PRANA AGNIHOTRA UPANISHAD IN HINDI PRESENTED BY SVAYAM PRAKASH SHARMA Medium

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 29 сер 2024
  • There was a comment that the audio uploaded was not clear, therefore, a re-recorded slower version of the same Upanishad is being put up. My sincere apologies to all listeners.
    The Upanishad is about offering of sacrifice in ones own body and mainly relates to food,
    It is an Atharva Veda Upanishad which figures at serial number 94 of the Muktika list of 108 Upanishads to be studied for salvation.
    Source material for this upload is taken from SIXTY UPANISHADS OF THE VEDA BY PAUL DEUSSEN.

КОМЕНТАРІ • 23

  • @pkullu2195
    @pkullu2195 3 роки тому +1

    Thank you again and again excellent 👍

    • @svayamsharma
      @svayamsharma  3 роки тому

      Thank you for taking the time to listen and for posting such a generous comment. May God Almighty always keep you and all your loved ones safe and sound. Regards

  • @neenaupadhyaya9277
    @neenaupadhyaya9277 4 роки тому

    अनुपम उपहार प्रदाता स्वयं प्रकाश जी को
    हार्दिक धन्यवाद एवं शुभ कामनाएँ ।

  • @maheshchauhan8402
    @maheshchauhan8402 Рік тому

    🙏🙏

  • @jaswantkaur7594
    @jaswantkaur7594 3 роки тому

    Thanku so much for this divine knowledge 🙏🙏

  • @arunbagul3133
    @arunbagul3133 4 роки тому +1

    Pranam guruji

    • @svayamsharma
      @svayamsharma  4 роки тому

      Aap ko ghi Pranam. Isvar sab ki rakhsa kare.

  • @reshabhjauhari1427
    @reshabhjauhari1427 4 роки тому

    Bhot dhanyavaad

    • @svayamsharma
      @svayamsharma  4 роки тому

      Ishvar sada aapki raksha karein. Sadar

  • @sharadjiyani502
    @sharadjiyani502 4 роки тому

    Good

  • @artisty6847
    @artisty6847 5 років тому +1

    Thank you for considering my comment ... You are such a humble soul!! Narayan!!

  • @rajeshd9462
    @rajeshd9462 5 років тому +1

    Swayam Prakash ji.. saashtang pranipaat.. ek tarah se aap mere guru hote ho....
    Bachhe ka baal hatt aap jaroor samajhenge.. iis liye manishaa prastut kar raha hu...
    Aap ka kaarya divya hai.. par yah maadhyam paraadhin ho sakata hai... yaani youtube...
    Aapake charano me prarthana hai.. ki ees gyaan ko aap prafullit rakhane hetu... shishya gan chune aur dhaara ko aahe badhane ka maarg bhi pradaan kare...
    Shree hari..
    Om tat sat..

    • @svayamsharma
      @svayamsharma  5 років тому +3

      Aap ka aap kay sujhav kay liye aur jo aap ne mujhe guru maan kar jo mera samman kiya hai uske liye main aabhar praakt karta huun, lekin mere vichar mein main abhi iska kaabil nahin hoon. main toh kewal ek khoji jigyasu hoon jo jo kuch bhi meri samajh mein aa raha hai use main sabke saath share karna chahta hoon. Aap ko sadar pranam

  • @bestchoice104
    @bestchoice104 4 роки тому

    Kya aap anuvad karte hai ya ye sar hai upnishad ka?

    • @svayamsharma
      @svayamsharma  4 роки тому

      Jaise mujhe script mili hai maine use vaise hi simplify kar ke prastut kiya hai. Jo bhi Upanishad upload kiye hain meri samajh mein ve sab poore ke poore Upanishad hain na ki unke saar. Sadar

  • @rajeshd9462
    @rajeshd9462 5 років тому

    Saprem naman...

  • @bestchoice104
    @bestchoice104 4 роки тому

    Kya sabhi upnishad sanskrit me hai kya?.

    • @svayamsharma
      @svayamsharma  4 роки тому

      Upanishadon ka jo original script hai vah toh Sanskrit mein hi Hai. Lekin maine jinka prayog kiya hai vah ya toh unka angrezi anuvad hai ya unka Hindi anuvad jo bhi mujhe aasani se uplabdh hue. Pehle 18 Upanishadon ke liye maine Dr. Sravapalli Radhakrishnan ke THE PRINCIPAL UPANISHADS ka prayog kiye hai. Uske baad ke takriban 50 Upanishadon ke liye maine PAUL DEUSSEN ke Trnaslations ka angrezi anuvad prayog kiya hai. Aur baki mein jis bhi source ka maine prayog kiye hai uska mailne upload mein zikra kar diye hai. Lekin Upanishadon ko samajhne ke liye maine aur kai logon ke Hindi aur angrezi anuvadon ka sahara bhi liyea hai jin sab ka maine jikr nahin kiya. Sadar

    • @bestchoice104
      @bestchoice104 4 роки тому

      Bahut achha hai apne hum tak jitna bhi upnishad ka anuvad kiye hai. Apko.koti Koti pranam.

    • @svayamsharma
      @svayamsharma  4 роки тому

      @@bestchoice104 Upanishadon mein aapki itni ruchi sarahniya hai. Ishvar aapki sabhi manokamnayein poori katrein. Sadar

    • @svayamsharma
      @svayamsharma  4 роки тому

      @@bestchoice104 aapko bhi pranam. Aapne bhi toh apna samay nikal kar in sab ko suna hai aur in par charcha bhi ki hai. Ishvar sada aapka aur aapke priyajanon ki raksha karein.. sadar

    • @manishsahu5308
      @manishsahu5308 3 роки тому

      Bahut badiya sabhi upnishd ke liye kis book me milengi