Bro muje Aek question puch na tha. Kafi sari video dekhi he usme 4k 30fps pr stabilization ka issue he. Kiya 1080p 60fps pr stabilization ka problem he ki nhi
Bhai mere paas to. 68 watt wala variant hai. Wo bhi. To 25 min me. 0 to 100 ho jata hai charger boost. On karne ke baad or without boost mode on. Kiye. 30. Se 35 min. Lagta hai koi faida nahi hai 125. Watt lene. Ka. Wo zada heat bhi hota hai
Bhai mera battery temp 45 pahuch hata haii charge boost on rehene se125 watt charger se . .yeh normal hai ya mere divice me hi hora hai yeh pls batao koi
Mat lo kuch bhi problem aaye 1 sal ke bad toh service center he he nahi Orr kahi City me mil gaya toh vaha parts nahi he .me leke pasta raha hu..Jo market me chal raha he wo lo... realme, samsung oppo vivo kamse kam service toh mil jayega
Bhai mera battery temp 45 pahuch hata haii charge boost on rehene se125 watt charger se . .yeh normal hai ya mere divice me hi hora hai yeh pls batao koi
Abhi tk mujhe lag nhi dikha hai.... Sabse aacha aap ek kaam kr shakte hain... Koi retailers ke pass ja ke khud se check kr lo...aacha rhega... Nhi to mere hisab se dekhoge to mujhe sahi lag raha..
Aap le sakte hain... Ai ke aache feature hain... Hang ka issue to nhi aaya mujhe hnn pic click krne ke time thoda process hone me time leta baad baaki sab aacha hai
Battery backup shi hai ek din aaram se chal jayega... Aur charge me lagaiye to kab full charge ho jayega pata bhi nhi chalega.... Thoda heat hota hai charging ke time wo normal hai..
Bro muje Aek question puch na tha. Kafi sari video dekhi he usme 4k 30fps pr stabilization ka issue he. Kiya 1080p 60fps pr stabilization ka problem he ki nhi
Stabilization mujhe check krna padega... Lekin iske video me frame drop hota hai...
Bhai mere paas to. 68 watt wala variant hai. Wo bhi. To 25 min me. 0 to 100 ho jata hai charger boost. On karne ke baad or without boost mode on. Kiye. 30. Se 35 min. Lagta hai koi faida nahi hai 125. Watt lene. Ka. Wo zada heat bhi hota hai
same here 18 minute me 80%
Me too agree
Mt le , hum to 125 watt he lenge , price same hai abhi
bhai 67 waatt me heat hoga kya
@@shubhshree7359 normal charge me nhi hoga
boost / rapid charge me kkaroge toh 35 degree take Jayega
Does it support esim?
No brother
@@AvikModak-lj4nu support bro
Bas apko thodi setting change krni hoti hai
Bhai apko kitne k pada or back k ek video bnao pls ye colour k video nhi h
28000 mien hum ko pada (12/256) with 125 watt changer
@@PrachiSingh-n2jBhai kha SA liya
Mujhe laga 31k ke aas pass after exchanging my old phone.. old phone price they given - 2700
Bhai mera battery temp 45 pahuch hata haii charge boost on rehene se125 watt charger se .
.yeh normal hai ya mere divice me hi hora hai yeh pls batao koi
@@obito3207 normal h bro
Agr apko lg rha jyada heat ho rha too charge boost band rkha kro
May lene ke bare may soch raha hu
Mat lena mere pass he
Lagging and battery Charged problem..
@@Ertechindia1439bhai kya problem arehai hmko bhe batoo hm bhe lena ja rehai hai isliye pouch rehai
Mat lo kuch bhi problem aaye 1 sal ke bad toh service center he he nahi Orr kahi City me mil gaya toh vaha parts nahi he .me leke pasta raha hu..Jo market me chal raha he wo lo... realme, samsung oppo vivo kamse kam service toh mil jayega
Reels dekhne se heating hota hai kya
Good question... Abhi tk maine apne phone Instagram install nhi kiya hai... Install krne ke baad batata hun aapko
UA-cam video dekhne se heating hota hai kya
UA-cam premium membership lene ke baad humko heating issue nhi aaya
Phone kaisa hai ... Bettery kaisa hai
Phone abhi tk to tikh hi lag rha battery bhi pura din aaram se chal jata hai
Bhai Mera charger 150w hai jo 15 min me charge kar deta hai realme GT neo 3
Phone hit nahin hota hai kya
Aur price kitna
5g ka hai kya
Bhai mera battery temp 45 pahuch hata haii charge boost on rehene se125 watt charger se .
.yeh normal hai ya mere divice me hi hora hai yeh pls batao koi
Are bhai 125W hai thoda heat to hoga he
Ab heat issue nhi hai bs pehli baar charge kiye the tbhi tha
Ok..
Ha 125 hai to heat to hoga hi
Bhai mn ye Phone lu ya na lu isme kafi log issue bta rahe hai lag hota hai esa bol rahe hai to mujhe lena chahiye ya nhi bhai please btao
Abhi tk mujhe lag nhi dikha hai.... Sabse aacha aap ek kaam kr shakte hain... Koi retailers ke pass ja ke khud se check kr lo...aacha rhega... Nhi to mere hisab se dekhoge to mujhe sahi lag raha..
Camera issue ke baare me ek video me bataya hun.. ki isme framedrop dekhne ko milta
..
Bhai dukan Wale bhi issue bta rhe kyunki market walo ko fayda nhi hai isliye our issue nhi hai
Thik se video bana karo
Kiss chiz me improvement krna hai ye to bataiye
@@scitechofficialyour camera is shaking too much
Bhai yeah phone kaisa rahega
Aap le sakte hain... Ai ke aache feature hain... Hang ka issue to nhi aaya mujhe hnn pic click krne ke time thoda process hone me time leta baad baaki sab aacha hai
@@scitechofficial is phone may battery backup kaisa hai
@@scitechofficial OR heating kaisa hoti hai
Battery backup shi hai ek din aaram se chal jayega... Aur charge me lagaiye to kab full charge ho jayega pata bhi nhi chalega.... Thoda heat hota hai charging ke time wo normal hai..
@@scitechofficial moto edge 50 Pro Vs vivo v30 may konsa lene ke liye best rahega aap plz tell me...