Ekdum sahi. Isliye memu local me neutral line SP k beech light aur fan off ho jati hai aur emergency light on ho jati hai. TATA KGP route me SLJR, GUD, GDI mr hota hai. Thanks
Kisi bhi train ko LHB rake dena hai kaise decide kiya jata hai mtlb aur bhi baht saara împ superfast trains hai but jbki usse pehle mail/express train ko LHB rake mil jata hai aisa kyun??? Or ye aise hota hai ki issi particular train ko upgrade krna hai... Please ispe video banaya jaye
Railway ke OHE me kitna ampere ka current hota hai?aur jab ek locomotive ka panto ko switch kiya Jata hai tab ohe pole ko touch krne se electric shock kyu nhi lagta ?iis par ek detailed video banaye plz
Sir Maine ek chz notice ki jab aap bina apna face dikaye koi news ya info dete ho tab aap video m buland awaz m Bolte ho ar jab aap with face koi news dete ho tab ap thoda frustrate ho jate ho ar thoda words bolne m mispelled krte h but still love u sir...
Amit bhai ek sawal hai.... Driver ko kaise pata hoga ke kiss point pe SP hai taki wo pantograph ko down kar sake, kyuki apne kaha ke bina panto down kiye cross nhi ho skta loco, to driver ko kaise malum ke SP agya hai about panto down krna hai.. Plz jawab do
Sir.. Ye video to superb hai... Railway line ke bagal me booster transformer laga rahata hai.. Is ka kya use kya hai... Pl ek video with circuit diagram se explain kijiye.. Thanks
Sir mein ek electrical designer hu LOP drawing krta hu mujhe SP SSP TSS ka drawing Banana sikhna hai...so pls koi esa video bnaiye...sath ye bhi btaye ki station par ohe wiring kese ki jati hai...
#नमस्कार सर ,,,,, सर रेलवे में भारी मालगाड़ी पीछे भी लोकोमोटिव लगाया जाता है,,,,, वो कैसे काम करता है,,,,कभी कभी उसमे ड्राइवर नही होता है फिर भी इंजन काम कैसे करता है,,,,, इसपे विडियो बनाइये,,,,,
जैसा के आप ने कहा के sp क्रॉस करते समय पेंटा निचे किया जाता है या सप्लाई बंद की जाती है पर इतनी स्पीड में पेंटा निचे करके फिर ऊपर करना या सप्लाई बंद करके दोबारा शुरू करना कैसे पॉसिबल हो सकता है और वो भी तकरीबन हर 40 किमी के बाद जब की ट्रेन की आम स्पीड 80 से 100 किमी प्रति घंटा होती है
Sir ji Mera question hai ki jaise Maan lete Hain R Y B B Red Yellow Blue Black Teen Face Ek Nutral hai Phir bhi Transformer Ko lagaya jaata hai Aisa koi yantra ya transformer Nahien Ho Sakta hai ki Maan lijiye Koi unit Ko r Red power chaahiye Aur Aagey Y Yellow power Milne wala hai Toh usi Yellow Ya Blue Power Ko hi Red Power mein convert kar diya jaaye jisse ki Baar Baar hone Wale conversion Ko Kam Kiya Ja Sake Ager Maan Lete Hain ki Koi bhi Cheez Normal Speed se ja Raha hai toh Use Ham Control kar Lenge Lekin Aaj Zamana High Speed ka hai toh woh kaise Sambhav Hoga Peechle ke Samay mein 100 km Parti Ghanta ke Hisaab se Gaadiyaan Chalti Thi Aur Ab Aaney Waale Samay Mein 500 km Parti Ghanta ke Hisaab se Gaadiyaan Chalengi Toh Zaahir Si Baat hai ki Driver Ko bhi Anumaan Lagaana Bhaari Padega Mera vichar kaisa hai Aur Aapka kiya vichaar hai zaroor batana please
Plz explain through diagram ki kayse bridging or paralleling Bms ka use krke supply di jaati h single line or double line me... position bhi explain kre...
Amit Sir mera ek question hai ki jab 🚄train me chain pulling hota hai tab loco pilot ko kese pata chal jata hai ki kis coach me chain pulling huya hai. Amit sir answer reply me.
श्रीमान आप से निवेदन है कि आप बीएम पर कार्य करना सिखाए और एसएसपी पर क्या कार्य होते हैं उससे अवगत करवाएं साथ ही सुरक्षा व सावधानियों के बारे में भी बताएं
Bhai aapki videos dekh k kafi satisfaction milti, hain bachpan se dekhta tha inhi boards ko , ab jake sahi matlb pata chala thanks 😃
Ekdum sahi. Isliye memu local me neutral line SP k beech light aur fan off ho jati hai aur emergency light on ho jati hai.
TATA KGP route me SLJR, GUD, GDI mr hota hai.
Thanks
Yes aur ye ek perticuler place par hi hota hai.
Kisi bhi train ko LHB rake dena hai kaise decide kiya jata hai mtlb aur bhi baht saara împ superfast trains hai but jbki usse pehle mail/express train ko LHB rake mil jata hai aisa kyun??? Or ye aise hota hai ki issi particular train ko upgrade krna hai... Please ispe video banaya jaye
बहुत ही अच्छे ढंग से समझाया है सर। इसके लिए बहुत मेहनत करना परा होगा आपको।धन्यबाद sir
Nice video bahut hi simple language me samjhaya hai thank u
Bahut sundar laga ye knowledge
Good attempt to bring clarity ..
SP - Sectioning & Paralleling Post
Sir SSP ka full form bhi bata diJiye
Sub-Sectioning and Paralleling Post
@@saurabhsingh5165 only Sub section post...
Section and paralleling point(SP)
Sub- Section and paralleling point(SSP)
Sir aap rail news का एक time rakh dijiye ki is time aap apload कर dege because मैं news का wait Kartha rahta ho
Fantastic video dear Friend love it. God bless you
Thanks for detail video sir
Ek TSS, SP and SSP pe kitney Insulator and Circuit breaker use hotey hai sir
bahut Dino se man me sawal tha aaj uska uttar mil gaya
superb
Informative ....and bohot easily samjhaya
Dear sir
Best video show in your UA-cam channel. I am very happy . Please provided next video SSP SP full details & PTFE location . Thanks sir
Thank you sir video k liye
it's very helpful sir....please make a video on AT's, ATD, droppers and bonding.
Ok
Yes.. Sir.. Pls make video on this
बहुत ही अच्छी जानकरी
इसकी काफी दिनों से इंतजार था l
धन्यवाद
Thanku
@@KnowledgeKnorr ur welcome 🙏
Bhut hi behtarin sir thankuhh sir bhut bhut dhanyawad 😊😊😊
A1 knowledge about railway electrification and process
Amazing sir... Par kai jgh to sir ek strip laga dete hai black colour ki...
Railway ke OHE me kitna ampere ka current hota hai?aur jab ek locomotive ka panto ko switch kiya Jata hai tab ohe pole ko touch krne se electric shock kyu nhi lagta ?iis par ek detailed video banaye plz
Knowledgeable video
Amit Bhai single electric line pe Bhi eak video banao about tocken system pe
SP means Sectioning Post and SSP means Sub sectioning Post. By the way you have explained very well.
Congratulation for 1.M subscribe 🎊🎊🎊🎊🎊
Thanks sir for valuable knowledge
Very very very very very good video
Your video is so much useful for my exams bro thank you so much
Informative! And the knowledge provided fully justifies the channel name 'Knowledge Know More' !
Good information
It is a very informative video please
Very informative video
Bilkul correct video hai.... Great presentation. Iss se easy presentation ni ho saki 👍
Up bhot hi acche se samjhaate hai thank you
Sir Maine ek chz notice ki jab aap bina apna face dikaye koi news ya info dete ho tab aap video m buland awaz m Bolte ho ar jab aap with face koi news dete ho tab ap thoda frustrate ho jate ho ar thoda words bolne m mispelled krte h but still love u sir...
Amit bhai ek sawal hai.... Driver ko kaise pata hoga ke kiss point pe SP hai taki wo pantograph ko down kar sake, kyuki apne kaha ke bina panto down kiye cross nhi ho skta loco, to driver ko kaise malum ke SP agya hai about panto down krna hai.. Plz jawab do
Har sp k 500 mtr pahle board laga hota h jisase pata chalta h
/\
\/ kuch aysa
Kya aap wo bord ki photo bhej sakte hai...plz..
Google me neutral section ka image mil jata h
Fantastic vedieo
Bahat hi acchha describe Kia hai aap ne.quality narration.great.👍
Very Good Information For Amit Sir. 👌👍
Great!
Great🎉
Very nice sir, thank you very much
Excellent Video
Sir.. Ye video to superb hai... Railway line ke bagal me booster transformer laga rahata hai.. Is ka kya use kya hai... Pl ek video with circuit diagram se explain kijiye.. Thanks
Very Good & Simple Explanation . You make things easy .
Sir mein ek electrical designer hu LOP drawing krta hu mujhe SP SSP TSS ka drawing Banana sikhna hai...so pls koi esa video bnaiye...sath ye bhi btaye ki station par ohe wiring kese ki jati hai...
Thanks a lot for this wonderful information
Very informative video and nicely explained.
Very nice information
Nice job
Any update for mumbaii central station for any new train ??
Thank you for Good video. Explained in simple and easy way. Expecting more videos like this. Appreciate your work. Thank you once again.
Sir ya mai Janta Tha kyu ki mera Diploma electrical mai Traction optional subject Tha.
thanks for video
Good info
Sab achhe se samajh me aata hai sir air ek question hai LV. CB
Low voltage circuit breaker(LVCB)
Thanks werry help full..
Waah
#नमस्कार सर ,,,,, सर रेलवे में भारी मालगाड़ी पीछे भी लोकोमोटिव लगाया जाता है,,,,, वो कैसे काम करता है,,,,कभी कभी उसमे ड्राइवर नही होता है फिर भी इंजन काम कैसे करता है,,,,, इसपे विडियो बनाइये,,,,,
Fantastic explaination sir
Good job sir
Very nice informative video thanks lot for making this video 👍
Very nice
and this video is great very good 🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗
Super bbbbbbbbbb sir Ji ❤❤❤❤❤
Very good sir
Knowledgable
Amit sir, very good presentation.
जैसा के आप ने कहा के sp क्रॉस करते समय पेंटा निचे किया जाता है या सप्लाई बंद की जाती है पर इतनी स्पीड में पेंटा निचे करके फिर ऊपर करना या सप्लाई बंद करके दोबारा शुरू करना कैसे पॉसिबल हो सकता है और वो भी तकरीबन हर 40 किमी के बाद जब की ट्रेन की आम स्पीड 80 से 100 किमी प्रति घंटा होती है
Good.. make video on SEC, GTKM, Loco utilities,
Great
Well explained
Always best
Kiya drivers ko pata kaise karte hai ki paintograf kitni done karna hai Kiya use pahle se Bata Diya jata hai .is par ek video jaroor banana
awesome Amit Bhai 👌👌👌👍👍👍👏👏👏
Thanks
Very good sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir ji Mera question hai ki jaise Maan lete Hain R Y B B
Red Yellow Blue Black
Teen Face Ek Nutral hai
Phir bhi Transformer Ko lagaya jaata hai
Aisa koi yantra ya transformer Nahien Ho Sakta hai ki
Maan lijiye Koi unit Ko r Red power chaahiye Aur Aagey Y Yellow power Milne wala hai
Toh usi Yellow Ya Blue Power Ko hi Red Power mein convert kar diya jaaye jisse ki Baar Baar hone Wale conversion Ko Kam Kiya Ja Sake
Ager Maan Lete Hain ki Koi bhi Cheez Normal Speed se ja Raha hai toh Use Ham Control kar Lenge
Lekin
Aaj Zamana High Speed ka hai toh woh kaise Sambhav Hoga
Peechle ke Samay mein 100 km Parti Ghanta ke Hisaab se Gaadiyaan Chalti Thi Aur Ab Aaney Waale Samay Mein 500 km Parti Ghanta ke Hisaab se Gaadiyaan Chalengi
Toh Zaahir Si Baat hai ki Driver Ko bhi Anumaan Lagaana Bhaari Padega
Mera vichar kaisa hai Aur
Aapka kiya vichaar hai zaroor batana please
Dear sir, please mitigate my question that, why does not get shorting in between the wire & matel pole in rain.
Plz explain through diagram ki kayse bridging or paralleling Bms ka use krke supply di jaati h single line or double line me... position bhi explain kre...
Accha hai
Nice 🙏
Is there specific provision made in OHE Passing under FOBs, ROBs
bhai aap railway ki jankari kaha se late ho? kya ap railway me ho? plz make a video of it, plz
SP mein supply kaise cut karta hay, thora aur details me dikhaiye pls.
Very well explained !!!
Amit Sir mera ek question hai ki jab 🚄train me chain pulling hota hai tab loco pilot ko kese pata chal jata hai ki kis coach me chain pulling huya hai. Amit sir answer reply me.
Already video upload h eske upar puri details k sath
Very properly explanation, easily understandable!
It is noticed that you have fed the supply direct from transmission line to Transformer in TSS , ?
Thanks for ur information.
श्रीमान आप से निवेदन है कि आप बीएम पर कार्य करना सिखाए और एसएसपी पर क्या कार्य होते हैं उससे अवगत करवाएं साथ ही सुरक्षा व सावधानियों के बारे में भी बताएं
Sir ji psi ke jo bhi question bante hai wo 1 baar samjhao sir ji
Ap to rail ke purn gyata h👌👌👌👌
Sir plzzz tell Me incoming line jo lete hai Oo single phase lete hai ki three phase
Why railway does not run any new train from mumbai central ???? Plzz ans
Nice❤️
Super easy
Jay jagannatha. Really you are gyani baba. Jay hind
Hnn hnn... seiaa
@@biswajeetrout832 jay jagannatha
Great sir.....
Mst h bro👌👌👌