Dr israr Ahmed Sahab ne bohot behtreen tarike se ye topic define kia he . Kindly wo sunen Jo is mamle me rehnumai chahta he . Otherwise sahil bhai ne b bohot acha define kia he .
Isa Mehdi r Dijal ki itne burre waqiaat ka zikar Quraan m kaise nahi hain.Hudece kone gurney hain Quraan ki hasiat ko kum kurne k lie Jo k lslam k dushman nahi kur sukte.
Ap yahud r Nasara k raste per na challenge jinhu n Bible r touraine m changes kie. Zehr b hadece m di gai.Quraan c reference dia kuro.Roya to khab hi hota hai.Quran purrs kuro to logun ko gumrah nahi karo ge.
زمیں جنبد نا جنبد گل محمد ۔۔۔ اسی طرح جو مرضی کہ لیں، جو غامدی نے کہ دتا سو کہ دتا۔ اس سے رجوع کرنا ان صاحب کی شان کے خلاف اور انکی بات سے انکار کرنا انکے ماننے۔ والوں کے لیئے نا ممکنات میں۔ شامل ہے!! پھر کہتے ہیں کہ ھم تو کسی کی اندھی تقلید نہیں کرتے!! ایسے اصحاب کو سلام کہ دینا چاہئے۔
Or ye jitny log 'nailed it nailed it' frma rhy hen even they know k agr Sahil sahab ko ghamidi Sahab k samny bitha Diya Jaye to Sahil sahab sy pehli bat k bad dusri bat nhi honi
Deen sirf logic or proofs nh mangta jnb...bht kuch ha .. jo banda hadith ka inkqr kar de sirf apni bat k wazan ko barqrar rkhne k liye, sirf 1400,saal mn ghamdi sab ko deen samjh aaya?? Baqi scholar's jitne bh aaye wo is caliber k nhi thay?? Even ghamdi sab to ashaab ki tafaserr ko bh nhi manty or khty hn unko ghalti lagi hugi... Mtlb duniya m sb se ghalti ho skti samjhne mn..ba ghamdi sab se nhi???
@@ardogar8307 Bhai ashaab paighambar hoty hen Jin sy ghalati nhi ho skti?or Esa Bhi nhi hai k wo ashaab sy hr mamlay mein ikhtalaf krty hon bohat sy mamlat mein unka nuqta e nzr ashaab wla hi hai or Jin mamlat mein wo ikhtalaf krty hen us ikhtalaf krty hen uski daleel dety hen Hawai bat nhi krty apko agr unki daleel kamzor lgti hai to ap unhen na sunyn. Simple! Or zra history parhyn to apko pta chly Ga k Qur'an ko smjhny Ka ye nya zaviya Sb sy pehly Diya hi hameed ud deen frahi Ny tha wrna un sy pehly Shah wali ullah jesy log Bhi Qur'an Ka nazm nhi smjh Paye thy wo Bhi yehi kehty thy k ye Ak shahi kalam hai jis trh badshah koi bat krta hai apni Shan btany k liye Allah Pak Ny whi triqa istemal Kiya hai lekin hameed ud deen frahi wo pehly shakhs thy jinhon Ny Kaha tha k quran Esa kalam nhi hai
@@ardogar8307 or Esa disagreement to dunya k Hr ilm mein Hota hai to mazhab mein kiun nhi ho skta?apko pta hai na k Einstein Ny Newton sy disagree Kiya tha Newton kehta tha k gravity Ak force hai lekin Einstein Ny ye idea Diya tha k ni ye force nhi hai actually space time curvature hai lekin kya us ny baqi sb mamlat mein bhi Newton sy disagree Kiya tha?nhi... gravity ki noiyat Py Kiya tha or Bhi Kuch mamlat mein Kiya Hoga lekin Jin mein bhi Kiya hai us k proofs Diye hen apko pta hai na k Newton ki physics mein kya hesiyat hai?usy father of physics kehty hen but Einstein proved that he was wrong in certain concepts or ye mamla Newton or Einstein Py khtm nhi huwa science mein to ye Roz Ka Kam hai apko pta hai jb Bhi koi new theory ati hai wo pichli theory k defects point out kr k Usy reject krti hai no Matter k wo previous theory kitny Bry scientist Ny di ho. Mazhab Bhi Ak khuda Ka Diya huwa ilm hai jisy Hm rasoolullah SAW ki hidayat or Qur'an ki roshni mein apny fehem k mutabiq smjhty hen us mein Bry sy Bry ulama sy Bhi ghalati ho jati hai jis trh father of physics sy gravity ki understanding mein hui yahan sawal ye peda Hota hai k science mein to ye mamla Roz Hota hai tb hmari awaz Bhi nhi nikalti mazhab mein ye chiz ho to hmari cheekhain Nikal jati hen. Esa kiun?
@@zainali9102 ashaab se ghalti k chances zada hn ya ghamdi sab se??? Mn to manta k sab s ghalti ho skti ha, ashaab ss alag nukta nazrr jin mozoaat par ha wo mozoo basics hain... Agr basics mn darar dalo gy to phr hugya kaam..
25:00 سے 53:00 تک ساحل صاحب نے جس صبر تحمل سے اس سوال کرنے والے چغد کو سنا اور جواب دیئے ہیں،،، اتنے شاندار دلائل سے حضرت عیسیٰ والا معاملہ ثابت کیا ہے کہ ہر سننے والا قائل ہو جائے،،، لیکن بڑا ہی کوئی ڈھیٹ اور الو کا پٹھا تھا جو ہر باری لاجواب ہونے کے بعد ایک نئی بونگی مار دیتا تھا۔
This was actually one of the best dialoug between two different propectives,and i am glad sahil didnt stop when he was asked too as i wanted him to go on ,the other person was also raising valid questions.although i believe he was misguided by ghamdi..and i feel its time sahil ji speak with ghamdi directly on ghese subjects as ghamdi ji just sit somewhere nice and spread his oppinions .
Sahil sb. App jab bi Quran ya Hadiss ka hawala/ BAAT karty hain too please inn surah ya Hadiss ka name aur number zaroor bataya Karin, hope this will help people's to understand ur reference
As a scientific person, his lectures makes sense and clear many confusions for me ✅ sahil may not an alim, but we already have too many of them. We need philisophical and scientific knowledge along with deen to understand this universe and the heavens. Science made great advancement with early muslims. ✅
Salute to Sir Sahil for being so patient. a true muslim Ma Sha Allah. Sorry to say but the other guy keeps contradicting himself. "It is not the eyes that are blind, but the hearts".
I think we should all listen to the 23 question series by ghamdi sahab. He has explained everything in detail answering all the questions raised by everybody.
Quran m ko Hazrat Essa our Allah tala ka muqalma hai us m jo Allah puxh rhe hain wo un essaeyoon k bary m hain jo Hazrat essa k zinda uthae janay k bad Hazrat essa ko Nauzbillah khuda ka beta mante rahay, akhir m akar to akhri waqt m anay waloon ko pata chalega our wo muslims ho jaengay.. Ghamdi ka nazriya galat hai.. Allah un essaeyoon k bary m puch rhe hain jinho ne Essa a.s ko khuda ka beta man lia.. jo ye mante huay mar gaye.. haan agar essaeyoon ko moat na ati wo hazrat essa k dobara anay tak zinda rehte tub alag bat thee..
I disagree with comments of Asif Muneer and request him to see and try to internalize what he explains. At first my comments on Sahil were almost same as Asif Munir. Sahil has through his deep study of Quran and especially Hadith discovered a new realm of existence to which Quran and Hadith try to divert our attention. As you know that man can only perceive through his five senses, but the realm of philosophy attracts us to facts of various otherwise unknown dimensions. Sahil has been through his intellect attracted towards a realm, which is a reality but hidden because of our own limited environments of perception. He needs to be appreciated and encouraged. Sahil is sincere and of humble personality and surely not the type of media hungry fanatics. He is rightly captivated by this experience and wants us to realise awesome expanse of this realm. I think he can take us to the tour of this reality which Allama Iqbal has pointed out in his verse سبق ملا یہ معراجِ مصطفےٰ سے مجھے کہ عالم بشریت کی حد میں ہے گردوں
@@affankhan3161 actually I’m not commenting on him.. I’ve seen some of his videos and I respectfully disagree with him but he has all the right to say what he believes and we have all the right to disagree with him
Sahil u nailed it.......who is THAT person don't want..... to understand....this person In my opinion this person have issue with HOLY BOOK as whole..........
Sir sahil ademen question 17:42 Ghamidi answer. “Kiu k Allah ne unk andar jo innate kia tha uss ka zahoor karwana tha, Ye Allah ki scheme ka hissa hai” uss se pehly unko khud Maloom nhi tha, because they didn’t have done it before. Ek bacha Jub iss Age ko pohnchta hai tou usko kaha maloom hota hain in cheezo ka , Uss bachy ko Parents bta dety hai ya society bta deti hai, Bulkul Aisy hi Adam as or Hawa As ko in cheezo k barey me inform kya , unko iss amal se guzaar k , ta k insaan ko pta chaly k Allah ne Kya cheez Insaan k andar rakhi hai. Cheez ko bnaney wala hi uska manual batein ga. Unho ne khud ko chhupa lya , ye bilkul Aisy hi hain jesy, mubashrat k baad Mery andar kapry pehn leny ka ehsaas paida hota hai. Allah Insaan ko Insaan k barey me bta rahy thy, Aisy hi jesy duniya me different source se hum ko apny barey me maloomaat milti hai
Regarding Isah A.S return: Yes, Quran is silent regarding Isah A.S return. There must be a hiqmat in it. Christians used to believe that Isah A.S will return but Quran hasn't denied this claim of christanity either. Allah has denied all the shirk based claims of Christians but didn't denied return of Isah A.S. Why is that? It's a common term between Muslims and Christians so Quran didn't address it.
Sir kehte hen k ilm gitna gehra hota he bat utni mukhtasar hoti he. Jabke Sahil Adeem Sahab har sawal k jawab me sail ko mazeed uljha dete hen. jis se ye zahir hota he k aapka mutala itna gehra nahi he. aapne chand kitabon ka sat-hi mutala kia he ar is se zyada kuch nahi. Mozu pe bat karta hun k Rooh alag se koi makhlooq nahi he ar na hi nafs koi makhlooq he ar na hi insan ki rago me koi shetan ghoom raha he . Balke insan ek makhlooq he. jiski shakhsiyat k teen adwar hen ek jab personality initial level me hoti he to Nafse ammara ka ansar ghalib hota he yani insan per uski khahishat ka ghalba hota he. phir thori tarbyat k bad Nafse lawwama ka ansar ghalib hota he yani is level pe insan ko gunah karne k bad ehsase gunah shiddat se hota he. phir thori ar tarbyat k bad Nafse mutmaenna ka ansar ghalib hota he ar ye wo marhala hota he jab insan apni khahishat per mukammal control karleta he. ar gunah ka anjam soch kar gunah se dor rehta he. ar Rooh koi makhlooq nahi he balke sirf Allah ka ek hukum (Amar) he. jese motor ko start karne k liye ek spark ki zarorat hoti he ar uske bad jab tak petrol ya Gas mojud rehta hen wo chalti rehti he isi tarah insan balke har jandar ka mamla he. Ma k pait me bache ki takhleek mukammal hone k bad farishta Allah k hukum se usme ye spark kardeta he jiske natije me uska dil dharakna shru kardeta he ar ye insani generator on hojata he. ar phir zindagi me kabhi off hota he to phir Dr. electric shock lagakar isi amal ko dohrate hen. roh ka yahi mamla sare janwaron ar parindo me bhi he. ar iske elawa jo molvion ne aqeeda banaya he wo Greek se liya gaya he . jiska islam se koi talluq nahi. is sari guftugu me jitne bate theek hen wo Allah ki taufeeq se me ne kahi hen ar jo ghalat hen wo meri janib se hen, uske liye Allah mujhe maaf kare.
Please es par bhi gor kar lijiye Surat No 4 : سورة النساء - Ayat No 159 और किताबवालों में से कोई ऐसा न होगा जो उसकी मौत से पहले उस पर ईमान न ले आएगा और क़ियामत के दिन वो उस पर गवाही देगा। aur ehal-e-kitab mein say koi aisa nahi hai jo apni moat say pehlay zaroor bil zaroor essa ( aleh-assalam ) per emaan naa laye , aur qayamat kay din woh unn logon kay khilaf gawah banen gay . اہل کتاب میں ایک بھی ایسا نہ بچے گا جو حضرت عیسیٰ ( علیہ السلام ) کی موت سے پہلے ان پر ایمان نہ لا چکے اور قیامت کے دن آپ ان پر گواہ ہونگے ۔
Ghamidi sahab is so biased but he cleverly pretends or maybe the public gets the impression that he's “open minded” & not following anyone.. RasoolAllah ﷺ said: “ALLAH's hand is with the Jama'ah” Jazakumullah Khairan Sahil bhai & may ALLAH guide that brother & Ghamidi sahab too اللّٰه اكبر
Please listen to javed ahmed ghamdhi on ''Inni Mutawaffi'' that ayah which mr sahil is mentioning here and you will know what is more right. i can explain to you here aswel but i think it would be better that u yourself listen to him before making any judgement,
Declaimer : He give wrong reference of islahi sb translation ..! اَللّٰہُ یَتَوَفَّی الۡاَنۡفُسَ حِیۡنَ مَوۡتِہَا وَ الَّتِیۡ لَمۡ تَمُتۡ فِیۡ مَنَامِہَا ۚ فَیُمۡسِکُ الَّتِیۡ قَضٰی عَلَیۡہَا الۡمَوۡتَ وَ یُرۡسِلُ الۡاُخۡرٰۤی اِلٰۤی اَجَلٍ مُّسَمًّی ؕ اِنَّ فِیۡ ذٰلِکَ لَاٰیٰتٍ لِّقَوۡمٍ یَّتَفَکَّرُوۡنَ ﴿۴۲﴾ اللہ ہی وفات دیتا ہے جانوں کو ان کی موت کے وقت اور جن کی موت نہیں آئی ہوئی ہوتی ان کو بھی ان کی نیند کی حالت میں ۔ تو جن کی موت کا فیصلہ کرچکا ہوتا ہے ، ان کو تو روک لیتا ہے اور دوسروں کو ایک وقت مقرر تک کیلئے رہائی دے دیتا ہے ۔ بیشک اس کے اندر نشانیاں ہیں ان لوگوں کیلئے ، جو غور کرتے ہیں ۔
I would also like to mention that the interviewer has clean bowled the interviewee many times and have made his speechless, after which he started doing the usual, which is in Urdu expressed as آئیں، بائیں، شائیں۔
well the stance is clear. the guy is using logic and implementing it on Quran regarding the incident of Eesa (as) that Quran never says Eesa will come again, then why he doesnt use same logic on Namaz and other Ibadats which are defined in Hadith not in Quran. phr to namaz b nh prhni chye kyun k Allah nai Quran main btaya he nh k namaz kaisy prhni hai, wo chz jska sawal sbsy pehly hoga uska treeqa btaya he nahi.
@@zaynswati1957 namaz parhne Ka hukm Qur'an mein Aaya lekin iska tareeka hamay sunnat k zariye se Rasool Allah (SAW) ne sikhaya Jo k musalmanon k amli tawatur se ham tak pohncha
31:41 یہ مکالمہ عیسائیوں کی توبیخ کے لیے ہو گا نہ کہ خود کو سچ ثابت کرنے کے لیے اور نہ ہی اللّٰہ تعالٰی کو ثابت کروانے (اس کے علم میں اضافے کے لیے, نعوذباللہ) لیے ، کیونکہ وہ ثابت اس کو کروایا جاتا ہے جس کے علم میں نہ ہو
tamam sunne waale (Response to 23 Questions - Part 27 - Return of Jesus ( Nazul e Massih (A.S) - Javed Ahmed Ghamidi) ye tamam Episodes daikh lain phir Sahil Adeem Sahab ko bhi zaroor sunain sub Clear hojainge.
kiyon k Sawal karne waale Sahi se baat nahi kar pae or Jazbati bhi lag rahe hain isliye Sahil Adeem bhai ki baat me wazan nazar aaraha hay isliye tamam samaeen Nuzul e Isa ki tamam Episodes zaroor daikhain Q k bohat se sawalaat pooche gae hain isliye aap logon ko ziyada time nikaalna paregax
No offense to the guy who asked the questions but I. My opinion those questions were the ones that deviate one away from Allah if your faith is weak. Those are technicalities. K hazrat Adam (A.s) ne Kaun sa fruit khaya tha, what did they mean by haya there, some scholars said koi aesa amal kiya...ye sawal theek hai aao poocho. But is the answer "they disobeyed Allah by eating fruit", not enough? That should be the end of it. Allah ki disobedience should be more than enough.
I heard few talks of this gentleman but the more I listen to him, I feel disappointed. He is criticising Ghamdi sir but in my personal and humble opinion the more I listen to Ghamdi more clarity I gain and my questions are all answered in the most efficient way.
4:158 Rather, Allah raised him up to Himself. And Allah is Almighty, All-Wise. If we are Muslims then we cannot be Muslim and deny this verse at the same time.
Hum apnay aur apnay ird gird k logon ki fikr karain na k prophets ka kya maamla hai... Allah is the judge of all the prophets and all the creation... na saahil sahab aur na ghamdi sahab... logon ko jannat ko haasil karnay k tareekay bataain aur duniya mn islam ko kesay le kr chalna hai ye bataain...
سورہ رحمان میں تو انسان اور جن کے لئیے چار جنتوں کا ذکر ہے۔ ہر جنتی کے لئیے زمین برابر جنت کا حوالہ کیا ہے ؟ “ دوڑو جنت کی طرف جو آسمانوں اور زمین جتنی وسیع ہے “ اسکا مطلب یہ بھی ہو سکتا ہے کہ ہر جنتی کے لئیے الگ الگ ملک ہونگے جس کے وہ بادشاہ ہونگے۔ 🤔
Allah ne apna thoda ilm aur smjh kuch logo ko di h ...unme se ek SAHIL ADEEM hai...
check Surat-un-Nisa’ 157-158
Dr israr Ahmed Sahab ne bohot behtreen tarike se ye topic define kia he . Kindly wo sunen Jo is mamle me rehnumai chahta he . Otherwise sahil bhai ne b bohot acha define kia he .
Sahil Adeem opened up new horizons of thinking for us all ....thought provoking....
These r not new horizons but the one and only real horizon.
I still can’t believe that after giving so many arguments some people don’t get convinced and they are still sticking to the same point
So pray is present for that kind of stuff cause our human brothers...
Sahil adeem ki knowledge level ....Kiyan bolu .... hats 🥳 off.Allahpak apse Raji hon jayen❤. from Bangladesh
Alhamdulillah. I got the point clearly. Thanks Sahil Adeem.
sahil adeem ko samjhnay k liye b aik certain level chahiye
he nailed it
Isa Mehdi r Dijal ki itne burre waqiaat ka zikar Quraan m kaise nahi hain.Hudece kone gurney hain Quraan ki hasiat ko kum kurne k lie Jo k lslam k dushman nahi kur sukte.
Ap yahud r Nasara k raste per na challenge jinhu n Bible r touraine m changes kie. Zehr b hadece m di gai.Quraan c reference dia kuro.Roya to khab hi hota hai.Quran purrs kuro to logun ko gumrah nahi karo ge.
Sahil level is not Quran, he was just avoiding answering the questions this happened when you try to make fool with your words.
Exactly: G sir, very low level and even then you wouldn't understand what he is trying to convey!
This is not Ghamidi sb, and he is not in discussion, channel is cheating you.
ساحل عدیم بالکل سچ کے قریب جواب دیا
MashAllah Mr Sahil nailed it... But still waiting for 2nd part of this discussion ...
Firqa purasto
Kulo Nafsin zaiqatul mout
Is A amanu m kahan hai.bushari taqaze to buhut kuch mangte hain.
Ye sab abi raste m hain.dusra admi teek keh ruha hai
Hum to isko scholar sumaj ruhe te.Rasul Qatar nahi hote Nabi hote hain.
Great Talk Sahil Bhai Allah Hum sab ko Hidayat De
Zaberdast Sahil Sahab! JazakAllah Hazrat Isa A S k moamlay pe buhat acchi tarah samjhaya!
Ye aadmi hosiyar chand banne ki kosish kar raha hai
Usko maloom nahi ki sahil adeem flower nahi fire hai 🔥🔥🔥
Han yea admi apni omar k lihaz se lakin hai bacha apna mental level se...
Ye aadmi hosiyar chand nahi bulke khud Ghamdi hi hai
Great respect for Sahil bhai!!
Great Sahil bhai
Sahil Bhai ne bht hi zaberdust jawab dia ha..lajawab kr dia ha ...dosri taraf k argument bht weak thay
Sahil adeem you nailed it 😊💯❣️
Much appreciated your efforts
Sir you just pinpointed genuine problem with Ghamdi approach. Though i knew this but i couldn't interpret it in words.
زمیں جنبد نا جنبد گل محمد ۔۔۔ اسی طرح جو مرضی کہ لیں، جو غامدی نے کہ دتا سو کہ دتا۔ اس سے رجوع کرنا ان صاحب کی شان کے خلاف اور انکی بات سے انکار کرنا انکے ماننے۔ والوں کے لیئے نا ممکنات میں۔ شامل ہے!! پھر کہتے ہیں کہ ھم تو کسی کی اندھی تقلید نہیں کرتے!! ایسے اصحاب کو سلام کہ دینا چاہئے۔
آپ کا تجزیہ صحیح ہے۔
Or ye jitny log 'nailed it nailed it' frma rhy hen even they know k agr Sahil sahab ko ghamidi Sahab k samny bitha Diya Jaye to Sahil sahab sy pehli bat k bad dusri bat nhi honi
Sahi kaha....nailed it nailed it.... Americans ki copy ker rahay hain...they have no idea how and when to use it
Deen sirf logic or proofs nh mangta jnb...bht kuch ha .. jo banda hadith ka inkqr kar de sirf apni bat k wazan ko barqrar rkhne k liye, sirf 1400,saal mn ghamdi sab ko deen samjh aaya?? Baqi scholar's jitne bh aaye wo is caliber k nhi thay?? Even ghamdi sab to ashaab ki tafaserr ko bh nhi manty or khty hn unko ghalti lagi hugi... Mtlb duniya m sb se ghalti ho skti samjhne mn..ba ghamdi sab se nhi???
@@ardogar8307 Bhai ashaab paighambar hoty hen Jin sy ghalati nhi ho skti?or Esa Bhi nhi hai k wo ashaab sy hr mamlay mein ikhtalaf krty hon bohat sy mamlat mein unka nuqta e nzr ashaab wla hi hai or Jin mamlat mein wo ikhtalaf krty hen us ikhtalaf krty hen uski daleel dety hen Hawai bat nhi krty apko agr unki daleel kamzor lgti hai to ap unhen na sunyn. Simple!
Or zra history parhyn to apko pta chly Ga k Qur'an ko smjhny Ka ye nya zaviya Sb sy pehly Diya hi hameed ud deen frahi Ny tha wrna un sy pehly Shah wali ullah jesy log Bhi Qur'an Ka nazm nhi smjh Paye thy wo Bhi yehi kehty thy k ye Ak shahi kalam hai jis trh badshah koi bat krta hai apni Shan btany k liye Allah Pak Ny whi triqa istemal Kiya hai lekin hameed ud deen frahi wo pehly shakhs thy jinhon Ny Kaha tha k quran Esa kalam nhi hai
@@ardogar8307 or Esa disagreement to dunya k Hr ilm mein Hota hai to mazhab mein kiun nhi ho skta?apko pta hai na k Einstein Ny Newton sy disagree Kiya tha Newton kehta tha k gravity Ak force hai lekin Einstein Ny ye idea Diya tha k ni ye force nhi hai actually space time curvature hai lekin kya us ny baqi sb mamlat mein bhi Newton sy disagree Kiya tha?nhi... gravity ki noiyat Py Kiya tha or Bhi Kuch mamlat mein Kiya Hoga lekin Jin mein bhi Kiya hai us k proofs Diye hen apko pta hai na k Newton ki physics mein kya hesiyat hai?usy father of physics kehty hen but Einstein proved that he was wrong in certain concepts or ye mamla Newton or Einstein Py khtm nhi huwa science mein to ye Roz Ka Kam hai apko pta hai jb Bhi koi new theory ati hai wo pichli theory k defects point out kr k Usy reject krti hai no Matter k wo previous theory kitny Bry scientist Ny di ho. Mazhab Bhi Ak khuda Ka Diya huwa ilm hai jisy Hm rasoolullah SAW ki hidayat or Qur'an ki roshni mein apny fehem k mutabiq smjhty hen us mein Bry sy Bry ulama sy Bhi ghalati ho jati hai jis trh father of physics sy gravity ki understanding mein hui yahan sawal ye peda Hota hai k science mein to ye mamla Roz Hota hai tb hmari awaz Bhi nhi nikalti mazhab mein ye chiz ho to hmari cheekhain Nikal jati hen. Esa kiun?
@@zainali9102 ashaab se ghalti k chances zada hn ya ghamdi sab se??? Mn to manta k sab s ghalti ho skti ha, ashaab ss alag nukta nazrr jin mozoaat par ha wo mozoo basics hain... Agr basics mn darar dalo gy to phr hugya kaam..
maa shaa Allah sahil bhai ! jazak Allah khet. jeetey rahen. Allah pak aap ki tofeekat me izafa frmaey. elahi aameen
Alhamdulillah
This is most important video so please share original video link ,
Jazakallahu khairan
Nice discussion but Sahil Adeem looks very clear, making every part clear to audience.
Saahil Bhai
Allah aapkay ilm mein barkat day
Ameen
25:00 سے 53:00 تک ساحل صاحب نے جس صبر تحمل سے اس سوال کرنے والے چغد کو سنا اور جواب دیئے ہیں،،، اتنے شاندار دلائل سے حضرت عیسیٰ والا معاملہ ثابت کیا ہے کہ ہر سننے والا قائل ہو جائے،،، لیکن بڑا ہی کوئی ڈھیٹ اور الو کا پٹھا تھا جو ہر باری لاجواب ہونے کے بعد ایک نئی بونگی مار دیتا تھا۔
ساحل بھائ ویسے جذباتی ہو جاتے ہیں لیکن انکے جواب اتنے تحمل سے دیے ہیں کہ im impressed
Sahil is like a stimuli of critical thinking for other people. Liked this a lot!!!
Jazakallah Khair
Masha Allah such a genius man Sahil bhai is!
Masha Allah subhan Allah Allah Pak apko sallamt rakhye shaht tondrasti jaazaye kheir Aalla zindgi ata frmaye Aameen 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
جزاک اللہ خیرا وھب لنا العافیتہ الظاھرتہ والباطنہ فی الدنیا والاخرہ
Great narration about the tendency of mortal to believing in immortality....
Kamaal jawab dia ha sahil Bhai ne .gamidi sahab ki is mamlay me raye kamzoor ha sahil Bhai ki strong ha
This was actually one of the best dialoug between two different propectives,and i am glad sahil didnt stop when he was asked too as i wanted him to go on ,the other person was also raising valid questions.although i believe he was misguided by ghamdi..and i feel its time sahil ji speak with ghamdi directly on ghese subjects as ghamdi ji just sit somewhere nice and spread his oppinions .
Janab saheel adeem you did a wonderful explaination.
Sahil sb. App jab bi Quran ya Hadiss ka hawala/ BAAT karty hain too please inn surah ya Hadiss ka name aur number zaroor bataya Karin, hope this will help people's to understand ur reference
Good job Sahil adeem
Jazak Allah brother
As a scientific person, his lectures makes sense and clear many confusions for me ✅ sahil may not an alim, but we already have too many of them. We need philisophical and scientific knowledge along with deen to understand this universe and the heavens. Science made great advancement with early muslims. ✅
Salute to Sir Sahil for being so patient. a true muslim Ma Sha Allah. Sorry to say but the other guy keeps contradicting himself. "It is not the eyes that are blind, but the hearts".
I think we should all listen to the 23 question series by ghamdi sahab. He has explained everything in detail answering all the questions raised by everybody.
Quran m ko Hazrat Essa our Allah tala ka muqalma hai us m jo Allah puxh rhe hain wo un essaeyoon k bary m hain jo Hazrat essa k zinda uthae janay k bad Hazrat essa ko Nauzbillah khuda ka beta mante rahay, akhir m akar to akhri waqt m anay waloon ko pata chalega our wo muslims ho jaengay.. Ghamdi ka nazriya galat hai.. Allah un essaeyoon k bary m puch rhe hain jinho ne Essa a.s ko khuda ka beta man lia.. jo ye mante huay mar gaye.. haan agar essaeyoon ko moat na ati wo hazrat essa k dobara anay tak zinda rehte tub alag bat thee..
Munkir e hadees hain ghamdi sb. Bilkul farigh.
dnt need of ghamdi philosophy.behka hua hai
fazool insan hai ghamdi mje fitna lgta hai
Allah apko hadyaat day explanation nahi chaiye quran o hadees ki roshni chaiye .....
Sahil Adeem's logic is much stronger
Ma Sha Allah sahil bhai ❤
Sahil Adeem Bhai Excellent ❤️
I disagree with comments of Asif Muneer and request him to see and try to internalize what he explains. At first my comments on Sahil were almost same as Asif Munir. Sahil has through his deep study of Quran and especially Hadith discovered a new realm of existence to which Quran and Hadith try to divert our attention. As you know that man can only perceive through his five senses, but the realm of philosophy attracts us to facts of various otherwise unknown dimensions. Sahil has been through his intellect attracted towards a realm, which is a reality but hidden because of our own limited environments of perception. He needs to be appreciated and encouraged.
Sahil is sincere and of humble personality and surely not the type of media hungry fanatics. He is rightly captivated by this experience and wants us to realise awesome expanse of this realm. I think he can take us to the tour of this reality which Allama Iqbal has pointed out in his verse
سبق ملا یہ معراجِ مصطفےٰ سے مجھے
کہ عالم بشریت کی حد میں ہے گردوں
Love to like Sahil adeem presentation
Can we ask questions
Sahil Adeem Nice !
Ghamdi sahabs work compromises of decades. His way of explaining and logics are unmatched
Decades ho ya century agar islamically acurate nahi to utha ke side Mai pheko
@@affankhan3161 hahaha and who’s discussing that with him.. molviz are just trying to cancel him
@@hibberish7498 Sahil is not a molvi and we do not say that he is all nuts, Some his views are questionable and seem apologetic and liberal pleasing.
@@affankhan3161 actually I’m not commenting on him.. I’ve seen some of his videos and I respectfully disagree with him but he has all the right to say what he believes and we have all the right to disagree with him
@@affankhan3161 check Surat-un-Nisa’ 157-158
Great Sahil Sir
اصل مسئلہ یہ ہی ہے اور اب یہ نہی مانے گئے آپ نے صحیح تجزیہ کیا ہے۔
Sahil u nailed it.......who is THAT person don't want..... to understand....this person In my opinion this person have issue with HOLY BOOK as whole..........
Mashallah. God bless you bhai Sahil.
Bhai plz iqbal ka philosophy bhi zaror batain plz
Sir sahil ademen question 17:42
Ghamidi answer. “Kiu k Allah ne unk andar jo innate kia tha uss ka zahoor karwana tha, Ye Allah ki scheme ka hissa hai”
uss se pehly unko khud Maloom nhi tha, because they didn’t have done it before.
Ek bacha Jub iss Age ko pohnchta hai tou usko kaha maloom hota hain in cheezo ka ,
Uss bachy ko Parents bta dety hai ya society bta deti hai,
Bulkul Aisy hi Adam as or Hawa As ko in cheezo k barey me inform kya , unko iss amal se guzaar k , ta k insaan ko pta chaly k Allah ne Kya cheez Insaan k andar rakhi hai.
Cheez ko bnaney wala hi uska manual batein ga.
Unho ne khud ko chhupa lya , ye bilkul Aisy hi hain jesy, mubashrat k baad Mery andar kapry pehn leny ka ehsaas paida hota hai.
Allah Insaan ko Insaan k barey me bta rahy thy, Aisy hi jesy duniya me different source se hum ko apny barey me maloomaat milti hai
Regarding Isah A.S return: Yes, Quran is silent regarding Isah A.S return. There must be a hiqmat in it. Christians used to believe that Isah A.S will return but Quran hasn't denied this claim of christanity either. Allah has denied all the shirk based claims of Christians but didn't denied return of Isah A.S. Why is that? It's a common term between Muslims and Christians so Quran didn't address it.
Sir kehte hen k ilm gitna gehra hota he bat utni mukhtasar hoti he. Jabke Sahil Adeem Sahab har sawal k jawab me sail ko mazeed uljha dete hen. jis se ye zahir hota he k aapka mutala itna gehra nahi he. aapne chand kitabon ka sat-hi mutala kia he ar is se zyada kuch nahi.
Mozu pe bat karta hun k Rooh alag se koi makhlooq nahi he ar na hi nafs koi makhlooq he ar na hi insan ki rago me koi shetan ghoom raha he . Balke insan ek makhlooq he. jiski shakhsiyat k teen adwar hen ek jab personality initial level me hoti he to Nafse ammara ka ansar ghalib hota he yani insan per uski khahishat ka ghalba hota he. phir thori tarbyat k bad Nafse lawwama ka ansar ghalib hota he yani is level pe insan ko gunah karne k bad ehsase gunah shiddat se hota he. phir thori ar tarbyat k bad Nafse mutmaenna ka ansar ghalib hota he ar ye wo marhala hota he jab insan apni khahishat per mukammal control karleta he. ar gunah ka anjam soch kar gunah se dor rehta he.
ar Rooh koi makhlooq nahi he balke sirf Allah ka ek hukum (Amar) he. jese motor ko start karne k liye ek spark ki zarorat hoti he ar uske bad jab tak petrol ya Gas mojud rehta hen wo chalti rehti he isi tarah insan balke har jandar ka mamla he. Ma k pait me bache ki takhleek mukammal hone k bad farishta Allah k hukum se usme ye spark kardeta he jiske natije me uska dil dharakna shru kardeta he ar ye insani generator on hojata he. ar phir zindagi me kabhi off hota he to phir Dr. electric shock lagakar isi amal ko dohrate hen.
roh ka yahi mamla sare janwaron ar parindo me bhi he. ar iske elawa jo molvion ne aqeeda banaya he wo Greek se liya gaya he . jiska islam se koi talluq nahi.
is sari guftugu me jitne bate theek hen wo Allah ki taufeeq se me ne kahi hen ar jo ghalat hen wo meri janib se hen, uske liye Allah mujhe maaf kare.
final decision kia hn kya meaning ly hm ?
Sahil Adeem is a very good person with lot of Islamic knowledge.
Rasool qatal nie hoskty us ka koi reference nie hai caller k pass sahil is right here on this topic.
Sir how can I talk to you
shail bhai ap ghami shab se hi bat karen ap dono hamre liye kable ehtram hen
Mashallah sir sahil nice
where is the remaining part of it?
Buht hi ala section he buht hi fikri sawal buht hi ala jawab
آپ کے حوصلے کو سلام پے ساحل بھائ
غامدی صاحب نے اپنے ہی مفروضے بنائے ہوئے ہیں۔ قران اور حدیثوں کو اپ اسی فلسفے کی بنیاد پر ساری جعلی تھیوری بنائی ہے
Please es par bhi gor kar lijiye
Surat No 4 : سورة النساء - Ayat No 159
और किताबवालों में से कोई ऐसा न होगा जो उसकी मौत से पहले उस पर ईमान न ले आएगा और क़ियामत के दिन वो उस पर गवाही देगा।
aur ehal-e-kitab mein say koi aisa nahi hai jo apni moat say pehlay zaroor bil zaroor essa ( aleh-assalam ) per emaan naa laye , aur qayamat kay din woh unn logon kay khilaf gawah banen gay .
اہل کتاب میں ایک بھی ایسا نہ بچے گا جو حضرت عیسیٰ ( علیہ السلام ) کی موت سے پہلے ان پر ایمان نہ لا چکے اور قیامت کے دن آپ ان پر گواہ ہونگے ۔
Quran Allah ki taraf se hai...jab Allah ne unke anay ka zikr agar nhi kia,,,to nabi Mohammed pbuh ko bata diya tha.
اللہ تعالٰی نے ایک سے زائد مرتبہ یہ فرمایا ہے کہ اسی مٹی سے تمہیں پیدا کیا، اسی میں تمہیں جانا ہے اور پھر اسی سے تمہیں نکالا جائے گا۔
افسوس! یہ دور بھی آنا تھا کہ لوگ غامدی صاحب کو ڈیفینڈ کریں گے-
Sahil bhai man of knowledge...
But other man not want to understand
Ghamidi sahab is so biased but he cleverly pretends or maybe the public gets the impression that he's “open minded” & not following anyone..
RasoolAllah ﷺ said: “ALLAH's hand is with the Jama'ah”
Jazakumullah Khairan Sahil bhai & may ALLAH guide that brother & Ghamidi sahab too
اللّٰه اكبر
Please listen to javed ahmed ghamdhi on ''Inni Mutawaffi'' that ayah which mr sahil is mentioning here and you will know what is more right. i can explain to you here aswel but i think it would be better that u yourself listen to him before making any judgement,
O Allah forgive my sins
Zberdst Answer.
Sahil adeem the great ❤️🫶
Bht hosla h Sahil sahb ka jo is bndy ko 1 ghanta bardasht kr liya
Declaimer :
He give wrong reference of islahi sb translation ..!
اَللّٰہُ یَتَوَفَّی الۡاَنۡفُسَ حِیۡنَ مَوۡتِہَا وَ الَّتِیۡ لَمۡ تَمُتۡ فِیۡ مَنَامِہَا ۚ فَیُمۡسِکُ الَّتِیۡ قَضٰی عَلَیۡہَا الۡمَوۡتَ وَ یُرۡسِلُ الۡاُخۡرٰۤی اِلٰۤی اَجَلٍ مُّسَمًّی ؕ اِنَّ فِیۡ ذٰلِکَ لَاٰیٰتٍ لِّقَوۡمٍ یَّتَفَکَّرُوۡنَ ﴿۴۲﴾
اللہ ہی وفات دیتا ہے جانوں کو ان کی موت کے وقت اور جن کی موت نہیں آئی ہوئی ہوتی ان کو بھی ان کی نیند کی حالت میں ۔ تو جن کی موت کا فیصلہ کرچکا ہوتا ہے ، ان کو تو روک لیتا ہے اور دوسروں کو ایک وقت مقرر تک کیلئے رہائی دے دیتا ہے ۔ بیشک اس کے اندر نشانیاں ہیں ان لوگوں کیلئے ، جو غور کرتے ہیں ۔
Dr. israr ahmed has discussed this topic in detail
یہ حالات ہو گئے ہیں کہ لوگ منکر حدیث کو حجت مان کر احادیث پر بحث کر رہے ہیں ۔۔۔
Nicely done✌🏼
very logical sahil bhai
I would also like to mention that the interviewer has clean bowled the interviewee many times and have made his speechless, after which he started doing the usual, which is in Urdu expressed as
آئیں، بائیں، شائیں۔
well the stance is clear. the guy is using logic and implementing it on Quran regarding the incident of Eesa (as) that Quran never says Eesa will come again, then why he doesnt use same logic on Namaz and other Ibadats which are defined in Hadith not in Quran. phr to namaz b nh prhni chye kyun k Allah nai Quran main btaya he nh k namaz kaisy prhni hai, wo chz jska sawal sbsy pehly hoga uska treeqa btaya he nahi.
@@zaynswati1957 namaz parhne Ka hukm Qur'an mein Aaya lekin iska tareeka hamay sunnat k zariye se Rasool Allah (SAW) ne sikhaya Jo k musalmanon k amli tawatur se ham tak pohncha
Very good 👍
As human being getting advance, that much we are getting closer to black hole.
Sahil adeem saab please apni videos mei un bandoon ko bithaya karain sawaal karnay kay lyay jin kay pass kam say kam thori si knowledge to ho
jo Allah humein paida kr sakta itni bari qainat bna sakta wo hamein zinda utha b sakta
Jab apki research bht achi na hoto Questions ke Answer aise hi aate hain....😊😊
31:41
یہ مکالمہ عیسائیوں کی توبیخ کے لیے ہو گا نہ کہ خود کو سچ ثابت کرنے کے لیے
اور نہ ہی اللّٰہ تعالٰی کو ثابت کروانے (اس کے علم میں اضافے کے لیے, نعوذباللہ) لیے ، کیونکہ وہ ثابت اس کو کروایا جاتا ہے جس کے علم میں نہ ہو
سورت النساء آیت 157
29:30
Many logical things are v clear.
tamam sunne waale (Response to 23 Questions - Part 27 - Return of Jesus ( Nazul e Massih (A.S) - Javed Ahmed Ghamidi) ye tamam Episodes daikh lain phir Sahil Adeem Sahab ko bhi zaroor sunain sub Clear hojainge.
kiyon k Sawal karne waale Sahi se baat nahi kar pae or Jazbati bhi lag rahe hain isliye Sahil Adeem bhai ki baat me wazan nazar aaraha hay isliye tamam samaeen Nuzul e Isa ki tamam Episodes zaroor daikhain Q k bohat se sawalaat pooche gae hain isliye aap logon ko ziyada time nikaalna paregax
No offense to the guy who asked the questions but I. My opinion those questions were the ones that deviate one away from Allah if your faith is weak. Those are technicalities. K hazrat Adam (A.s) ne Kaun sa fruit khaya tha, what did they mean by haya there, some scholars said koi aesa amal kiya...ye sawal theek hai aao poocho. But is the answer "they disobeyed Allah by eating fruit", not enough? That should be the end of it. Allah ki disobedience should be more than enough.
I heard few talks of this gentleman but the more I listen to him, I feel disappointed. He is criticising Ghamdi sir but in my personal and humble opinion the more I listen to Ghamdi more clarity I gain and my questions are all answered in the most efficient way.
4:158
Rather, Allah raised him up to Himself. And Allah is Almighty, All-Wise.
If we are Muslims then we cannot be Muslim and deny this verse at the same time.
Ghamidi center of Islamic learning ki playlist me nazool e Maseeh A.s ki videos dkhein aur phr BTaYein
MAUJOODA DAUR KE 2 BADE SCHOLAR 🥰🥰😍😍😍.
INKI GHOUR O FIKR LEVEL KA KOI MUQABLA NAHI.
AAP DONO SE MILNE KI DILI TAMANNA HAI❤❤❤
Healthy discution
Bhai aap AJG ke tusveer keun lagai ha.
If you still didn't understand then you can never understand. Because you don't want to understand. Is as simple as that.
Mashallah Zabardast
Deep thoughts mashallah sir
Please post part 2