Bro mene phele account or ID dono delete ki thi pr phone pay abhi bata rha hai. Lekin payment bank app me log in nhi ho rha hai. Kya Matlab hai account delete ho gya kya ?? Kuch samaj nhi aa rha kya kru ??
Bhaiya mjhe paytm payments bank close krwana hai. Usme paymt wallet se quarterly maintenance charge kat ta h..last charge feb 2024 me kta h..jis time wallet me balance 0 ho jayega to fr mere main bank account se paisa katne lgega ki nhi? Islye close krwana h..kaise close hoga? Abhi mere paytm wallet me Rs.50 h..
Mail pe link ayega check kar sakte hain nehi too koi bhi UPI application se Paytm Payments Bank ka UPI set karne k try kijiye fail ayega . that means closed ho gaya hain
Valuable video! But...Everything went well until it asked me to upload cancelled cheque/passbook image. It said 'click upload'..as I clicked it should open a window to select a file from my device, like you showed in the video, but it didn't open. I couldn't select the file at all. Instead it kept asking me for confirmation whether I have uploaded the file or not. What can be done here? Thanks!
Sirji paytm wallet delete nahi ho raha usme 10rs he Deactivate ke pe clik karte he to need help with non order related queries pe click karte he to transfer money to bank ka option aata he usme click here karte he to upgrade KYC aata he
Sir mera account block hai aur paytm bol rha h jab tk unfreeze nhi hota tb tk nhi kr payegay close toh kya solution hai abh? Mujhe permanently close krwana h
Sir Maine request bhej Diya for closing my Paytm payment bank account & usse pehle Mai debit card block kr Diya … Bol rha hai ki within 16th feb we will resolve your issue.. ye account close ho jaiga toh & meta koi cancelled cheque nahi tha .. isliye Maine pehle money transfer kr Diya dusra account Mai… so koi prob nahi hoga toh??? Bank account close ho jaiga toh
Sir mea paytm payment Bank wala number kafi pahle band ho chuka hai same number ab koi aur use kar raha hai to kiya abb wo mera paytm payment Bank login kar payega ya nhi
Haan kar payega ,login bt access nehi kar payega Payments Bank bcoz m-pin set kiya huya rehta hain. haa reset karne ka bhi process hain So, safe side hoga close karle Paytm help line se contact karke , agar full kyc Kiya huya hain too
Nehi kuch document nehi bhejta hain . mujhe too kuch aya nehi & support team se aise koi bat huya bhi nehi ....agar kuch ata hain to check karna bt be safe scam ho sakta hain kuch
3 se 4 week lagva Deta Hai account completely close karne mein Paytm ka Jitna Bhi services Hai like payments bank account wallet utna hi time lagvaega, Har EK service individually close Hota Hai Har EK service close hone per call aaega aur finally Paytm automatically logout ho jaega
@@Fexvigo Kisi bhi bank ka apne mummy ya papa ka usme cancel likh ke dedo wo sirf tumhare bache hue pese ko transfer krne ke liye hai Jo bhi account number hoga us check mei usme transfer kar Diya jayega
Isse sirf Paytm ka Savings bank account hi deactivate hoga na aur iske baad bhi hum Paytm as UPI app use kr sakte hai na? Cancel Cheque kis bank ka dena hai mere 2 ra bank BOB hai
Bhaiya plz reply de do agr Paytm ko parmanant bnd krege to esme jo hmara bank account h bo bnd nhi ho jayega
Nehi bhai sirf payments bank he close hoga
Bhai mera to check book nehi hai ab kya kru
Banwalo cheque book or bhi kahi Kam ajayega
Bro mene phele account or ID dono delete ki thi pr phone pay abhi bata rha hai.
Lekin payment bank app me log in nhi ho rha hai.
Kya Matlab hai account delete ho gya kya ??
Kuch samaj nhi aa rha kya kru ??
Ek bar account phonepe se Remove karke phir se add karo add nehi hoga !!
Link huya account aisa dikhata hai
@RelyOnUs oo rha hai bhai yhi to dikkat hai
Help and support Nhi Khul raha he
2024 end me Paytm payment Bank apne aap band ho jayega
@@RelyOnUs ok
Cancel cheque koi bhi bank ka chalega na ??
Haa kisi bhi bank ka de sakte hain koi issue nehi hain
Bhaiya mjhe paytm payments bank close krwana hai. Usme paymt wallet se quarterly maintenance charge kat ta h..last charge feb 2024 me kta h..jis time wallet me balance 0 ho jayega to fr mere main bank account se paisa katne lgega ki nhi? Islye close krwana h..kaise close hoga? Abhi mere paytm wallet me Rs.50 h..
close karlo videp me bataye steps follow karke
Bhaiya kitne time me account close ho jata hai
bhai mera 1 month laga diya tha
Paytm payment bank close hua ki nahi kaise check kare
Mail pe link ayega check kar sakte hain nehi too koi bhi UPI application se Paytm Payments Bank ka UPI set karne k try kijiye fail ayega . that means closed ho gaya hain
@@RelyOnUsOK 👍
Cancelled cheque nahi hai kya karoun
aise he close ho jayega 2024 september me
Esse bank account to band nhi ho jayega
Haan paytm bank account band hoga
Cheque kha se laye
account apne aap close hone wala hain , RBI se
@@RelyOnUs permanent close ho jayega kya
Haan RBI se order aya hain
Passbook upload krne par bhi band ho sakta h kya
Nehi paytm wale allow nehi karta hain passbook
Mera pass cheque book hi nahi hai
kuch karna nehi hain ,kuch din o k bad apne aap close hone wala hain
Bhai, mera kotak ka 811 acnt deactivated hai bohat din use nhi kiya tha. Kaise activate karein?
Offline karna padega
How to activate again
Paytm payments bank band ho gaya hai phir se open nehi hoga jab tak RBI se approval nehi milta paytm payments bank ko
Mera toh account me koi paisa nehi hain, check dena jaruri hain?
Haan
@@RelyOnUs delete karne bad wo jo kyc karwaya tha usme koi problem ayega? And ager na karao delete phir koi issue?
waise bhi apne aap delete hone wala hain
Valuable video!
But...Everything went well until it asked me to upload cancelled cheque/passbook image. It said 'click upload'..as I clicked it should open a window to select a file from my device, like you showed in the video, but it didn't open. I couldn't select the file at all. Instead it kept asking me for confirmation whether I have uploaded the file or not. What can be done here? Thanks!
Thanks for your valuable feedback. Well no more need to closed by your self it will closed by 2024 September as per govt guideline
Don't worry bro, just click on uploaded option when it is asking for image upload,I did the same and my account has been closed
Bank close hua hain but wallet band nahi hua?
Sab close ho jayega kuch din k bad application submit karne k bad time lagta hain
Mujhe Paytm account delete krna hai lekin mere wallet me Paytm oil cash hai kaise kiya krun?
request raise kar do closing ka , then apse concent mangega bash confirm kar dena ho jayega
Bhaiya jiske naam pe account hai usi ka naam ka dena hoga cancelled check ya kisi aur ke naam ka bhi dene se Chalega
Aapka he ka dena padega
@@RelyOnUs ok thank you
Koi other' bank ka Check book upload kr sakte h kya mere pass Paytm ka nhi h check book
Others bank ka he chaiye
Sir payment Paytm Bank Jo permanent close ho raha hai uske bad sari histry bhi delete ho jayegi kya??
Haan sab kuch delete ho jayega
Sirji paytm wallet delete nahi ho raha usme 10rs he
Deactivate ke pe clik karte he to need help with non order related queries pe click karte he to transfer money to bank ka option aata he usme click here karte he to upgrade KYC aata he
kuch karna nehi hain waise bhi band hone wala hain
Sir paytm payments babk ke annual charge hai kya?? Debit card ke
Nehi kuch chargers nehi hain bt physical debit card ka chargers hota hain nd cheque book per copy ek cost hoga hain
@@RelyOnUs Sir kotak Mahindra ka acc close karna hain kaise kare? 🙏🙏
Kisi k bhi bank ka cancel cheque de sakte hai Kiya.. kiyunki mere pass aur koi account nahi hai .
Nehi khud ka dena hota hain ,
Check book kon sa dena hai bataya hi nahi
kisi alternative bank ka cancel cheque chalega
Freez kiya hua account close kr sakte hai kya
Han kar sakte hain
Uske baad us freez account me fasa hua money milega kya wapas
Bhai tumhe Mila refund close karne ke badh @@avinash3249
Paytm ka hi cancelled check dena padega ya jis bank me mera account hai uss bank ka dena pdega
ji bank ka account he uska dena padega, koi or bank ka
@@RelyOnUs mere account hi lagega ya other family ka kisi ka dene hoga
@@satyajitpatra1464Jiske naam se Paytm hai unka bank check lagega bhai
Agar account ka sara paisa mein withdraw kar lu , and 0 balance pe close karna chahu to kya fir bhi mujhe cancel check banana parega ??
cancel cheque dena he parega mandatory hain bt abhi kuch nehi karna hain account aise he band hone wala hain
@@RelyOnUs okok fir bus paise nikal leta hu ... kiu ??
Paytm bank ka pasa mil jayega closed hone par
Haan mil jayega , but Paytm payment bank wala balance he milega , wallet and others fuel balance nehi milega useh use kar Lena hoga
Cancel cheak nhi h mere pass
kuch din o k bad apne aap Paytm payments Bank band hone wala hain
kuch karna nehi hain
Close karne ke baad firese open kaise kare
Same process follow karna hoga bt abhi kyc process me kuch issue hain too kuch din bad try karna hoga
Kuch din krte krte sal beet gye yrr @@RelyOnUs
Sir mera account block hai aur paytm bol rha h jab tk unfreeze nhi hota tb tk nhi kr payegay close toh kya solution hai abh?
Mujhe permanently close krwana h
Phir wait kar lijiye
@@RelyOnUs but voh unfreeze nhi hoga
Sir Maine request bhej Diya for closing my Paytm payment bank account & usse pehle Mai debit card block kr Diya … Bol rha hai ki within 16th feb we will resolve your issue.. ye account close ho jaiga toh & meta koi cancelled cheque nahi tha .. isliye Maine pehle money transfer kr Diya dusra account Mai… so koi prob nahi hoga toh??? Bank account close ho jaiga toh
Haan ho jayega , or waise bhi RBI ne Paytm payments bank ko close karwa raha hain so account waise he close hoga
Kis Bank ka cheque book dena padega
ek cheque leaf pe cancel likhke photo dal dena bash
Mere me check upload krne ka option nhi aarha
Abhi close ho gaya hain process , apne aap close ho jayega September main
Option hai. Same process jo bhai ne video mein bataya hai. Lekin i dont want to provide passbook or cheque to paytm. I want to wait it out.
@@RelyOnUsbhai September mein apne aap band hojayega sure hai aap?
Sir mea paytm payment Bank wala number kafi pahle band ho chuka hai same number ab koi aur use kar raha hai to kiya abb wo mera paytm payment Bank login kar payega ya nhi
Haan kar payega ,login bt access nehi kar payega Payments Bank bcoz m-pin set kiya huya rehta hain.
haa reset karne ka bhi process hain So, safe side hoga close karle Paytm help line se contact karke , agar full kyc Kiya huya hain too
Sir wo login karke savings account se Len den kar sakta hai kya. Sir please mai Kiya Karu please help me sir apse contact kaise karu
@@RelyOnUsSir wo login karke savings account se Len den kar sakta hai kya. Sir please mai Kiya Karu please help me sir apse contact kaise karu
@@RelyOnUsSir wo login karke savings account se Len den kar sakta hai kya. Sir please mai Kiya Karu please help me sir apse contact kaise karu
Un close kaise kare Bhai please 🥺🙏🙏
Un matlab ???
Un samjhe nehi ???
कैंसिल चेक लगाने से कोई बाद मे परेशानी तो न होंगी
Koi issue nehi hoga ,
Cheque book Nahin Hai Kaise cancel Karega
Yah mandatory hai aapko alternative bank account se cancel cheque copy Dena Hi Padega
Kisi aur account ka chek chalega kya
Thank you.
You're welcome!
paytm koi document bhejta ghar par hai account delete karne par?
Nehi kuch document nehi bhejta hain .
mujhe too kuch aya nehi & support team se aise koi bat huya bhi nehi ....agar kuch ata hain to check karna bt be safe scam ho sakta hain kuch
Cancel check kaise milega
3 se 4 week lagva Deta Hai account completely close karne mein Paytm ka Jitna Bhi services Hai like payments bank account wallet utna hi time lagvaega, Har EK service individually close Hota Hai Har EK service close hone per call aaega aur finally Paytm automatically logout ho jaega
Cancel check book kaha por Mila ga bro 😢😢
@@Fexvigo Kisi bhi bank ka apne mummy ya papa ka usme cancel likh ke dedo wo sirf tumhare bache hue pese ko transfer krne ke liye hai Jo bhi account number hoga us check mei usme transfer kar Diya jayega
Wallet ko kaise close kare
Wallet to aise he close ho jayega
Hallo...Meri Number Mai Ak Ka kyc Kiya Tha our Ab Mai usa Delete Kar ka Meri Nam Mai Kyc Karna Chanata Hu....Ky Karu ?
Account delete karke , new account create karna hoga . bt abhi delete mat karo paytm KYC abhi nehi kar raha hain , kuch din bad karna
@@RelyOnUs usi Number Par Dusra Person Ka Kyc hoga?
Usi Number Par ky Dusri ka Kyc Hoba??
Sir agar Paytm m cash hoga to band hone ke baad ky hoga
cancel cheque jis account ka de raha hain usme credit karwa dega
Ser mere account me cancel cheque book upload kerne ke liye upload files opsen open nhi ho raha
Paytm app ko update karo, or clear data karke phir se login karo
@@RelyOnUs ok
Mere me option click he ni ho raha
kuch din bad try karo ho jayega
Sir mere pas pytm ki cheque book nhi haii to kese delete hoga please help
Paytm payment bank already close hone wala hain
RBI se new guide line aya hain
kuch karna nehi hain , apne aap close ho jayega
Wow amazing❤
Thanks 🤗
सर paytm bank 29 feb ko band hoga kya mai usse pahle band kar sakta hu without checkbook
Kuch karne ka zarurat nehi hai. apne aap band to ho hi jayega
@@RelyOnUsPaytm oil cashback bhi khatam hojaega q ki iske wajah se Paytm I'd delete nhi kar pa rha hun?
Kye block account ko Kiya ja sak ta he
Paytm ka Kuchh Bhi service Agar aapka activated hai to aap same process follow karke band Karva sakte hain
Isse sirf Paytm ka Savings bank account hi deactivate hoga na aur iske baad bhi hum Paytm as UPI app use kr sakte hai na?
Cancel Cheque kis bank ka dena hai mere 2 ra bank BOB hai
cheque book koi bhi bank ka de sakte hain nd haa paytm UPI use kar payenge
Super bro
Thanks
Thank you
You're welcome