Sound ki knowledge na ho to video na banaye galat opreting ki vahj se koibhi speaker jal shkta hai chahe wo JBL ho ya RCF ..hamari opreting par dipend karta shamje💯
Bhai pahale bat to vo speaker mere friend ka tha or vo speaker bhi usi ke pass jla tha mene esiliye video bnaya tha ki dekhne valo ko bhi pta chale ki galat operating ke nuksan or Speaker or amplifier ka sahi tarike se use nhi karne ka nuksan or muje dekhne valo ka bhi feedback mile taki speaker ke jalne ka pta chal sake ok Bhai ❤️
Kya original spkar ye sahi rahenge in me se kon sa lena chaiye muje bass ke liye ahuja 1300. Ya a plus lf 3600 ya aerons ya dynamite ya sweton ya audio tone ya p audio original 1500 GST or 2000 me
Bro mere ko batao muze aernos x451 speaker lena hai aur mere pass 2 scoop bass hai muze usme use karna hai muze abss bahut tagda chaiye to kya me pd wala speaker lelu ya fir aernos x451 accha bajega kya abhi me is scoop me 18 sound lw 1250 speaker use kar raha hu jo ki 20 saal purna speaker hai og made in itlay abhi bhi chal raha hai ye speaker par bass mere ko abhi kam lag raha hai isliye muze speaker lena hai 2
Jis bhai ka amplifier rms watts se speaker jayda watt Ka hai fir bhi jal jata hai to osulscop se distosan check Kara le aur rms Ka bhi pata chal Jayega ,!
Bhai kuch hesa spkar batao jo maja aa jaye me dj stup le raha hu bagat hai 6 lakh 21" 2000 watt best vibration or long or punch 18" 1500 wat or top best batao or company jo original mal mile
भाई आप जरनेटर कितना केवी का लगाए थे और आपका वॉल्टेज कितना था आपको बता दु की कोई भी स्पीकर खराब से खराब हो जैसे आप बोल रहे हो ना वेसा नही जलता है मेरे पास Bita 3. PA audio. ATI PRO. Q one ka speaker he or AMP Qubix ka CA 12 ca18 .or ca.20. he or sternjer ka 4k.
Sabse pehli baat main pd 18 asambal speaker chalata hu jo 1 saal se uper ho gya hai jo kabhi kharab nahi hua kyuki main amp pe clip ki light dekh ke chalata hu ye nahi hota ki kisi ke dj awaz apke dj se jyada achi aa rahi hai to aap ankh band karke awaz bda do
Ha bhai N-labs X7 ko Mai 1 saal se use kar raha hu , abhi tak mujhe koi problem nahi aaya hai ,,,Mera speaker = Sweton 18PT 1500 sub ka 4 box use kar raha hu ,, abhi tak mujhe koi problem nahi aaya hai.
NX audio MT 1601 amplifier top chalate Hain is per maximum 18 inch ka speaker kitne sawad per dalna chahie kitne ghan 400 wat ke speaker har do bakse mein kitne hajar wat ke emplifier per
Bhai kai baar cabinet bi air pass puri tarha se nahin kar pata jis wajha se speaker jal jata hai mein bhi delhi made pd 1850 chala raha hu ad 9000 par kuch nahin hua
Bhai aap mujhe jhe ye batao ki rcf lf18y402 yani rcf 1200wat or Aironce lf18x451 dono me best kon sa hai dono me kon sa speaker chalana chahiye please batay bhai
Bhai mene use Kiya h ati pro ke prodect me Esh prodekt ko ghut bol kar becha jata h Bhai ye hi nahi sare prodect ko jhut bol kar becha jata h Mene Kai saman khrede h jish hisab se etne mhge prodect ouch hisab se rijalt nahi ayta h
Bhai mere pass NXaudio Mt 1601 he but isme 8 OM peb single 1800watt ka 2 speaker chalaya Model . Audiotone Ad 18 x 1501s but jalgaya 3 din me , Company likha he rms Power 1800 fir que jalgaya koi to bataoo ki 4 Om pe chalaunga plz ..
Bhai aapka speaker jalega kyoki eska 4.5 inch hi voice coil he aap aesa kro esko 4 ohm pe use kro per channel 2 speaker mt 1601 ke aapka speaker nhi jalega bro
Iska volte maicing galat hi aur bajane ka tarika galat hi mai local spikar acha se bja du kharab hone ka koi chans hi nahi hi mere passs vi hi x7 ati pro bass ke liye best hi bajane ka tarika galat hi watej ka rihan nahi hi bhai
@@AshuDjGopipura sir wo sub choriye, please tell me nlabs x8d or x7 amplifier kaisa he. Or amplifier ko 5 se 6 din tak non stop chalane ke liye le sakte he. In dono me amplifier 1 ghante vi band nehi hoga
Or dusri baat main 1200 watt ke 2 top sound standar Maxx 7800 pe chalata hu 3 saal se kabhi ik baar bhi ik hf ka pataa bhi nahi jalne diya 1200 watt ke top 1950 watt pe chalata hu dj chalane vale pe bhi hota hai
Bhai a speaker jala clip mey .or ek baat RMS power ke naam pe India mey shrif marketing chal raha hey. apka speaker vi 2000watt RMS nehi hey and amplifier vi 3500watt RMS nehi hey.😁
Or bhai mujhko ye batao kitne saal se dj or sound ka business kr rahe ho tumko pata bhi hai speaker kiyo jalta hai agar dj or sound chalana ata na tumko to 8000w amp par 10inch speaker bhi nhi jalta hai bhai samjhe mujhko 18 years ho gaye hai is line m
Iska reason ground problem hai mere satha bhi kuch saal pehle yahi hua tha yeto atipro speaker hai maine original jbl ke speakers kahab liye the bobhi ek baar nhi kai baar crown xti 6000 par pehle maine bhi yahi kaha tha ke jbl bekar company hai speaker ache nhi hai fir maine dealer se baat ki fir unhone mujhko bataaya reason
Bhai Bass ke liye kon sa speaker Best hoga 1200 se 1500 1800 Kon sa Company ka Best Paduio DJ plus Ati pro Studio Master Sweeton Full Detail ke sath video Bnaostudio Master Twf 1500 wat Bass PAduio Gst 18 1500 Bass Ahuja 1300 wat Bass DJ plus 1500 Wat Bass In mese kon sa speaker Dj ke liye Best hai Bhai ek video Bnao full detail ke sath
😢😢😢😢😢😢 sahi hai bhai Mera bhi emplifier
Sound ki knowledge na ho to video na banaye galat opreting ki vahj se koibhi speaker jal shkta hai chahe wo JBL ho ya RCF ..hamari opreting par dipend karta shamje💯
Ji sir
Bhai pahale bat to vo speaker mere friend ka tha or vo speaker bhi usi ke pass jla tha mene esiliye video bnaya tha ki dekhne valo ko bhi pta chale ki galat operating ke nuksan or Speaker or amplifier ka sahi tarike se use nhi karne ka nuksan or muje dekhne valo ka bhi feedback mile taki speaker ke jalne ka pta chal sake ok Bhai ❤️
Or abhi eske jalne ka problem ka pta chal gya tha kab ka or vo solve bhi ho gayi
@@AshuDjGopipura to bhai aesa khul ke batao na opreting ki vahjse jala he ye aap to speaker ki watt ki baat kar rahe to yaar
Hu par bhai bolrhe hy 1700rms ya 1500 aspas thik hy
Hum bhi chala rahe hai bhai ye speaker hhh ka 8000watt amplifier me abhi tak koi problem nahi aaya hai 3saal ho gaya hai❤
Bhai amp ka vol kitna rakhte ho aap
@@turazod full rakhte hai Bhai aaur mixer se control karte hai
Thanks bhai Aaj me bach gaya verna A le Aata
Isko knowledge nahin hai ek bar dal kar dekho pata chal jaega kya hai main khud chala raha hun ATI PRO
Sir zyaper z8 pe pd2160 4 skear chalega ki nhi kya amplifier dusra lena padega
Chalega bhai
@@AshuDjGopipura sir mujhe aap ka number dona plz
9079959378
@@AshuDjGopipura thank you bhai🙏🏻🙏🏻
Bhai Ahuja lxa6000.me 1200watt ka 4.bass chal sakta hai kya reply please 🙏🙏🙏
Yes
Bahut behtarin spekar hai
Ahuja is good brother
Ok bhai
Bejllku Ahuja is best
Ok bhai
❤❤❤❤ hiiii
♥️♥️♥️
Sahi bole bhai
भाई दुबले केट स्पीकर होगा भाई मैं तो n lab X7 be ati pro के 1600 watt ke चार स्पीकर चला रहे है अभी तक कोई प्राब्लम नही हूवा है
Nhi bhai speaker to original he
@@AshuDjGopipura YAAAR DIGITAL MULTIMETER SE CHECK KRO RMS AMPLIFIER KAA FIR batana
kitna time huva amplifier ko use karte huye
right bro
Kya original spkar ye sahi rahenge in me se kon sa lena chaiye muje bass ke liye ahuja 1300. Ya a plus lf 3600 ya aerons ya dynamite ya sweton ya audio tone ya p audio original 1500 GST or 2000 me
Seakar koi bhi lo amplifier achchha Lena
Right bro
Mere pas bhi vahi speaker hai aur mai z8 use karta hu bahut tagda bajata hai
Hi mere ati Pro yx 2000 watts 4 speakers konsa amplifier use karna
Nx audio Mt 1801
Good video👌👌👍 👍🏻
Tq bhai
Bhai nx audio mt 1601 jyada power full hi ya nlabsx7
Mt nx 1601
Bhai hum to 6 saal se chala rhe ati audiotone dono
Bro achhe se opreting krna Sikh lo ye sab nhi sunna pdega kisi ko
Achha ji aap sikha do 😂
धन्यवाद आदरणीय
स्वागताम भाईसाहब
Atipro YX1885 6" Voicecoil k liye konsa amplifire best rahega
Audioton ad9000 or Mt 2201 or zypher z7
Bro mere ko batao muze aernos x451 speaker lena hai aur mere pass 2 scoop bass hai muze usme use karna hai muze abss bahut tagda chaiye to kya me pd wala speaker lelu ya fir aernos x451 accha bajega kya abhi me is scoop me 18 sound lw 1250 speaker use kar raha hu jo ki 20 saal purna speaker hai og made in itlay abhi bhi chal raha hai ye speaker par bass mere ko abhi kam lag raha hai isliye muze speaker lena hai 2
Pd vala lelo
@@AshuDjGopipura kitne me jayega vo speaker
@@djomkar1683 1 speaker 15500 ke aas paas
Jis bhai ka amplifier rms watts se speaker jayda watt Ka hai fir bhi jal jata hai to osulscop se distosan check Kara le aur rms Ka bhi pata chal Jayega ,!
Bhai kuch hesa spkar batao jo maja aa jaye me dj stup le raha hu bagat hai 6 lakh 21" 2000 watt best vibration or long or punch 18" 1500 wat or top best batao or company jo original mal mile
9079959378 whatsapp
Tq bhai meri help karne ke liye
🙏🙏
sir pd 1850 2 pic k liy amplifier best konsa h spiker nhi jlna chahiy
Nx audio mt 1201 per channel 1 speaker
Aapka number mere ko chahie bhai mere and labs mein😢😢😢😢😢😢
9079959378
Bhaiya 1850pd me kitna sound du taki jale na speaker amp x8d hai
60%
Mera.mt 1601.2500 ispikar jal Gaya to kiya kar cha ye bhai
Kitne speaker chala rhe the aap
भाई आप जरनेटर कितना केवी का लगाए थे और आपका वॉल्टेज कितना था आपको बता दु की कोई भी स्पीकर खराब से खराब हो जैसे आप बोल रहे हो ना वेसा नही जलता है मेरे पास
Bita 3. PA audio. ATI PRO. Q one ka speaker he or AMP Qubix ka CA 12 ca18 .or ca.20. he or sternjer ka 4k.
Speaker repeyring karay hoge to banane wala nokal coil dal diya hoga
Nhi bhai 1 dam new tha speaker
To Bhai Mai PD 1880 lene wala Hu ATI Pro ka liye Jay Ki Nai
Bhai aapki choice he but aap iski bjay sweton 18 pt 2000 lelo
Bhai
300 300watt ke 3 top h
Bass 800wat ka h..
3.5 ki mshin h...
Kese conation kese kre
Just anwr
Call 9079959378
Sabse pehli baat main pd 18 asambal speaker chalata hu jo 1 saal se uper ho gya hai jo kabhi kharab nahi hua kyuki main amp pe clip ki light dekh ke chalata hu ye nahi hota ki kisi ke dj awaz apke dj se jyada achi aa rahi hai to aap ankh band karke awaz bda do
Best speaker brand is
P audio, Switon, Pinto👑
Always try to buy AES watt speaker.
Bhai p audio best' bad me switon
Pinto na lavoce quality k thumping bass speaker
Sweton bad
Sweeton is best parfomence
Mere pas bhai aerons lf18 X451 speaker hai to uske liye n labs X7 sahi hai ?
Yes but cliping ka dhyan rakhna
@@AshuDjGopipura bhai koi problem to nhi hoga na ?
@@rajeshray9447 nhi hogi ya fir. Aap aesa kro ki nx audio ka mt 1601 lelo original
@@rajeshray9447 bhai aapka no.send kro muzhe base ke related bat krni hy
Kiska chahiye
Ati pro / Auditone चार दिन की चाँदनी है bro
Dil se like bro isse achha ahuja 1000 watt 6-7 sal chal dega bina coil kate
Ha bhai N-labs X7 ko Mai 1 saal se use kar raha hu , abhi tak mujhe koi problem nahi aaya hai ,,,Mera speaker = Sweton 18PT 1500 sub ka 4 box use kar raha hu ,, abhi tak mujhe koi problem nahi aaya hai.
Bhai X7 me clip light jalta hai kya
Aapka number send karo
N labs X7 pe sweeton 18pt 2000 kesa rahega ???
Bro Ahuja King of 1300 waat hai JBL ke baad
Yes brother
Sweton ko kaha chhor diye 😅
Esliye digital crossover use karna hota hai usme hota hai ki limiter rahtha hai clip nahi jayega limiter on karne ke baad
NX audio MT 1601 amplifier top chalate Hain is per maximum 18 inch ka speaker kitne sawad per dalna chahie kitne ghan 400 wat ke speaker har do bakse mein kitne hajar wat ke emplifier per
Bhai ati pro hd 1201 मस्पेट पर कितना वाट का बेस चला सकता हू
video coming son
Gjb
Tq ji
Mere pas pd 1850 hai 2 sal ho gaya Abhi tak kharab nahi huaa hai anhi bhi tagdha Powar hai
Bhaiya spekar kaisa hai ati of 1850 hila dene Wala vaibretion milta hai ya nhi is spekar me ??
Badiya speaker he cabinet konsa.use karoge
amplifier apne se jyada power ka subwoofer tab jalata hai jab amplifier mai distortion ho
Amplifier me bhi defective ho sakta hai bhai
But bhai ye problem ati pro 2000w speaker aur X7 wala problem aur logo ke sath bhi hua hai
Aap kha se ho bhai
@@AshuDjGopipura ahmedabad gujarat
@@AshuDjGopipura ye customer sath bhi same chij jua hai
ua-cam.com/users/clipUgkxxF1DcFxrnFqgF_CYnqLlzF2DBCI1L629
भाई atipro ke sapiker ke leye konsa amplifayer lena h
Mt 2201
Bhai hamare sath bhi yehi ho rha he. .....4..5 bar ho gya he
Good ❤️
Tq Bhai
Bhai kai baar cabinet bi air pass puri tarha se nahin kar pata jis wajha se speaker jal jata hai mein bhi delhi made pd 1850 chala raha hu ad 9000 par kuch nahin hua
Ok bhai
Bhai Baat Ye Hai usne Mehanga Spaeker Liya Phir Bhi Jale To Pareshaani To Hoti Hiii Hai
Delhi made kaisa baj raha hai bhai.....???
@@chandannishad133 badia bhai maine spare parts leke khud tyar kiye they speaker 3 sall se use kar raha hu no problem
@@chandannishad133 6 ,7 hazar mein 1speaker tyar ho jata hai
Bhai kitna ghanta chalya cilimp me
Aap sahi bol rahai ho
X7 pe 1000 watt k speaker chalane se vi nhi jalega
Ati pro yx 1850 main zypher labs z7 se chalata hu av tak problam nhe huwa hai
Ok bhai kitna time huva
3 years
Bhai 1500w, ke liye kon sa company k speaker, le,,
P Audio ati pro sweton इनमे से देख लो भाई
Bhai 50.000 rupya m kon s best amplifier hoga,,
Nx audio mt 1201
Sir. Uski megnet ki bl pawer kya h.. Metion wo bhi chek kijiye... Ho skta h uski megnet down ho... 🙏
1400 ya 1500 watt se uper ke speaker abhi tak nahi bane hai 5 inch coil main 6 inch main Maan sakta hu
Bhai aap mujhe jhe ye batao ki rcf lf18y402 yani rcf 1200wat or Aironce lf18x451 dono me best kon sa hai dono me kon sa speaker chalana chahiye please batay bhai
Original rcf
@@AshuDjGopipura lekin bhai rcf 1200wat hai or Aironce 1500 wat fir bhi rcf kaise achha hai
@@VIMALDJBILASPUR bhai aapke number yha pe dedo me call karke btata hu
Ad 9000 and aerons sub12k kon sa best h
9000 stable
12k Arons bhi to thik aata h kya sir
Aerons ka bhi achha he par ad 9000 thoda or powerful he
Bhai 4 din ki chandni hai ye new company aahuja best h
Bhai bat sunch h..
भैया मैं 1601मे 1852 चार ईसपीकर चला सकता हु कया
Ati pro yx 1850 spekar best quality hi Bai nx audio xd7000 amplifier lagav nai nai jaltha spekar my 1year use karra
Ok bhai thanks for knowledge
Bhai ye speaker mere pas bhi hai Mai isko audiotone 1801 se chala rahe but koi problem nahi aaya hai abhi Tak aur tum bol rahe ho ki jal gaya
Bhai jruri nhi he ki aapke pass nhi jla to kisi or ke pass bhi nhi jalega vese ye speaker mere dost ke pass jla tha voltage ki problem ki vajah se
To bhai na hi speaker ka dosh hai aur na hi company ka
Mast
Ji monu ji
Mera abhi Tak nahi jala yahi speaker chhati faad bajta hai kya bhai ye brand to brand rahega
Bhai mene use Kiya h ati pro ke prodect me
Esh prodekt ko ghut bol kar becha jata h
Bhai ye hi nahi sare prodect ko jhut bol kar becha jata h
Mene Kai saman khrede h jish hisab se etne mhge prodect ouch hisab se rijalt nahi ayta h
भाई मेरे वोल्टेज चेक करना जनरेटर कितने केबी का रखते हो जरनेटर से ही फर्क पड़ता
12 kva
Bhai 50,000 rupya,,k kon s Best amplifier, hoga,,
Nx audio mt 1201
Aerons Ca85ii,ya sharp audio
Aerons
X7 me clip light jalta hai kya bro
Nhi
Fir kye se use kate ho bro
Out put kye se pata chalta hai
Bhai mere pass NXaudio Mt 1601 he but isme 8 OM peb single 1800watt ka 2 speaker chalaya Model . Audiotone Ad 18 x 1501s but jalgaya 3 din me , Company likha he rms Power 1800 fir que jalgaya koi to bataoo ki 4 Om pe chalaunga plz ..
Bhai aapka speaker jalega kyoki eska 4.5 inch hi voice coil he aap aesa kro esko 4 ohm pe use kro per channel 2 speaker mt 1601 ke aapka speaker nhi jalega bro
@@AshuDjGopipura bhai kitna hona chaiye voice coil 4 ohm pe 5 inch thik rhega?
Yes bro me bhi use kar raha hu no problem
@@AshuDjGopipura Thank you 🙏🙏 mt 1601 pe 4×sweton 18pt1500 kaisa rahega
Mst but. Bhai Aap ab mt 1801. Bhi le sakte ho best option hoga
Sir app dusra amplifier se chek kijiye
Ho sakta he n lab kya rele kharap vi ho kakta he chek kiye sir
Ok bhai but dusra other amplifier ya X7 hi
@@AshuDjGopipura toh kya huya
Ho sakta he amplifier ka reli kharap ho sakta he
Thank you bhaiya
Dj opret ki baat hai,mere ko do nl be ho ya usse bhi bada amp ho ,nhi jalega
Bhaiya apne shi kaha ATI doka de ke chol RHA hai
Bhai spk original nahi hai
Pd 1850 pletinam chala 4 oms sakte hai kya koi dikat to nhi hogi
Konse amplifier pe bhai
@@AshuDjGopipura n lab x7 pe
Ha chala sakte ho
Bhai ati pro ka bass pd 1850 1500watt hai
Bhai tu apne amplifier ka sanstiviti ko Kam kar de fir speaker nahi kharab hoga
Ashu 1999 Aes power h 1450 watt Rms power deta h
Ha bhai approx
Bhai usme 1500 watt coil laga hai
Iska volte maicing galat hi aur bajane ka tarika galat hi mai local spikar acha se bja du kharab hone ka koi chans hi nahi hi mere passs vi hi x7 ati pro bass ke liye best hi bajane ka tarika galat hi watej ka rihan nahi hi bhai
Speaker jalne ka condition dikh rha hai, chahe wattage koi bhi ho. oparate krne me kami hai.
Mera v same problem hai Bhai mujhe sajest Kare
Esme Bhai Aap amplifier change kar lo
N labs amp me maxiumum problems aati he. Mera amp bhi nhi chal rha. X2 ab to ek channel ka output hi band ho gya
@@kamaljoshi789 ha bro
Vhai nlabs ke amplifier log bol raha he ke amplifier jaja se jada 6 month chalta he. Amplifier me bohot problem aata he.jaise X7 me.
Bhai logo kahane se kuch nhi hota aap unse pocho Jo amplifier ko use kar raha ho
@@AshuDjGopipura sir wo sub choriye, please tell me nlabs x8d or x7 amplifier kaisa he. Or amplifier ko 5 se 6 din tak non stop chalane ke liye le sakte he. In dono me amplifier 1 ghante vi band nehi hoga
Fake comments 😒
2000 watt ka spk main 5" ka coil hona chahiye
Esme bhi 5 inch ka voice coil he bhai
5" coil m 1000 watt hota hai
@@ramdjmehrehamirpurhimachal7731 ji
Or dusri baat main 1200 watt ke 2 top sound standar Maxx 7800 pe chalata hu 3 saal se kabhi ik baar bhi ik hf ka pataa bhi nahi jalne diya 1200 watt ke top 1950 watt pe chalata hu dj chalane vale pe bhi hota hai
Bhaiya nlabs x7 amplifier me p audio gst 1500 ka 4 speaker chalega ki nai chalega gst ka speaker jalega bona bhaiya plz reply me bhaiya 🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai aap X7 pe mat chalana gst ko aap gst ke liye mt 1601 lelo best he
Ok bhaiya 15 inch 4 doul liner 1 speaker 600 watts 4 liner ka liye konsam amplifier best rayega bhaiya reply me bhaiya 🙏
Aapka budget kitna he ji
45000 hee bhaiya
@@banoththarun2150 mt 1201 lelo ya n lab X5
Mre nahi jala same X7 ATIPRO YX 1850
Kitna time huva aapko liye huve
@@AshuDjGopipura 1 year
Bhai n labs x7 amplifier kesa he please bataye mene bhi liya he n labs ka amplifier
Video me de rkha he bhai
Mst amplifier he
Power full amplifier hai bhai n-leb x7
N labs X7 में 2top 500w 2 single pop 1600w
Top ko jla dega
Top ke liye stranger 701 to kaisa rahega
Top dual cabinet me he ya single cabinet me
Bhai chalana aana cahiye kuch nhi hota hai agar jan bhuj ke fookoge to kharab hoga cahe koi bhi company ka ho
Speaker ka Rms power kaise nikalega Iske bare mein video bataiye
Bhai vese to video bna rakha he aes se RMS nikalna but 1 special video or bnayenge
@@AshuDjGopipura only RMS ke bare mein video Banai hai
@@sudamadjofficial982 ok bhai thoda time lagega
Sach mein aTI Pro 2000 wat hai lekin jal jata hai
Amplifier me distosan leval Jada hone Se bhi speaker jalta hai
Bhai a speaker jala clip mey .or ek baat RMS power ke naam pe India mey shrif marketing chal raha hey.
apka speaker vi 2000watt RMS nehi hey and amplifier vi 3500watt RMS nehi hey.😁
Sahi he bro 👍
Why dont you measure N-Labs X7 Amplifier with Oscilloscope, With Multimeter - 3500w rms & 4250w peak
Sure .Thank you .3500w RMS=7000W peak if I'm not wrong .
@@brightelectronics4207 that's not how it works bro
Hamare pass hajar wat Ahuja ka speaker chal raha hai char
1000
N lab x7 par kya
Or bhai mujhko ye batao kitne saal se dj or sound ka business kr rahe ho tumko pata bhi hai speaker kiyo jalta hai agar dj or sound chalana ata na tumko to 8000w amp par 10inch speaker bhi nhi jalta hai bhai samjhe mujhko 18 years ho gaye hai is line m
fir to aap bta do eske jalne ka resan
Ha aap apna number do bat करते है
Iska reason ground problem hai mere satha bhi kuch saal pehle yahi hua tha yeto atipro speaker hai maine original jbl ke speakers kahab liye the bobhi ek baar nhi kai baar crown xti 6000 par pehle maine bhi yahi kaha tha ke jbl bekar company hai speaker ache nhi hai fir maine dealer se baat ki fir unhone mujhko bataaya reason
MT 1601 KITNA WATT KA RHTA HAI
Kya matlab bhai
MT 1601 AMPLIFIER KITNA WATT KA HOTA HAI 6000 WATT KI KM
Bhai Bass ke liye kon sa speaker
Best hoga 1200 se 1500 1800
Kon sa Company ka Best
Paduio DJ plus Ati pro Studio Master
Sweeton
Full Detail ke sath video Bnaostudio Master Twf 1500 wat Bass PAduio Gst 18 1500 Bass
Ahuja 1300 wat Bass
DJ plus 1500 Wat Bass
In mese kon sa speaker
Dj ke liye Best hai Bhai ek video
Bnao full detail ke sath
Ok bhai
Supar
Atipro pd 1850 Kitna watt ka hai
Approx 1500 watt RMS Power
Nxaudio Mt 1601 Ahuja lxa6000 kaun sa best
@@djrzonedumka3434 dono pe aap kya chalavoge top ya bass
ATI Pro pd1850 bass
Nx audio mt 1601