maqam hai. Hamaray Rasool (ASW) Gunahgar nahin thei magar din mai woh bhi 70 times ya uth se bhi bohot times ziyada tauba kiya kartay thei pata hai kyun, Allaah SWT un k darjat bharhata tha woh jis maqam mai hotay thei closeness To God woh uth maqam se aagay barh jatay thei aur Aagay Barhnay ki wajah se un ko apni previous naikiyon mai kami nazar aati thei aur woh apni Naikiyon pe tauba Kiya Kartay Thei. In other words As the closeness To God Increases Sincerity also increases and Prophet finds that Good deeds not compatible with the newly Arrived Station so He used to Repent on his Good Deeds previously done. Toh Hamaray Rasool (ASW) toh Naikiyon Par bhi tauba kiya kartay thei toh yeh kaisay hosakta hai k naik shakhs tauba kiye beghair ith dunya se jae.Eik Shakhs jis nay abhi gunah kiya hi nahin woh apnay future may honay walay gunahon par bhi maafi mang sakta hai woh yeh keh sakta hai Ya Allah mai apnay tamam gunahon aur ghaltiyon pe jo aap k ilm mai hai aap se maafi mangta hun jo mai apni zindagi mai kar chuka hun ya karunga. O Al'laah I seek your forgiveness for every sin and mistake of mine in your knowledge whetever I Have commited it or I will do it in the future O Al'laah please change my future and make me die on piousness and in the state you are happy with me.
Masha allah❤
Sahi kaha aap ney "wo Insaaf nahi he." Wo Ehsaan he
Kunki Allah bahot rahm karna wala hai❤
Masha Allah, bohot aicha video ❤❤❤
Hamara pyara islaam
Allah taala sabko deen ki rah par chalne ki toufeek ata farmaye
Agar Dil se sachi tauba karogi aur dobara koi gunah nahi karoge gunaho se bachoge to beshak allah taala maaf karega allah Sabse Raheem aur Kareem hai
Touba krne ka matalab hai ki sachchi touba Krna ki us touba ke baad koi bhi gunah na kro to fhir allah pak maaf krega in sha Allah
ye mere Rab ul Allameen ka karam hai k wo apny bandy ko ek sachi tauba karny pai muaf kar dyta hai ku k wo Allah itna meharbaan hai k wo dy kar khush hota hai ye uski karam nawazi hai apny bando pai uska jitna b shukar Ada Kary be shakk kam hai
Humans are sinners; no matter how much you try, you'll fall into sin. The best sinners are those who repent. You should not sin intentionally, but if you're forced by something or your desires, you still have hope. Whatever your last condition is, that is what will matter. But nobody knows how they will die, so we always have to be ready to avoid sin and keep repenting. Repentance must be sincere, with a strong intention not to commit that sin again and if you have taken someone's right then you have to return it back if it's emotionally hurting someone’s feelings then you have to ask that person to forgive you if that person doesn't then you'll not be forgiven. If you fall into it again, you still have hope, but don't play with it or take it for granted. Death can come at any time. You don't know whether you will die committing sin or obeying Allah, so always be ready for death in staying away from committing sins.
Definition of sin:
(Are defined by Allah the things which Allah commanded if you don't do it that is the sin the things that Allah told you not to do if you do it is sin)
*THIS IS WHAT IT MEANS HERE, IT'S NOT THAT YOU CAN DO WHATEVER AND YOU'LL BE FORGIVEN!*
Mera Allah bahut Rahimmu Kareem hai
Pki Toba mtlb PHR wo glti kbi ni Krny ka wada krna
Good knowledge
Yahi to islam hy sachy dil sy toba karoo to Allah pak maaf kar dety hin
Allha.ajmata.he.ki.meare.bande.kiya.karege.eman.ki.tofik.deaga.to.eman.par.chal.diy.to.maaf.he.nhi
To.ajmaes.me.rhega.allha.hukber
Muafi ka matlab ye hai k jo gunah ap pehly kar rahy thy ose chorna or tuba karna k aynda aysa nih karonga jo howa hai anjany mn howa hai ...
es ka matlab ye hye keh agr aap kee sariee zindgee gunahoon min guzr gaye ab aap ko khayal aayya keh ab sirf achye kam karnye haein tu Allah sab gunah es leaye moaaf kar deta hye ke ab yeh sari zindi neik aor aachye kam krye ga
Allah apny hakook maaf karta hai lkn bando ki hakook maaf nhe karta jb tk wo bnda khud maaf nhe karta
❤❤❤❤❤
Sirf logon ka haaq Ni MAAF hota jab tak wo khud MAAF na kary baqi Har ghalti Ki mahafi ha islam me
Are madam ye gunah karne ko nahi kah rahe hai inka Matlab hai agar aasman ke braver gunah ho jaye to.aur aage gunah na kare.
Toba ka matlb h k bnda sachy Dil sy maafi mangta h r agy any wali zndgi m gunah sy bechny ki Koshish krun ga r koi gunah ni krun ga tb ja kr oski toba qabol kre ga. Yahan tk ko ksisi ka Dil ni dukhaey ga. ALLAH PAK ka bnda bn kr rhy ga tb oski njaat ho ge
Allah ha woh Raheem ha maaf karna ha usse shaitan bhoot nhi Jo logo ko nhi maaf krwayga
Sachi ki taubah ko aap samjhe nhi, insaan bohat pachtata hai apni har galti ko sahi karta hai aur aage ki life me bohat achi kaam karta hai
Maidam maaf karna alag baat hai lekin jab kayamat aayegi uske baad sabke acche aur bure amaal dekhe jayenge uske baad jaannat aur jahannam ka faisla hoga aur jisne bhi gunah Kiya hoga use uski sajah milegi
Ap agri ho qamat ke din dekna mere Allah apne bandeko kaise maf karta hai hum to dekhen ge inshaallah ❤ jab maa apne bete se juda nahi hote hai to mere Allah apne bande ko kyu nahi maf kar sakta mere Allah maf karega ❤
Beshak🥺❣❣
Allah can forgive All gunah but doesn’t give us the right to intentionally commit bad things. That’s the overall point
Islam me haqooq 2 type k hain 1. Haqooq Allah (Allah ka apne bando pr haq)
2. Haqooq Al-Ebad ( logo ka logo pr haq)
Nimaz, roza, hajj ye haqooq Allah hain Allah pak enhe mauaf kr dy ge q k wo bht reham krne wala hy.
Jabka zina, qatal, zulm, qabza ye sab haqooq Al-Ebad hain ye tab tak muaf nhe hun ge jab ta tum us insan se muafi na manf lu or plus wo insan tumhe muaf na kr dy.
Agar Insan suchy Dil SE se maafi mangy tu ALLAH os ko maaf kr dey ga....
This comment was vanshika nainta.
Good reaction
Ja tujeh maap kya aye dil toorh ne wale 😢
Sab gunah maf karenge iska matlab ye hai ke allah se Jo gunah Kiya hai usko maf karenge aur agar logon ke sath gunah Kiya to maf nhi hogi 8:07
Kitna bada dil hai allah ka allah k siwa koi nahi ibadat k layak nahi hun agry karna zaruri hai allah jise chahe maaf kar sakta niyat dil se ki taoba kabool na hui allah ka hone ka kya fayda allah ka naam raheem ayse nahi phir abnda taoba karna bool jayga agar allah se ummed ho taoba kare or allah maaf na kare to yakeen kon karega allah par i hope apko meri comment se jawab mil gaya hoga or jo log mare unke hath se unki maot ayse likhi thi ok ❤
Hamary ma humay kitna peyar karti ha Allah 70 mao say be zeyada peyar karta ha apnay bando say jab hamary ma humay maf kar dati ha to Allah to raheem ha or Muslimano ka yakeen ha Allah kay seva koi nahi ha jo hamary galtyu ko maf kary ager aap ke koi Muslim friend ha to us say malom karo
Eak request aap donoan se key aap agar vedio banai to Sar par dopatta dale plz
Sister uska matlab ye he ki agar ghalati se huwa he woh maaf hoga agar haq mara he kisi ka ya kisi par zulm kiya he ye woh hi maaf karega bhagwan nahi
Sis insan khata ka Ghar hai insan se hee galti Hoti hai or Allah maaf kar deta hai Kun k Allah hai court ka judge nh Insan main itna reham nh hota Allah rehem farmane Wala hai
I hope you can understand 😊
Ladies masla yahi hai k Hamaray pas hain evidence k tor pe ahadith hain aur hadith k muqablay mai personal opinion matter nahin karta Agar koi shakhs yeh Convince Kar De Al'laah Swt ko k woh sincere hai chahay woh eik dafa mai kyun na kar de Aur Allaah SWT uthay maaf karnay ka faisla kar dein toh on the Day of Judgement Log Allah Swt se kaheinge k ith shakhs ko jahannum mai jana chahiye Magar Allaah SWT yeh kaheinge k ith shakhs ko maaf kar doh Aur Maaf Karnay K Badlay mai jo chahiye mujh se le loh in other words Allaah swt beich mai aajaeinge aur un logon ko jannat mai woh status miljaega jo woh apni zindagi mai nahin pohoch saktay hongay aur jis nay sincerity se tauba ki thi Allaah swt uthay bacha leinge yahi mamla murder aur Rapist ka bhi hai Agar murderer nay Allah ko convince kar diya toh logon ko jannat mai mai higher status de deinge jo woh zindagi bhar nahin pohoch saktay hogay aur murderer ko bacha leinge. Magar Convince God ko karna hai Tariq Jameel Sahab ko nahin karna. Sincere Tauba ki taufeeq bohot kam logon ko hoti hai
Hope meray comments aap tak pohonchay ge
Maulana ka kehna ye nhi hai ki hr gunaah tauba se maaf ho jayegi
Wo gunaah jo insaan kisi insaan ke uper zulm krta hai ya kisi ka haq Marta hai jise (huququl ebaad )kehte hai ye gunaah Allah nhi maaf krta ye insaan hi maaf karega aur baki gunaah sacche dil se ki Jaye to Allah maaf kr deta hai
Mana pehla bhi kaha ka islamic reaction video izat ihtram ka sath banaya karo
SISTER YE IS LIYE KI GUNEHGAAR MAYUS N HO BESHAK GYAAN N HONE KI WAJAH SE JO GUNAAH KIYA TAOBA PE MAAF KAR DETE HAIN ALLAH RABBUL IZZAT AGAR GYAAN KE BAWJOOD GALATI KRE TO USKA HISHAAB RAB KHUD HI LEGA
Aap.ase.mano.ki.osne.25.mader.kiya.lekin.tobaa.krliya.nhi.krta.to.oske.oje.se.ki.tne.kati.bnte.jha.25.mader.kiya.oha.10000.hjar
Mader,hota.to.
नही मैडम वो यही तो कह रहे हे
के
अब आप ही बाताओ किया कोई इंसान गुनाह जान कर थोड़ी karta हे सारे इंसान गलती धोके से ही करते हे
Islam say where Insaan Jannat mein nahin Ja Sakte Jo Insan Is Duniya Mein bhuton Aur Patron ka Puja karta hai Jo Allah Ke Sath Sharik banata hai vah Insan Shri karna Allah Ke najdeek Badi Gunah hai Yeh Allah Ka Vada Hai insanon ke sath
Jo log Allah Ke Sath kaise hua Aur chijon Ka Ibadat Karta Hai unke Upar Jannat ka Khushbu bhi haram hai
Dusri side ek or bhi islam me deen me agar kisi ka dil toda hai or allah ne maaf kar diya or un bande na nahi maaf yab bhi wo jannat me nahi ja sakta hai ok or allah raheem hai rahem karne wala maoka deta hai ha or jo galay hai wo galat hota ahi or zaroori ye bhi nahi zindagi bhar neki karne wala bhi jahannum me ja sakta hai wo bhi ek galti ki wajah se ok ab isko bhi galat kahigi ye bhi ek side hai deen ki
To aplog ekbar marke dekho
You must learn Islam first. Kindly read the concept of toba in Islam. Chotay gunah toba say khatam ho jatay hain agar sachay dil say ki jay magar baray gunah rape , murder etc in ki saza zarur milti hay. Molana yah nahi kah rahay kah aap rape aur murder kartay jayain aur phir toba karlain. Kindly Islam ko sahih say samjhain.
There are sins against people and sins against Allah. E.g. If you have not payed someone’s debt back to them that sin can never be forgiven till that person forgives you. Sins done against Allah commands can be forgiven my making sincere forgiveness. Molana is trying to encourage asking for forgiveness so he hasn’t gone into depth but there is much more to it than this
you took it wrong.. If someone who commit baddeeds ... unintentionally or Intenstionally .. knowingly or Unknowingly... He Once ask His Lord Almight Allah about forgiveness.. Then He will Forgive You.. He Is Most Merciful..✍️💌
Del s mafe mangy ga
aapne gaur nahi kiya shayad ek jagah inhone kaha h ki gunaah maaf ho sakta hai lekin farz jaise namaz roza hajj zakat etc ye sab Allah chahega tabhi maaf hoga lkn agar kisi ka haq mara ho to jab tak wo banda jiska haq mara gaya h wo maaf nahi karega tb tak Allah pak bhi maaf nahi karega...Allah pak ki rehmat bahut zyada h itni ki ham soch nahi sakte wo chahta h sab jannat m jae
aur aapne sahi kaha jaan boojh k karne walo ki pakad h...Islam m rape ki saza turant maut isi liye to h ki insaaf ho sake yaha thodi na maafi mil jaegi dekhiye jis gunah m aap insan ya janwar aapse takleef m aae ya mare ya uske sath bura ho jaise rape,Murder etc to waha Allah pak ka farman h ki jab tak wo na maaf karega mai nahi maaf karunga isi ko huqooqul ibad kehte h Islam m
koi offend ni ho raha bass ye baat bahut deep h bahut ache se samajhna padega iske liye huqooq ul ibad type of gunaah aur ye baat sab ki deep meaning h in sab ko samajhna padega tab samajh aaega
Message thora Sakht Hai Magar Parh Ligyega
Aap log buray aamal ko buray Aamal Samajhtay kahan hain Maulana nay yeh kaha k with sincerity Allaah swt se Tauba karo toh Allah Swt Qabool kartay hai. Sincerity ka aap ko pata nahin hai aur aap chali hain yeh kehnay k yeh kehnay k Hadith Jhooti hai Aur Aap Sachi ho. Sincerity ka matlab toh seekh lo. Sincerity ka matlab bhi pata nahin hai aur phir youtube pe sincerity k aap claims karti phirti hain yeh batati phirti hain k aap kitni sincere hain.
Tariq jameel Sahab Nay Hadith se Bani Israel ka eik waqia bayan kiya hai aur Aap Logon nay Hadith Ka Inkar Kiya Hai aur woh qatil ith liye logon ko bhi mar deta tha k woh kehtay thei k tumhari bakshih nahin hogi woh apni bakshih karwana chahta tha MAGAR UTHAY MALOOM NAHIN THA K KAISAY KARWAUN YA UTH KI BAKSHIH HOGI BHI K NAHIN eik aur baat yeh hai k yeh Previous Nation aur previous ummat ka waqia hai hamaein maloom nahin k previous ummat k kya halat thei hosakta hai woh sab 99 log deserve hi kartay hon death penalty kyun k hamaein yeh pata hai k Bani Israel mai ziyada ghatya hi log paida huay thei woh jinhon nay Prophets ka inkar kiya apnay hi Prophets ko shaheed kiya. Agar koi shakhs murder pe murder kiya ja raha hai ya rape pe rape kiya ja raha hai aur dil mai yeh soch raha hai k Al'laah swt maaf kareinge toh aisa shakhs insincere hai aur insincere logon ko maaf karnay ka Al'laah SWT nay contract sign nahin kar rakha hai woh pehlay sincerity dekhtay hain. Ruling Yehi hai shariat mai k jab tak ghar walay qatal maaf nahin kareinge punishment milegi meaning death penalty chay uth nay with sincerity Allaah SWT se Maafi Mang Bhi li ho. Maulana nay yeh kaha tha k sincerity se tauba kareinge gunah toh maaf hogayega magar jis nay roberry ki hai ya murder kiya hai un ko Islamic Scholars se fatwa lena parega k ab woh kya karein aur sharia law kya kehta hai aur har eik ki situation aur ruling alag alag hogi. Toh sari situation ka jawab yahan pe nahin diya ja sakta. Toh Tauba bhi karni hogi aur Fatway par bhi amal karna hoga (intention yeh ho tauba kartay huay k fatway pe bhi amal karunga tab tauba qabool hogi warna nahin).
Ye bayan aap ko tab hi samaj me aayega sister jab aapko din ka dip.. knowledge goga tab because yahan pay kuch sarta gai toba... Me sacche dil se kro to sahi phir dobara aisa nahi karne .....bas shirk ko....aap apne jagah sahi ho because aapko...
🤏🤏🤏🤏🧠💯👍
1st ye k zina krne wale ki islam me koi muafi nhe hy. Zina ki saza hy k use 100 Karay maro or etne me banda mar jata hy.
2nd agr use agr ye saza dunia me he mil jye tu qayamat k din us se es zina k baray me sawal nhe kya jye ga or agr dunia me saza na mili tu phr qayamat wale din mile ge
Sirf video ki Clip dekhoge to confusion to hogi hi.
Dusre dharmo m to gunaho ki naafi hi nhi h. Agar usne paap kiya h to bhogna hi padega. Lekin insan se jaane anjaane m gunaah to ho jate h. To allah apne bando ko mauka deta h maafi ki . Lekin lekin lekin marne se pehle pehle tauba ki h to mafi qabool. Apko ajeeb lag rha h ki gunaah krlo or bol maafi. Lekin gour karo ki aksar logo ko tauba ki hidayat hi nhi milti
Tum kya jano maafi kya cheez hai
आपने सही से सुना हीं नहीं आपने अगला विडीयो पर रीयाकशन करो मोहम्मद फिरोज
Ye nii kha k itny sary gunna kr k toba krlu ya mafi mang luu tu sab sae
Agr galti sy ya gumra hu k kiy tu mafi hugi
Orr phir dobara nii krny
Assalam walekum madam ek kafir puri jindagi agar sirk karte rahen matlab dusre Khuda ko puchta Rahe dusre logon ko manta Rahe Allah ko chhodkar agar marne ke time Dil se Allah se mafi Mang Le aur kalma padh to beshak Allah uski sari jindagi Ki gunahon ko maaf kar dega Koi sirk karta hai jo use Khuda ko nahi manta hai to Allah usko kabhi Nahin maaf karega sirf Sirk ko Nahin maaf karega Baki vah bade se Bada guna maaf karoge Allah maaf karne wala hai meherban hi Rahman hi Raheem assalamualaikum
Fukra insaan jiya Shankar video banavo #abhiya
or mari bahan sab sa bartha gunnha tum patta ha konsa ha shirk sab sa bartha gunnha ha jo allha kabi maf nai kary ga shirk karny waly hmasha jhanum main he rahin ga
Quran padogi to tumhare sawal ka jo jawab hena wo mil jaygi or gum khud sharminda ho jaogi
Hello madam
Pehle matlab samjho.. Agar ek isaan paap karta uske zameen se le kar aasman tak paap ho gaye ho
Agar wo insan tauba krta h sacchi tauba ke aage se dobara fir nahi karunga to allah pak uske sare paap maaf kr dete h
Tabhi to allah apna taarruf rahemaan naam se karwate h rahem karne wala..
Agar ab bhi samjh nhi aaya to tumhe zindagi k bare me bilkul nhi pata... Isi liye pappa ki pari banna choro life kya iske bare me jaano 😂✌🙂
Aisi touba Karo k mout Tak na vo gunha karo.us toba ki baat karraha hai
Asay nhai hota 10 bare gunnah Kay ellawa WALA jis mey (innocent murder...stone workship ..rape ...dokha...najaiZ property par kabza...jhuti kasam ...holy books ka inkar ...holy prophets ka inkar... parents ko Gali deyna ...Animals par zulam Karna ...etc
Agar yeah 10 gunnah nhai keya toh Tobba Kabul Hai ap sirf 10 mins ka bayan suntay Hain & rest 1.20mins ka nhai suntay is leya Apka concept clear nhai hota
maaf karne ki Murad is liye hai ki Insaan gunaah se bache aur kayamat ke din uske bure amaal kam ho aur acche amaal jyada ho aap baat ko samjho pehle
Jis ko allha ka sahi ilam nahi ha ap ke tra he jahil he hotta ha bass apni moat ka intzar karo moat ka bada tum ko sab patta chal jay ga jhoot or Sach ka jab allha Aik ha us deen b aik he jo mary allha na asman sa hmara nabi sw per deen otara ha bass islam he aik socha deen ha bass jo islam ka rasta per chaly ga wo he jannat min jay ga or koi b mazhab allha kbool nai kary ga is ko samjhny ka lya tum ko islam study karna partha ga
Umar.abdul.aziz
Aap pura Islam nahi samji isliye aapko samaj nahi aaya
Is ka fida ye hai AGAR Tum nadani main atnay guna kartayo ho
Dimag nahi to glat hi sochoge na 😂😂😂 thik say samjho Allah Kay khna chati hay 😅 ki agar gunah ho gaya to issaay agay mat barhi
Sister aap agree nahi karti isliye tum hindu ho❤❤. Dont mind sister ok❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Aapne baat ko nhi samjha
Aapne Jo suna sari duniya ko gunaahon se bhar do tauba Karo maaf kar dunga
Lekin aapko ye baat acchi nahi lagi aapne kaha
Lekin us baat ka matlab waisa nhi hai jaisa aapne socha hai
Aapke iss sawal ka jawab mein zaroor deta
Lekin mujhe itna ilm nahi hai ke aapko samjhao
Isliye aapko Jaan na hai to ek acche aur sahi alim se pucho aapko woh baat kaise samjhe ni hai 👍
Jaanbujh kar gunah ka naam bayan me kanha liya hai unhone jamin se aasman tak gunah lagane ki baat kahi par jaanbujh kar gunah kare ye bayan me nahi kaha to sahi se kaan khol kar suno jo munh me aaye mat bako tumhare opinion galat hai
Sister uuu don't no about islam properly
I'm stop watching this video now jo apne baida krne wale rab ki rahemat pr shaq krta ho use kya dekhna bye bye
Toh kya aap apni baat ko khud par bhi lagu karti hai, aur jahannam qubool hai..?
Sister insan kamzor ha ap log Ni Samaja molana K bayan jab tak ap islam me Dakhil nhi ho jatay ap Ki Samaj se bahir ha
Hello my point is what is the result that you react sense a lot of time there's no any result I think in your life I think you are going to react about the money you don't need peace because there's no any changes in your life I think you are going to drink alcohol also maybe you are going to nightclubs with the guys I think also you have boyfriend also don't have HAJAB .
Accully tmhare andr Iman nhi h
𝗔𝗹𝗹𝗮𝗵 70 𝗺𝗮𝗮𝘃𝗼 𝘀𝘆 𝘅𝗶𝘆𝗮𝗱𝗮 𝗽𝘆𝗮𝗿 𝗸𝗿𝘁𝗮 𝗵𝘆. 𝗔𝗽𝗻𝘆 𝗯𝗮𝗻𝗱𝘆 𝘀𝘆.𝗮𝗹𝗹𝗮𝗵 𝗯𝗮𝗿𝗮 𝗺𝗲𝗵𝗿𝗮𝗯𝗮𝗻 𝗻𝗲𝗵𝗮𝘆𝗮𝘁 𝗿𝗮𝗵𝗺𝗮𝗮𝗻 𝗮𝘂𝗿 𝗿𝗮𝗵𝗶𝗺 𝗵𝘆.𝗮𝗹𝗹𝗮𝗵 𝗷𝗶𝘀𝘆 𝗰𝗵𝗮𝗵𝘆 𝗯𝗮𝗸𝗵𝘀𝗵 𝗱𝘆.𝗮𝘂𝗿 𝗷𝗶𝘀𝘆 𝗰𝗵𝗮𝗵𝘆 𝗷𝗮𝗵𝗮𝗻𝗺 𝗺𝗮𝗶𝗻 𝗱𝗵𝗮𝗮𝗹 𝗱𝘆
Masha Allah ❤❤❤❤
❤❤❤❤
Ye nii kha k itny sary gunna kr k toba krlu ya mafi mang luu tu sab sae
Agr galti sy ya gumra hu k kiy tu mafi hugi
Orr phir dobara nii krny