Awesome bahi AP k her video hoti ha AllHA boht kamyabi day ....bhi agr length 36 ho to knee ko neecha sa Kitna uper la ga ....jasa AP na yha 15 lia ha ...reply urjent...
Bhai aghar neyfey wali said sey sarey 11 hy to kiya nichey bi utha he nishan lagta hy bs ye samjh nahin asti mujhe plz plz plz plz tell me plz yahan sey samjha dain ds bar video deykhi hy or kiya jina bi upr sey saiz ho aasan wali jaga b utnwy inch nishsn lagna prta hy
Sir m b stiching ka kaam krti hun ghr py .mery aik customer ka cross stich means aasan ki lambai frunt 15 or back 16 inch hy ...or thigh ki widhth 16 hy to es m hm kaisy manage krn gy ...plz guide kr dn
Salaam...BHT hi afsos ki BAAT hai ...AAP ny khabi koi fazul BAAT Suni sir Sy...sir bht nafees insan Hain jitni baat pochein utni baat krte Hain ....main sir k Whatsapp number pr bhi massage KR k stitching k bare main Jo pochon Sirf Wohi kaam ki BAAT ka answer krte Hain...mazrat k Sath kesi bhi insan ki Dil azari nhi krte.....ustad ustad hi HOTA hai..... teacher ki respect krni chahiye....jab class main koi teacher kesi cheez k bare main details Sy batati Hain TU esharon Sy TU nhi samjhate..sir Iqbal bhi bht acha sekhate Hain ...wo Thora stick wale teacher Hain...AAP Jese student ka dakhla mamanu hai...un ki class main.....😂😂😂😂😂😂
Mazrat k sath .white kaprhy par hum light color se nishan lagaty hain .ye rad waly se mainy sirf dikhany ki waja se lagaya hai .sab nazar a raha hai ap thora zom kar k dekh len shukriya
@@Usmania_tailors4455 jab aap sikha rahay to itna nishan to hona chaheay k dekhnay walay ko clear nazer a jay UA-cam per Baki bht say log hai Jo dark chalk esi Leah use krtay k saaf nazer aay Baki aap ki Marzi.
Zabardast 💗 video tutorial, Jazak’Allah
Stay blessed always!
Jazak Allah
Ap bohat acha bataty hn
Jazak allah
اللہ پاک آپکو جزاۓ خیر عطا فرماۓ
jazak allh
@@Usmania_tailors4455 ALLAH aedy likha kren bhai
اللہ اپکو اجر دے جو اتنا اچھا سکھا رہے ہیں ہمیں
Jazak allah
Sahi kaha ap ne asan treqe se smjhate hn
@@rubinatahir810 جزاکﷲ
Ap ka sikhane ka triqa boht acha ha
G jazak allah
App ki tips bohat useful hoti ha
Jazak allah
Awesome bahi AP k her video hoti ha AllHA boht kamyabi day ....bhi agr length 36 ho to knee ko neecha sa Kitna uper la ga ....jasa AP na yha 15 lia ha ...reply urjent...
Sory mainy abi.sub k.msg dekhy hai 15 hi rakhy.ap kun k 21 inch ghutny tak.a jata hai
JazaKAllah khair sir ....
جزاکﷲ
Marking nazar nai ati vedios me lighting set karen or chalk b.
Ho gya hai ye masla hal ap new video dekhy
Bake be meaurment ka satt baty kasa rakah
Kia
Bhai smal size ki shirt cutting kerna batain jis ka frint damn gol ho or back straight ho
Ok mainy not kar lia hai inshallah jaldi batsungs
Blue colour chalk Lagana tha aap Hazrat Gulabi Chauk Nahin dikha Humko marking mein
G pata hai nex diyan rakhun ga
Nice video
Jazak allah
Walikum salam
السلام علیکم سر
کیا آڑھے کپڑے سے قمیض بنا سکتے ہیں
اگر سیدھے کپڑے سے بنائیں تو بہتر ہے اگر مجبوری ہے کہ کپڑا اڑا ہے تو پھر ایک ایک انچ لوز رکھ کے بنا سکتے ہیں
Kurta pajama ke cutting master ❤❤
Kis kisam ka
Very nies
جزاکﷲ
Es ki kameez kassi bani hai
Plz zoor dekhay main nay apni bati ki banni hai
Ye sirf trousers tha
Ager is lenth 40ho tu gutny ka mark kitny inch per lagy ga
.16.17
Nishan Nazar nahin aa rahey to pata nahin chal raha bhai plz asey Kasey pata chaley ham ney nishan apney zehan main rakhney hotey
Sory main next khayal rakhun ga ap thora zoom kar k dekhlen
Bhai aghar neyfey wali said sey sarey 11 hy to kiya nichey bi utha he nishan lagta hy bs ye samjh nahin asti mujhe plz plz plz plz tell me plz yahan sey samjha dain ds bar video deykhi hy or kiya jina bi upr sey saiz ho aasan wali jaga b utnwy inch nishsn lagna prta hy
Asan par do nishan lagty hai ek jitna upar hai utna ek do inch zada
@@Usmania_tailors4455 bhai har saiz ka yehe tarika Hy
Or bhai aghr upr neyfey ki said pe 13 inch AATA Hy to Kiya asan ki jaga bi 13 inch ka nichan lagey or 2 in or bhar k
Plz 😭 bata dain bht nawazish ho gi sir plz
Baki sari cutting samjhaa gai Hy bhai B's yahan sey Thora masla AP plz bata dain
XL size k.shirt k cutting seekha dy plz
Meri video hai xl ki
Ap ki shope ka adress bata dan
Lahore gulshan.ravi
Good
جزاکﷲ
Sir m b stiching ka kaam krti hun ghr py .mery aik customer ka cross stich means aasan ki lambai frunt 15 or back 16 inch hy ...or thigh ki widhth 16 hy to es m hm kaisy manage krn gy ...plz guide kr dn
Mujy apky msg ki samaj ni i .kia manage karna hai apny
Sir trouser k آسن ki lambai frunt sy 15 hy or back sy 16 ...or thigh ki چوڑائی 17 hy to hum es m trouser ki cutting kaisy manage krn gy
@mrsnidamohsin9855 main video uplod karta hun
Ok sir thanks .
Ap batein bahut karten Hain Iqbal bhai ki tarha
Main kam ki hi baten karta hun koi idar odar ki ni
Salaam...BHT hi afsos ki BAAT hai ...AAP ny khabi koi fazul BAAT Suni sir Sy...sir bht nafees insan Hain jitni baat pochein utni baat krte Hain ....main sir k Whatsapp number pr bhi massage KR k stitching k bare main Jo pochon Sirf Wohi kaam ki BAAT ka answer krte Hain...mazrat k Sath kesi bhi insan ki Dil azari nhi krte.....ustad ustad hi HOTA hai..... teacher ki respect krni chahiye....jab class main koi teacher kesi cheez k bare main details Sy batati Hain TU esharon Sy TU nhi samjhate..sir Iqbal bhi bht acha sekhate Hain ...wo Thora stick wale teacher Hain...AAP Jese student ka dakhla mamanu hai...un ki class main.....😂😂😂😂😂😂
@rubinaamjad7343 jazak allah
Bhai nichan Nazar nahin aa rahey
Ap zoom kar len nex main diyan rakhun ga
Plz bhai yahan sey mujhe nahin samjh aati
Kahan se
14 15 ka asan ki labayi kitni ho
14 15 kahan se
Plz yahan sey video bananey k mujhe samjh aa jaye
Kia matlab
Video edit kr k AK bar khud b dekh Lea karain nishan bilkul b nazer nahi a rahay Tay Hala k kapra light colour ka ta chalk ko dark rakhna chaheay
G zarur next time apki Advice par amal karunga. .
Mazrat k sath .white kaprhy par hum light color se nishan lagaty hain .ye rad waly se mainy sirf dikhany ki waja se lagaya hai .sab nazar a raha hai ap thora zom kar k dekh len shukriya
@@Usmania_tailors4455 jab aap sikha rahay to itna nishan to hona chaheay k dekhnay walay ko clear nazer a jay UA-cam per Baki bht say log hai Jo dark chalk esi Leah use krtay k saaf nazer aay Baki aap ki Marzi.
@@AarzooAzaan apka shukriya apny guide kia inshallah nex khyal rakhun ga