Nabi A.S ki paidaish ki Eeswi aur Hijri tareekh kya hai by Engineer Muhammad Ali Mirza

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 18 лис 2018
  • Nabi AS ki paidaish ki Eeswi aur Hijri tareekh kya hai by Engineer Muhammad Ali Mirza
    Complete Lecture :
    There are few Islamic scholars and researcher in the Muslim world who are really working for the propagation of real Islam and the unity of Muslim Ummah. Among these few and rare names, one is Engineer Muhammad Ali Mirza who is spreading the Islam and offerings the solutions of Islamic sects based on his research from Quran and Sunnah.
    Engineer Muhammad Ali Mirza is one of best speaker of Islam who only talks on Quran and Sahih Hadith. He says that no any sect is completely wrong and at the same time no one is totally correct. Because most of the speakers of Islam who belongs to sects is trying to defend their sects rather to spread the true picture of Islam.
    Engineer Muhammad Ali Mirza has spent time with almost all the sects and studies their books, he concluded that if a person wants to success in this life and hereafter he must follow the true teachings of Prophet Muhammad (P.B.U.H) which are preserved and available in the shape of Quran and Sahih Hadith.
    Engineer Muhammad Ali Mirza chose to discuss all the controversial issues among the Muslims and with the true references of Quran and Sahih Hadith he concluded the problems which were hidden by the Islamic Scholars.
    Engineer Muhammad Ali Mirza says that Sunni, Shia, Wahabi, Deobandi, Barelvi, Ahl e Hadith and whatever the names given to different sects of islam are not Kaffir except "Qadiyani" the one off shoot of Sunni school of thought and "Nusairi" the off shoot of Shia school of thought. So other than Qadiyani and Nusairi all the sects and school of thoughts are Muslims and we can offer prayers behind them.
    Engineer Muhammad Ali Mirza advises his listeners not to quarrel with the strict followers of different sects but just to give Dawat of the True Islam (which is in Quran and Sahih Hadith)
    Engineer Muhammad Ali Mirza's preaching reveals that Maulana Tariq Jameel, Maulana Ilyas Qadri, Maulana Ilyas Ghumman, Javed Ahmed Ghamdi, Maulana Ishaq Madani, Shaikh Zubair Ail Zai, Dr Israr, Hafiz Saeed, Dr Tahir ul Qadri, Mufti Hanif Qureshi and so many other scholars of Islam who belongs to different sects all are respectable personalities and deserves respect but if there is any objection to them in the light of Quran and Hadith, no one will be excused and it will be highlighted with respect and references.
    The biography of Engineer Muhammad Ali Mirza as per his own lectures and web.pk is as follows
    Name
    Engr. Muhammad Ali Mirza
    Date of Birth
    04-Oct-1977
    Academic Qualification
    BSc. Mechanical Engineer (Hons.)
    Field of Research
    Holy Qur’an & Sahih Ahadith
    Interest & Objective
    Dawat-e-ISLAM & Unity of Ummah
    Occupation
    General Manager (Grade-19)(Defence Ministry, Govt. of Pakistan)
    Hometown
    Jhelum City (Punjab)
    Country
    Pakistan
    Website
    www.ahlesunnatpak.com
    Shorclips Channel
    / @engineermuhammadalimi...
    Complete Lectures Channel
    / @engineermuhammadalimi...

КОМЕНТАРІ • 90

  • @fruitsvegetables7496
    @fruitsvegetables7496 3 роки тому +7

    Allah aap ki hifazat farmaye bht bht jiyen aap sehat or tandrusti k sath

  • @umarqadri9403
    @umarqadri9403 3 роки тому +7

    Mashallha very 9ice reply

  • @irfanjutt3065
    @irfanjutt3065 2 роки тому +4

    A
    Mashallah.
    I love you Ali bhai. 👍💐👍💐👍💐

  • @engr7474
    @engr7474 3 роки тому +2

    JAZAKALLAH

  • @ammaarchauhan9980
    @ammaarchauhan9980 Рік тому

    Bahut achchi knowledge di Ali bhai,thanks

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому +5

    Allah pak ali bhai ko salamt or ajary azeem day...amieen....👍🌹❣

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому +2

    Ma sha Allah ali bahi....👍🌹❣

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому

    Great great scholar ali bhai....👍🌹❣

  • @lalmohammedmohammed1952
    @lalmohammedmohammed1952 Рік тому

    Mashallah subhanallah

  • @shafqatmehmood9543
    @shafqatmehmood9543 2 роки тому +1

    True brave EMAM bravo

  • @irfanjutt3065
    @irfanjutt3065 2 роки тому +2

    Ali bhai ap ka muslman ummat pe bohat ahsan hai Allah ap ko apne hifzo eiman me rakh Ameen ya rabolle Alamein. 🌴🦋🌴🦋🌴🦋

  • @irfanjutt3065
    @irfanjutt3065 2 роки тому +3

    Na me wabi na me babi me hn Muslim ilmy kitabi. 📚📙📘📗🇵🇰🇵🇰🇵🇰

  • @parvaizahmadrathet784
    @parvaizahmadrathet784 2 роки тому +2

    Mashallah hamari liyeh duwa kerna jeenab

  • @user-yf4gg5yg7c
    @user-yf4gg5yg7c 5 місяців тому

    Nice 🎉🎉🎉

  • @murtazahussain3557
    @murtazahussain3557 Рік тому

    Allah Pak Ali mirza Sahab ko hidayat de

  • @afzalfaridi6963
    @afzalfaridi6963 4 роки тому +5

    Mohammad Sallallahu alaihi wasallam Ketna Hizri me paida huee the .... Please Bataye

    • @mohdtafak3129
      @mohdtafak3129 3 роки тому +1

      9 rabi UL awwal

    • @mohdazher2850
      @mohdazher2850 2 роки тому

      Hijri calendar madina hijrat karne shuru huwa mere bhai

  • @allahmuhammadsahbaahlebait9980
    @allahmuhammadsahbaahlebait9980 2 роки тому +1

    AlMuhammadrahgeer

  • @bilawalbhai512
    @bilawalbhai512 4 роки тому +3

    Nabi pak ka naam kine deno bad rakha gya tha??????

  • @oximalik9390
    @oximalik9390 2 роки тому

    Sir jamat ud dawa wli book ka name btaye ga

  • @Ayaz615
    @Ayaz615 Рік тому +1

    Kuch sal pehle tak to awam me "12 wafat" ka din mash'hoor tha... to kya us waqat tak awam ko ya aalimo ko nahi pata tha k Nabi Pak saw 12 rabi ul awal ko paida hue the?

    • @fzshoeb4075
      @fzshoeb4075 10 місяців тому

      Bhai kon samjaye jahilo ko

  • @syedhasnainshahkazmi915
    @syedhasnainshahkazmi915 Рік тому +1

    😘😘😘😘😘

  • @mohammadarsalan8063
    @mohammadarsalan8063 4 роки тому +3

    Fatawa rizwiya jild 26 ka bata de waha tehqiq ki hoi hai k 8 rawiawal hai ye thora samjha den

  • @bukharifaraz
    @bukharifaraz 3 роки тому +6

    Yasir Qadhi, in his seerah series, is saying that 12 Rabi ul awwal is a weaker assumption as compared to other dates.
    As per him, Ibn Ishaq's saying that prophet was born on 12 Rabi ul awwal doesn't have any sanad attached.

  • @dancewithalishba
    @dancewithalishba Рік тому +1

    Bhai jan
    Hazrat muhammad ki d.o.b
    12 rabi-ul-awal hai
    21 april 570 C.E
    Monday ka din tha
    Kindly check the date

  • @candyland4733
    @candyland4733 Рік тому +1

    22 april 571 CE ko 11 rabi ul awwal wednesday ka din banta hay

  • @bintehafeez6791
    @bintehafeez6791 3 роки тому +1

    ARraheequl makhtum me 9 rabiulawwal dya h

  • @muhammadrafi4872
    @muhammadrafi4872 Рік тому

    Sall ka nahi btaya kon c higri piyda howe

  • @nasirsahi30
    @nasirsahi30 2 роки тому

    Please meri koi help kare ga mujy koi hawala dy kar (sahe bukhari yan sahe muslim mein say)bate ga k Hazrat Muhammad (peace be upon him) ki ki hoe koi pashgoe jo puri ho gae huwe hai

  • @humerashahzad4690
    @humerashahzad4690 2 роки тому

    Weladat 9 ho ya 12 ,eisawi ke key hesab se 572 years mai peda hoye ,5 or 72 ,kul lub e lubab ya hey ,9 tu aap ko pata hi hoga ager eilm ul aadat se thorey bohat waqifiyat rakhtey hon ,12 ki haqeqat bhi aap jantey ho, 12 + 5 =17 ,ya jo 5 hain ya hi deen o dunya ki kayenaat ki kul qaqeqat ka raaz hain , jis ko jo accha lagey wo ,birthday celebrate kare, asal bat to un ki pedaish ka maqsad
    Ya 5 ramz e kayenaat hain.eiswi tareekh kuch bhi ho ,zodic sing koi bhi ho mahen April ho date 22 ho ya 27 ,sun sing or moon sing kuch bhi ho ,ya surajh ki kirno ki tarha roshan bhi hain or chand ki roshani ki tarha andheron mai rasta bhi deakhatey hain ,thandi roshni ,
    Ali bhai you are a great scholar, aap se umeed hey sari chupi hoi stories ,
    Jo ummat ney apney mufad ke lia chupai aap us ko logo ke samney lain , or haq ada karain, Mola Ali ka farman sey makhoz hey ya mat deakho bat kon bol raha hey ya deakho ke wo bol kya raha hey,
    Aap ney islamic history ka haq ada kiya hey, ummat ki rahnumai ke lia aap ka kirdar na qabil e faramosh hoga, asp ki khidmat bohat acchi hey ager niyat saaf or neak hey , mola asp ki kosish ko qabol farmaye, humain chayia har us shaks ki izzat o Ahteram karain jis se koi eilm hasil kiya ho, Allah pak aap ko deen e muhammedi per Qaim o daim rakhey ,ameen

  • @iqbalahmed8526
    @iqbalahmed8526 2 роки тому +1

    Allah apko hidayat de.qki tum log ka beda garak ho

  • @hassanalibaloch72
    @hassanalibaloch72 9 місяців тому

    9,12,17 تاریخیں آئیں ہیں ولادت کے بارے میں .

  • @chandanjum1867
    @chandanjum1867 4 роки тому +1

    Kindly tell about hijri year also. Date of ok but tell about hijri year

    • @AmjadAli-fm8jy
      @AmjadAli-fm8jy Рік тому

      Hijri Muhammad s.a.w. ki hijat ke baad se count kiya jata hai to unki wiladat to usse pehle hi hui hogi na...

  • @umarrkhanrk5921
    @umarrkhanrk5921 3 роки тому +1

    हजरत अगर हुज़ूर रसूले अकरम की wiladat 571 में हुई है तो फिर आप की वफात कोन से सन में हुई क्यू की 571 हिसाब के हिसाब से हुज़ूर रसूले अकरम की उम्र मुबारक 61 साल हो रही है

  • @RashidAnsari-ey2ft
    @RashidAnsari-ey2ft 3 роки тому +2

    Bhai mere ibn e ishaq r.a ko kaise pata chala ki nabi a.s.w 12 ko paida hue ye batao na inke qaul ko kaise maana jaaye

  • @khangi738
    @khangi738 Рік тому +3

    Ali bhai 22 april 571 ad k hisab sey google 11 rabul awal bata raha hey

    • @shaffanmumtaz8830
      @shaffanmumtaz8830 3 дні тому

      Lunar or Solar dates me frk ajata
      Like maghrib ke bad date bdl jati lunar ki 11 se 12 hojati jubke same solar date rehgi.
      Aisa hi ha na Bhai?

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 Рік тому +1

    16 September 2022....💚
    62, 983 views....💜
    345K subscribers.....💙

    • @arieshabalouch
      @arieshabalouch 9 місяців тому +1

      29 September 2023
      100,866 views
      360k subscribers 💓

    • @noreenidrees6208
      @noreenidrees6208 9 місяців тому

      @@arieshabalouch😘 👍🌹❣

  • @tahirayub5452
    @tahirayub5452 9 місяців тому

    السلام علیکم علی بھائی آپ کے دلائل کے مطابق 12 ربیع کو پیر کا دن ہیں ہے تو پیدائش کا دن ؟

  • @HabibMirza-bc4fx
    @HabibMirza-bc4fx 9 місяців тому

    12 Rabi ul awal ko Mon nhi tha

  • @yasaraltaf2236
    @yasaraltaf2236 3 роки тому +2

    Sir 22 April 571 ko Wednesday ha ,

    • @Believer232
      @Believer232 2 роки тому

      Nahi bhai monday hi hai ...aur ek baar check karlo

  • @abdulqadeermohammed966
    @abdulqadeermohammed966 2 роки тому

    Mukhtasar ye ke correct date of birth nahin maloom. Chaahe kisi din ya kisi date ko paida huye hon kya farq padta hai.

  • @sabirhusain3092
    @sabirhusain3092 3 роки тому +1

    علی بھای جب ہجری سن نبی پاک کی ہجرت کے بعد شروع ہوے تو ان کی ولادت کے ساتھ 12 ربع اول کے ساتھ ساتھ سن ہجری کیوں لگاتے ہیں

  • @Mr.QualityCheck
    @Mr.QualityCheck 9 місяців тому +1

    Gregorian calendar to islamic calendar:
    26th of april, 571 A.D is friday = 12 Rabi ul awal
    22th of april, 571 A.D is monday = 8 Rabi ul awal,
    Respectively in (570 A.D)
    6th of may, 570 A.D is sunday = 12 rabi ul awal.
    7th of may, 570 A.D is monday = 13 Rabi ul awal.
    It shows either its 8th rabi ul awal in 571 monday, or 13th in 570 monday....

    • @Brotherhood327
      @Brotherhood327 8 місяців тому

      Isko kaise dekhte hain bhai

    • @Mr.QualityCheck
      @Mr.QualityCheck 8 місяців тому

      @@Brotherhood327 online date converter use krlo ya google krlo yearly calendar to islamic

  • @imranrasheed4627
    @imranrasheed4627 Рік тому

    Year esvi

  • @FarhanKhan-kq1ny
    @FarhanKhan-kq1ny 4 роки тому +2

    Engineer Bhai sir kaise contact karon apse

    • @TRUEMUSLIM
      @TRUEMUSLIM  4 роки тому

      Milna hai to har Sunday academy men mulaqat ho sakti hai

    • @junaidashraf9625
      @junaidashraf9625 4 роки тому

      Sir me aap se kuch raahnumaai chahta hun aap ka adress kya hai mujhe kuch pta nhien hai pr me hidayat ka jo asal aur sahi treeka hai usko pana chahta hun me kisi molvi alim ki sunn ne ki bjaaye jo books hen un k mutaliq rahnumaai chahta hun
      mere kuch swalaat hain me chahta hun aap un k jwab apni video me den
      bohat shukriya bht mehrbani Allah Pak apko slamat rkhen. Ameen

    • @noorulhaque868
      @noorulhaque868 3 роки тому

      @@TRUEMUSLIM *571 AD 22 APRIL ko MONDAY nahi parh ra h..*
      AD ki koi b tareek sahi nahi bata skta Jo b bataega Galat bataega
      Qki AAMUL FEEL Kis AD me hua ye kisiko sahi nhi pta.. Agr 571 kehte ho to b glt kehte h.. Ab 571AD me 12 rabiul awal kab hui ye b koi sabit nhi kr skta..
      *Ye wo tareekh h Jispe faltu bakwas nahi karni chahiye* AD ko le k.. Baqi jo hadees h bas usko maane.. Lekin Exact Date ad k hisab se is daur me nhi malum ho skti mgr jab Allah chahe..

  • @ghulamirtaza5649
    @ghulamirtaza5649 2 роки тому

    Sir Ghr Sy Bahir Nikal kr Bat keya kro...

  • @azaanshaikh997
    @azaanshaikh997 Рік тому +1

    kabhi ap bolte ho 12 rabiulavval huzur Ki paidayesh ka din nahi aur ab batarahe ho ke 12 rabiulavval padayesh ka din hai aur jon din huzur dunya me tashrif laye woh din somwaar ka din the ap to Ali molana day of name kafiro Ki tarah bata rahe ho ap pakistaan me hi hona kiya kahi aur ho q k pakistaan me somvaar nahi chalta peer Monday chalta hai

  • @ishfaqkhan8294
    @ishfaqkhan8294 Рік тому +1

    hijri tareekh konse hai
    ,8,9,10,11

  • @Voice_of_History1
    @Voice_of_History1 Рік тому

    Prove mathematically na

  • @buraaqsaleshop4921
    @buraaqsaleshop4921 Рік тому

    9 ko peda howy

  • @RashidAnsari-ey2ft
    @RashidAnsari-ey2ft 3 роки тому +3

    Shia ki kitab me mil gaya ki nabi ki paidaesh 12 ko hue to pahale wo riwayat to pata karlo bhai ki uski haqeeqat kya h
    Ki bas apni baat waha mil gayi to aankh band kar liye
    Bhai haq bayan karo yaar apniman maani na bayan karo

  • @tahiraatif1365
    @tahiraatif1365 3 роки тому +1

    9 rabiualawal 20 April date bilkul thek ha ap ke galat ha date

  • @hafiziqbal5321
    @hafiziqbal5321 Рік тому

    O Bhai Kisi se Thori taleem ly lo ja k mery piyary Bhai andazy na mara karo yar khud se

  • @hafiziqbal5321
    @hafiziqbal5321 Рік тому

    Ye Banda tukky bary Marta hy yar

  • @buraaqsaleshop4921
    @buraaqsaleshop4921 Рік тому

    Jhot na pehlaen

  • @qurantopics9776
    @qurantopics9776 Рік тому

    ین قرآن حکیم کیا ہے؟
    مضامین قرآن حکیم میں خدائے ذوالجلال کے عظیم کلام کو آٹھ سو اہم اور جامع عنوانات میں اس طرح تقسیم کیا گیا ہے کہ ہر ایک موضوع پر ایک سو چودہ سورتیں یا 30 پاروں یعنی پورے قرآن حکیم میں تمام آیات مبارکہ کو یکجا کر دیا گیا ہے۔ اب اگر مجھ جیسا عام مسلمان یہ معلوم کرنا چاہے کہ اللہ تبارک وتعالی نے قرآن کریم میں مثلاً تجارت کے متعلق کیا فرمایا ہے تو وہ بجاۓ اس کے کہ قرآن پاک میں پھیلی ہوئی متعلقہ ہدایات اور احکامات کو تلاش کرتا پھرے ایک منٹ سے بھی کم وقت میں ”تجارت پر تمام آیات کریمہ کواپنے سامنے پاۓ گا۔ مجھے یقین ہے کہ اس طرح وہ پورا قرآن حکیم نہ ہی کم از کم متعلقہ موضوع یعنی تجارت پر قرآن حکیم کا مد عا ضر ور سمجھ جائے گا۔ قرآنی تعلیمات تک یوں آسان اور سہل انداز میں دسترس سے عام مسلمانوں میں قرآنی ہدایات و احکامات کو براہ راست سمجھنے اور ان پر عمل کرنے میں مدد ملے گی۔
    SUBSCRIBE NOW
    Hazrat Muhammad SAW ke Mojzat | Miracle of Prophet MuhammaD
    ua-cam.com/video/QQoR0w1_Fpg/v-deo.html

  • @SammarIshaq-wr1hu
    @SammarIshaq-wr1hu 3 місяці тому

    Fitna e waqt mirza jahil Allah pak tere maqasad main tujhe zalil khuwar karden Aameen
    Yahudo nisara ka agent hay ye jahil jo apne walif ka gustakh hay lanti isko sun na b gunah