Sir pls help me🙏, Sir agar hum double staire landing ko 9 inch ki wall pr de de without Bim to koi problem hogi kya, niche plinth Bim h dharti pr, staire crack to ni aayegi.
10 tread, aur 6 riser, aur 3.5 ft chautall ke liye shayad yeh method sahi ho, is se zara bhi alag agar aapka sirhi ghar hai, shayad ye method fail ho jayega.
Sir staircase ka shatring kr ne ka trika to btaya Lekin mera questions ye hai k Midlanding 3feet 6inch nahi milega na 2feet 8inch me koi bada saman lekr jane me dikkat hoga.
Sir ji good morning mujhe clear to ho gaya hai lekin aur bhi achchhi tarah se clear ho jata agar aap ese (inch aur feet me na lekar ) kebal aap ese mm me banate to so aap mere liye please video ko mm ya meter me hee banaiye sir ji please
Mere khuda se sir ke liye duwa hai Mere maula sir ki har jayez murad puri ho Aur aapki umer me drazgi kare allah paak aameen summa aameen Shukriya sir ji
Aap.bhut.se.acha.se.btaye.hai.thanku
Talented civil engineer shri.deepakji
Good sir
Thanks and welcome
👌👌👍👍
bahut acche tarike se aapane samjhaya thank.
Theory ta samajh mein aya practical baki hai sir
Very Good Instruction
अच्छा
ये video आपका बहुत अच्छा लगा इसमें आप बहुत तरह से समझायें हैं। वाल बीम छत शटरिंग पर वीडियो बनाकर डाले।
thanks
Ham mistiri hu
Thnx for the valuable information 🙂
सर निचे 10 इंच आगे करके सटरिंग करेंगे तो सलेब कि मोटाई निचे ज्यादा और ऊपर कम नहीं होगा सर जल्दी बताईए सर
Good sir ji ❤🙏🤙
Clear hageya bhai me odisha kandhamal se thenkyou
thankyou
Welcome
Bahut achhe se sikhaya Bhai
Very nice video 👍
Very nice video
Good Information sir
वेरी गुड
You are a grate ticher
Sir mere ko lagta hai sirf one side 10" kam karna hoga , dono taraf nahi .
Haan ek side badhega ek side kam hoga
Bhai floor me bda diya aur landline pr km kr diya ,Shi to h
Thank you so much sir ji
Most welcome
Thank ser
10inch plus 2inch extra u hve to add... otherwise waist slab thickness not get.
Thank you sir nice vidio
Apka har video ham dekte he me thikedar hu bohut kuch sikhaye he ap sir please Akbar Mera bhi comment dekhiyega sir
2 fit ka chatal hoga to usse bhi 10 inch Itna hai
Yes
Thanks
Nice
Ok sir
Thank you sir explain karne liye
Very like you vidio sir ji
10" kotha meter me convert karnese 2.73 ata hai our tep me to 2.54 hai to tep ka sath nehi mil raha hai 😕
Sir, okay information hai...
Treed 7 inch kabhi to chalta hai..
Aur agar mai midlanding 3feet ka rakhta Hun to aur bhi kam melega
ऐसी ही जानकारी देने वाली इंजीनियर कहलाते हैं की बाकी स्टेप बताने वाले तो बकवास है
Ekdm thik . But on floor -10" ke badle 4" niche se vi shuttering ho skta.
Sir pls help me🙏,
Sir agar hum double staire landing ko 9 inch ki wall pr de de without Bim to koi problem hogi kya, niche plinth Bim h dharti pr, staire crack to ni aayegi.
@@chanderpaswan1305 majbut km hoga
@@MdSalim-nj8bw sir pls bataye kaise risky h ,
@@chanderpaswan1305beam dena hai
10 tread, aur 6 riser, aur 3.5 ft chautall ke liye shayad yeh method sahi ho, is se zara bhi alag agar aapka sirhi ghar hai, shayad ye method fail ho jayega.
No
Frodin Sidi. Kaise banate hai sir bataye mai ek mistari hu
Very helpful sir
Very nice sir
Buhut chachhr tarike se batae hai sir
Litr katkar side ghar ke Ander bana sakte hai litr ko koi naksan to nhi hoga
Sir is tarika ka video kaise banta he
Setup me kya kya chahiye
Sir ऊपर वाले का सैटरिंग kaise kre bataye please
Ok. Sar
5 inch ke jaiga 6 inch hone me koi dicckat hoga kya
Computer me dekha kar kya fayida ake graund par dekhao
Sir Ramp me kitne ka Marjan lete hai
Ap bahut acha se batate hai apka no milega keya
👍
Thank you sir
Thank you so much sir
Most welcome
Double landing Wala suttering kaise Kiya jata he Bhai plz reply
Sir neeche ka talli mota nahi jayega aap 10 inch bol rahe hai please reply
Yes boss
Tomara landing thik ha chaki galath ha 3ft6inch ke bad 10 inch +hoga
Xtra steel top and bottom me kon dalega.....
Sir staircase ka shatring kr ne ka trika to btaya
Lekin mera questions ye hai k
Midlanding 3feet 6inch nahi milega na 2feet 8inch me koi bada saman lekr jane me dikkat hoga.
Sar g 1 St lending to aa gya
Mager aage ka talli kese lagaye 2 top tak ka....
Sidi me rod keyse bichats
Sir dalaiye karna hai ya eeta jorna hai
Dhalai
Starting se 10 inch Ke Piche Kyon hataye ayenge
Sariye ko diwaar ghusana jaruri hota h kya jeene per
Thank you
Theory me samajh thode aata hai ..jab tk practical ni karoge 😄
Ok revise video coming soon
Waist slab kitna thickness rahega sir
Sir salab and bim uska hayet 300 mm lakin stair sataringe karanga magar bim ka saide kitna lagana paragi plase
थँक्स
Sir mere jina ka jagah 8 foot 8 inch lmbai tatha chaurai 6 foot 4inch hi tatha salaib bahar nikalna hi please jina chrane ka tarika bataye.
10 step and 5 inch wall aur landing bahar
Sir ji 10" hi kiyo (-) kiya hai
Namaste sir
Sir 4 inch ka thiknes sidi me 10 inch gap denga ya kam?
10
Bhaisahab 4.7 Inc ki jagah ham 3 fhit rakhe to iski unchai
Ye 10 inch kahan se aaya...koi calculation ????
for flight thickness
Banad Kantha ftpar danaha
🙏👍🙋
chidhi Banane Mein Kitna kharch aaega sar
Sar ji bord par samjhana maa aacha samaz maa aata ha
ok
Sir ji good morning mujhe clear to ho gaya hai lekin aur bhi achchhi tarah se clear ho jata agar aap ese (inch aur feet me na lekar ) kebal aap ese mm me banate to so aap mere liye please video ko mm ya meter me hee banaiye sir ji please
10 inch Aage wala to sahi hai Piche wala to lagbhag confuse hai
1 step to plinth beam par hoga uske baad shuttering karenge
Tappa thokna dikhayen sar video
Second flight ka shuttering btaiye sir
Ok sir ji
Sir thanks f
Tab to slab 10" ka ho jayega nichejaha ply lagayenge
Sir talli ka Thoda confusing hai
Oh
Sir l shape dtair k liye bhi byaye plz
Me sentingka kam karta hu meri madada karna
MM ko kg me kese change kre
Mm me bataye sir inch me samajh me nahi aara he
Aasa screen point nahe samaz aata ha bindu nazar nahe aata ha
ok
Mere khuda se sir ke liye duwa hai
Mere maula sir ki har jayez murad puri ho
Aur aapki umer me drazgi kare allah paak aameen summa aameen
Shukriya sir ji
Please explain
Kyonki mere yahan par mm me hee drawing se kaam hota hai sir ji please
5 की जगह 7 इंची घटे गा
no
Flight ka thikness uper kam jayega
Same hi rahega
@@user-sw7um calculation kr lo diagram bana ke
10 f. me estp kitan hogà
12 step
Concrete or stone margin kaha h
Aap ka talli bichhane ka galat he sir
Talli bichhane ka 3fit 6inch me se mainas-10inch-5 =27 inch hoga sir