तेल से जलने पर क्या करें Oil Burn Skin Treatment Home Remedy | Dr. Karoon Agrawal

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 2 січ 2025

КОМЕНТАРІ •

  • @saniyarohira2161
    @saniyarohira2161 Рік тому +7

    Mujhe ek din me kafi relief Mila hai thankyou 🙏

  • @nishant2893
    @nishant2893 Рік тому +5

    Doctor suggested me to use silver sulphadiazine cream and ligonocaine hydrochloride gel together. Can I use mixing of this two?

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому +2

      Better not to mix. Use only silver sulphdiazine cream

    • @snehashah555
      @snehashah555 4 місяці тому

      Haath ke niche ki skin jal gai thi 3 din pehle silverex lagaya tha but ab inner skin dikh rahi hai kya karu haath uthane me skin khicha rahi pls help
      Badi bindi ke size ka area affected hai

  • @meen7983
    @meen7983 9 місяців тому +3

    Any name of silver based cream

  • @chandramameher5639
    @chandramameher5639 Рік тому +2

    Sir..Can I use fusiderm ointment 2.0%

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому +1

      yes. jalne ke upar use kar sakte hain.

  • @Sunshinestyles11
    @Sunshinestyles11 4 місяці тому +2

    Sir mai 21 augest 2024 ko garam oil se jal gyi dr. Ne fafole fodne aur chamdi nikalne ko bola h aur ek dr ne mana kiya h ki na nikalo sir btaeye kya nikalna sahi h

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  4 місяці тому +1

      phaphole ko nahi phodana chahiye

  • @sujeetajakhar9838
    @sujeetajakhar9838 2 роки тому +15

    which oitment or cream we can apply on lips?
    ( burnt by hot oil drops )

  • @MrThakuri-yy3qf
    @MrThakuri-yy3qf 5 місяців тому +1

    Thanku so much for your concern ❤

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  5 місяців тому

      It's my pleasure

  • @JasminiBadi
    @JasminiBadi 9 місяців тому

    Sir collagen base ointment laga sake kya

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  9 місяців тому

      Yes, laga sakte hain

  • @shusmatamang8329
    @shusmatamang8329 Місяць тому

    Kay he simple if the bonus deep burning with oil so what we should ?

  • @Gitamalla-h8k
    @Gitamalla-h8k Місяць тому

    THANK YOU DOCTOR.

  • @ankitrajpurohit6651
    @ankitrajpurohit6651 2 роки тому +2

    Thank so much

  • @AnantGeeta5268
    @AnantGeeta5268 Рік тому

    Sir gm sir mera per bhi kholte tel se jl gya करीब 2 mhine ho gye ab dr bol rhe h is pr preshr garments pahanna hoga sir m y Janna chahti

  • @abhishekkaushal4939
    @abhishekkaushal4939 Рік тому +1

    Sir mera recent hi oil s face jal gaya h or black sa ho gaya h kya karu reply please fast dedijiyega

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      Video mein jo instruction diya hai, woh follow kariye

  • @keertimishra9449
    @keertimishra9449 2 роки тому +2

    Hello sir, mera karib 25 din Pehle garam oil navi pe gir gya tha, thora sa tha as pas me v pak gya tha, jayda ni tha to tik ho gya... Ghr ka hi tritment kr k.... Lekin wnha sfed dag ho gya.. Kl Achank se wnha khujli hui aur aaj uspe bolde bala lal lal 2/3 foka ho gya h.... Ye kya h sir, plz kuch ptae.... Plz.. 🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      antibiotic ointment lagaiye. theek ho jayega.

  • @rahuldagar9942
    @rahuldagar9942 2 роки тому +1

    Sir can we use silver nitrate gel

  • @hiralalmehta3244
    @hiralalmehta3244 2 роки тому +2

    Thank you sir

  • @shazuQueen
    @shazuQueen 2 роки тому +1

    Hi sir mera hand ka Ring finger and pinky finger pa hot oil girgaya on this mnth ab vo to finger phela waisa kab hota aur kya kera bolo sir aap aur mujha bhut sara cheeza sikhna hai Cochin class to mera tym wast hora mera sir please koi solution dijiya jaldi thik hojai ya

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      jaise video mein bataya hai, waise hi follow kariye

    • @rithamc9210
      @rithamc9210 Рік тому

      @shazuQueen jalne ke nishan chale gaye kya plz reply

  • @rekhachilwal7552
    @rekhachilwal7552 Рік тому

    Thank you so much sir

  • @afreenmurad3768
    @afreenmurad3768 2 місяці тому +1

    Sir, mera 7 months pehly gas cylinder blast sy body jal gai ti deep burn par doctors ny skin grafting kar leya ta par jo jagha deep nahi ti wo jagha ab full redness hy os redness ko ab kasy khatam karo,or kia neshan chala jay ga ya nahi, plz koi achi treatment bata dy

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 місяці тому

      achchhe se malish karana sabse achchha ilaj hai. red area ke upar sun cream lagayen

  • @davendrakumarsharma8853
    @davendrakumarsharma8853 7 місяців тому

    Thank you very much sir ji

  • @safiaparveen676
    @safiaparveen676 2 роки тому

    Hello sir garam oil se pair jal gya h silver based ointment apply kr rhe h kya ussse skin nikal jayegi white skin ho rhi h konse oil ki malish kre skin lane l ke liye. Plz reply

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Heal hone ke baad pata chalega. White skin chala jayega

  • @afzalali5925
    @afzalali5925 6 місяців тому

    Doctor please tell me silver base cream can use in pregnancy of 3 month.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  6 місяців тому

      better avoid

  • @ranjitakumari4462
    @ranjitakumari4462 Рік тому +5

    Mera fece PE.. garm Oil.se jal gaya? Turant fafule pad gaye😢 ? .. kya Kare....? Doctoron.. Ji ❓❓❓

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому +1

      video mein bataya hai, use follow karein

    • @PuneetRastogi-s7e
      @PuneetRastogi-s7e 2 місяці тому

      Haramjadi doctor k pass ja na.. Muft me ilaj khoj rahi h susri

  • @anand-pc3ze
    @anand-pc3ze Рік тому

    Sir can we sensodyne paste plz reply soon

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      Aapaka question samajh nahi aaya

  • @parulchaturvedi4774
    @parulchaturvedi4774 Рік тому

    We need to cover the wound or not

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      Not necessary. This depends upon the condition of the patient and the wound

  • @DimpleSeth-u6b
    @DimpleSeth-u6b 6 місяців тому

    Jowhite s lawer h kya wo Pani m kam karne s hue h

  • @hima9389
    @hima9389 3 роки тому +3

    Sir there was a blister over thumb area and it bursted 3 days ago. Now skin got removed and the wound is showing some slough . Is dressing required or ointment would be enough?

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 роки тому +1

      ointment should be enough.

    • @hima9389
      @hima9389 3 роки тому +1

      @@Drkaroon thank u sir

    • @hrithik4515
      @hrithik4515 2 роки тому

      Hi my got blister over forearm
      Due to hot oil splash.
      What to do??

  • @amishathakur5374
    @amishathakur5374 2 роки тому +1

    Sir tel gira ser pr or nishaan pdh gya hai black 8 year purana

  • @surendertuteja9590
    @surendertuteja9590 2 роки тому

    Good Evening Sir, sir Mera face and gardan petrol se jal gaya tha surgery ke baad gardan me akdan si ho gai hai 2010 me jala tha akdan door karne ke liye kuch batayen kripa hogi please reply🙏🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      12 saal purane scar ko kewal surgery se theek kar sakte hain. Plastic surgeon se salah lein

    • @surendertuteja9590
      @surendertuteja9590 2 роки тому

      @@Drkaroon Thank you nd Good Morning Sir 🌹🌹

  • @AnantGeeta5268
    @AnantGeeta5268 Рік тому

    Or usme or skin crafting me kya khrcha aayega or dono m shi kya h

  • @Priyapihuberinag
    @Priyapihuberinag Рік тому

    Hi sir mere face garam oil a gya tha uske wajah se black spot ho gya m us nisan ko htane ke liye Berberis aquifolium use krre ho 1 month ho gya h jla hua m ajkal he use krre ye medicine to kya ise spot jayega

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому +1

      Iss medicine ke bare mein mujhe jankari nahi hai

    • @aayushi7983
      @aayushi7983 7 місяців тому

      Kya apka Nishan sahi hua berberis aquifolim ke use se plzzz tell me???

  • @Cjs659
    @Cjs659 Рік тому

    Coconut oil bhi lga skte h

  • @Ilu_vlogs777
    @Ilu_vlogs777 5 місяців тому

    Sir agar surgery ke baad b scar dikh raha ho to kya kre kya karana padhega kya laser treatment se pair 🦵 theek ho Sakta hai pehle jesa

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  5 місяців тому

      kisi bhi treatment se pahale jaisa nahi ho sakta. Par kaphi kuchh theek kiya ja sakta hai. Laser, malish, pressure garment, kuchh exercise etc se scar kum ho sakta hai

  • @SureshPatra-fh1ss
    @SureshPatra-fh1ss 3 місяці тому

    Sir cream name

  • @srinivasmerugu2131
    @srinivasmerugu2131 2 роки тому +6

    Hello Doctor, hot cooking oil split on my wife's face. Now she got treated in hospital, they removed dead skin and covered with collagen sheet. So, will there will be dark spots on her face in future, if so how can we cure permanently? Do we require to consult dermatologist. Please help me out.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому +1

      Consult plastic surgeon for this situation. Scar over face depends upon depth of burn. So the surgeon who has done dressing will be able to tell you better.

    • @foziyajan766
      @foziyajan766 2 роки тому

      @@Drkaroon chemical burn now white skin wt i doo

    • @lonesnober3954
      @lonesnober3954 2 роки тому

      Now skin is dead ...skin is white now wht to do please confirm sir

  • @SaurabhPandey-gt2is
    @SaurabhPandey-gt2is Місяць тому

    Sir cooking oil se mera face jal gya hai aur thik ho usaka upaar layer hat gya hai aur daag v ho gya hai kaise thik hoga apane aap chala jayega yaa koi cream lena padega

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Місяць тому

      teil se malish karein. Sun cream lagayein

  • @sanvipundir1747
    @sanvipundir1747 2 роки тому

    sar main or meri 2sal ki beti tel se jal gye h bhut jada meri dono thai jal gyi or foot or meri beti ki puri baju gala kan k picche fan chla skte h ya ac 😭😭treatment chl rha h silver sulphadiazine cream lga rhe h kitni matra m lgani h crpf govt. hospital se li h

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Jo cream laga rahe hain woh theek hai. Pani jyada peena hai aur dard ki dawai leni chahiye. Baki govt hospital ke doctor ne jakham ka ilaj kar hi kiya hoga.

  • @SunitaDas-u5t
    @SunitaDas-u5t Місяць тому

    Sir finger main tal gir giya tha fafura otha baat mai fat giya abhi laal ho raha hai pani lagane se skin komol ho jata kese suka sakta hai borolin lagya thik nehi ho raha

    • @NikhiltripuraT
      @NikhiltripuraT Місяць тому

      Maine toh laga diya barf gabrahat ke karan

  • @archnamalothra895
    @archnamalothra895 2 роки тому

    Mera fesh pr oil hlka sa Chita pr gya Mai kyy use kru wha par whit khi black ho gya h mai n silvar hail jel lgte j

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Poora samajh nahi aaya. Face mein oil se jalne ke baad koi bhi antibiotic ointment lagana chahiye

  • @pratibhak1163
    @pratibhak1163 3 роки тому

    Sir kya tt ka injection lena hota hai

  • @kuldeep5846
    @kuldeep5846 Рік тому +1

    I got yesterday first degree burn from hot oil it is ok Vaseline to remove black circle 😢

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      Yes. Only moisturiser is requied. You may take pain killer tablets if it is unfomfortable.

  • @stunninggehi221
    @stunninggehi221 10 місяців тому

    sir dhag ho gye h chehre per uspe kiya lagaye tail se dhag ho gyebh

  • @sandeepyadav2786
    @sandeepyadav2786 2 роки тому

    Sir mere mata ji ke brest pr tel ke chhite pd gaye hai waha ke chamdi ht gaya hai uspe kya lagaye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      video mein bataya hai. wahi follow kariye

  • @gauravsaini3819
    @gauravsaini3819 7 місяців тому

    How much area 1percent kitna hota ha

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  7 місяців тому

      ek hath ke panje aur unglion ke barabar

  • @komaljaiswal2652
    @komaljaiswal2652 2 роки тому +2

    Sir nishan htane ka cream btao

  • @pocketnotchit5913
    @pocketnotchit5913 2 роки тому +2

    dr dark spots kese remove kren

  • @akki641shinde
    @akki641shinde 10 місяців тому

    Sr abhi abhi jala hai oil se plz 🙏 tricment bataye ❤

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  10 місяців тому

      iss video mein wahi bataya hai. usme koi doubt hai to puchhen

  • @DeepakKumar-yh2tc
    @DeepakKumar-yh2tc Рік тому

    Sir Colgate use kar sakte h kya please reply

  • @yasminkhan9965
    @yasminkhan9965 24 дні тому

    Sir maine til hatane me chuna or soda laga liya tha wahan daag pad gaya kya cream lagau jis se daag chala jaye pura please reply kijiyega sir mein bohot takhleef me hoon 2 mahina hone wala hai please sir koi toh cream bataiyr🙏🙏🙏🙏🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  23 дні тому

      chuna lagane ka daag hatane mein 6 mahine lagenge. Ho sakta hai ki poora daag nahi jayega. Par malish karein aur 6 mahine baad plastic surgeon se salah lein

    • @yasminkhan9965
      @yasminkhan9965 23 дні тому

      Sir plastic surgeon se kyun matlab daag cream ya malish se sahi nhi hoga kya daag halka ho gaya hai pehle se
      Daag me surgery karana padega kya please sir replay kijiyega sir please....

  • @bitibag9889
    @bitibag9889 Рік тому

    Sir meri beti k pao k uper toes k pass bale area me garam tel gir k jal gyaya tha 4 din ho Gaye but pain or dard aur fode bhi ho rahe he kese kare silver base cream use kar rahe he

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      Kuchh din lagega, theek ho jayega. 10 din mein theek nahi hua to plastic surgeon ko dikhayen

  • @DimpleSeth-u6b
    @DimpleSeth-u6b 6 місяців тому

    Sir mare hand m garam ghee gir gaya tha us PE thoda s skin p white lawer s h baki new skin pin h

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  6 місяців тому

      theek ho jayega

  • @sksrivastava9541
    @sksrivastava9541 2 роки тому +1

    Sir face pr chhita pad gya h Aur Kala Ho gyaa h kya kru Mai uss kalepan ko htane ke liye kya kru...?

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Sun cream ka istemal karna chahiye. Yadi theek nahi hota tab plastic surgeon se salah leni chahiye.

  • @NibhaJha-pu2li
    @NibhaJha-pu2li Рік тому

    Sir mers haath pichle saal march me jal gya tha daag rh gya h.sir mujhe bta dijiye ki kaise thik hoga plz tell me

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      Shaayad surgery se theek hoga. Plastic surgeon se salah lein

  • @bhanwarlal2476
    @bhanwarlal2476 2 роки тому

    Refrigeant-410a sey jalne per kya upchar Kare

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Refrigerant se jalne par kaphi deep burn ho sakta hai. Saath mein kaphi swelling bhi ho sakti hai. Iska ilaj hospital mein hi karana chahiye

    • @bhanwarlal2476
      @bhanwarlal2476 2 роки тому +1

      @@Drkaroon Thanks sir ji

  • @jennychristian5782
    @jennychristian5782 14 днів тому

    Sirel mere hath pe garam tel gir gaya hai 2 month ho gaya hai..akin white ho gayi hai ...black vlak dane nikle hai abhi kya kare ..konai ointment use kare..rato air jyad jalan hoti hai..koi exercises bhai bataie sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  13 днів тому

      dekhkar hi salah de sakte hain

  • @AnantGeeta5268
    @AnantGeeta5268 Рік тому

    Sir m y जानna chahti hu ki wo kya kam krega gr nhi phne to kya nuksan hoga

  • @FarukKhan-hd3pe
    @FarukKhan-hd3pe 2 роки тому

    Dr.. aap cream ka photo to dikhao ya fir cream ko koi link semd kar do

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Alag alag situation mein different cream ya ointment use hota hai. Isliye general use ke liye cream ka naam batana theek nahi hai. Chat mein/video mein cream ka naam batana sahi nahi hoga. Sorry.

    • @tanveeraulakh7973
      @tanveeraulakh7973 2 роки тому

      Sir muje face par daag ban gye hai chote chote se koi cream batiye please

  • @vimlakumari3104
    @vimlakumari3104 10 місяців тому

    Sir face oil se jal gaya h ab usme nisan ho gya h Nisan kaise jayega sir please btaiye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  10 місяців тому

      Plastic surgeon ko dikhakar salah lein

  • @ANKUSH4475
    @ANKUSH4475 Рік тому

    Silver Nitrate, Chlorhexidine Gluconate , Alovera & Allantoin Cream , sahi rahegi Dr Sir

  • @komalnavdurge209
    @komalnavdurge209 2 роки тому +1

    Sir mera 15din pahle oil se hath jala hua hain right hand uper ka bhag ab o safed ho gaya hain main Dr ke pass Dr ne kaha ki jaldi nhi aai main unone muze koi creme nhi di sirf tab diya unonhe kaha ki try karke dekhenge lekin ab ye daag nhi jayega to kya sacchi daag nhi jaye ga sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Yadi jakham 15 din mein heal ho gaya hai to daag jaroor chala jayega

    • @komalnavdurge209
      @komalnavdurge209 2 роки тому

      @@Drkaroon kam hui mean sukh gayi hain jakhm jada nhi jakham thodi hi hain

    • @rithamc9210
      @rithamc9210 Рік тому

      ​@@komalnavdurge209 jalne ke nishan chale gaye kya apke plz reply

    • @komalnavdurge209
      @komalnavdurge209 Рік тому

      @@rithamc9210 ha mera hath pahle jaisa ho gaya hain

    • @komalnavdurge209
      @komalnavdurge209 Рік тому

      Apka hand jala hain

  • @mdanas2829
    @mdanas2829 2 роки тому

    Assalamu alaikum sir mere hath pe thel girke 8din hogaya chale akar phutke phoda bangaya dharad bhoth hora mai kya karna bathay sir plz

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Dard ki goli khani chahiye. Yadi bahut jyada dard hai to doctor ko dikhakar dawai lein.

  • @anjaligautam5744
    @anjaligautam5744 2 роки тому

    Sir yesterday main jal gyi hot oil se face pr ab kya kre coconut oil or Kapoor mix krke use kr rhi hun kya kuch aram milega ya aap kuch bta dijiye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      aaram milega. aur kuchh karne ki jaroorat nahi hai

    • @anjaligautam5744
      @anjaligautam5744 2 роки тому

      @@Drkaroon ok thanks sir

    • @anjaligautam5744
      @anjaligautam5744 2 роки тому

      Sir scar ke liye kya kre

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      @@anjaligautam5744 Yadi scar banata hai to plastic surgeon se salah lein

    • @anjaligautam5744
      @anjaligautam5744 2 роки тому

      @@Drkaroon ok sir thank you so much for replying me

  • @saniyarohira2161
    @saniyarohira2161 Рік тому

    Thankyou sir

  • @AnantGeeta5268
    @AnantGeeta5268 Рік тому

    Kya y sb jaruri h please sir reply जरूर krna

  • @quickmarketing7246
    @quickmarketing7246 7 місяців тому

    Mere forehaead pe gira tha tel aur utne area ki skin remove ho gyi h chota sa area h
    Waht should i do ..??

    • @zofishannaeem4629
      @zofishannaeem4629 6 місяців тому

      Same mery sth b yhe hoa but cheeks pay ab kia kren

  • @shwetadubey1546
    @shwetadubey1546 3 роки тому

    Sir pen killer an khujli or sukhne ki dwa jlne pr btaaeye, antibiotics

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 роки тому

      This is not a plateform for prescription of drugs

  • @paramjeetkaur2840
    @paramjeetkaur2840 2 роки тому

    Sir agar mana blister tor diya hai to kya karna chahiya

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Yadi blister phoot gaya ho to uske upar antibiotic cream lagana chahiye. Chhota hai to khula chhod sakte hain. Bada ho to dressing kar sakte hain jise 3-4 din ke baad change karana chahiye

  • @yashwantatediya8501
    @yashwantatediya8501 Рік тому +1

    Sir cooking oil se face jal jaye to curable h ya nhi please

    • @yashwantatediya8501
      @yashwantatediya8501 Рік тому

      Reply please sir 😢

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому +1

      Bilkul curable hai. Final result depend karta hai ki kitana gahara jala hai aur kaise manage kiya hai. Superficial yadi jala hai tab ekdam curable hai. Yadi deep jala hoga to theek hone mein thoda samay lag sakta hai

    • @yashwantatediya8501
      @yashwantatediya8501 Рік тому

      @@Drkaroon sir almost second degree burn h face pr Nishan ya sacre rahega ya Nhi

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      second degree mein scar ya nishan nahi banta@@yashwantatediya8501

  • @Panil-p
    @Panil-p 2 роки тому +1

    Sar mere hath ko Jale hue one week ho gaya hai abhi tak ismein swelling hai aur skin Jo new a rahi hai vah bhi kuchh acche se theek nahin ho rahi hai vahan se Pani nikal Raha hai to kya

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому +1

      Yadi doubt hai to kisi burn specialist ya plastic surgeon ko dikhana chahiye

  • @BhumikaKhanzode
    @BhumikaKhanzode 3 місяці тому

    Dr. Mere face pe kal rat ko jala he to koshi crem lagau

  • @princesstabassum.....8810
    @princesstabassum.....8810 Рік тому

    I got oli brun on my face 4 weeks ago about 4 days it has convert into some diffrent type of mark and then some how i have removed it but now its become as my part of skin as it have become like black marks on my face ots really embarrassing please recommend me some good advice or else any cream!!! Please

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому +1

      Please massage well advised in the video. apply suncream over the scar area during the day time.

    • @princesstabassum.....8810
      @princesstabassum.....8810 Рік тому

      Thank you

    • @nusratjahantanzila6126
      @nusratjahantanzila6126 Рік тому

      ​@@DrkaroonSir mera left hand mein 1 month pehle gorom tel ka chita laga hain.aur wohape kala dag ho geyaya hain. To mein abhi market bought alovera gel laga raha ho.kya eye gel laganese mera hat o pe laga hua dag chala jayega?

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      @@nusratjahantanzila6126 aloe vera gel achchha hai. kuchh dino mein theek ho jayega

    • @CoralFernandes
      @CoralFernandes Рік тому

      ​@princesstabassum.....8810 Did your black marks do away???

  • @jyotsnaranipanda6418
    @jyotsnaranipanda6418 2 роки тому

    Meri 4 din pehle hi hath ka 3 finger jalgya ur palm ki upar 3 chota. Fafola hogaya to boro plus lagaugni hogaa kya ya Ghar me hi Kiya gaya coconut oil lagaungi thoda dard v hti hai to kya karun sir 🙏

  • @sachidanandapallai2970
    @sachidanandapallai2970 Рік тому

    1 month before face mein gira tha hot refined oil wo spot nehi jaa raha hai please help sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому +1

      4-6 mahine lag sakte hain. Depend karta hai jakham kitna gahara tha. Par theek ho jana chahiye

  • @purnimapatra1169
    @purnimapatra1169 Рік тому

    Hello Doctor 1year hogaya mere face pe garam oil padgaya tha lekin abhitak meri face pe dag nahi gaya botaey me kya karu bo dag kese jayegi botaeye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      Yadi deep jala hoga to thoda nishaan rahega. Yadi nishan nahi jata hai to plastic surgeon se consult karein

  • @TeenaRana-v9d
    @TeenaRana-v9d 7 місяців тому

    Sir usmai wite daag ban Jaye tb

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  7 місяців тому

      White daag dheere dheere kum ho jata hai. Yadi ek saal mein white daag nahi gaya tab surgery se ya tattoo se theek kar sakte hain

  • @safiaparveen676
    @safiaparveen676 Рік тому

    Hot oil se hath jla h skin white hogyi h uspe coconut oil malish kr rhi hu skin KB TK normal hogi..plz reply
    Coconut oil se aa jayegi n skin ..

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      jakham theek hone ke baad hi coconut oil lagayen. Uske pahale uske upar antibiotic cream lagana chahiye. Usase infection se bachav hota hai

    • @safiaparveen676
      @safiaparveen676 Рік тому

      Jakhm thik ho chuki h bt skin white h nd thodi black ho rhi h normal KB tkk hogi..kya coconut oil se skin aa jayegi

    • @rithamc9210
      @rithamc9210 Рік тому

      ​@@safiaparveen676 kya thik ho rha hai apka hand

    • @Khushi-e4s8w
      @Khushi-e4s8w Місяць тому

      Abe kya apke thik pala jaisa ho gye ha..... Pls reply kra mara sath be asa he hua ha😢😢😢

  • @zofishannaeem4629
    @zofishannaeem4629 6 місяців тому

    Sir abhi do din phly oil ka chenta gir gya cheeks pay or skin remove jo gae ab kia kro us pay kia lagao?

  • @komalnavdurge209
    @komalnavdurge209 2 роки тому

    Sir mera hand 3 month pahle jala ab uspe white ja raha bt skin black aa eahi jo ki pahle ki skin se match nhi ho eahi isliye koi ceamw barate n ye n daag vhala jaye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому +1

      Koi bhi cream likhana mushkil hai. Coconut oil massage karein. Usually original color aane mein 6-9 months lag jaate hain.

  • @zohaanshaikh2821
    @zohaanshaikh2821 2 роки тому

    Sir Meri neck jal gai kya or US pr scared bhi h kya theek hoga

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Dekhane ke baad hi bata sakte hai.

    • @zohaanshaikh2821
      @zohaanshaikh2821 2 роки тому

      @@Drkaroon a apka no dijiye pls

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      @@zohaanshaikh2821 Video mein diya hai

  • @sunilmundhe292
    @sunilmundhe292 2 роки тому

    Sir mere 18 month ka baby hot oil se jala hain 1 layor kya uska skin vaps pahile jaise hogi

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Jalne ki gaharai ke upar hai. Yadi superficial jala hoga to normal skin wapas aayegi. yadi deep hua to scar ban jata hai

    • @divyaroshan9848
      @divyaroshan9848 2 роки тому

      Sir meri beti k face pr chai gir gyi h uske nishan to nhi bnenge

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      @@divyaroshan9848 Jakham theek hone ke baad pata chalega

  • @preetiraj8854
    @preetiraj8854 3 роки тому +1

    sir mera pair bhaut jada jal gya hh garam tel se kya kare

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 роки тому +1

      Jaise video mein bataya hai. Waisa upchaar kariye

    • @alkaritusinghsingh5863
      @alkaritusinghsingh5863 2 роки тому

      Mere bhi tel se hii jal gye h 4 month ho gye h sfed dag nhi shi huye h abhi tak

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      @@alkaritusinghsingh5863 Thoda intezar karna chahiye. Bahut dheere dheere color aata hai. Yadi 9-10 mahine tak color nahi aaya to plastic surgeon se salah lena chahiye.

  • @kritikamilind3061
    @kritikamilind3061 Рік тому

    Sir mera hat tel se jal gaya ...aur bahot bada fafola aya aur bad me mere beti ke hat ke vajah vo fafola fut Gaya ab kya kre sir silver nitrate ointment use kr Rahi leki vo jalne jaise nishan ho jayega kya...kya kru plzz bataye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому

      Yadi fafola ban gaya tha aur theek se uska khayal karein to jalne jaisa nishan nahi rahega. Shuru mein kuchh color mein phark rahega, par 3-6 mahine mein gayab ho jayega.

  • @ShivamChauhan-st3hv
    @ShivamChauhan-st3hv 2 роки тому

    Sir Mera per petrol ki aag se jyadha nhi jala he 3 percentage hi jla hoga or skin black si ho gyi he or Falk utakr foot rhe he me fourderm cream laga rha hu or injection lg ba liye he or sir me kya kru jaldi se thik ho jaye please 🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Depend karta hai ki burn kitana deep hai. Yadi superficial burn hai to 15-20 din mein heal ho jayega. Yadi deep burn hai to time lagega. Par aap doctor se salah lein. 3 percent burn kaphi hota hai.

  • @praptipaudel9672
    @praptipaudel9672 Рік тому

    can we apply suncream in recent hot oil burn

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Рік тому +1

      you can apply suncream after healing of burn

  • @factkiduniya7852
    @factkiduniya7852 3 роки тому +1

    Tal ka dag kab thik hoga or kasa

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 роки тому

      kuchh hafton se kuchh mahino tak lag jaate hain.

    • @sunilkumar-ds5tf
      @sunilkumar-ds5tf 2 роки тому

      Bro thik Huwa ki nahi, if yes then what you did, please reply bro.

  • @raghunathsahoo3833
    @raghunathsahoo3833 10 місяців тому

    Sir mera neck jalega kichen me kese dag hatega

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  10 місяців тому

      Plastic surgeon ko dikha kar salah lein.

  • @rajeev3206
    @rajeev3206 6 місяців тому

    Sir maggie utarte last finger jal Gayai tha fafora To nhi bana but skin Black Ho Gyi😭kya kabhi skin normal hogi

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  6 місяців тому

      Yes. Yadi jakham nahi bana hai to jaldi color aa jayega. Yadi jakham bana hai to uske heal hone ke baad pata chalega

  • @AmitKumar-sp4jm
    @AmitKumar-sp4jm 2 роки тому

    Helo sir mare bati ka pura face par hot oil and hat par gir gya h or vo jal gya h 1 mant ho gya h ghav to thek ho gya h tremant

    • @AmitKumar-sp4jm
      @AmitKumar-sp4jm 2 роки тому

      Sir kya whit dag chala jayaga

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      tel se jalane ke baad kuchh white daag hote hain, kuchh dark hote hai. Heal hone ke baad 1 saal tak colour mein kaphi parivartan hain. Abhi aap usme tel ki malish kariye, exercise kariye and suncream lagayen.

    • @AmitKumar-sp4jm
      @AmitKumar-sp4jm 2 роки тому

      Thanku sir

    • @AmitKumar-sp4jm
      @AmitKumar-sp4jm 2 роки тому

      Sir skin ka colour Sam he ayaga kya

    • @rithamc9210
      @rithamc9210 Рік тому

      ​@@AmitKumar-sp4jm jalne ke nishan chale gaye kya plz reply

  • @SHAMAIMAM
    @SHAMAIMAM Місяць тому

    Sir dono paer puri jal gai khauli hui tel se iske lie kya kare doctor se dikhana padega puri jalan ho rhi hai or chale a gae

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Місяць тому

      better hai ki doctor ko dikha kar dawai lein

    • @SHAMAIMAM
      @SHAMAIMAM Місяць тому

      @Drkaroon ok thank you

  • @smartashok5155
    @smartashok5155 7 місяців тому

    Mera face me abhi tail ka ceta pada kya karna chahiye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  7 місяців тому

      jaisa video mein bataya hai

  • @AmritpalSingh-pq1ir
    @AmritpalSingh-pq1ir 2 роки тому

    Hello sir plz reply karna hmari Padoos ki aunty pe garam tel gir gea or wo sari back side se le kar pero tak jal gae abhi kapre bi nhi pehne ja re to Kia krna cahie almost 30 40% to Kia use karna cahie plzz btana sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      30-40 percent burn ghar mein manage nahi karna chahiye. Hospital mein bharti karna chahiye

  • @Officially__Aisha__11
    @Officially__Aisha__11 2 роки тому +4

    Mera toh face pe abhi just burn hua hai adhai face per chite udd gai 😭🥰🥰 puri mana rahi thi 😭😭😭kabhi nahi banaugi 😭😭😭

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Puri to banaiye. par savdhani se.

    • @dnyaneshwarraut6999
      @dnyaneshwarraut6999 7 місяців тому +1

      Mere sath bhi yahi hua

    • @ayeshakhan2528
      @ayeshakhan2528 5 місяців тому

      Mere sth bhi yehi hua plz btaden k konsi cream use kre

    • @Madhu0001-n5y
      @Madhu0001-n5y 3 місяці тому

      God blessings

    • @AllinOne-qe4gr
      @AllinOne-qe4gr Місяць тому

      Hello mam kya face pehle ki tarah ho gaya please reply 😢

  • @PRITIKUMARI-j4c1f
    @PRITIKUMARI-j4c1f Місяць тому

    Mujhe 10years purana daag hai face PE oil se paka hua use skin colour me kaise laye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  Місяць тому

      dekhkar hi bata sakte hain. LASER se kuchh ilaj kar sakte hain. Ya surgery se daag hataya ja sakta hai

  • @Khushi-e4s8w
    @Khushi-e4s8w Місяць тому

    Mara hath pa garam oil fir gaya tha koi 20 din pala ab jakham aa gya ha par 2 din sa jhakam wale skin pa chota chota red pimples ho gya ha allergy type.... Iske kya karan ha aur muja kya upay karna chiya...... Pls reply😢😢😢😢

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  28 днів тому

      shuru mein jakham heal hone ke baad skin bahut najuk hoti hai. To chhote chhote jakham ban sakte hain. theek ho jayega

    • @Khushi-e4s8w
      @Khushi-e4s8w 27 днів тому

      @Drkaroon ma sunlight ma be bathe the to iska karan ja ho sakta ha aur koi upayy

  • @ritabhamijain2203
    @ritabhamijain2203 2 роки тому

    Hi sir mera garam kheer se hua hai upay

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Video mein bataya hua hai. Vaisa hi karna hai.

  • @tahminairfan3949
    @tahminairfan3949 2 роки тому

    Sir mairy hath my oil gir gya tha bus 2 jga py drop k nishan hain kaisy khtm hun gy kis cheez sy mssge krun

  • @Cosmospassion1610
    @Cosmospassion1610 6 місяців тому +1

    Sir it's been one month, some of oil drop feel on my face but the black spot is not going so what should i do? Please reply

  • @Sonia-xe2wk
    @Sonia-xe2wk 3 місяці тому

    Sir mere face pr oil drops gir gyi thi ... ab utni skin sikud( wrinkled ) gyi hai
    Abhi mai aloevera laga rhi hu ....kya skin phele jaisi normal hojaegi ?

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 місяці тому

      theek ho jana chahiye

  • @hashimmansuri4769
    @hashimmansuri4769 5 місяців тому

    Hath jalne per use per gila chuna Laga sakte hain kya

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  5 місяців тому

      Bilkul NAHI. usase aur jal jaayega

  • @Ekchbdadutiyava522
    @Ekchbdadutiyava522 2 роки тому

    Sir plzz reply krna
    Face or hand pr oil gira hai , age 39 hai female hai , hm cream apply kr rhe hai ,to abhi us pr black spots aaa gye h
    To kya vo spots hamesha ke leya rhege ya naturally remove ho jaae agr naturally remove hojaege to kitna time lgega ??

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 роки тому

      Jale hue area mein color mein 1 se dedh saal tak parivartan hota hai.

    • @Ekchbdadutiyava522
      @Ekchbdadutiyava522 2 роки тому +1

      @@Drkaroon thanks sir for replying

    • @starb9373
      @starb9373 2 роки тому

      Gaya aapka nishaan?

    • @Ekchbdadutiyava522
      @Ekchbdadutiyava522 2 роки тому

      @@starb9373 properly to nahi hata h lekin kafi had tk recover ho gya h

    • @starb9373
      @starb9373 2 роки тому

      @@Ekchbdadutiyava522 konsi cream lagayi aapne