Bhai warranty toh mil jati hai online lo ya offline bas proper bill receipt honi chahiye, orient badi brand like Bajaj and Crompton, Services mujhe toh ontime mili hai abhi tk
Bhai exact cooling like Ac toh nahi krega .. even ice water use krlo tab bhi ... But humidity ke karan room temp 40 se 30tk le ata hai.. overnight 28°C bhi possible hai .. Direct air temp (If ventilation is proper) - 27-28°C, On grills(vents) 26°C. **Not works in high humidity environment
Maine liya hai. Mera dealer mujhe char din bad dusre model ke Orient ke cooler ka warranty card diya. Vah kah raha hai ki warranty card kee jarurat nahi hai, bill se hi sab hota hai. Kya karun?
Bhai ulta bola woh .. actual me warranty bill pr attach hota hai ...fill up hota hai by dealer Mere dealer ne specially mention krke diya bole baad me warranty issue na ho isliye isko specially sambhal kr rakhna
@@santuhalder9122 buy one you will understand, it got 2 ways frist is normal hose manual refil, and 2nd one is auto cut off inlet which can be directly connected to tap and no need to manually turn off tap.
Boht sare defects hain is cooler me… leke pareshan hun ek mahine se…sabse pehlw wheels toot gye, boht halki quality ke hai… uske bad pump cut mar rha hai suddenly. Aur side se leakage bhi start ho gya…. Upr se service center wale pagal bana rahe hain 20 din se…. 13000 waste kr diye 😢
@@prashantchauhan1440 ho skta hai ki apka product hi Quality wise sahi nahi mila ho ... Baki mere piece me toh issue nahi aya hai , company jada takleef de service me toh consumer helpline is best way.
@@desi-Reviews kar diya bhai replace wheels service centre ne, iska pump cut marta hai thode time bad thermostat ki wajah se, us time pani ki choo karke awaz aati hai… wo both irritating lagta hai. Tumhare cooler mein aisa kabhi notice kiya?
Noise normally jaise cooler me ata hai waisa hi hai ...kuch bahut jada nahi hai ..bas level 3 speed pr loud rehta hai ..but app usme pareshan nahi honge. Jumbo coolers jaisa loud sound nahi hai
भाई मैंने ये कूलर 20 din पहले लिया है अच्छा है but ak problem है। चलते चलते इसका फैन अचानक से बंद हो जाता है पंप चालू रहता है। वोल्टेज सही से नहीं मिलने के कारण होता है क्या?
Ek baar service wale bande ko bulwa kr bata do , ho skta hai apke cooler me kuch manufacturing defect ho, Voltage fluctuations se band nahi hota hai bass speed me variation ata hai..
Mujhe ye Lena tha and Maine ise dekha tha Amazon PE lekin tab woh available nahi tha lekin abhi hai. Iska Amazon review bahut achha hai but iska genuine review chk karana tha aur aapne bhi achha bataya hai but kya no. 1 pe hai yaa isase bhi koi achha product hai to pls bataye. Aapne bahut short mein achha review Diya jyada boared bhi nahi hua. ..thank you
Brand aur bhi hai but mene sifr yehi use kiya hai + iski service achi mil rahi hai , uss time pr optimus aur dusre cooler check kiye the mene , but mujhe personally yeh jada pasand aya.
Bhai mene dala nahi, kyo ki fan apne app me bahut normal si cheez hai ... Mtlb fortune brand ka hai ... Uss pr video bana kr app logo ka time kharch krna justify nahi kr paa rha tha...
Isme niche water inlet ka point hai ...usme pipe laga do ... Flush tank wala ball system hai ..auto cut off ho jayega pani overflow hoker dhulega nahi .. Otherwise sime bade size ka ek hole bhi hai ..usme manually bharo ..simple
Bhai subscribed and liked coz of your honest review without bakchodi 😊
@@NadeemKhan-bz6vi thanks
Btaiye pump on rkhna h ya nhi ... cooler chlte time
Solar panel apka kitna wat ka hai, kitna cost hua aur config kya kya hai
@@MegaAwesomeguys 17.5 kw
10kw Ongrid , 7.5kw offgrid
Pump on rehta h ya nhi ... cooler chalte time
Ice kese dalte h upper me
Upper se dakhan khol kr ice dal skte hai
How to outflow the water from cooler
From bottom (On floor)of the cooler there is a knob which can be removed after removing any of side panel.
Mast review.
Thanks
Or ek question bhaiya. Agar online mangwaye toh kuch warranty wagera milta hai kya? Or after service kaisa hai...please reply dijiye
Bhai warranty toh mil jati hai online lo ya offline bas proper bill receipt honi chahiye, orient badi brand like Bajaj and Crompton,
Services mujhe toh ontime mili hai abhi tk
Sir isme water kaise drain our kre
Drain Hai... Sorry meri mistake... Vendor aur company wale knowledge nahi share krte hai properly
Bhai 40° temprature me kitna cooling krta h ye cooler ??
Bhai exact cooling like Ac toh nahi krega .. even ice water use krlo tab bhi ... But humidity ke karan room temp 40 se 30tk le ata hai.. overnight 28°C bhi possible hai ..
Direct air temp (If ventilation is proper) - 27-28°C,
On grills(vents) 26°C.
**Not works in high humidity environment
Bhai kaha se order kiya aapne ye matlab konse website se and kuch guarantee warranty hai kya.? Please bataiye bhai
@@filmophile8939 local market se liye tha , warranty standard thi .brands ke according warranty hoti ... 1-3 years
Iski motor Cooper ki h kya ...bhai ...me bhi cooler lene Jaa Raha soch Raha hu ye lu ya Crompton ka galdac
Bhai Copper motor hai ..agar ache rate me mile toh bilkul le lo ...M.p me abb toh Rainy season start ho gya hai ... Toh yaha rates shayad aur kam ho.
@@desi-Reviews thanks 👍
Pani Kasi nikalna hai
Drain niche Hai... Sorry meri mistake... Vendor aur company wale knowledge nahi share krte hai properly
Maine liya hai. Mera dealer mujhe char din bad dusre model ke Orient ke cooler ka warranty card diya. Vah kah raha hai ki warranty card kee jarurat nahi hai, bill se hi sab hota hai. Kya karun?
Bhai ulta bola woh .. actual me warranty bill pr attach hota hai ...fill up hota hai by dealer
Mere dealer ne specially mention krke diya bole baad me warranty issue na ho isliye isko specially sambhal kr rakhna
Where to fill water from ?
From Inlet Valve (ball type system) with auto cut or Normal hole for inlet given at back side of the cooler
@@desi-ReviewsCan't understand brother,please elaborate how to fill water
@@santuhalder9122 buy one you will understand, it got 2 ways frist is normal hose manual refil, and 2nd one is auto cut off inlet which can be directly connected to tap and no need to manually turn off tap.
Boht sare defects hain is cooler me… leke pareshan hun ek mahine se…sabse pehlw wheels toot gye, boht halki quality ke hai… uske bad pump cut mar rha hai suddenly. Aur side se leakage bhi start ho gya…. Upr se service center wale pagal bana rahe hain 20 din se…. 13000 waste kr diye 😢
@@prashantchauhan1440 ho skta hai ki apka product hi Quality wise sahi nahi mila ho ... Baki mere piece me toh issue nahi aya hai , company jada takleef de service me toh consumer helpline is best way.
@@desi-Reviews kar diya bhai replace wheels service centre ne, iska pump cut marta hai thode time bad thermostat ki wajah se, us time pani ki choo karke awaz aati hai… wo both irritating lagta hai. Tumhare cooler mein aisa kabhi notice kiya?
@@prashantchauhan1440 nhi
Pani kyun Girte reh rha h
Noise hia kaya bhaiya
Noise normally jaise cooler me ata hai waisa hi hai ...kuch bahut jada nahi hai ..bas level 3 speed pr loud rehta hai ..but app usme pareshan nahi honge. Jumbo coolers jaisa loud sound nahi hai
Bhai aapne kaha se mangwaya tha ye cooler? Please bataiye
Maharni road Indore
भाई मैंने ये कूलर 20 din पहले लिया है अच्छा है but ak problem है। चलते चलते इसका फैन अचानक से बंद हो जाता है पंप चालू रहता है। वोल्टेज सही से नहीं मिलने के कारण होता है क्या?
Ek baar service wale bande ko bulwa kr bata do , ho skta hai apke cooler me kuch manufacturing defect ho,
Voltage fluctuations se band nahi hota hai bass speed me variation ata hai..
Bhai noise level?
Jyada hai
Water drain outlet hai niche ke taraf
Hai... Sorry meri mistake... Vendor aur company wale knowledge nahi share krte hai properly
10month baad kya opinion hai bhai lena chahiye ??
Bhai cheez toh achi hai , ajj bhi mujhe koi issue nahi aya
भाई मेरे मे चलते चलते अचानक फैन रुक जाता है! Light रहती है फिर भी। Iska कोई सॉल्यूशन
Noise level kaisa hai ?
Dusre black wale jo coolers chale hai unse kafi kam hai
@@desi-Reviews Ok
Good review
100 ltr h
Mujhe ye Lena tha and Maine ise dekha tha Amazon PE lekin tab woh available nahi tha lekin abhi hai. Iska Amazon review bahut achha hai but iska genuine review chk karana tha aur aapne bhi achha bataya hai but kya no. 1 pe hai yaa isase bhi koi achha product hai to pls bataye. Aapne bahut short mein achha review Diya jyada boared bhi nahi hua. ..thank you
Crompton ka tumhare waha service sahi he to optimus Lelo bhai warna symphony ka sumo 75xl
Brand aur bhi hai but mene sifr yehi use kiya hai + iski service achi mil rahi hai , uss time pr optimus aur dusre cooler check kiye the mene , but mujhe personally yeh jada pasand aya.
Excellent product by orient.
@@RajinderSingh-og8tj yup
Bhai fan ka video nahi mila
Bhai mene dala nahi, kyo ki fan apne app me bahut normal si cheez hai ...
Mtlb fortune brand ka hai ... Uss pr video bana kr app logo ka time kharch krna justify nahi kr paa rha tha...
12500
Yeh cooler Maine 11500 me le liya...
Badiya hai
Kaha se liya ?? Amazon pe dikha raha hai par usme ice chamber nhi hai
Sb acha h but
Bhai Pani kaise dalna hai
Isme niche water inlet ka point hai ...usme pipe laga do ... Flush tank wala ball system hai ..auto cut off ho jayega pani overflow hoker dhulega nahi ..
Otherwise sime bade size ka ek hole bhi hai ..usme manually bharo ..simple