Sir Ji Kya uts aplication app se dost ya ristedar ka ticket book kar sakte hai aur ticket printing machine se nikal sakte hain aur WhatsApp Messenger mein send kar sakte hain Jisse dost yaatra kar sake
Bhaiya muje kisi or ke liye ticket book krna hai or uts app me only nearby station hi show krta h. Or muje koi other city ke station se book krni hai. Kese hoga.
Ji Ha Book kar sakte ho Agar Aap station se 2 km se adhik duri par ho to Aapko book print paper wala option select karna hoga or ticket book karna hoga jab aap station pahuchenge to waha Atvm machine se ticket print krna hoga. Adhik jankari ke liye Aap d m kr sakte hain dhanyawad
Ji ha ho jayega lekin ticket ko Station Par ATVM Machine ya Counter se print Lena hoga Waise Agar Aap Station ke Aas pass ja kr book krenge to print ki jarurat nahi hogi
Yeh ticket kis train aur kis dibbe ke liye valid hai, kya hum general ticket book karke kisi bhi dibbe me safar kar sakte hai? Please guide me.... Waiting
Thanks bro.... This information was very helpful
Can I purchase a printable platform ticket for my family members staying at some other place.
Yes
Thanks bhai ,,,,,,ho gya ticket booking
Bhai abhi general coach unreserved ho Gaya hai kya
@@himanshuwatkar8535 ha bhai unreserved ho gya
Video starts at 1:03
General ticket Jis Din jaane se pahle 10 Din pahle booking kar sakte hain kya
Very nice
धन्यवाद भाई
Is app me ordinary passenger, demu aur memu ko booking nahi hoti hai kya?
Hoti hai
Ticket dusre ke liye nikalna he. Usko send kr sakte he??
Bhai koi dikkat to nhe honge ne
No Bhai koi dikkat nhi hoga railway ka official App hai
@@TechnicalAkshayJi bro usme date select nhe ho rha
In train type only showing ordinary, how to make superfast or express train
IRCTC app
Kya isme ek se adhik book kr sakte hai...
Yes ek sath 4 ticket tak book kiya ja sakta hai
Train ka timing?
Perticular train Name nhi show krta h... Sirf mail or super fast kya h!! Diffence kya h
General coach almost sabhi trains me hota hai. To aap express ka ticket lekar kisi bhi express train ke general coach me journey kar sakte hai.
Station pe rahke kr raha hu to bol rh h 11 mertee se dur jane ?
Ji ha video me bataya hu Station se Bahar hi book Hoga
Uts se book kiya huaa tickets train me vailed hota hai ya nhi
sir 28 Feburary ko kar rahe the to likh rahabtha ki servic discontinue
Aapko batana Chahunga ki General Train Ticket sirf 4 Ghante Pahle se book kiya ja sakta hai mtlb jab travel karna hai us se 4 ghante pahle se
Super thank you
Bhai general ticket kitni der tak valid rehta hai
kitni der phale ka ticket valid hota hai
4 घंटे pahle book kiya ja Sakta hai General train ticket
Sir Ji Kya uts aplication app se dost ya ristedar ka ticket book kar sakte hai aur ticket printing machine se nikal sakte hain aur WhatsApp Messenger mein send kar sakte hain
Jisse dost yaatra kar sake
Ji ha ye Sab kar Sakte ho
You are vary vary thanks
Bhaii agar TT aaya and maene usko ye dikhaya phone se to wo kuch bolege to nhii n agar mae unreserved ticket book kru too? Batao
Bahut pasand ayya video brother
Aap hi kaha se
Ludhiana se
Print Vala Ticket Kitne Din Pahale Nikal Saktehe????
Mobile number बंद हो गया है password कैसे डाले। Login नहीं हो रहा है।
Bhai agar paise kat jaye or ticket show na kare to paise kaise return hoga..🙏🙏please
Bhaiya muje kisi or ke liye ticket book krna hai or uts app me only nearby station hi show krta h. Or muje koi other city ke station se book krni hai. Kese hoga.
Book travel print paper wala option select kar ke book hoga Kisi other City ka Station par ticket print karna Padega
@@TechnicalAkshayJi Aisa Kyon Banaya is application ko kya reason hai ki dusre ke liye aap ticket book nahin kar sakte
@@Jaisalmertaxi sahi kha bro mujhe vi ess vajah se problem face karni parh rahi hai 🥺
Sir kya jis time ka hamne book kiya , yadi usi 2ya 4 ghnate me kai train ho to kisi me bhi ja sakte hai kya please reply
Yes bro lekin mail ya express Jis ka Aap ticket book kiye ho usi me Jana chaiye
@@TechnicalAkshayJi sir ordinary , superfast, mail
Express , me ordinary me kaun kaun si train ati hai
Booking only same day hoge kya sir
Can I transfer e-ticket to anyone?
Yes
How
Chandigarh se pathankot ke liye train m Booking ho jayegi kya online
1st option se kisi aur ke liye Book nahi hoga ?
Maine abhi book kiya delhi to haridwar ke liye lekin mai janshatabdi ex me baitha hu tt kuch bolega to nhi plz help me
Thanks a lot for this valuable information ☺️
Bhai my name is also Akshay shukla 😅😊😊
Very.good.idea
Ticket hume Gaya se chahiye bt hm lg avi gaya pohonche nai h...toh kya ticket book kr skte h?
Ji Ha Book kar sakte ho Agar Aap station se 2 km se adhik duri par ho to Aapko book print paper wala option select karna hoga or ticket book karna hoga jab aap station pahuchenge to waha Atvm machine se ticket print krna hoga. Adhik jankari ke liye Aap d m kr sakte hain dhanyawad
Hn 60 km h...toh ho jayega kya
Ji ha ho jayega lekin ticket ko Station Par ATVM Machine ya Counter se print Lena hoga
Waise Agar Aap Station ke Aas pass ja kr book krenge to print ki jarurat nahi hogi
Good information bro
Yrr aaplog. Bhut mehnati ho yrr
Tnku bhai
Pnr milta h ki nhi
PNR reservation Ticket me milta Hai General Ticket Me UTS Number Milta Hai
Thanks bro
Express/ mail train select options Nehi ho raha he Kiya kare..rute me express train he but select Nehi horahahe mail/express
Sir m agar uts se ticket krra hu pr train m general coach hai hi nahi bs sleeper aur 2s hai to kaise jaye jv train m general coach hi nahi h bs 2S hai
Abe 2s hi general h ullu
@@mdfarhan2582 very funny🤣 guy bro
@@heart_king_karan arre Bhai sahi nhi kaha maine bolo
@@mdfarhan2582 bilkul shi bhai 1% bhi galat nhi hai general ka name change krke 2S rakh diya gya hai😅
Simply aap, IRCTC ke official app se kar sakte ho. Waha general ke alwa sabhi tarah ki tickets ki booking ho jaegi
UTS ticket se 2S me baithkar jaa sakte hain kya?
Yes
Sir ordinary likhu keye dikkat ho super fast likna hoga
2000 km ka safar kar sakte hai is tickets main
Date kaise de
General ticket same day book hota hai Date isme nhi dalna hota hai
Yeh ticket kis train aur kis dibbe ke liye valid hai, kya hum general ticket book karke kisi bhi dibbe me safar kar sakte hai? Please guide me.... Waiting
2S me general ticket book kr ke travel kiya ja sakta hsi
@@TechnicalAkshayJi धन्यवाद 👍
Bro kya ye uts ticket manya h sabhi jagah
Yes bro Irctc ka official App hai Indian Railways ka
@@TechnicalAkshayJi ok thank you bro
Bhai station nhi dikha rha hai.
Mere 5 km ke andar Tin station hai
akshay ji aap sherpur dhandhari se hai kya
Temporary error try after some time aa raha hai
Train type me sirf ordinary dikha rha hai.
Mail ya express na dikh rha h???
Ha to ye ho sakta hai ki jis route ka aap ticket book karna chahte hain us route par mail ya express train na ho
@@TechnicalAkshayJi sir- isme exp train ka naam nhi aata Kya?
It's show please use active session.What to do?
I am facing same problem can you solve it ?
@@nishantchaudhary54 You need to be around railway station I guess .I don't remember how i the issue got solved. SORRY
Gpay nai chalega kya?
Memu train ki ticket kese book karenge??
Usi din 1ghante phle ticket book kar skte hai
Yes
Nahi hota delhi see hardoi ka
superfast trains k liye counter ticket nhi milta to kya uts app se le sakte ?
Yes Sirf General Ka
Ye kya station me ja kar hi kr skte hai !!?
Dono option hai from station ke 1 KM ke Aas pas book kar sakte ho jisme aapko ticket print ki jarurat nahi hogi
Very good information
Osm bhai
money deducted and ticket not booked...no refund..
disliked.
How to use split screen 👍
Me too.
Date not selecting...
Imei no already registered bata rha hai plx reply
New password kay liye bejo. Forgot password per clik karo bro.
Bhai isme date dikhata hai kya
bhai date ka option toh hai hi nahi , advance booking nahi hoti kya
Ji nahi general Unreserved ticket Ki advance booking nahi hoti same day train time ke 4 ghante pahle se hoti hai
@@TechnicalAkshayJi thanxx
Timing se kitane pahale nikalega ticket
Ussi samay
Aap ka link?
Registration nhi ho rha
👍🏻👍🏻
Guru gonda se hu
Date nhi dalna hoga kya
Nhi 😂
Kyuki ye specific train ke liye nhi hota h 2 station ke beech me2- 3 ghnte mein joh train hoga uska ticket
Abe pahle sahi se bol le
Ok
Nice.
Not available
Train ka Time nhi dikha raha he
General ticket mei Train ka time kaha aata hai bhaiiiii
Help me bhaiya jaldi batao
Kya ?
Date20/06/20022