Hello sir mere paas bhi apachi 160 4v bike he meri bike me bhi sem problem he par mere bike ka mitar tut gaya tha to abhi mene purana dusre bike ka mitar lagaya he to meri bike me speed show nahi hoti chalne ke baad or na to abs light blink karna band hoti he to sir aap bataye kya problem hui he pehle jab mitar tuta tha tab speed batati thi bike plz reply sir
Bhaiya meri palser 220 mai mne uska tyar chenge kraya to vo machanic n fiting krne m uski speed Miter wali Patti jo ap bol rahe ho vo tedi kr diya hai thok ke ab ky kru ap btao
Sir mera rtr 180 abs bs3 model h uska meter or abs kam ni kar raha h serivec center bale bhi thik ni kar paye please help kya wirinig change karne se sahi ho jayega
Bro, Abs light on hai continue, Aur meter bhi nhi calraha hai, main Abs ki ring magyi hai, iske bad nah cale toh reset hons se kam hojyega n reply me please
@@Bs6bikeRepairing okk main Ring bs4 ki mague hai 1604v ki bs4 ki fit hojyege n, aur y9h aur, fule sensor bar starting se start horah hai meter band hue jab se
Bhai mera mt15 ki abs indicator kuchh dino se on hai and speed meter bhi 0 hi bata rha...ab showroom wale bol rhe hai ki abs motor change karni padegi,aap batao kuchh or karke sahi ho sakta kya
Maini nyi pulsar N160 li unhone passing hone tak speedometer off krke diya lekin mai jab bhi bike start krta hu sab light off hote hai bs abs ka light on rhta hai to kya ye problem hai ya speedometer on krne par abs light off ho jayega
bhai meri apache 160 4v m rpm show nhi hota or speedometer kabhi on ho jata h or kabhi off or speedometer off hote hi abs bhi kaam nhi krta aap batao ki wiring m prblm h ya meter kharab h
Bhai meri bike ns 200 hai usme speed nhi bta raha tha to hmne abs cable change krwai thi to speed btane lga lekin bhai wo 20 ki speed pe 80/90 bta raha hai aur 40/50 ki speed pe 199 bta raha h kya prblm ho skti h
Bhaiaya mera Speed Meter reading sahi nahi kaam kar raha bike jab 50 ke speed me hai to thik agar usse upar gaye to 0 (zero) hoke ABS light ruk ja rahi hai .
Sir mera meter nhi chal ra par abs chal ra ha ma na new meter bhi lagkar dekha liya ha app bato ya problem ha service centre Val bola ra ha ki sencer ma problem ha
Jab aapka speed meter Nahin chalega tab aapka abs bhi nahin chalega Agar gadi warranty mein hai To unko boliye Kaise Sahi Karke do meter cable bhi kharab ho sakti hai aur fuel tank Ke Niche laga hua hubby kharab ho sakta hai
Bhai flood me doob gyi gaadi apache 160 4V new meter lagvaya or front lamp bhi new lagva liya fr bhi chalti gadi me meter bnd ho ja raha h or speed km hone lag rahi h kya reason ho sakte hain iske
@@Amanmamgain384 mil jayegi bhai Mahadev wale ke yahan per lekin vah aapko ek peace nahin dega Shayad kisi showroom ke through mangwa lijiye Maine video mein jo part number dikhaya hai vah part number dikha kar mangwa lijiye
Sir mane bhi ye bike li hai but jab se lia hai metor me thoda chalne ke baad khadi hui gadi me bhi metor 1 to 4 tak speed dikhata rehta hai pls btaiye ye kase thik hoga
Mera toner wheel kharab ho gaya tha, maya wala lagaya Lekin abs kaam nahi kiya, phir apne ap speed ka reading bhi lene laga aur abs bhi start ho gaya lekin break hard ho gaya, kuch nahi ho paa raha hain iska, kya karein? Toner wheel ke niche washer laga ke dekhe? Kabhi kabar bandh bhi ho ja raha hain apneap abs or speedometer, aur kabhi forse chalne lag raha hain, bhaiya please koi solution bata do..
Sir mere pass apache 4v bs6 160 hai me jab uska farnt break liver dabata hun break to sahi lag jate hai lekin dhire dhire break pressure khatam ho jata hai 5sec ke baad fir aa jata hai fir aise hai break lagte hi break lag jaege pressure khatam ABS VAGERA SAB PROPERLY WORK KR RAHE HAI PLEASE SOLUTION BATAIYE
Bhai meri apche rtr 160 2v start kro tab speed batati hai but thodi der chalne ke baad speed zero ho jaati uske baad key band karke phir on Karo to speed btane lgti hai KYA PROBLEM HOGI ??
Sir please help me mera bike ma abs ka light nhi on ho raha aur abs bhi nhi chal raha but mera speed metre chal rha hai srif abs nahi chal raha please help me 🥺
Sir mara bike main abs ka bohut problem hai or kabhi kabhi miter show hota hain or kabhi nahi but mera miter jab show hota hain tab mera brack bahut hard hojata hain maine abs plate chenge kia ware bhi change kia ab main kia karu Please reply
Mere 4v bh6 k chalte chalte speedometer pe speed 0 ho raha hay key off karke on karne par firse speed uth raha hay lekin thodi der baad firse same problem please help me sir 🙏
Sir main Punjab se hun aur problem ye hai ki mere Apache 4v ka meter 0 se aage nhi badhta aur abs and engen wala light jgta rehta hai mere ko bike liye 1 year hone wala hai problem sir first month se aa rahi hai lekin abhi tak service centre walon ne problem solved nhi kiya es liye sir main aapse milna chahta hun
Nice aap ki video se hame naya sikhne ki milta he bhai thanks
Welcome bhai
Thanak you bro really works finaly working hogaya abs
Welcome bhai
Apna abs kaam nai kr rha hai
Sir jiaapka bahut bahut dhanyawad
Thank you bhai
Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Ok bhai thank you
Abs reset m 5k lgenge kya
Aapko chalani hai 5 kilometer
Bhai is it possible to replace old toner ring with new BS6 toner ring?
Bahut bahut Shukriya
Thank you bhai
Sir ji old wali ring ki jagah pe nayi wali ring lagwa sakte he kya please reply
Yash Laga sakte ho
New abs ring plate ki kya price hogi
Vai mera speed nahi dikha raha hai .. showroom wale bol raha hai ki wo display ka box chnage karna padega .. uski bajah se kuch hota hai kya ???
Display kharab nahin Hoti hai pura complete meter kharab ho jata hai कभी-कभी vaise aap ho kahan se
@@Bs6bikeRepairing Nepal se hu vai ... Meter ka digital kharab hai bol raha hai .
Use banane me 3000 lagenge bola hai showroom walo ne avi
@@Bs6bikeRepairingbhaiya aap ji is video me bataye same wahi problem aa rhi hai
Hello sir mere paas bhi apachi 160 4v bike he meri bike me bhi sem problem he par mere bike ka mitar tut gaya tha to abhi mene purana dusre bike ka mitar lagaya he to meri bike me speed show nahi hoti chalne ke baad or na to abs light blink karna band hoti he to sir aap bataye kya problem hui he pehle jab mitar tuta tha tab speed batati thi bike plz reply sir
Bhaiya meri palser 220 mai mne uska tyar chenge kraya to vo machanic n fiting krne m uski speed Miter wali Patti jo ap bol rahe ho vo tedi kr diya hai thok ke ab ky kru ap btao
New change karani padegi
Sir bike scane ke video banaya TVS Ke kon sa scanear use kara
Aap Hamari yah wali video dekh Lijiye ua-cam.com/play/PLX8TeZui6QEnya8lQ4W1buaJValRYc9mo.html
Same problem..but tvs show room people saying need to change ecu and full wiring ..
Bad wale comment mein Maine jawab Diya hai
Same
Sir mera rtr 180 abs bs3 model h uska meter or abs kam ni kar raha h serivec center bale bhi thik ni kar paye please help kya wirinig change karne se sahi ho jayega
Uske sabhi fuse aur hecu
Check kar lijiye
Sir ap ka sarvis senter kon si jagaha h mera digitale wala res miter kam nhi kr rha h or abs wali yellow lite gadi on hote hi jal jati h plz help sir
Haridwar mein hai workshop Mera
Bro, Abs light on hai continue, Aur meter bhi nhi calraha hai, main Abs ki ring magyi hai, iske bad nah cale toh reset hons se kam hojyega n reply me please
Ji ya to reset kara Lena ya तीन-चार kilometer gadi ko chalana Khud theek ho jayegi
@@Bs6bikeRepairing okk main Ring bs4 ki mague hai 1604v ki bs4 ki fit hojyege n, aur y9h aur, fule sensor bar starting se start horah hai meter band hue jab se
@@mdamaan9688 Jo naya wala version Aaya Hai usko mangana
@@Bs6bikeRepairing Yaha par available kam hai bhut nanded city mai bhut isse hai isey nain bs4 k magya hu
@@mdamaan9688 chalo Laga Kar Dekh Lena
Very nice video
Thank you bhai
Bhai aapki workshop kaha h same prb h meri apche me
maps.app.goo.gl/myeX7try2eeZpYp76
Dhanpura Honda showroom ke just samne
Speedometer off ho to abs light on rhegi kya
Nahin
Same problem mere sath bhi ho raha hai
Change karke dekh Lijiye
Bhai abs ki patti kaha milegi plzz reply do na bhai
Showroom mein
Bs6 wiring checking full video banaye pls
Wiring checking ke upar kam se kam 10 video banaa rakhi hai maine sensor checking ke upar Mere channel per jakar dekh sakte ho
Playlist mein jaaiye wiring se related playlist Hogi
Bhai mera same problem h lekin start hone ke samay meter aur abs kaam krta h kch der k baad fir kam krna bnd ho jata h
Wiring jo gayi hai tanki ke left side me waha pe socket hota hai wo check kara lo
Good
Combi desc brac ka vidio bnao sr ji
Jald banaa Dunga bhai
Sar ji yah Patti kitne ki he
Bhai mera mt15 ki abs indicator kuchh dino se on hai and speed meter bhi 0 hi bata rha...ab showroom wale bol rhe hai ki abs motor change karni padegi,aap batao kuchh or karke sahi ho sakta kya
Wiring mein bhi problem ho sakti hai
@@Bs6bikeRepairing ok thanks
Price kya h bhai ji es sencor ka
1600
Maini nyi pulsar N160 li unhone passing hone tak speedometer off krke diya lekin mai jab bhi bike start krta hu sab light off hote hai bs abs ka light on rhta hai to kya ye problem hai ya speedometer on krne par abs light off ho jayega
Gadi jab aap chalaoge 10 ki speed per jaane per abs wali light band Ho jaani chahie
Sar ji yah sab kuchh ho raha hai lekin jab brick Laga rahe hain to liver jump kar raha hai
Aur agar abs ka pilak hata de rahe hain to brick proper kam kar rahi hai
Vai sab ko abs chenal patti kitne rupaye kaa hay??
300
Sir ye ring aapne kaha se mangvayi he
Company se
bhai meri apache 160 4v m rpm show nhi hota or speedometer kabhi on ho jata h or kabhi off or speedometer off hote hi abs bhi kaam nhi krta aap batao ki wiring m prblm h ya meter kharab h
Meter me
Mere bike ka v ABS or mitter kam nhi kr raha h... showroom Wale bol rhe h ABS engine change Krna hoga kya kre
Change kara kar dekh lijiye ek bar
Vaiya ap abs plate khayase mangya
Kahan se ho aap
Bhai meri bike ns 200 hai usme speed nhi bta raha tha to hmne abs cable change krwai thi to speed btane lga lekin bhai wo 20 ki speed pe 80/90 bta raha hai aur 40/50 ki speed pe 199 bta raha h kya prblm ho skti h
.
Thanks dada
You welcome
Sir abs reset pr kya kharcha ayega sir
Abs mein problem kya a raha hai
@@Bs6bikeRepairingabs moter awaaj kar raha hai break tight ho raha hai bike speed chalne se
Bhai meri bike m ye light chalte chalte bhi aati rahti h tho kya abs kaam nhi kr rha h kya
Ji agar aapki gadi chalte waqt bhi yah light dikha rahi hai to aapke ABS problem
Sir , mera 160 4v bs 6 bike ka mitare main speed show nahi ho ra ha sensar vi thik hain. Kase thi kare bolie please.
Kahan se ho aap
@@Bs6bikeRepairing Tripura se
Bhaiaya mera Speed Meter reading sahi nahi kaam kar raha bike jab 50 ke speed me hai to thik agar usse upar gaye to 0 (zero) hoke ABS light ruk ja rahi hai .
Aap uski abs wali machine check karva lijiye
Sir mera meter nhi chal ra par abs chal ra ha ma na new meter bhi lagkar dekha liya ha app bato ya problem ha service centre Val bola ra ha ki sencer ma problem ha
Jab aapka speed meter Nahin chalega tab aapka abs bhi nahin chalega Agar gadi warranty mein hai To unko boliye Kaise Sahi Karke do meter cable bhi kharab ho sakti hai aur fuel tank Ke Niche laga hua hubby kharab ho sakta hai
भाई मेरी बजाज पल्सर 150 bs6 है उसकी डिजिटल मीटर काम नहीं कर रही है क्या करना पडेगा
Use meter mechanic ko dikha dijiye
Bhai flood me doob gyi gaadi apache 160 4V new meter lagvaya or front lamp bhi new lagva liya fr bhi chalti gadi me meter bnd ho ja raha h or speed km hone lag rahi h kya reason ho sakte hain iske
Speed metre dusra lagakar Dekhi
Brother mae nepal say .mera bick 160 abs 4v .mera bick may problem aara hay over speed dakhata hay. 40 speed kay bat 90 chlta hay .solution batao 🙏
Meter change karke dekho aur jo fuel tank ke niche abs wala hub laga hua hai usko bhi check karo
Mujhe ye plate khin nhi mil rahi kya aap help kr skte ho
Konse bike ki
Uttrakhand ke Dehradun mein mil jayegi isko ring toner bolate Hain
Nhi milri hai..dehradun m.ye.wali ring
@@Amanmamgain384 online mngwa lo bhai 99 pm ke website se
@@Amanmamgain384 mil jayegi bhai Mahadev wale ke yahan per lekin vah aapko ek peace nahin dega Shayad kisi showroom ke through mangwa lijiye Maine video mein jo part number dikhaya hai vah part number dikha kar mangwa lijiye
Thanks😊
Welcome
Bhai ye patti kitne ki h
Lagbhag 400
Hello, aapse contact kaise karein bhaiya? I need some help. It's very urgent.
Aap nishchint Raho ringtoner Patti change karke dekh lo Ek Bar Sahi gadi ki
Sir mane bhi ye bike li hai but jab se lia hai metor me thoda chalne ke baad khadi hui gadi me bhi metor 1 to 4 tak speed dikhata rehta hai pls btaiye ye kase thik hoga
Fuel tank ke niche lagi motor check karni padegi abs wali
sensor ring ka price kya hai.
200 kuch rupaye ka hai
Abs sensor ka price kya hai
Video dekh Lijiye link Dal raha hun
ua-cam.com/users/shortsiyEBb9me9GI?feature=share
@@Bs6bikeRepairing whatsapp number please
Mera toner wheel kharab ho gaya tha, maya wala lagaya Lekin abs kaam nahi kiya, phir apne ap speed ka reading bhi lene laga aur abs bhi start ho gaya lekin break hard ho gaya, kuch nahi ho paa raha hain iska, kya karein? Toner wheel ke niche washer laga ke dekhe?
Kabhi kabar bandh bhi ho ja raha hain apneap abs or speedometer, aur kabhi forse chalne lag raha hain, bhaiya please koi solution bata do..
Ek Bar Aap Jo gadi chalu Hogi Sahi Hogi uski ringtoner Patti Laga kar dekhiae
Naya wala lagwaya hain bhaiya,new aur TVS ka , phir se. Phir bhi kaam nahi kiya.
Abs sencer ka cables ka dam kitna hai
ua-cam.com/users/shortsiyEBb9me9GI?feature=share
Khud Hi dekh lo
Kya phela ring laga ka dekhu ke
@@BijayVlogs-ug4xu ji bilkul dekh sakte ho
Bhai meri 160 v4 bs6 chalu gadi me 0 speed or abs light glow kr ri hai
Agar gadi chalte time abs light a rahi hai to fir usmein problem hai
Dis folt hota ha iska kaya salosen hoga
Jab problem aaegi tab pata kar lena
Sir mere pass apache 4v bs6 160 hai me jab uska farnt break liver dabata hun break to sahi lag jate hai lekin dhire dhire break pressure khatam ho jata hai 5sec ke baad fir aa jata hai fir aise hai break lagte hi break lag jaege pressure khatam ABS VAGERA SAB PROPERLY WORK KR RAHE HAI PLEASE SOLUTION BATAIYE
Aapko uski majar kit dalni padegi upar wali
Broo Abs motor karab ho kise pata kare!?
Break aur meter donon Kam nahin karenge
@@Bs6bikeRepairing Meter nhi calr raha hai par brake lagrhi hai
Kharcha kitna howa
250
Mera v Apache 160 4v bS6 hai or Speed meter or ABS kam nhi kr rha.. Kya kre?
Mere pass le aao main Haridwar mein rahata hun
@@Bs6bikeRepairing jharkhand se haridwar jaun? Mujhe ye patti chayea kaha milegi
Bhi mera spped metar show nhi kar raha hai ?
Check
Bhai meri apche rtr 160 2v start kro tab speed batati hai but thodi der chalne ke baad speed zero ho jaati uske baad key band karke phir on Karo to speed btane lgti hai KYA PROBLEM HOGI ??
Gadi BS4 hai ya bs6
@@Bs6bikeRepairing bs6 hai bhai
@@SachinYadav-cd3th speed metre change karke dekho
@@SachinYadav-cd3th speed metre change karke dekho aur
Sir please help me mera bike ma abs ka light nhi on ho raha aur abs bhi nhi chal raha but mera speed metre chal rha hai srif abs nahi chal raha please help me 🥺
Ek bar flashing kara lijiye
@@Bs6bikeRepairing wo kaise hota hai
sensor ka part number batado please 4:02
ua-cam.com/users/shortsiyEBb9me9GI?feature=share
Ecu price???
ua-cam.com/users/shortsiyEBb9me9GI?feature=share
Bhai meri bike me bhi yahi broblm aari he me bahut pareshan hu plz help mi
Jaise Maine bataya Hai is video mein ek bar Aise kara kar dekhiae
Sir mara bike main abs ka bohut problem hai or kabhi kabhi miter show hota hain or kabhi nahi but mera miter jab show hota hain tab mera brack bahut hard hojata hain maine abs plate chenge kia ware bhi change kia ab main kia karu
Please reply
Aap abs wali motor change kara kar dekhiae
@@Bs6bikeRepairing nahi sir
Abhi bara miter show hota hain but brack bahut hard ho jata hain jab bike rining main hota hain
O apna bataya taped ring main washer o try karu kia sir
@@Mr_Das__ hello dai Nepal dekhi ho
Vai who patti kitna rupes
300
Bhai meri abs machine awaaj kar rahi hai please help 😢
Hecu change kardo
आप काई से रिस्ट किए हैं
Computer se
Mere 4v bh6 k chalte chalte speedometer pe speed 0 ho raha hay key off karke on karne par firse speed uth raha hay lekin thodi der baad firse same problem please help me sir 🙏
ua-cam.com/video/AhnaqrvQLUc/v-deo.html
Apache bs6 kaise update Karen Bina tape ke video banakar dikhaiye jald se jald
Banate hain video
Abs light turns on when I ride on the highway at above 50km per hour.
Hindi mein comment karo jyada angrej mat Bano
TVS Apache 4v ABS Kam Nahin kar raha hai Pati Nahin mil Raha hai kya Karen
Agar Pati ki problem hai to Patti hi Lagani padegi aapko ringtoner Patti bolate Hain isko
Sir meri bike ke abs se sound aa rha hai jaise hi mein breake presss krta hu pls help me
Abs wala hub change karna padega Jo petrol tank Ke Niche Laga rahata Hai
@@Bs6bikeRepairingkitna price hoga sir
Fitting video dekhna tha
Banaunga jald
Bhai mera 1604v 20kmph speed tak abs kam karti hai but 20 ke upar jaate hi abs light on hoti hai or abs bhi kam nai karti .please help me bhai
Sensor ke andar gap jyada ho raha hai
@@Bs6bikeRepairing abs unit to kharab nai hai na?
Iss prtti ka naam kya hai
Ringtoner Patti
Apache bs6 kaise update Karen Bina type ke video banakar dikhaiye jald se jald
OK Bhai
Mera v same problem ho raha hai... Koye bana he nhi pata...
Ek Bar ISI tarike se check Karva Lijiye
Pati kaha se mangaya.. Kitna dam hai eska
Sir meri rtr 160 4v bs6 speedometer 10 km/hours ke uper hi nhi jata
Uska sensor vagaira check karna padega bhai
Aap ki garij ka address
Haridwar bhopat wala Ganga TVS
Sir meri rtr 180 me abs ki light jal rhi h par abs kam nhi kar rha h
Start hone ke bad light Band Ho Jaani chahie
Yani bike Jaise hi 10-15 ki speed pakdegi vaise hi Gadi Ki abs wali light Band Ho Jaani chahie
@@Bs6bikeRepairing q
10 -15 ki speed me bhi light band nhi ho rhi h
@@Bs6bikeRepairing start karte time pe bhi light band nhi ho rhi h aur chalte time pe bhi band nhi ho rhi h light
@@dibyanshunegi1034 FIR to mechanic ko dikhao problem hai koi aapki wiring mein
Bhai mera miter or abs kam nhi kr rha
Ek Bar ISI tarike se check kara Lijiye
Showroom wale abs nai chal rha bola gya to bole abs kit badlna pdhega
Kahan ke Rahane wale ho
Mera v same problem ho raha hai
Brother mere bike me bhi same problem aa gya hai
Aise hi karo Sahi
Hamare Yahan Mein Kisi Ki Bhi gadi mein problem Nahin Hai Ek Aadi Mein Aati Hai To Ham theek kar dete Hain
@@Bs6bikeRepairing thank you brother
Riset kese kare
Video Banakar Dikhta hun bhai
Apna abs kasm nai kr rha hai
Okay
Sub kuch working m h Laikin jab bike chalti h to abs m aawaz aati h jaise chain se aati h
Hecu change karke dekho
@@Bs6bikeRepairingprice bhai
@@ayushsony7766 3000
👍👍
Thank you bhai
Apache 160 abs h sir
Bs6 ya BS4 hai
Abs lite not blinking
Koi problem hai ho sakta hai fuse ud Gaya Ho
Hii
H
Bhai please help
Okay
Sir aap se milna hai aapna number de do
Kahan se ho aap
Sir main Punjab se hun aur problem ye hai ki mere Apache 4v ka meter 0 se aage nhi badhta aur abs and engen wala light jgta rehta hai mere ko bike liye 1 year hone wala hai problem sir first month se aa rahi hai lekin abhi tak service centre walon ne problem solved nhi kiya es liye sir main aapse milna chahta hun
@@anandbara6109 aap uska abs wala sensor change kara Lijiye
Apna number do
Comment Mein bataiye kya problem hai