Pahle,usme sare branch ko cut kar digiye,fir usme dap thora sa sal kar ,halka halka gurai kar de,100% flowers ayenge. Thanks for watching,please subscribe my channel....
Aur agar hm grafting jaise mere jamin me lage bogenvillia ke 1 saal ke paudhe pr karna chahu jo din bhar ki poori dhoop me rhta hai jaisa ki maine bataaya ki vo jamin me laga hai to usko hata ke chaya me nhi rkh skte to bataae mera graft kaise aur kitne din me taiyaar ho jaaega
Agar aap ka paudha dhoop me hai to usme grafting rainy season me kar sakte hai , jis se dhoop ka prabhab Kam hoga aur apka grafting successful hoga,. Thnks for watching.
Nice flowers
Nice sharing
Thanks
Aacha video tha yeh plant mera bhi fav hai.. kal krugha main bhi grafting ❤️
Good info.
Thanks bhai.
Very nice video chachu
Well described video...... Helpful
Nice one sir good to see this
Thanks a lot....sir
बढ़िया प्रेजेंटेशन
very good sir , well done
Thanks sir...
Informative video, well done. 🙂👍
Thanks
nyc wrokdone.....
nw frnd...
lkds
Thanks
Subscribe kr liya
Thanks sir ji...
Thanks, dear sir. U done n than u guide.us.
Ok,sure
Really easy and helpful
Thanks....
Grafting karnaewala plant patla hoga toh chalega kya sir??
Kam se kam pencil ke size ka hona chahiye..thanks...
I have grafted on Bougainvilla . I am waiting for success ...
Kitney din esey hi cover rakhna h ji
Jab tak isme koi bud nikle nahi jaata ho,approx 20 se 25 din tak,thanks for watching,please subscribe my channel.
Ap humey yeh plant de saktey h.. Or kya price reheyga.. Pl btaey
No madam,ye mera saukh hai sorry,mai aapko graft karne me puri madad karunga.aap kar sakte ho.bahut aasan hai......aap kahan rahate ho....
@@apnagreenterrace9896 Thanku ji.. Kabhi kerugi to me bat kerugi apsey
आपकी आवाज़ अच्छी है।
Nice sir,maine ye graft plant nursery se purchase kiya ,magr us pr flowering nai hoti koi solution
Pahle,usme sare branch ko cut kar digiye,fir usme dap thora sa sal kar ,halka halka gurai kar de,100% flowers ayenge. Thanks for watching,please subscribe my channel....
Mere plants me single ahade fool aane lge kya karen
Clear nahi hai... Keya kaha aap ne..
Linda
Which month is ideal for grafting
Any month except Summer season but ,Nov Dec and Jan is best season for grafting
Please subscribe and share....
June July me grafting kar sakte hain? Or grafting ke baad kitne dino tak polithin laga kar rakhte hain?
Yes, kar sakte hain, polithin tab tak nahi hata sakte hai jab tak grafted branch me naya bud na aane lage... Thanks
Grafting ke baad kitne dino tak chaya me rakhte hain?
Kam se kam 20 days..
Kis months mai kare sir abhi 26 may hai kab kar skate hai
Abhi bougainvillea ki cutting laga sakte hai, aur January me grafting Kar sakte hai...
Thanks sir for reply lagage batati hu ❤️
Aur agar hm grafting jaise mere jamin me lage bogenvillia ke 1 saal ke paudhe pr karna chahu jo din bhar ki poori dhoop me rhta hai jaisa ki maine bataaya ki vo jamin me laga hai to usko hata ke chaya me nhi rkh skte to bataae mera graft kaise aur kitne din me taiyaar ho jaaega
Agar aap ka paudha dhoop me hai to usme grafting rainy season me kar sakte hai , jis se dhoop ka prabhab Kam hoga aur apka grafting successful hoga,. Thnks for watching.
Sir kitane din lagege badh aane me
After twenty days..
Month?
rose meto multi graft survive nehi karta hay....bougainvillega bhito marjayega kuch saal bad...sahi hayna sir...multo grafted plants dont survive long
Nahi marta hai bhai, mere plant ka 6 th years ho gaya hai. Abhi mera plant aur v Accha ho gaya hai.
Shade me kitne din rakhana hai?
One month.
@@apnagreenterrace9896 sir konse month me hibiscus aur Bougainvillea ki grafting karana chahiye?
Summer ko chor kar her month me kar sakte hai,thnks for watching.
@@apnagreenterrace9896 thank you sir thank you so much