Thanks for the vedio. I have a vguard inverter. Usko ek mahine thak kaise disable kare kyonki hum छुट्टी par jaate hai तो trip हो जाता है और बैटरी drain ho jata hai क्योंकि फिर लगातार इन्वर्टर पर घर चलता है
Brother mene ek room mein fan aur light inverter par krni hain magar us room mein koi inverter ki wiring nahi ki gayi hai.. ha par uske sath ek aur room hai. usme inverter connection kiya gya hai..Dono room ek central diwar se divided hain. Kya ap bta sakte ho ki dusre room mein inverter connection/wiring kaise aur kahan se kru?
Please let me know that does the invertor battery damage if it not connected current for more than two months. (Maine itna janna sahta hu ,kya 2 mahne (2 months) se jyada din ke liye battery connection na diya jayega to mera battery damage ho jayega ?
Sir hamare ghar light ki wiring pahle se ho rahki thi ab hame inverter lagana he to kaise lagaye inverter इस तरह लगाना है कि लाइट न आने पर पंखा inverter से चले और लाइट आ जाने पर पंखा लाइट से चले ऐसा कैसे होगा
Sir mera invertors aik jaga pe laga hai or maine us ko dusri jagah pe shifat karna hai fir waha pe connection kaise karen. Or pehle ka connection normal connection me kaise karen Please tell me
2.40 SE video shuru HOTA hai...time save Kar lo
Thank u
Thanks
Tab bhi nhi huwa
मै बहुत परेशान था आज इस प्रॉब्लम से आपने हल करवा दी थेंक्स
Bohot bohot dhanyavaad bhaisaab
Ek no bhai Haqq hai.
Jai Hind बहुत ही बढ़िया
Thnks bhai ek no
Thanks, maine bilkul aap ke btaya anusaar kiya to main light on ho gyi.
Tnx bhaai kya batao yr maza aa gaya
Jese he switch on kia ..m to dar he gaya ...Man me aaya Lo ji ho gaya Kalyan
Good job brother
Thank you bhai ji Tum jio hazaaro saal 😂❤❤
Very good sir sacch may sahi ho gaya
THANKS AND VERY HELPFUL..!!
Thanks for the vedio. I have a vguard inverter. Usko ek mahine thak kaise disable kare kyonki hum छुट्टी par jaate hai तो trip हो जाता है और बैटरी drain ho jata hai क्योंकि फिर लगातार इन्वर्टर पर घर चलता है
Very informative video.. ❤
Nice video Sir
Thanku bhai
Thanks so much
very good video sr
A great vedio...
Sir Pehle Jo Switch Laga Tha yese Hi Switch off Karne Par Light Off Ho Jaati Thi
Same situation mere sath hai
Solar inverter ko light se kaise charge karenge is per video banaaiye
ब्लास्ट नही हुआ था मेरा बस MCB ट्रिप हो गया था ।
जय श्री राम🚩
5:20 par Kya blast ho saktha hai invator
Ghar ki line udd jayegi Bhai.. Inverter to connect hi nhi rahega.. connection jo nikal diya pehle hi.😊
Very nice
Thank for giving detail information.
Sir
Agar main switch off trip kar de to inverter chalega.
Power supply chale Jane se to inverter chalta hai.
एक वीडियो ऐसी बनाओ जो दूसरे रूम से inverter connection hatane ki प्रक्रिया क्या है
Inverter se hokar jane wala line kaise htaye inverter bigda nhi tab
Ma apko dekh kr karta lite ka
यदि हम neutralसाईड भी मेन supply कयो होगा कयोंकि उसे सिर्फ neutral ही मिलेगा फेज तो मिलेगा नहीं, कृपया समझायेगे।
Nice sir 😊😊😊
Video achcha hai . Sir agar inverter ko sirf ac suflay denge dc nehi sirf ac to kya inverter tho on hota hai ye microtek inverter?
Nice video
Bhi gi pura bord enveter se connect g plug ko kese alg kre
Same problem.. Bhai.. Video to banali par ans nahi deta
Bhaiya
Mai agar inverter ka switch band karta hu to pura ghar ka light cut jata hai power rehte hue .... solution bataye
Thanks for information
Very nice 👍
#electricalada
*Good Information Video...* 👌
*Sir Mujhe Ek Qu Tha Kya Hum Ek Hi PVC Pipe Me AC Aur DC Wire Dal Skte Hai Mujhe ACDC Hybrid Celling Fan Lagana Tha..?*
Haan bhai daal sakte hai
@@YKElectrical 0aiop8
Or Switch Change kaarvai Toh Ab Nahi Hota
सर जी इन्वेंटर में 35 a का फयुज डालने पर कोई दीकत तो नही होंगी ना 40 a की जगह में
Sir agar pura ghar ka under
inverter sey connect krna chahho toh kaise karenga ?? please uska bhee video banakar upload kr degiyen
ghar se bahr 6 month ke liye jane pe inverter ko band kr sakte kya? ispe video bnaiye
Good
Brother mene ek room mein fan aur light inverter par krni hain magar us room mein koi inverter ki wiring nahi ki gayi hai.. ha par uske sath ek aur room hai. usme inverter connection kiya gya hai..Dono room ek central diwar se divided hain.
Kya ap bta sakte ho ki dusre room mein inverter connection/wiring kaise aur kahan se kru?
👌👌👌
Please let me know that does the invertor battery damage if it not connected current for more than two months. (Maine itna janna sahta hu ,kya 2 mahne (2 months) se jyada din ke liye battery connection na diya jayega to mera battery damage ho jayega ?
Please mujhe bhi yahi puchna hai agar aapko pata chal Gaya iska answer to please bata digiye ??? 😢🙏🥺🥺
Main Leave per aa reha hu, 2-weeks kai liyai. Kya Main apna Inverter Switch off kar saktai hai. Plz reply
2:40
Light में उतार चढ़ाव हो रहा है और हम चाहते हैं की केवल inverter के कनेक्शन चले। मैन लाइन inverter से कैसे हटाएं।
Sir hamare ghar light ki wiring pahle se ho rahki thi ab hame inverter lagana he to kaise lagaye inverter इस तरह लगाना है कि लाइट न आने पर पंखा inverter से चले और लाइट आ जाने पर पंखा लाइट से चले ऐसा कैसे होगा
Terminal se current to nhi aayega
Then how many days we use this option , Bro
Blast 💥💣ho jayega kya sahi me??
Blast se mere donl hath chale gaye, ab main bol bol k type karunga
Lait Jane ke bad apne aap kese on hota he
Main supply to start ho gai.. par Inverter awaaz ( beep) karna band nahi kar raha.. kya karna chahie.. please suggest
Hi sir
Ty
Ghar mein 32 Nahin ja rahi
Sir mera invertors aik jaga pe laga hai or maine us ko dusri jagah pe shifat karna hai fir waha pe connection kaise karen.
Or pehle ka connection normal connection me kaise karen
Please tell me
Sir battery se wire kholne me current to nhi lgaega
Pehle inverter off Karo. Then open wires from backside of inverter not from battery terminals.
🙏🙏,
Invertor ke input me sirf PHASE wire hi kyo dete hai? Sath me Neutral kyo nahi dete? Invertor ke input me Neutral ki avashakta kyo nahi hoti?
Input me hoti h. Output me nhi hoti.
Battrry terminal wire nai nikala to chelga??
Battery jab full charged ho jaye to kya main off karna chahiye ya nhi
Bhai inverter ka piche wala switch me aag lagke kharab ho gaya abhi ghar ki light kaise aayegi
Battery ke jagah se tar htane par light nhi marega
Sir lightning k time inverter ko kaise off kare
Bahi inverter nikalne k baad dubara lagaya to bina inverter k light nhi jal rhi ha
Battery ke tarminal m karant kyo ata h plz Teel me
Hamara board Kai pin ka hai usmein se inverter ka tar kaise hataye bijali se kaise
Karent ka ana inviter ke scurume
Bhai inverter me pani chala gya h to kya kru
Fir Bhi light on nahi hui
😊😊👌🏻👌🏻🇮🇳🇮🇳🇮🇳🙏🙏🙏
Emergency hai
Fase off ho gaya kya kare kuchh samajh nahi aa raha hai
Mera stepllijar me ek hi laet kya jal rahi h
Hmara enbtr ki last lit bait ho rhi he kya kre
Nhi chal rha hai
Please sir reply
मेरी problem
C*
Speak fast
ये तो बच्चों बाली बातों हैं।
Sir apka number mil sakta he kya
Bahut bat karta ho😢
तारों की खिचड़ी
Apna WhatsApp number per comment kar do
2:40
Thanks for helping
Very nice
Thanks bro
Thank you so much
Nhi ho rha hai
Thanks for information
Very nice 👌👌👍👍