Bhai apka Mrf tyre kitna kms chalne ke baad expand aur flat hua tha ??? Main v apne 220 me eurogrip tyre change Kiya hu magar tyre oval shape me aa gaya
Bro, How's your overall experience with this tyre yet? & how much mileage & speed drop? after installing this bigger tyre than recommendation of company!
Acha nahi laga tayer ye to gol ho gaya aage ka tayr jaysa lag raha hai only isme 120 ka lagana may bhi lagaya tha 130 ka ayesa hi ho gaya tha aur bike 100 km speed se jayada chalane se kafi jayada hilta tha
Bro mene bhi yahi tyre lagaya lekin choda nahi dekhta side se tu bohut accha dekhta hai lekin back se 110/ lagta hai Aur mene sirf looks ke liye tyre change karaya tha😅 Mein tu bhaiye tod gaya
Baki sab rahne de pahle ek baat sun kisi dhang k mechanic k pass jaya kar tyre kitna tedha set kiya huaa hai ek taraf ki ja ra or tune notice bhi ni kiya kese biker ho yaar
Hello bro revz tyre kya hua.
@binubinoy6592 lockdown k time pr use na hone k wajah se wall pr crack aa gya
pulsar 180 k liye konsa upgrade compitable he sir
130 section tyre aram se lag jayega
The information which you gave on this video, this information no other UA-camr provided us. Thanks for the information brother.
Most welcome brother ...❤️❤️
Very Very Informative ❤
Thank you 😊
Mere bike mai front 80 section hai aur rear 130 dal sakte hai kya
80 mat dalna
Informative Brother❤️
Thanks brother ❤️
Bhai apka Mrf tyre kitna kms chalne ke baad expand aur flat hua tha ??? Main v apne 220 me eurogrip tyre change Kiya hu magar tyre oval shape me aa gaya
5k kms k baad thoda flat hua h brother
Price kitna laga hai bhai tyre ka
2800
video edit app konsha ha
VN
Bro, How's your overall experience with this tyre yet? & how much mileage & speed drop? after installing this bigger tyre than recommendation of company!
Mileage has not dropped significantly .....there's a speed drop of 3 to 4 kmph as the tyre is heavier than the previous one
Tyre lagbana ka bad experience kaisa ha vai ?
Stability aur Acceleration improve ho gyi hai
@@SatyajeetChandra cornering kaisa ho Raha ha ?
@@prorideravijit corners pr bhi kaafi stable hai
@@SatyajeetChandra mana review daka tha ai tyre ka to bohot logona kaha ka ai tyer ko lagana sa bike slip kar jata ha
@prorideravijit tyre 1000 km chal jaane k baad jyda acha grip deti hai
Bhai apka ghr kaha h
Dhanbad mein rehta hunn bhai
Milage me fark pada kya ?
nhi
Bekar tyer hai ye इससे अच्छा तो 120 ya 140he hai आगे सही है. Mere bike me bhi यही है.. 😊
Bhai tyre Conti go 140/70/17 lagaw
Kitne price hai iska
2500
Acha nahi laga tayer ye to gol ho gaya aage ka tayr jaysa lag raha hai only isme 120 ka lagana may bhi lagaya tha 130 ka ayesa hi ho gaya tha aur bike 100 km speed se jayada chalane se kafi jayada hilta tha
bilkul sahi
Tyre size is ok but pulser alloy wheels is not width
@@NoBody_OO9 yes
@@SatyajeetChandratry to140/70... any problem?
@NoBody_OO9 pulsar 220 alloy wheel does not support a wider tyre....it looks the same as a 120 secrion tyre
@@SatyajeetChandra 😭
@@SatyajeetChandra 180cc and 220cc alloy wheels are same one?
❤❤
161 km/h 😅...thoda video banake chodiye bhai
161 tak jata hei 220
haan bhai meri waali bs3 hai
@@SatyajeetChandra mera bs4 mei ne 137 ta lagaye feri mei ne kabi nahi try kiya hei
Bro mene bhi yahi tyre lagaya lekin choda nahi dekhta side se tu bohut accha dekhta hai lekin back se 110/ lagta hai Aur mene sirf looks ke liye tyre change karaya tha😅 Mein tu bhaiye tod gaya
wide look k liye alloy wheel bhi change krke NS200 ka daalna pdega
Humhe bhi pata chale ki pulsar 220 145plus jaa sakti he
Mera channel check kro brother ..mil jayega
Ye tyre acha nahi hai. Maine bhi lagaya tha. 3 saal me hi kat fat gaya. Claim bhi nahi milta hai
😂
ceat ka yahi haal hai claim k naam pr
Drag race with RTR 200
Soon brother
Baki sab rahne de pahle ek baat sun kisi dhang k mechanic k pass jaya kar tyre kitna tedha set kiya huaa hai ek taraf ki ja ra or tune notice bhi ni kiya kese biker ho yaar
Bhai tere liye ye emoji hi kaafi h 🤡