End result dono ka same hai - Overall energy ko heal karna. Proceedure diffrent hain. 24 Poistion healing deeper healing hai, jis mein 7 Major Chakras aur bahut sarey minor chkara bhi heal kiye jaatey hain. isey inititation attunement ke baad 21 days aur phir baad mein kabhi kabhi kartye hain. Kisi aur ki bhi healing kar saktye hain. Reiki healing mein Chakra healing ( 21 days tak 24 parts healing ke baad) roz 15-20 mintue ki jaatee hai. Chakra Dhyaan, Manta, Crystals, Tietian Bowls, Colours, Food, Meditation, Pranyaam ...sab se chakra heal kar saktey hain :-) . Thanks and Regards.
What is kinesiology, you have mentioned in one of the replies. Sir I have learned 3 levels but no practical knowledge. They gave a booklet but I'm not sure of the practical steps. Please upload a demo video.
Abundance के लिए समृद्धि, धन, और dhanvaan सब के लिए केवल आदर भाव लाइए. धन से प्रेम करिए. साथ में healing और acchey कर्म करिए. Bahut sarey नए Symbols और वही पुराने सिद्धांत Money Reiki के नाम से अब सब को दिए jatey हैं. Thanks and Regards. Thanks and Regards.
Kuch Sujhaav-Shareer ki Reiki Healing ke saath, bhavnaaon (emotional) healing ki aur khaan paan ko niynatrit karney se laabh hoga. Appki emotional energy kafee fluctuate kar raheee hai. 1. Roj aura claning aur balancing karein. 2. Kshama Prarthna roj padein 3. Solar plexus ke chetra aur chara ke saath , anahat chakra aur mooladhaar chakra kee healing karein. 4. Phala glass panee ka charge kar ke piyein. 5. Din mein kai baar visulaize karien kee urja brahmand se aa rahee hai aur aap se ho kar dhartee mein lagataar ja rahee hai. 6. Agar aapko nadi shodan pranayaam ataa hai to roj subah uthney ke baad aur sone se pahley 5 minute karien. 6. Muscle testing se check kar lijiye - fibrous frutis aapkey liye acchey hain. Neembu avoid kariye (yeh bhi check Kariye). 7. Har khaney ya peene ke vastu to pranaam kariye aur boliye ki divya urga us khaney ya paiye se aap mein aa rahee haii. Thanks and Regards
Thank You Maam. Some simple ways to decide how much time should be given for the healing 1. Decide healinv time before starting the healing, as a standard practice you maintain. Use alarms if required. 2. Go by ths sensation of flow of energy, especially from the hands. 3. Use dowsing or LRods to check suitable method and time. 4. Use Energy Testing/Applied Kinesiology to check how and how long to heal. Even the immediate effect of healing can be checked with Applied Kinesiology. Thank You.
Hum Roj Healing Kartey Hain :-) . Kuch Din Baad Hum 21 Days ki continuous healing detey huey ek series banayengey jo jeevan ke alag alag pahlu ke liye hogee. Thanks and Regards.
Aap roj subah uth kar apney aap ko heal kariye aur visualize kariye kee urja aap par pravahit ho rahee hai aur hiegt bada rahee hai. Aap jab bhi panee petey hain ya kuch bhi khatey hain, us ko " Thank You, I Love You Boliye", uskey baad man mein boliye ke yah paani ya khana mujhey achee hieght ke liye diya urja de raha ha'". Keval kalpana nahin karm bhi karney padeingey :) .. Healing aapkey mental and emotional changes mein sarwapratham madat karegee ... subconscious conditioning ke liye affirmations bhi use kariye.. ssath saath aap vyayaam, khel kood, sahee posture, right breathing aur diet par bhee dhyan dejiyega . Thank You.
Ji अपनी भी इसी तरह Healing कर Saktey हैं. अपने लिए एक जगह पर हाथ रख कर visualization करें कि जहां पर requirement है, वहाँ Energy जा रही है तो भी अच्छी Healing होती है. Thanks and Regards.
Sir I'm 35 years old woman muzhe baby hone ke liye bohot pareshani hi rahi hai doctor ne Kaha hai ki AMH lavel low hai means egg kam hai isiliye pregnancy Nahi hi rahi hai sir please aap mere liye pray kare sir please
जय हो गुरु देव जी 🙏🏻
आपका बहुत बहुत धन्यवाद श्रीमान !
Thanks sir for give this information
App ki ashribad sada hamare sath ho sir
GOOD BLESS U ALL
7 chakro ki healing aur 24points ki heling m kya difference h. Aur kitne din tk healing krni chahiye
End result dono ka same hai - Overall energy ko heal karna. Proceedure diffrent hain.
24 Poistion healing deeper healing hai, jis mein 7 Major Chakras aur bahut sarey minor chkara bhi heal kiye jaatey hain. isey inititation attunement ke baad 21 days aur phir baad mein kabhi kabhi kartye hain. Kisi aur ki bhi healing kar saktye hain.
Reiki healing mein Chakra healing ( 21 days tak 24 parts healing ke baad) roz 15-20 mintue ki jaatee hai.
Chakra Dhyaan, Manta, Crystals, Tietian Bowls, Colours, Food, Meditation, Pranyaam ...sab se chakra heal kar saktey hain :-) .
Thanks and Regards.
Thanks a lot Sir. Planning to learn Reki course from you. Will contact you. You are really true teacher. Thanks again.
Thank You. I am in Delhi. 8178893821. If you are in any other city, would recommend initiation in person locally. Thank you.
Sir khud ki 7 chakro ki heling kaise kre
Thanks sir for sharing this information
Attunement kaye jorori haye ? Pl. reply
What is kinesiology, you have mentioned in one of the replies. Sir I have learned 3 levels but no practical knowledge. They gave a booklet but I'm not sure of the practical steps. Please upload a demo video.
ua-cam.com/video/H20ofsokcaA/v-deo.html
Level 3a के विडिओ की playlist में है. :-)..
Thanks and Regards.
namskar... how to use midas star reiki abundaance and prosoerity symbol....?????? daily self healing ????? pls reply
Abundance के लिए समृद्धि, धन, और dhanvaan सब के लिए केवल आदर भाव लाइए. धन से प्रेम करिए. साथ में healing और acchey कर्म करिए.
Bahut sarey नए Symbols और वही पुराने सिद्धांत Money Reiki के नाम से अब सब को दिए jatey हैं.
Thanks and Regards.
Thanks and Regards.
Uttar dakshin disha me kon se podhe rakhe ? Please bataiye
Hum Vastu expert nahin hain phir bhi dowsing kar key aap ke liye suggest kar rahey hain. Uttar - Tusli , Shami Dakshin-Money Plant.
Thanks and Regards
आदरणीय आशुतोष बहुगुणा जी
कृपया मैं कब्ज और शुगर रोगी हूं तो क्या तरीका रेकी है हीलिंग का बताने का कंसर्ट करें।
धन्यवाद
Kuch Sujhaav-Shareer ki Reiki Healing ke saath, bhavnaaon (emotional) healing ki aur khaan paan ko niynatrit karney se laabh hoga. Appki emotional energy kafee fluctuate kar raheee hai.
1. Roj aura claning aur balancing karein.
2. Kshama Prarthna roj padein
3. Solar plexus ke chetra aur chara ke saath , anahat chakra aur mooladhaar chakra kee healing karein.
4. Phala glass panee ka charge kar ke piyein. 5. Din mein kai baar visulaize karien kee urja brahmand se aa rahee hai aur aap se ho kar dhartee mein lagataar ja rahee hai. 6. Agar aapko nadi shodan pranayaam ataa hai to roj subah uthney ke baad aur sone se pahley 5 minute karien. 6. Muscle testing se check kar lijiye - fibrous frutis aapkey liye acchey hain. Neembu avoid kariye (yeh bhi check Kariye). 7. Har khaney ya peene ke vastu to pranaam kariye aur boliye ki divya urga us khaney ya paiye se aap mein aa rahee haii. Thanks and Regards
very nice...sir....
kitani der hilling karani chahia?
Thank You Maam. Some simple ways to decide how much time should be given for the healing 1. Decide healinv time before starting the healing, as a standard practice you maintain. Use alarms if required. 2. Go by ths sensation of flow of energy, especially from the hands. 3. Use dowsing or LRods to check suitable method and time. 4. Use Energy Testing/Applied Kinesiology to check how and how long to heal. Even the immediate effect of healing can be checked with Applied Kinesiology. Thank You.
रेकी पार कुछ books है क्या? मराठी/हिंदी मे
Apologies English में हैं. Aap गूगल पर डालिए zaroor किसी ने contribute किया होगा.
Thanks and Regards.
thank u sir
sirji, kya aapane kisi ki healing ki hai ??? ya karte samay video banaye krupaya !!!
Hum Roj Healing Kartey Hain :-) . Kuch Din Baad Hum 21 Days ki continuous healing detey huey ek series banayengey jo jeevan ke alag alag pahlu ke liye hogee. Thanks and Regards.
Sir hon so Jo so nan ka guide meditation banaye
🙏🙏
Very nice Sir
Thank You Maam.
Sir mere hand garam no hote reiki karte samay
Sab ka feeling alag hota hai. Kuch ko kuch feel nahin hota, fir bhi healing hotee hai.
Thanks and Regards.
Esse height badha skte h kya?
Aap roj subah uth kar apney aap ko heal kariye aur visualize kariye kee urja aap par pravahit ho rahee hai aur hiegt bada rahee hai.
Aap jab bhi panee petey hain ya kuch bhi khatey hain, us ko " Thank You, I Love You Boliye", uskey baad man mein boliye ke yah paani ya khana mujhey achee hieght ke liye diya urja de raha ha'".
Keval kalpana nahin karm bhi karney padeingey :) .. Healing aapkey mental and emotional changes mein sarwapratham madat karegee ... subconscious conditioning ke liye affirmations bhi use kariye.. ssath saath aap vyayaam, khel kood, sahee posture, right breathing aur diet par bhee dhyan dejiyega . Thank You.
#BetterAll ध्यान,हीलिंग,अवचेतन मन,योग,अध्यात्म, परमानन्द
Thank you sir....
Thanks sir.
Thank You Ma'am :).
sir plz I want ur wtsapp nmbr
Apni healing ka bhi yahi procedure hai sir
Ji अपनी भी इसी तरह Healing कर Saktey हैं. अपने लिए एक जगह पर हाथ रख कर visualization करें कि जहां पर requirement है, वहाँ Energy जा रही है तो भी अच्छी Healing होती है.
Thanks and Regards.
#BetterAll ध्यान,हीलिंग,अवचेतन मन,योग,अध्यात्म, परमानन्द sir aapse reiki seekhne ho to apka adress kya hai ? Details of contact plz
Sir I'm 35 years old woman muzhe baby hone ke liye bohot pareshani hi rahi hai doctor ne Kaha hai ki AMH lavel low hai means egg kam hai isiliye pregnancy Nahi hi rahi hai sir please aap mere liye pray kare sir please
Thank you
Raiki symbol kya h