Ustad Abdul Waheed Khan। Raag Darbari

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 28 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 20

  • @manishkarnik4212
    @manishkarnik4212 Рік тому

    सूरमणी परम आदरनिय उस्तादजी जनाब अब्दुल वहिद खान सहाब जीको विनम्र विनम्र श्रध्दांजली.......!!💐💐💐💐💐💐💐

  • @chandrasekharmukherjee1496
    @chandrasekharmukherjee1496 10 місяців тому +1

    He is a kirana gharana exponent and guru of great vocalist Amirkhan sahab.

    • @sankarsankar-gh6po
      @sankarsankar-gh6po 9 місяців тому

      As much as I know he denied to teach my beloved ustad Amir Khan where as he taught Md. Rafi & Begam Akhtar. This was quite surprising to me. Later fron some video I came to know that ustad Amir Khan 's second wife was his relative.

  • @masoodahmed9203
    @masoodahmed9203 4 місяці тому

    Subhanallah

  • @shermuhammadkhan5379
    @shermuhammadkhan5379 2 роки тому +3

    Phirta hae Falak barson Tab khak k parde se insan nikalte hen
    Utd Abdul Karim khan sahib, Utd Abdul Waheed khan sahib and Muhammad Rafi sahib ye wo hastiyan hen wo nabgha e alim hen jo phir kabhi nahi aye gy aur na he in jaisa koye ho ga, inn ki gaieki k unmit naqoosh rehti dunya tak Qaim rahe ge

  • @Stn_4
    @Stn_4 3 роки тому +5

    Wonderful ... After all he was Teacher of the great singer Muhammad Rafi Sahab ...

  • @pawankumar-cd2ke
    @pawankumar-cd2ke 5 років тому +10

    Waah. Lajawab.......Kitni mithas hai inki awaz me......Shayad isiliye Rafi Sahab ki awaz me bhi itni mithas aa saki. Lekin itne kam subscriber or likes....

    • @HarvinderSingh-yy8th
      @HarvinderSingh-yy8th 2 роки тому

      Bilkul sahi. Rafi ji ka singing style bhi inhonay he develop kiya. Isi raag DARBARI say OH DUNIYA KAY RAKHWALAY song nikla.

  • @MegaDBT
    @MegaDBT Місяць тому

    🙏🙏

  • @mewatigharanarudraveena5870
    @mewatigharanarudraveena5870 Рік тому +1

    He was ustad of ustad amir khan sahab he adopted his style and blood linage of miya bande ali khan sahab

  • @HarvinderSingh-yy8th
    @HarvinderSingh-yy8th 2 роки тому +1

    Rafi sahib ko trashnay walay ustad Abdul waheen Khan sahib.

  • @HarvinderSingh-yy8th
    @HarvinderSingh-yy8th 2 роки тому

    Rafi sahib ko Rafi sahib bnanay walay ustab Abdul waheen Khan sahib. Rafi sahib ke avaz bhi inhi say milti hai.

  • @hamraj6533
    @hamraj6533 5 років тому +4

    Wah wah wah jitni tarif Kare utna Kam😍😍

  • @hemantkumarsingh8089
    @hemantkumarsingh8089 3 роки тому +2

    श्री गुरुवे नमः 💐 ❤️🙏

  • @hamidsherekar8725
    @hamidsherekar8725 4 роки тому +1

    Bhout khub whaaaaaah

  • @shamimahamad4174
    @shamimahamad4174 4 роки тому +1

    Bhai ye kon se dor ke singer h plez batao itna to hame Pata h mhomad rafi shab ke ustad h

    • @NadeemAhmad-lo9tr
      @NadeemAhmad-lo9tr 4 роки тому

      1950

    • @avijitdey3129
      @avijitdey3129 4 роки тому +1

      1920

    • @HarvinderSingh-yy8th
      @HarvinderSingh-yy8th 2 роки тому

      Ye utd Abdul waheen Khan sahib hain. Rafi sahib ji nay sabsay pehlay Ustad baday Gulam Ali khan sahib say Lahore mein thodi see clasical singing ke training le. Unkay vayast honay kay karan Rafi sahib unkay chhotay bhai Ustad Barkat Ali Khan sahib say training laynay lagay. Fir vahin pay Rafi sahib ji ko Baday Gulam Ali Khan sahib kay shagird Ustad Abdul waheen Khan sahib mil gaye. Fir Rafi sahib nay Lahore mein he unsay classical music ke training layni shuru kar dee. Jab partion hua to Rafi sahib Bharat akar AMRITSAR kay gaon KOLTLA SULTAN SINGH settle ho gaye. Ustad Abdul waheen Khan sahib bhi sath mein Bharat aa gaye aur SAHARANPUR mein settle ho gaye. Dono ke apas mein jugalbandi thee. Unhay malun tha ke humen agay kahan tak jana hai. Fir Rafi sahib nay 12 saal Ustad Abdul waheen Khan sahib say classical training lee. Rafi sahib ke avaz ka style bhi Ustad Abdul waheen Khan sahib say milta hai. O DUNIYA KAY RAKHWALAY song bhi raag DARBARI say he nikla hai. Lagta hai ustad ji bhi is song ke rehearsal kar rahay hain.

    • @shubhamawasthi9946
      @shubhamawasthi9946 Рік тому

      ​@@HarvinderSingh-yy8thkuchh bhi fek rha hai