@@RitikVerma321 bhai mera 160 4v bs6 main Stock 45T ka rear sprocket hai but woh Diamond company ka hai aur chain thoda patla hai. Isse liye service centre wale bol raha hain ki alag hai. But mujhe nahi lagta. Kyun ki mera front 13T or rear 45T ka hai
Bhai koi problem nahi aai abhi tak kisi bhi trah ka sound nahi aata chain se bs chain ko time par clean karna chahiye usse performance bani rheti hai chain or sprockets ki.
Bajaj ka genuine bhi sahi hai, baki mene video me jo link dia hai vhan jaake search kar sakte ho apni bike ke liye chain set agar brass coated me chahiye.
Par uss chiz ka koi fayda nhi hai bro kyuki jo humari chain hoti hai uski bhi length bdh jaati hai jaise jaise chain khrab hone lgta hai isliye pura chain set daal ke hi fyda hai
bhai ek baat btao 24000km chlaa kese li aapne mtlb kese possible ho skta h ye kyoki meri 8700km pe hi awaz kri h lub & clean sb kra liya khol ke bhi check krli shi se fir bhi noise aari h high speed pe chakriya itni nhi gisi h jitni aapki gisi so please reply mere pass 2022 model special edition h mene second hand purchase kiya h 8000km chala hua mene sirf 700km chali h abhi bs lete hue bhi aari thi awaz to so usme koi dikkt nhi h or last baat ki showroom pe service jo hoti h gadi ki bachi hui usme 10500km chain sprocket change hota h to aapne 24000km kese chala li gale ni utar ri baat
Bhai mera phele vala chain set shayad isliye jayda chala kyuki me uska chain slack jyda tight nahi rakhta tha. Or har 300 se 400 km par chain clean or lube karta tha. Baki jaisa aapne bola ki apki chain awaz karti hai toh bhai aap yeh dekho ki apki chain jayda tight toh nahi hai. Or front sprocket ki jo shaft hoti hai jisme front grari lagti hai uss shaft par thoda grease apply karke dekho fir mujhe btana yeh steps karne ke baad.
Tumara video muje bohot asca lajta he tumara Sab video dak cuka hu 😊❤
Thank you bhai ❤️❤️🙏🙏
@@RitikVerma321 tumara video se muje bohot kuj sikne ko Mila he 😃
Don't we have Chain guide in 160 4v as we do have the same 200?
Tvs stock chain sprocket always irritating sound ,
After replacing any improvements in sound ?
Yes bro awaaz bhut kam ho chuki hai orr vibrations bhi
😒
Wahh bhaiya ji 🔥
Yamaha fzsv3 ke liye magvana hoto kese magvaye or konsa Number ka magvaye
Apache RTR 200 ka chain set 160 main fit hoga kya? Bolye sir
Rtr2004vka hai chain brass pocket hai 1604v mai market mai brass chain pocket miltahai rtr1604v ke liye
I installed Tvs's Chain Sprocket on my bs4 1604v , bhai adhe se hi upar hai axle apne scale pe koi issue hoga long term?
Nhi
Bhai Rolon ki website pe 160 4v bs4 only dikha raha hai. Mera Bs6 main wahi bs4 wala lag jayega ya nahi?
Bhai same hi hai vese toh dono ke liye fir bhi aap search karlo mujhe iss bare me jayda nhi pata.
@@RitikVerma321 bhai mera 160 4v bs6 main Stock 45T ka rear sprocket hai but woh Diamond company ka hai aur chain thoda patla hai. Isse liye service centre wale bol raha hain ki alag hai. But mujhe nahi lagta. Kyun ki mera front 13T or rear 45T ka hai
@@unknownguy4129 but stock chain set toh rolon company ka aata hai bhai
@@RitikVerma321 No, not always In my 160 4v bs4 it is of Diamond company as stock.
@@eonthebeast2300company is doing cost cutting
bhaiya meri launched model rtr 200 4v h ..usme y chain kit lgela kya
Haan lag jaayega RTR 200 ke sprocket size me difference hota hai
Ye apne kaha se magaya new bala or kitne rupyo me mila
sammotors se aajta h na product sahi or master link wali h kya yeh chain 200 mai bhi aatyi h kyalink wali
haan chain ke bich link lock hota hai or rtr 200 me bhi aati yeh chain
How Rolon is working? Compare to TVS stock one...
Rolon is doing good. The chain does not make any sound even after running for a long time
Bs6 mein Laga sakte hai ki nahin
na
4 month aapne use kia hai ky review hai aapka btao❤
Bhai koi problem nahi aai abhi tak kisi bhi trah ka sound nahi aata chain se bs chain ko time par clean karna chahiye usse performance bani rheti hai chain or sprockets ki.
2021 Apache 160 4v bs6 ko lag jayega?
@@lokimotovlogs01 uske liye alag aata hai bs6 vala
f408 model suitable for bs6
@@RitikVerma321 link?
@@Free_Free_Palestine-mt7yu link hai?
Agla sporkit change bas phir chalega badiya
How many KM did you ride with this chain sprocket? How's the performance?
reached 10000+ km & it's still doing well
Bhai pulsar 220 ka liya best chain konsi hai
Bajaj ka genuine bhi sahi hai, baki mene video me jo link dia hai vhan jaake search kar sakte ho apni bike ke liye chain set agar brass coated me chahiye.
Bhai koi is chain sprocket ka link de do yrr .😢
Sapmotors.com vhan par search karo bhai
So thnxx bhai.. but yrr yeah to scam hai 100 rs delivery charge or sath m 50 % prepaid
@@TheDarkHORSE.7028 bhai inhone number bhi diya hua hai site ke sabse niche uspr whatsapp karke sari details lelo inse uske baad hi order karna.
So thanku bhai
Kitne km chali aapki rollin ki chain socket
10000 km abhi cross hue hai iss chain set ko lagaye
@@RitikVerma321abhi condition kya h bhaiya ji
@@anubhavsingh5095 bdia condition hai acha chal rha hai.
સરસ❤
Hi bro, who many days take to delivery the item ? And is thier any pickup / mileage drop after rolon install on your bike ?
Bro it will take 1 week above &
Nop their is not any mileage drop issue.
Keval front sprocket dal k ap 3-5 k kms chala skte thi
Par uss chiz ka koi fayda nhi hai bro kyuki jo humari chain hoti hai uski bhi length bdh jaati hai jaise jaise chain khrab hone lgta hai isliye pura chain set daal ke hi fyda hai
2 bar front sprocket change kiya h mne abhi tak stock chain set h 34000km done.😂😂😂😂😂😂
@@RahulSingh_up83 daal sakte hai bhai jiska jaisa budget vo vaisa hi kaam karayega apni bike me
Is it better than genuine TVS chain sprocket?
Yes sir
@@RitikVerma321 Okay, thank you!
Bhai kitni der me deliver ho gaya chain bro?
Bhai 1 week me hi aagya tha
@@RitikVerma321 bhai koi scam nahi hai na q ki half money pay kiya hai cod ke liye
@@helmetthings1972 tension Naa lo bhai
Bhai mene 2 july ko order kiya hai chain but abhi bhi nahi mlial aur voh banda koi reply bhi nahi kr raha
@@helmetthings1972 bhai call nhi kiya aapne unhe ?
bahar se lgvane me warrenty me problem aegi 2 sal hogye bike ko mere
Warranty ka pata karlo pehele uske baad hi lagwana yeh chain set.
bhai ek baat btao 24000km chlaa kese li aapne mtlb kese possible ho skta h ye kyoki meri 8700km pe hi awaz kri h lub & clean sb kra liya khol ke bhi check krli shi se fir bhi noise aari h high speed pe chakriya itni nhi gisi h jitni aapki gisi so please reply mere pass 2022 model special edition h mene second hand purchase kiya h 8000km chala hua mene sirf 700km chali h abhi bs lete hue bhi aari thi awaz to so usme koi dikkt nhi h or last baat ki showroom pe service jo hoti h gadi ki bachi hui usme 10500km chain sprocket change hota h to aapne 24000km kese chala li gale ni utar ri baat
Bhai mera phele vala chain set shayad isliye jayda chala kyuki me uska chain slack jyda tight nahi rakhta tha. Or har 300 se 400 km par chain clean or lube karta tha. Baki jaisa aapne bola ki apki chain awaz karti hai toh bhai aap yeh dekho ki apki chain jayda tight toh nahi hai. Or front sprocket ki jo shaft hoti hai jisme front grari lagti hai uss shaft par thoda grease apply karke dekho fir mujhe btana yeh steps karne ke baad.
Price
Check site link in description
What's the price of this chain set ?
2300/-
Bhai mene Aaj dalvya ye merko to 2000 ka pda with labour
Sahi hai bhai 👍
@@RitikVerma321ankit bhai kha se dawlaya apne?
Ye bike bs6 he ya bs4
Bs4
Raham nhi aaya chain set pr bilkul bhi poora nichod ke hi change kre ho.....front spoket to RIP.😢😢😢
😂😂😂
Front sprocket to poora gayab tha 😂
Haan 😅
Bhai utna bhi nahi ghisna chahiye .😅😅😅😅
Kya chiz bhai ?