Bhai try kar lo isse jyada kuch nahi bol sakta bcoz ,bus ye karna ki pehle se jitna bhi acid battery mai hoga wo nikal dena pura ,phir fresh distilled water dalna battery mai uske baad ye process karna 50 -50 chances hain tik hone ke ,but try it first ,aur batana jarur result kya aaya ok , 👍👍👍👍
Bhai meraTall Tubular invertery battery karab hogaya hai Wo 24 hour charge hote rahata hai Isliye Garam hota hai is Battery ko repair karna hota hai kya hota hai to kaise karna hai video banayiye
Empty all acid ,and again refill fresh battery water then try to charge it ,if it works then no problem but if it will not ,then don't waste ur time & energy on that and buy new batt
Thank you sir 🙏🙏🙏 It's really working on my Honda Activa Date: 11/03/2022 I use ENO instead of Baking Soda and I use RO Purified water instead of Distilled water 👉My Honda Activa Battery is 4 years old
Haan bilkul bhai ,sahi kaha apne ,par aapki taraha sub nahi sochte hain na , specially jab kisi ke pas financial problem ho to wo ye chahata hai ki uski battery thodi aur chal jaye ,unke liye hai ye video ,aap jaise log to new purchase kar sakte hain sir.
@@NEVERSTOPINNOVATION you take it wrong...Normal people will take all setup to save one battery? What is multimeter price? + what is Battery charger price ? and what's if they did not get success after full arrangements? Then all spent money will be more than new battary...Also note how many times this battary Saving situations will come in life ....further up to you
No actualy i was not taken otherwise ,but the point is multimeter is not only usable for this but one can do lots of different testings with mm so it will not goes waste if bought ,and about charger so if one can not want to buy charger he can ,outsource charging from any auto repair shop or any 12 v 1 amp adopter will charge battery safely even one can use dth set top box adopter for that , ,they will hardly cost 50 rs. ,
Nahi apko ek baar change karwana padega bahar kisi bhi two wheeler repair wale ke pas chale jao wo 50- 100 ₹ ke under charge karke de dega 12 ghante mai ,uske baad use karo
2 month pehle hi maine new battry kharid li purani ko exchange mai de kar battery weak ho gayee thi aur isse jyada nahi chalai ja sakti battery ek ya do baar restore ho jati hai uske baad koi bhi trick kaam nahi karegi ,just exchange and buy new.
बहोत कम लोग टू व्हीलर के बारेमे जाणते हे जब भी इनकी गाडी सेल्फ स्टाट्ट नही होती ऊस वक्त ये बेटरी वाले के पास जाते हे और बेटरी वालोको तो अपना माल तो बेचना ही होता हे फिर ये नई बेटरी डालके अपना उल्लू शिधा करते हे इसलीये जब भी आपकी गाडी स्टारटिंग प्रॉब्लम करे और बेटरी बदलनेकी बात करे तो मॅकेनिक से पेहेले स्टाटर सर्व्हिस कर ले क्योके सेल्फ मार मार के उसमे कचरा जमा हो जाता हे उसके अंदर दो ब्रश आते हे वो चेंज करले तो आपको अगले चार पाच साल स्टारटिंग की कोई भी दिक्कत नही आयेगी मेन तो स्टाटर का प्रॉब्लेम होता हे
Vai lead acid battery mein baking powder kiyun daal reh ho ullu ke patthe. ENO/baking soda both are Na(OH)2 sodium hydroxide. Salphuric acid dalna tha solvent ki jageh peh. 1250 gravity ka sulphuric acid water mix daalo
Tamij se baat kar tu samzha jo bolna hai ,bina koi gali diye bol ,aur tu hai ullu ka pattha ,yahan gyan mat pel aukad hai to khudka channel bana aur tub bata duniya ko kya sahi hai kya galat ,samzha ,agaye bade gyan pelne free mai .
@@NEVERSTOPINNOVATION Vai gaali nhi diya.. par tumhara tutorial log follow karenge toh unke achhe wale battery vi kharab ho jayenge. unka financial loss hoga. Gali toh tab padegi vai tumhe
Bro ,i had practically used that method and recovered allmost dead batteries many times so no worry ,but ur suggestion of na(oh)2 is valueable for me ,thanks ☺️
First empty ur battery fully by draining all battery acid it has ,than recover the head part by epoxy glue ,keep it aside for get glue dry for 24 hours ,after that put fresh battery water in all the pores of battery ,now start charging and follow the process i showed u in my video.
lead acid battery h, isme acid water hota h, apko bateery aur backing soda eno ka gyan nahi h. experiments karte ho kintu chemistry malum hona chahiye. acid se viprit hota h backing soda jo ki acid ko neutralize kar deta h, chahiye acid fir kyo kam karegi battery. eno me citric acid aur backing soda hota h, jo pani me ghul kar acid sode se react karke carbon dioxide gas banati h aur solutin neutralize ho jata h. is se bhi battery me acidic water nahi rahega. apne jitna eno dala battery me uski matra kum thi isliye thoda acidi reh gaya, jis se battery kam karne lagi . aur battery sukhi hui thi jb kam karna band ki, pani milne se charge hone lagi. bhai bina pura gyan liye is tarh experiments mat karo. karna hi h to uske expert se rai lo ya uski dekhbhal me kuchh karo. sabse badi bat public ko is tarh mat dalo video , kisi ko nuksan , ho sakta h.
Great knowledge u have sir .but this trick was save lots of folks batteries ,so why worry when ,something going oposite to ur chemistry class and helping peoples so that their batteries can last for 6 months to 1 year more... Please think on it but yes ur saying true and i respect ur words
your reply is so funny, battery works on chemistry and going opposite to that there is no advantage only destruction. you was even unable to understand what I written in my comment about why your battery worked.
@@ashokchourasia5299 ok i am foolish, u r wise ,stay happy ,and now tell me, do u have any idea how to restore battery or what will be the right process for.if u know than write ahead in reply asap ok
Theoretically i did that before experimenting ,but that was failed but what i did afterwards will worked, sometimes somethings will works out of the book ,and agar apki battery kharab ho jaye na to karke dekh lena ,acid se nahi hoga kuch par meri process follow karna battery 6 month to 1 year tak nikal degi,yahi difference hai practical & theory mai mr ashoke.
Bhai guarantee to new battery ki bhi nahi hoti ki wo phategi nahi kabhi to mai kaise bol dun ki hoga ya nahi hoga ,but jo practically mai use kar raha hun khud karne ke baad battery mujhe to ye dikkat nahi aaye aur umeed bhi nahi hai ki kabhi ayegi bcoz ye problem lipo/li ion batteries mai aati hain ,aur lead acid battery mai agar aati bhi hai to bohot na ke barabar chance hote hain wo phat jaye .but phit bhi mai yahi kahunga " DO AT YOUR OWN RISK "
Bro ,eno ya soda to dalna hi padega ,bcoz reaction se hi cell clean hote hain ,agar aap nahi daloge to shayad battery mai 1 % change bhi nahi dikhega .
Agar battery acchi hai accha current de rahi hai to jarur sirf uska water change karenge to bhi chalega ,but old battery ko repair karne ke liye to soda/eno jaruri hai dalna .
Ok than just wait for next 2 days mera next video is topice par mai release karunga ,usme mai apko bataunga ki jab battery repair ki process kar lete hain uske baad bhi kyoun self nahi leti gadi aur usko kaise thik karna hai ok ,so subscribe mai channel and just wait 4 two days ok.
Nahi bhai 12 v 2 amp ka charger lekar charge karna aadhe ghante tak karna phir volt check karna agar 13 + ajaye to laga dena bike mai nahi to dubara adha ghanta karna charge
Yes ,sare chambers ko distilled water se se fill kar do aur bohot thoda eno ya baking soda dal do phir charge karo ho jayegi thi 80% chance hai .open area mai charge karna bhai band kamre mai na karna ok
Aap try karo kaam kar gayee to bohot acchi baat hai nahi kari to kabade mai de dena battery ,par pata tabhi chalega jab try karoge ,to bhai try karo koi nuksan nahi hoga ,aur sahi ho jaye to comment karke jarur batana bhai.
Haan bhai sahi kaha par aisa tab hi karna padta hai jab battery volt to dikhati hai 12 + par jaise hi load dete hain yahi voltage drop ho jata hai 0 ya 1 - 2 volt par aur phir battery dead jaise hi ho jati hai ,to agar aap ye sab kar lenge to battery mai phir se jaan ajaayegi ,nahi to bus paisa ho to pheko aur nai battery ka tamasha dekho 😂🤣
Bade bhai ,mai khud meri scooty pep ki battery chala raha hun jis din ye video dali hai us din se lekar aaj tak full juice de rahi hai ,agar mai ye trick nahi lagata to aj mai bhi nayee battery kharid chuka hota ,har vyakti chata hai uska paisa bache ,aur ye koi fake video nahi hai .
Eno , soda ye cleaning agent hote hain ,isse jo reaction chambers mai hoti hai usse cell clean ho jate hain aur phir unki apas mai connectivity proper kaam karti hai jisse battery accha juice produce karti hai .
Agar battery lead acid type hai to dalega ,baki kisi bhi battery mai nahi dalega,aur soda ya eno ki matra bahut kum rakhna hai sirf ek chutki k aspas jyada daloge to cell hi damage ho jayenge .
Dada sanjevani booti nahi hai ki mari battery ko jinda kar degi ,log try karte hain bohot logon ki battery acchi kaam karne lagti hai ,meri battery bhi aj tak acchi chal rahi hai .kuch nahi bhi ho pati repair jo fully dead ho jati hain ,samzhe .
Bhaiya aap ki baat sahi hai lekin mery battery full dead nahi hai lite chalu hoti hai horn full bajta hai sirf self nahi uthati hai iska koi upai hai kya
Aap battery ka sara pani nikal do pehle sare cells khali kar do,phir fresh battery water dal do sare cells mai ,phir usme 2 chutki baking soda ya eno jo bhi ho apke pass wo dal dena ,soda hai to jyada accha rahega ,bus phir ap charging par laga do bubbles aana shuru ho jayenge sare cells mai ,jisme nahi aaye usme thoda soda/eno aur dal dena ,95 % apki battery sahi ho jayegi , bachi 5 % apki kismat bhai.
Aur bhai agar apki battery itna sub karti hai to ap pehle apki gadi ki self motor ko check karwa len kuch bhi karne se pehle battery mai ,bcoz 50% battery aur 50% motors ki problem hone k karan hi gadi self nahi leti aur mechanics aur owners sochte hain sirf battery kharab hai ,so try to check urself or by a machanic about you self motor status
Agar apki self motor acchi hai to battery kum se kum 2 years ya usse jyada bhi life de sakti hai repair ke baad ,meri gadi mai abhi bhi battery full power mai chal rahi hai .
Nahi sir aisa mat kijiye ,bcoz battery se jo bhi experiment apko karna hai wo ek to gadi se nikal kar hi karna hai ,aur dusra acchi taraha se ventilated jagaha par hi karen ,jahan tak ho sake to ghar ke angan mai karen jahan shade bani ho .
Try process once again ,but this time empty battery's old water than refill with fresh distilled water and than repeat this process once again ,i hope this will make ur battery live once again ,chances are 50 -50 👍👍👍
Sir mere pas ek fan ki ups battery hai vo 4 year purani hai usme chhota bulb bhi kam jalta hai phir maine use shop par charge kar aya par jab maine check kiya to usme paihle jaisa thoda sa charge Tha sir ise m charge kaise kru kuch solution do
@@NEVERSTOPINNOVATION I washed after putting soda 2 to 3times put battery acid n distilled water charged but also it's discharged 😔12v I m getting not amp I think
Bhai battery 1.5volt dikha rahi hai kya aisa karne SE theek hogi bataye please
Bhai try kar lo isse jyada kuch nahi bol sakta bcoz ,bus ye karna ki pehle se jitna bhi acid battery mai hoga wo nikal dena pura ,phir fresh distilled water dalna battery mai uske baad ye process karna 50 -50 chances hain tik hone ke ,but try it first ,aur batana jarur result kya aaya ok , 👍👍👍👍
Bilkul kaam krega mne khud kiya hua h kafi tym
Bhai meraTall Tubular invertery battery karab hogaya hai Wo 24 hour charge hote rahata hai Isliye Garam hota hai is Battery ko repair karna hota hai kya hota hai to kaise karna hai video banayiye
Ok brother ,mai thoda research karke experiment karunga is par agar successful raha to jarur is par video banaunga .aap kuch din wait karen .🙏
Ok bhaiya thank you so much
Bhut acha bandhu. Nice information. Keep it up. Man.
Backing soda kaha par milega
Koi bhi kirana dukan par miljayega
BAHOT HI SUNADAR JANUARI DI HAI DHANYAWAD 🙏🙏
Thankyou sir 💐
I tried baking sodA next day voltage dropped self start dead pls adv
Empty all acid ,and again refill fresh battery water then try to charge it ,if it works then no problem but if it will not ,then don't waste ur time & energy on that and buy new batt
Thank you sir 🙏🙏🙏
It's really working on my Honda Activa
Date: 11/03/2022
I use ENO instead of Baking Soda and I use RO Purified water instead of Distilled water
👉My Honda Activa Battery is 4 years old
Very nice suggestions
Sir same problem hai shine ki battery ho gaye gi kya
Sir try kar lo agar 70% power bhi bacha hoga battery mai to ho jayegi sahi
zaroor karunga...thank you..
Bhai multimeter....charger leke aur ye sab karanese accha battary aajayegi new one
Haan bilkul bhai ,sahi kaha apne ,par aapki taraha sub nahi sochte hain na , specially jab kisi ke pas financial problem ho to wo ye chahata hai ki uski battery thodi aur chal jaye ,unke liye hai ye video ,aap jaise log to new purchase kar sakte hain sir.
@@NEVERSTOPINNOVATION you take it wrong...Normal people will take all setup to save one battery? What is multimeter price? + what is Battery charger price ? and what's if they did not get success after full arrangements? Then all spent money will be more than new battary...Also note how many times this battary Saving situations will come in life ....further up to you
No actualy i was not taken otherwise ,but the point is multimeter is not only usable for this but one can do lots of different testings with mm so it will not goes waste if bought ,and about charger so if one can not want to buy charger he can ,outsource charging from any auto repair shop or any 12 v 1 amp adopter will charge battery safely even one can use dth set top box adopter for that , ,they will hardly cost 50
rs. ,
Yes .
Water ka name please batayea
Distilled water. Available all bike spare parts shop.
Bhai mere auro ki battery self nahi le rahi hai kya vo repair ho jayegi kya 5year old hai
Ye process apply karo ,no guarantee
Bhai charging ke liye sprayer pump ka charger use kar sakte hai kya
Kitna volt aur amp ka hai charger ?
@@NEVERSTOPINNOVATION 12volt 1.2 amp
Kar lo use
NAMSKAR ji
Bahut badiya jankari di aapna
Muja kamana ka ak naya moka
Diya bahut bahut danyawad ji.
Namaskar ...thankyou 🙏
Mere pas 12v ka charger nahi hai...sab karke scooty me lagake kick start karne se wo charge hoga ki nahi..jaldi reply kare
Nahi apko ek baar change karwana padega bahar kisi bhi two wheeler repair wale ke pas chale jao wo 50- 100 ₹ ke under charge karke de dega 12 ghante mai ,uske baad use karo
Is experiment ke baad Kya yeh battery abhi bhi thik chal raha hai..??
2 month pehle hi maine new battry kharid li purani ko exchange mai de kar battery weak ho gayee thi aur isse jyada nahi chalai ja sakti battery ek ya do baar restore ho jati hai uske baad koi bhi trick kaam nahi karegi ,just exchange and buy new.
बहोत कम लोग टू व्हीलर के बारेमे जाणते हे जब भी इनकी गाडी सेल्फ स्टाट्ट नही होती ऊस वक्त ये बेटरी वाले के पास जाते हे और बेटरी वालोको तो अपना माल तो बेचना ही होता हे फिर ये नई बेटरी डालके अपना उल्लू शिधा करते हे इसलीये जब भी आपकी गाडी स्टारटिंग प्रॉब्लम करे और बेटरी बदलनेकी बात करे तो मॅकेनिक से पेहेले स्टाटर सर्व्हिस कर ले क्योके सेल्फ मार मार के उसमे कचरा जमा हो जाता हे उसके अंदर दो ब्रश आते हे वो चेंज करले तो आपको अगले चार पाच साल स्टारटिंग की कोई भी दिक्कत नही आयेगी मेन तो स्टाटर का प्रॉब्लेम होता हे
Carbon Brush change karney ke bad overload par chalti hai motor agar shi sey na lagaye yo
Vai lead acid battery mein baking powder kiyun daal reh ho ullu ke patthe. ENO/baking soda both are Na(OH)2 sodium hydroxide. Salphuric acid dalna tha solvent ki jageh peh. 1250 gravity ka sulphuric acid water mix daalo
Tamij se baat kar tu samzha jo bolna hai ,bina koi gali diye bol ,aur tu hai ullu ka pattha ,yahan gyan mat pel aukad hai to khudka channel bana aur tub bata duniya ko kya sahi hai kya galat ,samzha ,agaye bade gyan pelne free mai .
@@NEVERSTOPINNOVATION Vai gaali nhi diya.. par tumhara tutorial log follow karenge toh unke achhe wale battery vi kharab ho jayenge. unka financial loss hoga. Gali toh tab padegi vai tumhe
@@NEVERSTOPINNOVATION Study a little class 10 level chemistry bro before posting shit on youtube
Bro ,i had practically used that method and recovered allmost dead batteries many times so no worry ,but ur suggestion of na(oh)2 is valueable for me ,thanks ☺️
Thanks bhai mere pass ek battery he
bhai ak video is par bhi bnao ki battery ko warranty period ke last month me kaise khraab kre, jisse new battery le sake replacement se
🤣🤣🤣🤣 acid nikal do sara aur use karo 2 hafte bus ho jayegi dead itna hi karna hai bus.
@@NEVERSTOPINNOVATION thanks bhai me try krunga ,ak youtuber mujse bola channel band krvayega kya 😂😂
@@_gajendra_panchal badal kar diya bhai battery
Battery ke dono terminal ko short karke rakhe raho jab tak discharge na ho jaye fir aapka battery hamesha ke liye kharab ho jayega
Kis kis battery reper hui he reply plz
Meri apni battery hue hai aj bhi use kar raha hun ,ekdum naye jaisa response hai
@@NEVERSTOPINNOVATION
U from me gujarat ahmedabad se hu
Muje bettery thik kar k dega koi
Meri bike ko Bettry ko 3 sal hi huaa he
To bhai wahi procedure use karo jo bataya hai maine ,ho jayegi battery thik ,simple hai
Very nice thanks.
Thanku...
4 sal purani baterry theek ho jayegi
Bhai battery mai thodi bohot bhi jaan baki hogi to ho sakti hai .
Baitry me namkak aur paani garam karke paani daal dene se sahi ho jaata Hain maine ki hai 4 mahine ho Gaye acchi chalti hai
Bhai mere battery main current 12.5 aa raha hai lekin self marte time 3 ho jata hai battery exide ki bry battery hai repair ho jayegi ya nahi
Try kar lo process karke ho jayegi chanses to hain
🔋 Battery km chance hote h k ye battery thik ho baki to experience or experiment he hote h
Distilled water and
Battery water dono same hota hai? Ya nhi?
Yes same hote hain
Meri battery 10 volt se jayada charge nahi ho rahi he kya meri battery is tarike se thik ho jayegi
Try karo bhai gaurantee nahi hai
@NeverStopInnovaion... My sealed battery head opened at the top due to over charging, how do I revive it? thank you
Put epoxy glue like bondtite ,on head borders & battery top edges and fix it again that will fix ur battery 👍👍👍
@@NEVERSTOPINNOVATION thank you for replying. But my battery is not working again due to the explosion. How do I use distilled water to repair it.
First empty ur battery fully by draining all battery acid it has ,than recover the head part by epoxy glue ,keep it aside for get glue dry for 24 hours ,after that put fresh battery water in all the pores of battery ,now start charging and follow the process i showed u in my video.
1250 acid daal diya tha mNe to charge to ho gaya lekin self nahi leta 10 / 11, volt se jyda nahi charge ho raha he
Bahi jo water dala Hain wo bahar aa raha hain ager postive negtive jord gye pani ki waja se to
Bhai pani half kar do ya phir mat hi karo restore , new battery kharid lo wo hi best hoga ok .
Thanks
lead acid battery h, isme acid water hota h,
apko bateery aur backing soda eno ka gyan nahi h.
experiments karte ho kintu chemistry malum hona chahiye.
acid se viprit hota h backing soda jo ki acid ko neutralize kar deta h, chahiye acid fir kyo kam karegi battery.
eno me citric acid aur backing soda hota h, jo pani me ghul kar acid sode se react karke carbon dioxide gas banati h aur solutin neutralize ho jata h. is se bhi battery me acidic water nahi rahega. apne jitna eno dala battery me uski matra kum thi isliye thoda acidi reh gaya, jis se battery kam karne lagi . aur battery sukhi hui thi jb kam karna band ki, pani milne se charge hone lagi.
bhai bina pura gyan liye is tarh experiments mat karo. karna hi h to uske expert se rai lo ya uski dekhbhal me kuchh karo.
sabse badi bat public ko is tarh mat dalo video , kisi ko nuksan , ho sakta h.
Great knowledge u have sir .but this trick was save lots of folks batteries ,so why worry when ,something going oposite to ur chemistry class and helping peoples so that their batteries can last for 6 months to 1 year more... Please think on it but yes ur saying true and i respect ur words
your reply is so funny,
battery works on chemistry and going opposite to that there is no advantage only destruction.
you was even unable to understand what I written in my comment about why your battery worked.
@@ashokchourasia5299 ok i am foolish, u r wise ,stay happy ,and now tell me, do u have any idea how to restore battery or what will be the right process for.if u know than write ahead in reply asap ok
@@NEVERSTOPINNOVATION don't use any salt, only battery acid water should be filled ,available at mechanic shopsa and garages.
Theoretically i did that before experimenting ,but that was failed but what i did afterwards will worked, sometimes somethings will works out of the book ,and agar apki battery kharab ho jaye na to karke dekh lena ,acid se nahi hoga kuch par meri process follow karna battery 6 month to 1 year tak nikal degi,yahi difference hai practical & theory mai mr ashoke.
My bro thanks now my bike starting 🙏
👍👍👍👍👍
Bhai kabhi chalte chalte battery fategi to nahi
Bhai guarantee to new battery ki bhi nahi hoti ki wo phategi nahi kabhi to mai kaise bol dun ki hoga ya nahi hoga ,but jo practically mai use kar raha hun khud karne ke baad battery mujhe to ye dikkat nahi aaye aur umeed bhi nahi hai ki kabhi ayegi bcoz ye problem lipo/li ion batteries mai aati hain ,aur lead acid battery mai agar aati bhi hai to bohot na ke barabar chance hote hain wo phat jaye .but phit bhi mai yahi kahunga " DO AT YOUR OWN RISK "
bhai eno na dale to kam chal jaayega
Bro ,eno ya soda to dalna hi padega ,bcoz reaction se hi cell clean hote hain ,agar aap nahi daloge to shayad battery mai 1 % change bhi nahi dikhega .
Agar battery acchi hai accha current de rahi hai to jarur sirf uska water change karenge to bhi chalega ,but old battery ko repair karne ke liye to soda/eno jaruri hai dalna .
charge karke horn baj raha he self start nahi ho raha
Ok than just wait for next 2 days mera next video is topice par mai release karunga ,usme mai apko bataunga ki jab battery repair ki process kar lete hain uske baad bhi kyoun self nahi leti gadi aur usko kaise thik karna hai ok ,so subscribe mai channel and just wait 4 two days ok.
bhai jaldi banana is topic pe video
Good a
Thanks brother
👍👍👍👍
Bhai ghar wala invater se charge kar sakte hain pulsar wala bettry
Nahi bhai 12 v 2 amp ka charger lekar charge karna aadhe ghante tak karna phir volt check karna agar 13 + ajaye to laga dena bike mai nahi to dubara adha ghanta karna charge
Mai volt chek kiya tha kuch voltege nahi bata hai sayad pura ded ho gya hoga to kya ye sahi ho sakta hai
Yes ,sare chambers ko distilled water se se fill kar do aur bohot thoda eno ya baking soda dal do phir charge karo ho jayegi thi 80% chance hai .open area mai charge karna bhai band kamre mai na karna ok
@@NEVERSTOPINNOVATION ok bro
Apache rtr 160 mera bike esmay to exid ka bettery laga hay
Great bro👌👌
Thankyou...
Sir electric scootey me ye kaam karaga kya
Haan agar lead acid battery hai to jarur karega but 100% guarantee nahi hai ki battery thik ho jayegi ,just try and watch .
Bhai kitne ampere se charge kare battery aur battery wala acid dal sakte h
Bhai jitne ampere ki battery hai usse half ampere use karna charge karne k liye 12v charger use karna 12v 3 amp tak ka chargee use kar sakte ho.
@@NEVERSTOPINNOVATION bhai distel water nhi h per me battery wala acid laya tha use daal dun
Battery water dal sakte hain
@@NEVERSTOPINNOVATION vahi acid na
Yes
Thanks 👍🙏
🙏
Jo battery le volt 12 bata raha h to battery kharab kaha h
Battery kharab wo hote h jiske volt 0 ho ok sir
Bhai bettery ka Amp mar gaye hoge
Bhai aise battery ka kuch nahi ho payega ,best hai katwa ke new battery le lo.
Hello sir
Mere bettray me 3.8 voltage
Aa raha h
Mere 12 voltage ki maseen se charging ho jaygi
Bhai mene soda vagera to nhi dala inverter se connect kr rkhi he 1 ghanta ho gya battery water to dal diya but kuch bubbles nhi uth rhr bhai
Bhai soda dal lo clean ho jayenge cell ,bohot kum matra mai dalna par nahi to cell destroy ho sakte hain
Chli AAP Ki
Bro pulser ki battery hai salo se dead padi hai kya ye process kam karega ?
Aap try karo kaam kar gayee to bohot acchi baat hai nahi kari to kabade mai de dena battery ,par pata tabhi chalega jab try karoge ,to bhai try karo koi nuksan nahi hoga ,aur sahi ho jaye to comment karke jarur batana bhai.
Mera wala batry to kuch bhi nahi arahaha 😭
Apne process kar li kya puri ? Agar phir bhi result ni araha to ,new lelo wo thik nahi hogi ab,dead ho chuki hai
Bhai eno daloge to reaction to hoga he na
Ya viewer ke chahre pe c likha hua h
Bina eno ke.dekhao na reaction
Bhai apka battery toh phle hi 12.8 v dikha rha....phr ye kyuu kr rhe hoo
Haan bhai sahi kaha par aisa tab hi karna padta hai jab battery volt to dikhati hai 12 + par jaise hi load dete hain yahi voltage drop ho jata hai 0 ya 1 - 2 volt par aur phir battery dead jaise hi ho jati hai ,to agar aap ye sab kar lenge to battery mai phir se jaan ajaayegi ,nahi to bus paisa ho to pheko aur nai battery ka tamasha dekho 😂🤣
Bhai meri electric scooty ki battery fool gyi h kya ye repair ho skti h??
Aap photo bhejo mujhe @neverstopinnovation on Instagram mai dekh kar bata paunga .
Aisa Kabhi Na Karen battery kharab ho jata hai
Bade bhai ,mai khud meri scooty pep ki battery chala raha hun jis din ye video dali hai us din se lekar aaj tak full juice de rahi hai ,agar mai ye trick nahi lagata to aj mai bhi nayee battery kharid chuka hota ,har vyakti chata hai uska paisa bache ,aur ye koi fake video nahi hai .
@@NEVERSTOPINNOVATION super bhai❤️
Thankyou brother 💐
Mari battery Karab hui cute
Mere bike ka ye 3sal ho gya battery problem plz help sell starting band ho gaya he
Bhai mere pass leptop ka 19 volt ka charger h usse ho jayegi kya
Battery charger ka Link dena
Charger 1 - amzn.to/3xyLKTz
Charger 2 - amzn.to/2TP3Ulr
સર આપકો માર્કિંગ કરકે નહિ બતાના થા સીરીયલ નંબર બતાના થા તબ હમે યકીન આયેગા માર્કિંગ આપ દો મેં ભી તો કર સકતે હો
How to buy this charger bro
Imax B6AC 80W Digital Battery Balance Charger for RC Lipo/Nimh Battery
Buy from below links -
Lipo smart charger without smps -amzn.to/39kwgrY
Lipo smart charger with smps - amzn.to/3rtjyxF
Baking soda eno dalne ki zarurat nahi thi... sirf distilled water dalke charge karlete to bhi thik hojati
Dada cell clean karne k liye eno ya soda dalna padta hai jo cells ko clean kar deta hai taki wo proper charge hold kar sake .
खाने का सोडा और इनो की क्या औकात नाली साफ करने वाले पाउडर के सामने।
How much amp need to start a scooter
Minimum 5 amp
Eno ya soda ki kyu jarurat hai? Bahotse video me sirf distilled water dalte hai bas
Eno , soda ye cleaning agent hote hain ,isse jo reaction chambers mai hoti hai usse cell clean ho jate hain aur phir unki apas mai connectivity proper kaam karti hai jisse battery accha juice produce karti hai .
@@NEVERSTOPINNOVATION so hum jo 4 volt ki batteries repaire karte hai usme bhi sods dalega?
Agar battery lead acid type hai to dalega ,baki kisi bhi battery mai nahi dalega,aur soda ya eno ki matra bahut kum rakhna hai sirf ek chutki k aspas jyada daloge to cell hi damage ho jayenge .
@@NEVERSTOPINNOVATION ye jo destilled water use karte hai wo har battery me use nahi hota?
Lead acid mai hota hai bus
Bakwas
Battery ye sab jugaad nahi chalti😥😥
Iska charger kahan milta Hai
Fake
Is tarah karne se bubble aate hain par backup nahin deta hai
Bubble aane se cell clear ho jate hain aur backup milne ke 90% chance hote hain iske baad
Sab bakwas hai maine tray kiya lekin 12.5 ke upar charge nahi hoti
Dada sanjevani booti nahi hai ki mari battery ko jinda kar degi ,log try karte hain bohot logon ki battery acchi kaam karne lagti hai ,meri battery bhi aj tak acchi chal rahi hai .kuch nahi bhi ho pati repair jo fully dead ho jati hain ,samzhe .
Bhaiya aap ki baat sahi hai lekin mery battery full dead nahi hai lite chalu hoti hai horn full bajta hai sirf self nahi uthati hai iska koi upai hai kya
Mery battery 12bv5l-b hai
Aap battery ka sara pani nikal do pehle sare cells khali kar do,phir fresh battery water dal do sare cells mai ,phir usme 2 chutki baking soda ya eno jo bhi ho apke pass wo dal dena ,soda hai to jyada accha rahega ,bus phir ap charging par laga do bubbles aana shuru ho jayenge sare cells mai ,jisme nahi aaye usme thoda soda/eno aur dal dena ,95 % apki battery sahi ho jayegi , bachi 5 % apki kismat bhai.
Aur bhai agar apki battery itna sub karti hai to ap pehle apki gadi ki self motor ko check karwa len kuch bhi karne se pehle battery mai ,bcoz 50% battery aur 50% motors ki problem hone k karan hi gadi self nahi leti aur mechanics aur owners sochte hain sirf battery kharab hai ,so try to check urself or by a machanic about you self motor status
Pls reply
Or how to make this charger
😂
Bhai new battery hi bana le
Sir, repair ke baad approx kitna din chalega battery?
Agar apki self motor acchi hai to battery kum se kum 2 years ya usse jyada bhi life de sakti hai repair ke baad ,meri gadi mai abhi bhi battery full power mai chal rahi hai .
@@NEVERSTOPINNOVATION Ok, Thanks for reply.🙏
Bhai g kya hum santro car ki lead acid wali battery mei eno dalkar usko revive kr sakte gadi mei lage lage kyonki woh jaldi down ho jati hai bar bar
Nahi sir aisa mat kijiye ,bcoz battery se jo bhi experiment apko karna hai wo ek to gadi se nikal kar hi karna hai ,aur dusra acchi taraha se ventilated jagaha par hi karen ,jahan tak ho sake to ghar ke angan mai karen jahan shade bani ho .
My battery not working any hope?
Try process once again ,but this time empty battery's old water than refill with fresh distilled water and than repeat this process once again ,i hope this will make ur battery live once again ,chances are
50 -50 👍👍👍
Sir mere pas ek fan ki ups battery hai vo 4 year purani hai usme chhota bulb bhi kam jalta hai phir maine use shop par charge kar aya par jab maine check kiya to usme paihle jaisa thoda sa charge Tha sir ise m charge kaise kru kuch solution do
Battery kitne volt & Ampere ki hai ,pehle ye batao phir mai apko batata hun.
Have u left soda in battery?but I am not getting self start my battery getting discharged 😔
Soda is just for cleaning cells of battery ,do the process once more i hope u will get juice from battery .👍
@@NEVERSTOPINNOVATION I washed after putting soda 2 to 3times put battery acid n distilled water charged but also it's discharged 😔12v I m getting not amp I think
Drain out all distilled water from battery and fill fresh one ,then try to charge ,i hope this will work.
@@NEVERSTOPINNOVATION done same but not working should I do only with distilled water?
Yes u should 👍
Thank you bro
Thanks
👍👍👍