भीष्म, द्रोणाचार्य और कर्ण में कौन ज्यादा शक्तिशाली थे? Karn vs Pitamaha Bhishma and Dronacharya

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 17 тра 2023
  • karn ke pashupatastra: • क्या हुआ जब कर्ण ने अर...
    ◼ Title of this video : भीष्म, द्रोणाचार्य और कर्ण में कौन ज्यादा शक्तिशाली थे? Karn vs Pitamaha Bhishma and Dronacharya
    ◼ Video language : Hindi
    ◼ Source of this video :
    ◼ Background Music:
    ◼ Watch more videos from Pauranik Duniya:
    ◾ Suryaputra karn Whatsapp status: bit.ly/3syHlhB
    ◾Featured Videos: bit.ly/3CYOixc
    ◾ ALl Videos: bit.ly/3iy8pd8
    ◼ Disclaimer:
    ◾ यह वीडियो हिन्दू शास्त्र या लोक कथाओ से प्रेरित हैं। हम किसी ब्यक्ति ,धर्म या समुदाय की भावनाओ को ठेस पहुँचाना नहीं चाहते हैं। केवल शैक्षिक उद्देश्यों से यह वीडियो बनाया गया हैं।
    ◾ This video is inspired from hindu scriptures or indian folklores. We do not intend to hurt the sentiments of any person, religion or community. We made this video only for educational purpose.
    ◼ Subscribe to Pauranik Duniya (यहाँ क्लिक करके सब्सक्राइब करें) ↪ bit.ly/2U5NSmU
    ◼ Our Facebook Page (हमारा फेसबुक पेज) ↪ / pauranikduniya
    ◼ Instagram: / pauranikduniya
    ◼ twitter: pauranikduniya
    💥 Business Email ↪ pauranikduniya@gmail.com
    ◼ Copyright Notice ↪ This video and this channel may contain certain copyrighted works but it falls under fair use. Under section 107 of the Copyright Act of 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, education and research.
    Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing.
    If you have any concerns about this video or our position on the fair use defense, please email us at 'pauranikduniya@gmail.com' so that we can discuss peacefully. Thank you.
    💥 Copyright © 2023 Pauranik Duniya All Rights Reserved
    Pauranik Duniya,bhishma pitamah vadh,bhishma vadh,suryaputra karn,mahabharat episode 1,mahabharat full episode,krishna mahabharat,suryaputra karn all episode,karn arjun mahabharat,karn vs arjun full fight,rahasyamay planet,karn vadh,karn vs bhishm,karn vs dron,karn vs arjun,mahabharat ka shaktishali yoddha,mahabharat karn,krishna karn episode,gurudron vs arjun full fight,bhishm vs arjun full fight,mahabharat ka shaktishali astra,shree krishna
  • Розваги

КОМЕНТАРІ • 789

  • @EkManjil
    @EkManjil 11 місяців тому +92

    After lord Krishna the most powerful character of mahabharat is Bhishma Pitamah. 🔥🔥🔥

    • @sayanbhattacharjee1102
      @sayanbhattacharjee1102 10 місяців тому +5

      No. Balaram then bhisma bro.

    • @expensivepetrolxxx9133
      @expensivepetrolxxx9133 8 місяців тому +1

      @@sayanbhattacharjee1102 Balram ji Shesh naag ke avtar the our Bheeshma aathve vasu, dono daiviya the, lekin Bheeshma astra our shastra se sujajit the, Bheeshma ka palda bhari lagta hai, lekin main jaan ta hu ki main bahot chota hu is comparison ke liye. Dono bahot balshali our ati buddhiman tatha gyan main nipun the. Unki barabari kar ne se pahele voh knowledge chahiye jis ko compare kar sake.

    • @user-rr5wj5hy1i
      @user-rr5wj5hy1i 5 місяців тому

      @@sayanbhattacharjee1102 You are wrong bro people can defeat parshuram what do you think that balram can defeat it

    • @aakashsinghbais8603
      @aakashsinghbais8603 5 місяців тому

      Nhi bro bhishma ko balram ke pahle rakh skte ho ap​@@sayanbhattacharjee1102

    • @Antu833
      @Antu833 4 місяці тому

      Aap log Hanuman ji ko bhool gaye , Woh bhi yudh main Rath ke Dhwaja main virajman they.

  • @GovindYadav-jd6jl
    @GovindYadav-jd6jl 11 місяців тому +46

    निसंदेह ब्रह्मचारी पितामह भीष्म ही मां भारत के सर्वश्रेष्ठ

  • @manojkumar-yn8wm
    @manojkumar-yn8wm 11 місяців тому +68

    Bhishma.....the great warrior 🔥

  • @aniljaat8727
    @aniljaat8727 11 місяців тому +15

    भीष्म से बड़ा योद्धा कोई नही था उन्होंने तो अपने गुरु परशुराम को भी हरा दिया था

    • @nirajmishra594
      @nirajmishra594 Місяць тому +2

      Pitamah ne bhagwan parashuram ko kabhi nahi haraya, unki ladai me koi faisla nahi aaya tha. Matlab koi haara nahi tha.

    • @Sigma01350
      @Sigma01350 13 годин тому

      ​@@nirajmishra594Parshuram chahte to unke sharir ko bhed sakta the lekin ye pure Kayarta hoti😂

    • @nirajmishra594
      @nirajmishra594 12 годин тому

      @@Sigma01350 bhagwan parashuram pitamah ko dhanurvidya se to nahi bhed pate kyu ki is gyan me dono ak samaan ho chuke the aur 3 shashtra jo pitamah ko nahi diye the wo chalana allowed nahi tha..na to gada aur na hi bhale se pitamah ko haraya ja sakta tha..kewal parashu se hi bhagwan parashuram pitamah ko maar sakte the lekin unho ne waisa nahi kiya kyu ki mahabharat me arjun ke samne unka ant hona tha.

  • @Prahladsingh-p5h
    @Prahladsingh-p5h 9 місяців тому +12

    भीष्म महाभारत में सबसे ज्यादा शक्तिशाली थे

  • @raghavendrakulkarni2480
    @raghavendrakulkarni2480 Рік тому +35

    Jai Dada Parshuram, Jai Karna,
    Jai Shri Krishna.

  • @karank6097
    @karank6097 8 місяців тому +13

    Arjun always used gandiv all the time, but Karna used his vijay dhanush only once on 17th day of Mahabharat 💔

  • @vaibhavganvir2912
    @vaibhavganvir2912 Рік тому +121

    Most powerful loyal and favourite character of mahabharat maharathi angraaj karn❤😊

    • @puspakpriyadarshandash482
      @puspakpriyadarshandash482 10 місяців тому +2

      Itna loyal tha😂, yudh me uska entry hota hai, devraj ke dwara diya hua amogh Astra payog karta . Arjun khatam😂😂😂😂😂 loyal.....☕

    • @vivekanandmishra9585
      @vivekanandmishra9585 10 місяців тому

      Sakti bacha ke rakhi thi arjun ke liye, Bahadur tha waise hi ladta, ghatotkach se to jeet nhi paya.

    • @skilltopguide9738
      @skilltopguide9738 9 місяців тому +3

      @@puspakpriyadarshandash482 Agar prayag karna hi hota to 11 day me hi Arjun ke upar prayog kar deta - nehi kia. 👈 Day 12 me vi nehi. Or O itna loyal tha ki apna bachan ke khatir khud ka Kabach + Kundal Arjun ke pita ko vik me de dala , Or Arjun ke bap Indra vi apne bachhe ke jiban vik me pakar khusi khusi chala to jata lekin apna samman bachane ke lie Karna ko Vasab shakti dia.🤣🤣. Par jayse Bap Vaysa hi beta - Arjun ka loyalty jara dekho -🤣🤣- Ye jante hue vi ki Karna ne khud ka Kabach + Kundal Indra ko vik me de dala - Arjun hamesha Brambha Kabach, Shib Kabach + 9 others divine advantages le kar Karna ke sath fight me ate the. Jab tak Karna ne khud ka arrow se Arjun ke Shib Kabach + Brambha kabach ko destroy nehi kia tabtak ye chalta raha.🤣🤣

    • @puspakpriyadarshandash482
      @puspakpriyadarshandash482 9 місяців тому

      @@skilltopguide9738 daan de ya thik .Karn Arjun ko Marne ke liye capable tha to mara kyu nehi

    • @puspakpriyadarshandash482
      @puspakpriyadarshandash482 9 місяців тому

      @@skilltopguide9738 prav , adhaya batana

  • @navnathkathle4749
    @navnathkathle4749 11 місяців тому +16

    जय राधे कर्ण ❤

  • @khushimeenasong9088
    @khushimeenasong9088 5 місяців тому +3

    कर्ण ही महान थे इतने श्राप लगे थे फिर भी कुशल योद्धा थे कर्ण ❤❤

  • @Bhubneswarkumar675
    @Bhubneswarkumar675 Рік тому +10

    Bhismh❤❤

  • @PankajFitness2.0
    @PankajFitness2.0 Рік тому +36

    जय हो मेरे गुरु राधे अंगराज कर्ण की 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 जय हो मृत्युंजय कर्ण 🔱♈⚜️⚜️🔥💯💥🏋️🏇🏇🔥🌅🌄☀️🐍🐎🐎🏹⛳🏹🏹🏹🏹🏹🏹🏹🏹

  • @yourthoughtsisrealu0042
    @yourthoughtsisrealu0042 Рік тому +45

    Karna is mine favorate person in histry 🥰🥰

    • @romeoyt1376
      @romeoyt1376 4 місяці тому

      Jai hoo sut Putra Karn ki 🔥

  • @rohitpal3613
    @rohitpal3613 11 місяців тому +20

    arjun kyunki dhanurved ka pura gyan tha usko. jo ki baaki sabhi ko nhi tha.or arjun ne alag alag guru banaye or unse bhut kuch sikha tabhi woh ek kushal yodha ban paye

    • @skilltopguide9738
      @skilltopguide9738 9 місяців тому +2

      Arjun ko dhanurved ka pura gyan nehi tha - iska praman hey, Lekin Karna ne aysa kuch kia tha jisse pata chalta hey uska 5 bidhi ke sath pura gyan tha. Isi lie comparatively Karna was better archer than Arjun.

    • @rohitpal3613
      @rohitpal3613 9 місяців тому +2

      @@skilltopguide9738 bro editing mahabharat jyada nhi dekha karte. Arjun apne arrow se marne wale insan ko zinda kar sakta tha jo ki karn ke pass nhi tha. Or arjun ne virat yudh mein sabko ek sath marke bhagaya tha. Ye sab log apni jaan bacha kar bhagey the. Kai baar luck acha rehta tha toh takkar equal hoti thi. But arjun best tha apni kala mein nipurn tha

    • @ronaksingh1736
      @ronaksingh1736 6 місяців тому

      Bhisma 😂ko bhul gya bhai jisne bagvan parshuram ko takar de ti

    • @user-ie3fj8od6t
      @user-ie3fj8od6t 4 місяці тому

      Virat yudh me Arjun nari rup me aya tha isliye karn ,dron, bhism koi ​yodh nehi kar paya.@@rohitpal3613

    • @nirajmishra594
      @nirajmishra594 Місяць тому +1

      ​​@@rohitpal3613arjun apni kala me nipurna hoga, sab ki apni apni kala hoti hai lekin bohot si aur baaton pe bhi dhyaan dena hota hai.
      1. Arjun hamesha se gandiv dhanush chalata aaya hai lekin karna ak sadharan dhanush.
      2. Mahabharat editing bol rahe ho lekin ye to maante ho na ki yuddha se pehle bhagwan shri krishna ko hanumanji ko arjun ke rath par sawaar karana pada tha. Iska reason pata hai? Koi aur nahi Karna hi iska kaaran tha.
      3. Shri krishna aur mahabali hanumanji ke hote huye karna apne teer se arjun ka rath peeche kar dete the jo kisi ke liye bhi possible nahi tha aur us samay karna ka dhanush saadharan tha.
      4. Antim samay me rath viheen aur nishastra karna ko maarna pada ye bhi yaad hai?
      5. Mahabharat ke pehle karna ke sath chhal hona aur daan me unka kavacha kundal mang lena yaad hai? Wo maharathi sab jante huye bhi dara nahi aur itna bada daan kar diya, arjun kya khada hoga karna ke saamne!
      6. Shri Krishna se bada trikaal darshi aur kaun ho sakta hai? Wo sab jaante the ki devraaj indra kya karne wale hai, fir bhi unhe nahi roka, jante ho kyu? Kyunki yuddha bhumi me karna ka koi uttar hi nahi tha!
      Arjun to eklavya se bhi jeet nahi pata.
      I have many more things to write.
      Now also coming to your virat yuddha, do you know who was arjuna disguised as in matsya rajya? It was brihanalla a third gender and hence nobody attacked him considering apmaan of their purashartha aur iska faayda uthate huye arjun ne sammohan astra chalaya jiske kaaran sab behosh ho gaye aur maharaj virat ka beta aur brihanalla ise apni jeet maan kar bohot khush ho gaye.
      Arjun kabhi Karna se bina bhagwan shree krishna ke jeet hi nahi sakta.

  • @BishalSaha-gc1cw
    @BishalSaha-gc1cw Рік тому +59

    Karn is most powerfully warrior 🔥🔥🔥🔥🔥🔥💥💥💥💥

  • @rajamoni8422
    @rajamoni8422 Рік тому +11

    Karn 🏹🔥🔥👌👌

  • @dkmudoi4659
    @dkmudoi4659 Рік тому +32

    Karna😍

  • @hemlaluranw183
    @hemlaluranw183 11 місяців тому +8

    Mai to pitamah Bhishma ko manta hu,jise sahi lage vo like kare

  • @rakeshkukreja-pz2zu
    @rakeshkukreja-pz2zu Рік тому +44

    Danver karan ko jai 🙏🙏

  • @mangimanju8464
    @mangimanju8464 9 місяців тому +2

    हमेशा धर्म की जीत होती है सामने कोई भी हो

  • @bhajansaha6505
    @bhajansaha6505 Рік тому +6

    Suryaputra Karna devo Kavach kundal is most powerfully ☀️☀️🛡️🛡️🛡️🛡️🛡️ and Karn is greatest most powerfully warrior 🏹🏹🏹🏹🏹🔥🔥🔥🔥💥💥💥

  • @lcdsyntox6933
    @lcdsyntox6933 Рік тому +9

    Only legend yoddha karn

  • @kulamanibehera9058
    @kulamanibehera9058 Рік тому +2

    Superb informative

  • @youtuberxkiller
    @youtuberxkiller 11 місяців тому +3

    भगवान सबसे सक्ति सली थी. क्यूंकि सारे दिए हुए उन्हीं के थे.

  • @devajithakor8198
    @devajithakor8198 Рік тому +8

    Karan

  • @yadavvipin4827
    @yadavvipin4827 9 місяців тому +2

    विराट युद्ध मे अर्जुन ने अकेले हरा दिया था सबको और महाभारत में अर्जुन सिर्फ 25% सक्ति से ही लड़ रहा था अर्जुन तो फिर भी अर्जुन है

    • @user-li4hf2en6h
      @user-li4hf2en6h 2 місяці тому +1

      Ese 10. 10 Arjun aa jaye to karna ka kuch nahi bigad skte the 😂😂😂

  • @DieselHead
    @DieselHead 8 місяців тому +4

    Karna also had Lord Shiva's Vijay Dhanush. No one can defeat someone holding Vijay Dhanush in his hands. So Karna woud've won without using any other divine weapon.

  • @user-vc7mo2jy1i
    @user-vc7mo2jy1i 10 місяців тому +3

    हेलो दोस्तों आपसे एक सवाल है जब इंद्रदेव ने कर्ण से कवच और कुंडल लिया था तब इंद्रदेव को स्वर्गलोक आने नहीं दिया था तब इंद्रदेव ने कर्ण के कवच और कुंडल को धरती पर छोड़ आये थे कहा जाता है कि कर्ण का कवच और कुंडल आज भी धरती पर है, यह बात कितनी सच है

    • @nirajmishra594
      @nirajmishra594 Місяць тому

      Yah baat sach hai..koi bhi chhal se prapt cheez swarg me nahi ja sakti isiliye devraj indra ko karna ka kavach aur kundal prithvi par hi chhupana pada.
      Wah kavach aur kundala aaj bhi prithvi par hai aur tabhi samne aayega jab bhagwan kalki kalyug ke antim yuddha ke liye taiyaar honge.
      Jai Shree Krishna🙏

  • @anindragupta8933
    @anindragupta8933 Рік тому +4

    Bheeshma

  • @ayushshah775
    @ayushshah775 10 місяців тому +3

    Radhe Krishna 💙😊

  • @shivnathmote5569
    @shivnathmote5569 Рік тому +7

    Karn

  • @harshitkushwaha3185
    @harshitkushwaha3185 Рік тому +5

    Karna ne adhrm ka sath diya pr adharm nhi Kiya Jai ho karn

  • @rameshpattanshetti7205
    @rameshpattanshetti7205 Рік тому +3

    Phitmha भीष्म

  • @suryaputrakarna9880
    @suryaputrakarna9880 Рік тому +8

    दानवीर कर्ण को रणभुमि मै कोई भी परास्त नही कर सकता

  • @Motio678
    @Motio678 11 місяців тому +11

    Pitamaha bheshma na Bhagwan parshuram ko bhi hara dhiya that ❤❤❤❤❤

    • @anshulvshorts602
      @anshulvshorts602 10 місяців тому +1

      Aacha ji 😂😂 Mahabharat dekhi h kabhi 😅😅

    • @prasantabehera9104
      @prasantabehera9104 10 місяців тому +1

      Nehi bhai asal mein parshuram ji chahte to bhishma ko parast kardete...ho to bas pariksha le rehe the...barna parshuram ji kaun hai ye to apko pata hi hoga.

    • @anshulvshorts602
      @anshulvshorts602 10 місяців тому +1

      @@prasantabehera9104 bhai me 6 year ka tha jabse Mahabharat dekh rha hu ..
      Bheshm ne prashu ram ko heraya Puri Mahabharat saakshi h kabhi Puri Mahabharat dekh na free time me ❣️

    • @Worldwildlife445
      @Worldwildlife445 4 місяці тому +1

      ​@prasantabehera9104 Sahi kaha aapne

  • @bhaiji3072
    @bhaiji3072 Рік тому +7

    ❤❤Danveer Karan ❤❤

  • @kaluramminjwa9803
    @kaluramminjwa9803 Рік тому +1

    Radhe Radhe ji Jai shree Krishna, krishna, krishna hare hare 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @swapanbera9827
    @swapanbera9827 11 місяців тому +2

    Bhishma pitamaha is the greatest in Mahabharata

  • @basudevkumar5714
    @basudevkumar5714 10 місяців тому +4

    Karan hi hai sabse bada yodha ❤❤❤

  • @merazulhoque3419
    @merazulhoque3419 Рік тому +5

    Karna

  • @surajitsarkar7605
    @surajitsarkar7605 Рік тому +6

    I like danbeear karna

  • @gaurab1233
    @gaurab1233 9 місяців тому +2

    Karn ♥️♥️🔥🔥🔥

  • @bsingh2830
    @bsingh2830 11 місяців тому +2

    Mujhe nahi pta kaun jeet-ta
    Par
    Karan ke paas
    (1) Amrit kavach tha
    (2) karan ko bhagwan parshuram ka Vaan ke tez hone ka vardan tha
    (3) sabse badi baat Bhagwan parshuram ka Diya hua Vijay Dhanush tha...

  • @alokpatel5288
    @alokpatel5288 2 місяці тому +21

    विराट युद्ध में कर्ण भीष्म और द्रोणाचार्य को अकेले अर्जुन ने हराया था 😂 किस दुनिया में भाई है तू सीरियल देखना छोड़ दे 😂

    • @Legend.369.
      @Legend.369. Місяць тому

      😂😂konsa mal funkte ho😅

    • @saffronise_sanatan
      @saffronise_sanatan Місяць тому

      Right 💯

    • @bablutiwary3982
      @bablutiwary3982 Місяць тому +5

      कुरूक्षेत्र में पितामह भीष्म के आगे अर्जुन को क्या होगया था भगवान श्री कृष्ण को आना पड़ा इसके बाद छिपकर पितामह को मारना पड़ा तब अर्जून सारा पुरूषार्थ कहा था 😅

    • @saffronise_sanatan
      @saffronise_sanatan Місяць тому

      @@bablutiwary3982
      Ye le proof
      श्री महाभारत.3वन पर्व, अध्याय 247 ,श्लोक 12 अहं त्वभिद्रतु ः सर्वैर्गन्धर्वैः पश्यतस्तव । नाशक्नुवं स्थापयितुं दीर्यमाणां च वाहिनीम् ॥ १२ ॥
      ‘मैं तो तुम्हारे देखते-देखते ही समस्त गन्धर्वोंसे पराजित होकर भाग गया था। तितर- बितर होकर भागती हुई सेनाको स्थिर न रख सका ॥ १२ ॥,,,,iske bad ,,,
      श्री महाभारतम् 4.60.27 श्लोक स गाढवेदनो हित्वा रणं प्रायादुदङ् मुखः । ततोऽर्जुन उदक्रोशदुत्तरश्च महारथः ॥ २७ ॥
      कर्णको उस चोटसे बड़ी भारी वेदना हुई और वह युद्धभूमिको छोड़कर उत्तर दिशाकी ओर भागा। यह देख अर्जुन और उत्तर दोनों महारथी जोर-जोरसे सिं हनाद करने लगे ॥ २७ ॥
      श्री महाभारतम् 7.41.8 श्लोक कर्णस्तु बहुभिर्बाणैरर्द्यमानोऽभिमन्युना । अपायाज्जवनैरश्वैस्ततोऽनीकमभज्यत ॥ ८ ॥
      अभिमन्युके चलाये हुए बहुसंख्यक बाणोंसे पीड़ित हुआ कर्ण अपने वेगशाली घोड़ोंकी सहायतासे भाग गया

    • @alokpatel5288
      @alokpatel5288 Місяць тому +1

      @@bablutiwary3982 विराट युद्ध में भीष्म कर्ण दुर्योधन और द्रोणाचार्य का पुरुषार्थ कहा गया था 😂

  • @SaurabhPandey-tg2xh
    @SaurabhPandey-tg2xh 9 місяців тому +1

    महाभारत का महानायक अर्जुन था और कोई नहीं।

  • @gyanguruknowledge3097
    @gyanguruknowledge3097 10 місяців тому +3

    Bhishma great

  • @user-ko7cu5ox8g
    @user-ko7cu5ox8g 11 місяців тому +1

    कर्ण vs बर्बरीक युद्ध में कौन सफल होगा ❤❤❤❤इसका उत्तर हम जान्ने को बहुत से उत्कुस है जी❤❤❤

  • @AyushmanGupta-xi2jv
    @AyushmanGupta-xi2jv Рік тому +6

    Rahde karn❤

  • @rahulhazarika6783
    @rahulhazarika6783 Рік тому +4

    Mein homeisa karna ka acting korta hun 🙂🙂🙂🙂🙂

  • @jayeshsolanki8875
    @jayeshsolanki8875 Рік тому +5

    Maharathi Karn ❤❤❤

  • @prakasharekar8837
    @prakasharekar8837 Рік тому +4

    Karna with kavach kundal

  • @PankajFitness2.0
    @PankajFitness2.0 Рік тому +4

    Karn jesa yodha Mahabharat mein koi nhi tha Karn ne bachpan se hi sankato ka samna kiya Karn ne pandavo ko hara diya Karn chahata to pahale hi endra ki basvik sakti se Arjun ko mar deta lekin korabo ki raksha ke liye gatotkach ko marna pada ... Or. Karn ne nag Astra par ashavsen nag chalaya to Krishna ne rath Jamin me thoda dhasa diya jisse Arjun Bach gya . JAY HO MAHARATHI SURYAPUTRA ANGRAJ KARN.🙏🙏🙏🚩🚩🚩🔱🔱♈♈♈⚜️⚜️🚩🔥🔥🔥💥💥💯💯

    • @MahadevShankar-dj4zm
      @MahadevShankar-dj4zm 11 місяців тому

      Pandav ke saman dukh kisi ne nahi saha karn ki zindagi koi dukh mein nahi beeti uske maa baap bhi sampann thae

    • @MahadevShankar-dj4zm
      @MahadevShankar-dj4zm 11 місяців тому

      Bheesm pitamah ne marne se pahle kaha tha ki mein shree Krishna ka ambra avtar dekhna chahta tha warna ek hi teer se duryodhan karn dushadhan shakuni charo ko mein dudd sabha mein hi maar dalta bheesm pitamah ke samne ye sab bacche thae porushuram ko koi nahi hara sakta magar bheesm pitamah ne haraya tha sakshat maa Ganga ke putra hain bheesm pitamah

    • @prasantabehera9104
      @prasantabehera9104 10 місяців тому

      ​@@MahadevShankar-dj4zmparshuram chahte to bhishm ko parast kar dete..ho to bas pariksha le rehe the...barna a mut bhulo ki ho bhagaban bishnu ki Avtar hey au soyam mahadev ki Priya shishya hey...unhe unki guru, adishakti or Shree Ram ke alawa koi Hara Nehi shakta...

  • @user-xu3uk3zd3g
    @user-xu3uk3zd3g 3 місяці тому

    सूर्य पुत्र kran महान योद्धा के साथ साथ एक दानवीर थे नमन हैं उस माता कुंती कों जों kran जैसा पुत्र प्राप्त हुआ

  • @rajendrabehera4304
    @rajendrabehera4304 11 місяців тому +2

    Karan best

  • @saudagarboyane1979
    @saudagarboyane1979 5 місяців тому +1

    Shrikrishna and parshuram

  • @arunstvlogs4802
    @arunstvlogs4802 5 місяців тому +1

    Jay shree ram 🙏🙏🙏

  • @jayshreeramshort.1460
    @jayshreeramshort.1460 6 місяців тому +1

    bilkul sahi bro

  • @bhagvadari1429
    @bhagvadari1429 9 місяців тому

    Nice JoKe

  • @RajSaxena-le8re
    @RajSaxena-le8re 10 місяців тому +1

    Ki jay ho

  • @fitness__athletes78
    @fitness__athletes78 11 місяців тому +2

    Mrityunjay karn❤

  • @deepakpatal2270
    @deepakpatal2270 5 місяців тому +1

    karn is brave and bhisma is also great

  • @jitupatel1364
    @jitupatel1364 2 місяці тому

    Har Har Mahadev 🙏🙏

  • @banimodak1312
    @banimodak1312 10 місяців тому +2

    Always Pitamah Bhishma

  • @jittufitness9283
    @jittufitness9283 11 місяців тому +1

    अगर कर्ण सर्वश्रेष्ठ योद्धा थे तो वो विराट युद्ध में अर्जुन से क्यों हार गए थे

    • @harshadahir7223
      @harshadahir7223 11 місяців тому

      Suryasth ho gya tha is liye har gya

    • @prashant-bm4fp
      @prashant-bm4fp 10 місяців тому

      ​@@harshadahir7223suryaast se pahele 3 baar haar gayaa thaa😂

  • @uniquemahendrasouthindianmovi
    @uniquemahendrasouthindianmovi 11 місяців тому +2

    Karan jaisa na koi tha aur na hi koi hoga o ek mahan yodha ke sath mahan vyakti bhi tha.

  • @ignparasop1384
    @ignparasop1384 11 місяців тому +63

    कर्ण महान के साथ -साथ महाभारत के सबसे बड़े योद्धा थे🏹🚩

    • @anshulvshorts602
      @anshulvshorts602 10 місяців тому

      Aacha ji 😂😂 too sabse chota kon tha 😅😅

    • @whatsappstatusking9721
      @whatsappstatusking9721 9 місяців тому +6

      Bhagne me

    • @goldybharatfirst9079
      @goldybharatfirst9079 5 місяців тому +2

      Adharmi tha karn, karn n draupdi ka cheerharan nhi roka tha. Usne draupdi ko vaisya bhi kha tha. Apne Guru Parashuram tk ko dhoka diya tha

    • @aakashmishra5915
      @aakashmishra5915 5 місяців тому +1

      साबित करो ज़रा, कैसे

    • @Vikashlife12
      @Vikashlife12 5 місяців тому +3

      Fhir bhi aabhimanu ko milkar mara

  • @pintubind8560
    @pintubind8560 Рік тому +3

    Karna ki jay Jay ho

  • @RatanSingh-im1rf
    @RatanSingh-im1rf 5 місяців тому

    कर्ण एक महान यौद्धा के साथ साथ सच्चा तथा महान मित्र भी था ।

  • @HimanshuBh-qm1ex
    @HimanshuBh-qm1ex 23 дні тому

    Aese guru dron aaj bhi chahiye mere jaise bhot se shishyo ko koi bhi aajkl ki gandi aadat leke nhi aana chahte pura saaf bas puri mehnat pura samay shudh hoke Jo aacharya bole sirf wo hi krna khush gum mehnat khana peena sone jb wo btaye jb but ek chij Jo shishy yani shishya ko chahiye wo hai power Shakti sehat or sampurnta mrutya chahe kbhi bhi ho parwah nhi 😂❤🎉😢😮😅😊😊😊

  • @ravikishanjha4644
    @ravikishanjha4644 8 місяців тому +1

    महाभारत का हीरो सिर्फ राधे करण है

  • @SonuKumar-ny7rk
    @SonuKumar-ny7rk 11 місяців тому +1

    Karn.❤❤❤❤❤💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻

  • @user-lb1qy1un3d
    @user-lb1qy1un3d 11 місяців тому +25

    Karna is real hero of Mahabharata

  • @mohitkumarmishra7307
    @mohitkumarmishra7307 11 місяців тому +3

    Marathi karn baap tha Sabka ❤❤❤

  • @babulmedhi9295
    @babulmedhi9295 11 місяців тому +1

    Karan is best

  • @weakestsakku
    @weakestsakku Рік тому +2

    Bhishm

  • @ganeshdeep615
    @ganeshdeep615 Рік тому +3

    Nice content bro

  • @TheJoker-Real
    @TheJoker-Real 3 місяці тому

    Jitna me Mahabharata ko smjha hun, padhi aur dekhi hai.. Mera sabse favourite person #PitamahBheeshma the.
    Dwaparyug me Shri Krishna aur Balram ji ke alawa unhe koi hara nahi sakta tha...... Unhone swayam apne Guru Ajay Bhagwan Parshuram tak ko haraya tha yudh me to socho wo khud kitne shaktishaali honge......
    And for your information, Parshuram ji sabse zayda pasand Bheeshma Pitahmah ko hi karte the apne sabhi shishyo me.

  • @sagarg2773
    @sagarg2773 Рік тому +1

    विराट युद्ध में कर्ण भीष्म द्रोण तीनो अर्जुन से क्यों हरे

    • @prabhat718
      @prabhat718 Рік тому +1

      Bhai Jinko andha gyan aur jo serial dekh kar aate hai ye bo karna bhakt hai jinhone Mahabharat toh kabhi padi nhi hai bas serial dekh kar aa jate hai

  • @user-hu6uk1tf5e
    @user-hu6uk1tf5e 6 місяців тому +1

    karan is great ❤❤

  • @aditomar8834
    @aditomar8834 9 місяців тому +1

    Karn ke pass indra Pashupatasra tha indra dev ne parshuram ji ko diya tha fir unhone karn ko diya tha
    Or arjun ke pass Mahadev wala pashuptasra tha

  • @kabirpreet100
    @kabirpreet100 Рік тому +5

    Krn me pas sama astr sb astro ka baap

  • @gurtejsinghhanda4519
    @gurtejsinghhanda4519 11 місяців тому

    Karan is real hero fo mahabhart, karan ki wajha se duniya mahabhart pad rahi hai aur dekh rahi hai bhagwan parshuram raam ji ka wardaan tha jab tak duniya rahi gi tumahari jai jaikar rahi gi, aur wese hi ho reha, karan ki mahanat badti ja rahi hai 🙏🙏

  • @dipakmali8521
    @dipakmali8521 6 місяців тому

    जय श्री अर्जुन...♥️♥️🙏

  • @akhileshyadavaky2848
    @akhileshyadavaky2848 10 місяців тому

    Number 1::::: bhishm pitama
    Number 2:::: angraj Karan
    Number 3:::: Guru Dronacharya

  • @benjaminisrael6970
    @benjaminisrael6970 Рік тому

    Bali aur bhanumati ke yudh par video banao

  • @KaranSinghsaab-lo8bl
    @KaranSinghsaab-lo8bl 10 місяців тому +1

    Karan ko Marne ke liye pura brahmaand ek ho gaye tha isliye most powerful angraj Karan ❤❤❤❤💪💪💪💪💪🙏🙏🙏🙏🙏

  • @sagarchanchad7700
    @sagarchanchad7700 5 місяців тому

    Bhishma: Arjun phir bhi arjun hai wo mujhe hara bhi sakta hai
    Dronacharya: sansar ki koi sena us sena ko hara nahi sakti jis sena ki aur se arjun yudh kar raha ho
    karn: main jab bhi arjun ke samne gaya hu mujhe haar hi mili hai
    Krishna: is sansar me mahadev ke atirikt aisa kon hai jo use ranbhoomi mein hara ne ki soch bhi sake
    lord shiva: hey arjun there is nobody who can defeat you in terms of power. you are equal to me (Ref vedvyas mahabharat van parv)
    Dhitrashtra: is yuddh ka result tabhi aa chuka tha jab arjun ne apna gandiv utha liya tha (Ref vedvyas mahabharat)
    Just imagine power of a person
    jiske saarthi swayam bhagwan krishna ho
    jiske rath par mahabali hanuman biraj te ho
    jiske paas lord mahadev ka pashupatastra ho
    jiske paas sabhi devta ke divyastra ho
    jiske paas swayam mata ambika ka vijay aashirvad ho

  • @innocentbirds368
    @innocentbirds368 11 місяців тому +3

    Karna ❤❤❤

  • @nirajmishra594
    @nirajmishra594 Місяць тому

    Bhishma pitamah was a strong and oldest character from Mahabharat but Karna wins easily over pitamah and guru dronacharya.

  • @TrueVloggerKapil
    @TrueVloggerKapil Рік тому +3

    Karn priy ho😊

  • @adityaraj4494
    @adityaraj4494 7 днів тому

    भीष्म पितामह को किसी कवच ऑर कुंडल की जरूरत नहीं अताह शक्ति के स्वामी ! भगवान कृष्ण को shatr उठाना पड़ गया था उनके विरूद्ध पर अर्जुन ने उनको रोक दिया

  • @surendrasingh-gr7lc
    @surendrasingh-gr7lc 10 місяців тому +1

    Karn was the real hero of mahabharata

  • @user-tp4oc8oi4c
    @user-tp4oc8oi4c 3 місяці тому

    दोनों अमर है कोई किसी को नहीं मार सकता है

  • @harshbhanarkar7309
    @harshbhanarkar7309 9 місяців тому

    Jisko khud Bhagwan Parshuram bhi parast nai kar paye the un bheeshma ko kaun jeet sakta tha❤

  • @VijaySingh-jr4jo
    @VijaySingh-jr4jo Рік тому +1

    आपके अनुसार अर्जुन सबसे कमजोर योद्धा था फिर भी विजय अर्जुन क़ी ही हुई, यही नहीं मूल महाभारत के अनुसार अर्जुन कभी भी किसी भी युद्ध में परास्त नहीं और आपका कर्ण अर्जुन से चार बार परास्त हुआ था

    • @baazigargamings2803
      @baazigargamings2803 Рік тому

      Jisko parast karane k liye chal ka sahara lena pade.... Eska matlab hi yhi hai usko harane ka dusra koi vikalp nhi bachta

    • @sagarg2773
      @sagarg2773 Рік тому

      विजय सत्य की होती है

    • @akashsoni4926
      @akashsoni4926 Рік тому

      Uske pas dharm tha aur karna adharm ke paksh ne lad raha tha ..bas usike Karan Wo arjun se bar bar harta tha ..Arjun tab bhi karn ko mar shakta tha Lekin nahi mar paya kyunki Har bar uske kavach aur kundal uske bich me aa rahe the ..karn ke pas uske pichhle karm ka fal tha..Lekin Arjun ko to yahi janm dharm ko jitane ke liye mila tha..agar kavach kundal indr ne Na chhine hote to aaj itihas kuch alag hi hota

  • @martandtaware6089
    @martandtaware6089 4 місяці тому

    दानवीर कर्ण ❤❤❤⚘️🕉⚘️✨️👑✨️

  • @Pavantomar113
    @Pavantomar113 Рік тому +1

    Pitahma

  • @dipeshmukherjee6245
    @dipeshmukherjee6245 Рік тому +4

    Karna ko to tri dev aur shavi dev milkar vi parajit nahi kar pate

    • @ShivamSingh-zs3gg
      @ShivamSingh-zs3gg Рік тому +1

      Bhai sbhi dev tk to thik tha tri dev bolna jruri tha🤣 imagine krke dekh karn vs mahadev kitne mili second karn tikega😂 it’s like hawkeye vs thor khud sochle ab

    • @adittakar6353
      @adittakar6353 11 місяців тому +1

      @ShivamSingh-zs3gg bhai ye serial wale hai asal Mahabharata nahi para

    • @ShivamSingh-zs3gg
      @ShivamSingh-zs3gg 11 місяців тому

      Wahi toh

    • @prasantabehera9104
      @prasantabehera9104 10 місяців тому

      ​@@adittakar6353Right 👍

  • @sanjeevdhimar272
    @sanjeevdhimar272 11 місяців тому +2

    Karan jaisa na koi yodha tha or nahi bhabissye mian kabhi hoga

  • @dil_ki_duniya_ka_raja3135
    @dil_ki_duniya_ka_raja3135 11 місяців тому

    Great of krishna