Allaha aap ki her paraishani durkarai aap ki her maqsat mai kamyab ata farmai Aap ku bhai aap bhot bhi bhot Acha kam karai aap allaha aap ku or aap kai ghar walai ku sehat ata farmai zindagi bhook kai khana khilana allaha tala kai is ka ajar bhot hai
hai ajeeb shehar ki zindagi na safar raha na qayam ha kahin karobar si dupahar kahin badmizaj si sham ha ya sharfatain nahi begaraz usy ap sa koi kam ha
Kai daal baad miley hai hum TERE NAAM AJ KI SHAAM HAI! wah bahot he khub aur gehraiyo sey likhi iss namz aur apki awaz ki kasish ney dil chu liya janab
Hai ajeeb shahr ki zindagi na safar raha na qayaam hai Kahin karobar si dophar kahin badmizaj si shaam hai Kahan ab duaon ki barkatein wo naseehatein wo hidayatein Ye zaroraton ka khuloos hai ye mataalbon ka salaam hai Yun hi roz milne ki aarzo badi rakh rakhao ki guftgu Ye sharaafatein nahin be gharaz use aapse koi kaam hai Wo dilom mein aag lagaayega mein dilon ki aag bujhaunga Use apne kaam se kaam hai mujhe apne kaam se kaam hai Na udaas ho na malaal kar kisi baat ka na khyal kar kai saal baad mile hain ham tire naam aaj ki shaam hai Koi naghmadhoop key gaon sa koi naghma shaamki chhaon sa Zara in parindon se poochhna ye kalaam kis ka kalaam hai
on Rekhta It was written ye mutālboñ kā ḳhulūs hai ye zarūratoñ kā salām hai and you were saying ye zarūratoñ kā ḳhulūs hai ye mutālboñ kā salām hai which one is correct...?
Hai ajib saher ki zindgi n safar raha n qayam hai behtreen
Bahot khoob
بہت خوب انتخاب
Bohot khoob
Jane kahan gaye aap log.jane kahaan gaye wo log.salaam bashir saab.
Sudheer Banerjee saheb ney iss kalaam ko ghazal shakal de hai.
Zabardast hai.
I happen to meet him twice simple and thoughtful like his poetry
Khubsurt....intehayi khubsurat...
Allaha aap ki her paraishani durkarai aap ki her maqsat mai kamyab ata farmai Aap ku bhai aap bhot bhi bhot Acha kam karai aap allaha aap ku or aap kai ghar walai ku sehat ata farmai zindagi bhook kai khana khilana allaha tala kai is ka ajar bhot hai
Dil pe jiske liye Roye ye sab ussi ke naam
Kai saal baad mile hain hm
ye aj ki sham tere naam hai . wah wah
بہت خوب
बहुत खूबसूरत
Buht khoob 😍
Great Urdu poet Dr. Bashir Badr sb ka umdah klaam.
WO..............💕
Sad .... .maaushi. .... Dil bechain
👏🏻👏🏻👏🏻bht khoob
hai ajeeb shehar ki zindagi
na safar raha na qayam ha
kahin karobar si dupahar
kahin badmizaj si sham ha
ya sharfatain nahi begaraz
usy ap sa koi kam ha
i LIke it soO Much !👌👌
HAI AJEEB SHAHR KI ZINDZGI NA SAFAR RAHA NA QAYAAM HAI !
Kai daal baad miley hai hum
TERE NAAM AJ KI SHAAM HAI!
wah bahot he khub aur gehraiyo sey likhi iss namz aur apki awaz ki kasish ney dil chu liya janab
Bs kamal hai..wah
Hai ajeeb shahr ki zindagi na safar raha na qayaam hai
Kahin karobar si dophar kahin badmizaj si shaam hai
Kahan ab duaon ki barkatein wo naseehatein wo hidayatein
Ye zaroraton ka khuloos hai ye mataalbon ka salaam hai
Yun hi roz milne ki aarzo badi rakh rakhao ki guftgu
Ye sharaafatein nahin be gharaz use aapse koi kaam hai
Wo dilom mein aag lagaayega mein dilon ki aag bujhaunga
Use apne kaam se kaam hai mujhe apne kaam se kaam hai
Na udaas ho na malaal kar kisi baat ka na khyal kar
kai saal baad mile hain ham tire naam aaj ki shaam hai
Koi naghmadhoop key gaon sa koi naghma shaamki chhaon sa
Zara in parindon se poochhna ye kalaam kis ka kalaam hai
Thanks...
Awesome
Whenever I alone I listen this
Boht umda bhai
Zinda rehna bohat zaroori
lekin aaj tak koi Raha bhi nahi 💔🛌
Wah umda kalam
Really
👌 awesome
bashir badr♥
wah!
Love this
Light and practical very nice
Wow,beautiful😍
Superb.... 👍
👍👍
Very good recital
Mulaqaat 💎❤️🌹
V. Nice
Your voice is just amazing
Wah Wah..!
Shukriyaaaaa sagar bhai
Nice video
Great sir...👌👌👌🙏💓
Super 👍 👍👍
Love bashir badr
Really osm
💕🌷💕🌷💕
Nice work
M kyon kru mohbbat kisi se, m to garib hu. Log biktein h or kharidna mere bas me nhi h,
Unbelievable
very nice 😘😘😘
Ayeeeeee❤
Bro love you😊😊 best but aur dard lay ow
yOu R really Great Bro !
Thanks sis
Reality is a bissy life...
Her bar ki terha best
Paki Saki ehsas M Ek Rumaz hai
Nice
Nice words...awesome...Can some one please write the overall summary of these lines?
😍😍😍😍😙❤👍
Umdaa.. Pr akhir waly alfaz pury adaa kiya Karen please
Bhai kon sa voice recorder use karte ho
badmizaaz si shaam h
😍😍😍😍
on Rekhta It was written
ye mutālboñ kā ḳhulūs hai ye zarūratoñ kā salām hai
and you were saying
ye zarūratoñ kā ḳhulūs hai ye mutālboñ kā salām hai
which one is correct...?
Hum ne ye ghazal bashir badr ki website bashirbadr.com se li hai . Wahan isi tarhn likha tha . .
bhai aapki awaz m kafi dardo gham h
Can anyone tell me what is a meaning of hidaaytein?
Instructs
guidances
Bhai aapki aawaj be dam he
Acha bhai .
Kitab e Maazi n
Kitab e Maazi kya Aap Naye Shayaron Ko Mauka dete hain Aage aane ka ?
ua-cam.com/video/wDgPOOIk2AM/v-deo.html
bade azab ka zakhm..
Bhai meri farmaish pe is poetry ko apni awaaz dein link 🔗
ua-cam.com/video/vKZ2egrd--g/v-deo.html
Nice