surah Al Imran Aayt no 165_171 Tarjuma O Tafseer by professor perveen Arshad

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 28 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 3

  • @andhbhagt1966
    @andhbhagt1966 4 місяці тому +1

    BISMILLAH
    WAS SALAATU
    WAS SALAAMU
    ALA RASULILLAAHI
    SALLAL LAHO
    ALAIHE WA SALLAM
    Aaj ki khaas baat.
    hamare nabi paak sallal
    laho alaihe wa sallam ne
    farmaya jiska mafhoom h
    ki tumme sabse accha or
    behtareen,khaas shakhs
    wo hai jo sabse ziyada
    Allah se darne wala ho
    sabse ziyada Qur'an paak
    ka padhne wala ho, sabse
    ziyada acchi baton ki
    dawat dene wala ho ,
    sabse ziyada buri baton
    se rokne wala ho ,sabse
    sabse ziyada rishta jodne
    wala ho. SUBHAN ALLAH
    yani jinke andar ye sifaat
    hai wo shakhs sabse aala
    aur accha aur behtareen
    shakhs hai ki wo Allah se
    Bahoot darne wala ho wo
    Qur'an ka bahoot padhne
    wala ho wo acchi baton ki
    naseehat karne wala ho
    buri baaton se rokne wala
    ho aur rishta jodne wala h
    Subhan Allah, jiske ander
    ye sifaat hai wo he sabse
    aala, behtareen aur accha
    shakhs hai Allah huakbar.
    ham sab log iss sifaat ko.
    apne andar paida karne
    wale bane in sha Allah
    Allah paak ham sabko inn
    safaaton ko apne andar
    paida karne wala banaye
    Aameen

  • @CutegirlAnni
    @CutegirlAnni 3 місяці тому

    ❤️😭😭😭😭😭🥰🥰🥰🥰🥰🤲🤲🤲🤲