Sir bas aap ye bata dijiye k ek baar apply krne k baad uss person ka dubara b registration kiya ja skta h Yadi phla registration final submit nhi ho rha h
Bhaiya maine ek cyber cafe wle se form fill kraya tha mummy ka vidwa pension pr usne details galat kr dia to kya mai phir se apply kru koi dikkat to ni hogi
@@mfonlinesolution phir kya kru ab...update ni ho sakta form ab...fill krne ke kaha submit krna hota mai lko se hu....cafe wle ne date of death mummy ka sign aur child ke case mai..0 kr dia h...ye teen galtiya h...toh kese kru ab sahi...aur kha jna hoga submit krne
Namaskar g Mai Ghaziabad sai hu aur vidhwa pension k according ek sahayta chahta hu Kya Aap vidhwa pension k form ko Jama karne ka Sarkari office ka address mai koi sahayta kar sakte hai
Print nhi ho rha hh..?? Any solution?
Kya bank account use district ka hona chahiye jha ke nivasi hai ya kisi v distric ka chl jayega ?plz reply
Yes
Apply January me hi kiya tha status form forward for varification dikha rha he ....iska matlab kya he kabtak pension aayegi
Bank account jis district ke hae wahi ka hona jaruri h?? Samaj kalyan wale bol rhe ki wahi ka hona chahie
Income certificate nhi ho to kya kre?
Uske bina apply nhi hoga pehle income certificate banwa le
@@mfonlinesolutionmere father in law ki death ho chuki hai
Unka death certificate lag kr female ke naam ka income certificate bnega
Isko block level pr secretary verify krta h???
Samaj Kalyan Vibhag me jama Krna pdta he
Final submission ke bad kya karna hai
Form submit krna hoga office me
Sar ji kis side se application form bharna hai
Sspy search kr lijiye google pr
Sir bas aap ye bata dijiye k ek baar apply krne k baad uss person ka dubara b registration kiya ja skta h
Yadi phla registration final submit nhi ho rha h
Agr dubara krege to phle se registered show hoga aur side me purana registration no likha ayega
Bhaiya maine ek cyber cafe wle se form fill kraya tha mummy ka vidwa pension pr usne details galat kr dia to kya mai phir se apply kru koi dikkat to ni hogi
Same account no aur income certificate se apply nhi hoga
@@mfonlinesolution phir kya kru ab...update ni ho sakta form ab...fill krne ke kaha submit krna hota mai lko se hu....cafe wle ne date of death mummy ka sign aur child ke case mai..0 kr dia h...ye teen galtiya h...toh kese kru ab sahi...aur kha jna hoga submit krne
@@mfonlinesolution pls reply
@@shikhamaurya25 samaj kalyan vibhag me jama hoga aap dusra apply kr dijiye new income certificate aur account no se
Ap coll kijiye
Sir form pura fill karke phir kya karein form ko kahi jama bhi karna hoga ya online hi ho jayega kaam
Samaj kalyan vibhag me jama krna hoga documets lga kr
Sir 1 saal se widva pension nhi ayi hai, bank walo ne bola ,cyber cafe jaker online account kholwao.
Eske liye new registration krna pdega ??
Nhi kyc kra lijiye ane lgegi
@@mfonlinesolution but hmare pass registration no. nhi hai... .2002 se pension aa rhi ,hmne bank jaaker pension form bhra tha
@@rahulparashar5155 samaj kalyan vibhag me jakr niklwa lijiye registration no
Sir ye bataiye kya csc k bina b hum widow pension online kr sakte h
Yes kr skte he
Hello Sharma 2022 mein paanchva Mahina America pension online kara ke har jagah Sahi dikha raha hai lekin
kya form bharne ke baad form kha jama krna hoga???
Samaj kalyan vibhag me
Iska printout niklwa k knha jma krna h?
Samaj kalyan vibhag me
Form submit ho gaya lekin final print nhi nikal rha
kya kren....?
Dubara se try krna ho jyega
Mai jb detail daal raha hu to bol raha allready detail pda hua hao lakin jb login kr ra to invalid bta ra
Niche registration no show krega agr pehle se update hoga to
Namaskar g
Mai Ghaziabad sai hu aur vidhwa pension k according ek sahayta chahta hu Kya Aap vidhwa pension k form ko Jama karne ka Sarkari office ka address mai koi sahayta kar sakte hai
Yes aap samaj kalyan vibhag me jama kr skte h apna form
Apne link nhi diya
sspy-up.gov.in/
Pension pahle milata tha
Par dedh saal se nahi aa raha hai
Kaya karna hoga ?
Kyc krana hoga
@@mfonlinesolution but kyc ke liye registration number chahiye.
Pension 10sal pahle form offline hi bara Gaya hai
@@letslearn1509 samaj kalyan vibhag me sampark kriye waha se mil jyega registration no
Mera box me tik nhi lagta h
Kya 60 varsh se kam wale b bhar sakte hai
Ha jiske pati ki death ho gyi ho wo bht skte he
Sir aay pramd patra kiska lagta hai.....jiske pati ki death hui hai uska yaa fr pati ka bhi laga sakte hai
@@arvindraj4692 mahila ka
Nice vedio
Shukriya bhai
Death certificate nhi hone par kaise apply kare
Vidhwa pension apply nhi hogi bina death certificate ke
इसने नाम हिंदी मे भरना है या इंग्लिश मे भरना है
English me jesa adhar card me likha h
Meri Mata ka accont mere sath joint hai kya pension mil skti hai
Account me adhar link hona chahiye mata ji ka
@@mfonlinesolution link hai Aur DBT bhi h
@@mfonlinesolution but sir jab aaj mai BLOCK mai submit karne gya to wo bol rhe the ki Account Joint nhi chalega
@@kamarahmad7534 fr mata ji ka koi zero balance account khulwa dijiye
Form submit karne par reg .no. nahi aa raha hai to Kya kare
Ek bar pura form fir se fill krke submit kijiye a jyega
Mere sath bhi same problem aa rhi hai bhai
@@irealaasif kaise sahi hoga
@@mfonlinesolution nahi ho raha hai
Thanks
tenksh ok
Koi bhi apply kar skta hai kya ise ??
Ha
Mob no bhi us mahila k nam hona chahiye jiska bnna h?
Nhi koi bho no use kr skte he
Sir video Shuru Se Dikhaye
Video starting se h puri jankari di gyi h video me
Sir apna no do
7348448185
🎉❤
I