[Verse 1] Mashoor-e-zamana hai, teri jawani ye Tu sabki chahat hai, tujhay kya chahiye? Dil ko zakham hai mayassar Marham ka nahi hai tasawur Mein ukhra sa rehta hun aksar Be-dili ka ye kaisa tasalsal Meri raatein hain roshan aur din mein andhere hein Bhari mehfilon mein bhi hum kitnay akele hein Tu duniya ki ho hi gayi Muhabbat humari ab kho si gayi Tujhay dhundhunga itni shiddat se mein Mujhay thori muddat tu de to sahi [Chorus] Jaisay raat ki raani Mehek uthe samaa Tu khile jahaan Chaand ki tarah Roshni lutati phire wahan Jaisay raat ki raani Teri chahatein, sohbatein Kya hi raunaqein Tujhko chhu le jo voh to jal hi gaya Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi to chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi to chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf [Verse 2] Voh tera chale aana Voh mera muskurana Ab kahan voh riwayat Ab kahan vo zamana Tera aankhon se pilana Girake phir uthana Na raha voh suroor Na mile voh mehkhana Na, Na! O jaanam! Through the pain, and the fame, and the stardom Khudsay hi nahi rahay aazaad hum Khud ko karenge khud hi barbaad hum Jab aayi teri yaad ab Toh khol leta hun wahi kitaab ab Phir karta hun wahi mein hisaab ab Bhala chaand ke bhi gin sakenge dhaag hum O jaanam [Chorus] Jaisay raat ki raani Mehek uthe samaa Tu khile jahaan Chaand ki tarah Roshni lutati phire wahan Jaisay raat ki raani Teri chahatein, sohbatein Kya hi raunaqein Tujhko chhu le jo voh to jal hi gaya Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi to chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi to chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf
Mashoor-e-zamana hai, teri jawani ye Tu sabki chahat hai, tujhay kya chahiye? Dil ko zakham hai mayassar Marham ka nahi hai tasawur Mein ukhra sa rehta hun aksar Be-dili ka ye kaisa tasalsal Meri raatein hain roshan aur din mein andhere hein Bhari mehfilon mein bhi hum kitnay akele hein Tu duniya ki ho hi gayi Muhabbat humari ab kho si gayi Tujhay dhundhunga itni shiddat se mein Mujhay thori muddat tu de to sahi [Chorus] Jaisay raat ki raani Mehek uthe samaa Tu khile jahaan Chaand ki tarah Roshni lutati phire wahan Jaisay raat ki raani Teri chahatein, sohbatein Kya hi raunaqein Tujhko chhu le jo voh to jal hi gaya Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi to chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi to chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf [Verse 2] Voh tera chale aana Voh mera muskurana Ab kahan voh riwayat Ab kahan vo zamana Tera aankhon se pilana Girake phir uthana Na raha voh suroor Na mile voh mehkhana Na, Na! O jaanam! Through the pain, and the fame, and the stardom Khudsay hi nahi rahay aazaad hum Khud ko karenge khud hi barbaad hum Jab aayi teri yaad ab Toh khol leta hun wahi kitaab ab Phir karta hun wahi mein hisaab ab Bhala chaand ke bhi gin sakenge dhaag hum O jaanam [Chorus] Jaisay raat ki raani Mehek uthe samaa Tu khile jahaan Chaand ki tarah Roshni lutati phire wahan Jaisay raat ki raani Teri chahatein, sohbatein Kya hi raunaqein Tujhko chhu le jo voh to jal hi gaya Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi to chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi to chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf
"Meri raatein hain roshan aur din mein andhere hein Bhari mehfilon mein bhi hum kitnay akele hein" Yeh shair zindagi ke jazbati daur aur ek shakhs ke andar ke ahsaasat ka behtareen izhar hai. Ismein tanhai, uljhan, aur zindagi ke tanaquzat (contradictions) ka zikar hai. Har misra ek gehra dukh aur ek sochnay wala paigham deta hai. Aayiye iski tafseeli tashreeh karte hain: 1. Meri raatein hain roshan aur din mein andhere hein Is misre mein shair zindagi ke ulat-taqat ko bayan karta hai. "Raatein roshan" hone ka matlab hai ke raat, jo aam tor par tanhai aur sukoon ka waqt hoti hai, uske liye roshan aur khushgawar lagti hai. Iske bar'aks, "din mein andhere" ka matlab hai ke din ka waqt, jo roshni aur zindagi ka waqt hota hai, uske liye udaasi aur bechayni ka sabab hai. Yeh alfaz zindagi ke tanaquzat aur ek dil ke andar ke uljhan ka izhar karte hain. 2. Bhari mehfilon mein bhi hum kitnay akele hein Yahaan shair tanhai ke gehre jazbat ko bayan karta hai. Mehfil ka matlab hai ek aisi jagah jahan log hote hain, hansna-bolna hota hai, aur insaan apne doston ke darmiyan hota hai. Lekin, is misre ka asal ma’ni yeh hai ke tanhai sirf fiziki taur par nahi hoti, balke jazbati taur par bhi mehsoos hoti hai. Shair keh raha hai ke logon ke beech hone ke bawajood uska dil akela hai, jo uski tanhai aur jazbati dor ko samajhne wala koi nahi. Tajziya Yeh shairi zindagi ke do mukhtalif pehluon ko saath le kar chalti hai: ek taraf roshni aur mehfilon ka mahol, aur doosri taraf tanhai aur andheron ka ehsaas. Yeh ek aise shakhs ke jazbati haalaat ka izhar hai jo zindagi ke safar mein akela mehsoos kar raha hai, chahe woh logon ke darmiyan kyun na ho. Is kalam ka har misra ek gehra asar chhodta hai, jo sunne wale ko sochnay par majboor kar deta hai ke kya insani jazbat waqai mehfilon aur roshni se bhar sakte hain, ya asli khushi aur sukoon andar hi hota hai.
Give Umair medal already
1:30 Talha killed it
[Verse 1]
Mashoor-e-zamana hai, teri jawani ye
Tu sabki chahat hai, tujhay kya chahiye?
Dil ko zakham hai mayassar
Marham ka nahi hai tasawur
Mein ukhra sa rehta hun aksar
Be-dili ka ye kaisa tasalsal
Meri raatein hain roshan aur din mein andhere hein
Bhari mehfilon mein bhi hum kitnay akele hein
Tu duniya ki ho hi gayi
Muhabbat humari ab kho si gayi
Tujhay dhundhunga itni shiddat se mein
Mujhay thori muddat tu de to sahi
[Chorus]
Jaisay raat ki raani
Mehek uthe samaa
Tu khile jahaan
Chaand ki tarah
Roshni lutati phire wahan
Jaisay raat ki raani
Teri chahatein, sohbatein
Kya hi raunaqein
Tujhko chhu le jo voh to jal hi gaya
Jaisay raat ki raani
Teri chaandni hi to chahte sab
Jaisay raat ki raani
Sab khinchte jaayen teri taraf
Jaisay raat ki raani
Teri chaandni hi to chahte sab
Jaisay raat ki raani
Sab khinchte jaayen teri taraf
[Verse 2]
Voh tera chale aana
Voh mera muskurana
Ab kahan voh riwayat
Ab kahan vo zamana
Tera aankhon se pilana
Girake phir uthana
Na raha voh suroor
Na mile voh mehkhana
Na, Na!
O jaanam!
Through the pain, and the fame, and the stardom
Khudsay hi nahi rahay aazaad hum
Khud ko karenge khud hi barbaad hum
Jab aayi teri yaad ab
Toh khol leta hun wahi kitaab ab
Phir karta hun wahi mein hisaab ab
Bhala chaand ke bhi gin sakenge dhaag hum
O jaanam
[Chorus]
Jaisay raat ki raani
Mehek uthe samaa
Tu khile jahaan
Chaand ki tarah
Roshni lutati phire wahan
Jaisay raat ki raani
Teri chahatein, sohbatein
Kya hi raunaqein
Tujhko chhu le jo voh to jal hi gaya
Jaisay raat ki raani
Teri chaandni hi to chahte sab
Jaisay raat ki raani
Sab khinchte jaayen teri taraf
Jaisay raat ki raani
Teri chaandni hi to chahte sab
Jaisay raat ki raani
Sab khinchte jaayen teri taraf
Love you Anjum bhai ❤
nice bro
❤❤❤
@@naimkhan7763 lyrics tou us nai like hain 😭
0:54 Anjum High Notes ❤️✨👑
This is just ending of a line, high NOTE is different thing!
ye anjum ki hi awaj hai ya umair bhai ki? mene anjum ka utna melody song nahi suna that's why asking
@@chimkandigamer208 ye anjum ki hi awaj hai ya umair bhai ki? mene anjum ka utna melody song nahi suna that's why asking
Anjum @@Simply_Shubho
What did you expect? Broo! It’s umair and anjum…It’s gonna be a banger
Yooo brooo✨
"Mashoor-e-zamana hai, teri jawani ye
Tu sabki chahat hai, tujhay kya chahiye?" This line 😭💎🤝🏻
Felt it 😭😭
Love from Nepal 🇳🇵❤️
1:48 love it ❣️🫶
Khudse Hee Nahi Rahy Azaad Hum
Khudko Kareingy Khudi Barbaad Hum 🔥
There will never be another talha anjum!🐐
Agree 💯
Kia samajhte ho mere jaisa na ane mai meri koi jeet hai, jo larke mugh se mutasir mughe unse betahasha umeedein
Umair too 💎
Wo tera chle aana wo mera muskurana
Ab kahan wo riwayat ab kahan wo zamana
Melodies all over the track!
🔥🔥🔥
Beat -🕺🏻🥰 , lyrics - 😭🫠🥺💔
1:27 what a vibe change with that tone Anjum is killing it🙌🏻🔥
Voh tera chale aana
Voh mera muskurana🫀🫀🫀
after secrets, this one 🔥🔥
my earbuds dancing in the air ✨💞
This kind of melody 🤌♥️
on loop uffff
Lyrics: ❤🩹💔
Beat: 💃👯
This song is like a dream, a beautiful escape from reality.
1:47 ❤❤
This song has suchh a groovy vibe really loved it 🔥✨💜
Umair at it's peak 🔥
1:24 banger 💥💥💥💥
Love how this track blends that classic '80s/'90s vibe with a fresh, modern twist! The perfect mix of nostalgia ❤
the best and underrated track 👑 Talha bhai
Loved the song
1:45 Anjum's flow man you went sicko mode been playing it on loop since released! 🔥🔥🗣️🗣️
Riall never gonna remove this from loop !
Man wtf high vocals talha?!
Never thought he’s gonna do that
1:43 ❤
Ab Khn wo riwayat
Ab Kya wo zamana?
Umair and talha together never disappoint uss
Always disappointed kia chutiyape ke gane dale hn it's not talha it's Dala🗿
Anjum picked up this track Mann 😫🔥🔥❤️❤️
Jaise Raat Ki Rani ❤️🥂
Best song of album ❤❤
Mind fresh krne wala song❤❤❤
Oh hoo talha anjum ❤❤❤❤
Loved it💗
A young fan from India love you bahi ♥️
this guy is legend man
1:42 ❤❤ na na
1:26 the voice modulation>>>>>>🔥🔥🔥😭
Underrated Song
Best track of the album.
Vo tera chale aana vo mera muskurana , ab kaha vo riwayat ab kaha vo zamana 😢
1:26 love it ❤
Meri Raate hai Roshan or Dil me andhere hai 🙂
ye anjum ne gaya hai ya umair?
@Simply_Shubho Anjum ne
Most underrated song of this ep
Remind me ❤
1:43 smooth killed it🔥🔥
Finaly the wait is over ❤ love you TA
1:27 hits different 🫶🏻
Bhai yahi toh chahiye thaaaa 🖤💔
Kiaaaa likhh rahaaa ha bhaii no words to say
Is anjum in love!!!
favourite one of album
Boys have only 2 moods It's either Raat ki Rani by SM or Jasmine (Jese Raat ki Rani...) by TA
0:03 My perfect birthday gift 🎁
Happy birthday Dude 🎉
Loved it ❤
This ones is now my favorite 😭😭
Mine too bro 😊
I never comment on Anjum Songs cause his tracks dont need comment's ❤
but this jasmine song uffffff
kis universe say vibe latta hai Anjum
❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
What a vibe💗🔥🔥🔥
Loved it this one so smooth vibes 👏❤️🔥
Jay Say Raat Ki Rani ❤❤❤❤
Umair beat:🕺🏽
T.A Lyrics:❤️🩹🔥😳✍️🤩
Mashoor-e-zamana hai, teri jawani ye
Tu sabki chahat hai, tujhay kya chahiye?
Dil ko zakham hai mayassar
Marham ka nahi hai tasawur
Mein ukhra sa rehta hun aksar
Be-dili ka ye kaisa tasalsal
Meri raatein hain roshan aur din mein andhere hein
Bhari mehfilon mein bhi hum kitnay akele hein
Tu duniya ki ho hi gayi
Muhabbat humari ab kho si gayi
Tujhay dhundhunga itni shiddat se mein
Mujhay thori muddat tu de to sahi
[Chorus]
Jaisay raat ki raani
Mehek uthe samaa
Tu khile jahaan
Chaand ki tarah
Roshni lutati phire wahan
Jaisay raat ki raani
Teri chahatein, sohbatein
Kya hi raunaqein
Tujhko chhu le jo voh to jal hi gaya
Jaisay raat ki raani
Teri chaandni hi to chahte sab
Jaisay raat ki raani
Sab khinchte jaayen teri taraf
Jaisay raat ki raani
Teri chaandni hi to chahte sab
Jaisay raat ki raani
Sab khinchte jaayen teri taraf
[Verse 2]
Voh tera chale aana
Voh mera muskurana
Ab kahan voh riwayat
Ab kahan vo zamana
Tera aankhon se pilana
Girake phir uthana
Na raha voh suroor
Na mile voh mehkhana
Na, Na!
O jaanam!
Through the pain, and the fame, and the stardom
Khudsay hi nahi rahay aazaad hum
Khud ko karenge khud hi barbaad hum
Jab aayi teri yaad ab
Toh khol leta hun wahi kitaab ab
Phir karta hun wahi mein hisaab ab
Bhala chaand ke bhi gin sakenge dhaag hum
O jaanam
[Chorus]
Jaisay raat ki raani
Mehek uthe samaa
Tu khile jahaan
Chaand ki tarah
Roshni lutati phire wahan
Jaisay raat ki raani
Teri chahatein, sohbatein
Kya hi raunaqein
Tujhko chhu le jo voh to jal hi gaya
Jaisay raat ki raani
Teri chaandni hi to chahte sab
Jaisay raat ki raani
Sab khinchte jaayen teri taraf
Jaisay raat ki raani
Teri chaandni hi to chahte sab
Jaisay raat ki raani
Sab khinchte jaayen teri taraf
Talha anjum is killing on umair beat
On repeat talha bhai❤❤❤
This brings back some nostalgia I can't pinpoint.
Fr
Meri raate h roshan. Aur subh andheri really felt
Hit for heart ❤️.
1:38 this voice❤
OataD. Dream collab 😊
Voice changeddd 🦣🌑
Talha On Jersey Beat 🔥
THIS IS WHAT A GOAT SOUNDS LIKE 🎶❤🔥
Fav from the album
Groovy❤️
MUSICCC VIBEEE. Opps😋
sooo gooood ❤️🔥
I don't know why Less views from Album???😢
Best love Nostalgia kind song of the album 💗
I downloaded this song and listen on repeat from yesterday 🔁
Anjum elia❤
radio vibes lessssgoooo
"Meri raatein hain roshan aur din mein andhere hein
Bhari mehfilon mein bhi hum kitnay akele hein"
Yeh shair zindagi ke jazbati daur aur ek shakhs ke andar ke ahsaasat ka behtareen izhar hai. Ismein tanhai, uljhan, aur zindagi ke tanaquzat (contradictions) ka zikar hai. Har misra ek gehra dukh aur ek sochnay wala paigham deta hai. Aayiye iski tafseeli tashreeh karte hain:
1. Meri raatein hain roshan aur din mein andhere hein
Is misre mein shair zindagi ke ulat-taqat ko bayan karta hai. "Raatein roshan" hone ka matlab hai ke raat, jo aam tor par tanhai aur sukoon ka waqt hoti hai, uske liye roshan aur khushgawar lagti hai. Iske bar'aks, "din mein andhere" ka matlab hai ke din ka waqt, jo roshni aur zindagi ka waqt hota hai, uske liye udaasi aur bechayni ka sabab hai. Yeh alfaz zindagi ke tanaquzat aur ek dil ke andar ke uljhan ka izhar karte hain.
2. Bhari mehfilon mein bhi hum kitnay akele hein
Yahaan shair tanhai ke gehre jazbat ko bayan karta hai. Mehfil ka matlab hai ek aisi jagah jahan log hote hain, hansna-bolna hota hai, aur insaan apne doston ke darmiyan hota hai. Lekin, is misre ka asal ma’ni yeh hai ke tanhai sirf fiziki taur par nahi hoti, balke jazbati taur par bhi mehsoos hoti hai. Shair keh raha hai ke logon ke beech hone ke bawajood uska dil akela hai, jo uski tanhai aur jazbati dor ko samajhne wala koi nahi.
Tajziya
Yeh shairi zindagi ke do mukhtalif pehluon ko saath le kar chalti hai: ek taraf roshni aur mehfilon ka mahol, aur doosri taraf tanhai aur andheron ka ehsaas. Yeh ek aise shakhs ke jazbati haalaat ka izhar hai jo zindagi ke safar mein akela mehsoos kar raha hai, chahe woh logon ke darmiyan kyun na ho.
Is kalam ka har misra ek gehra asar chhodta hai, jo sunne wale ko sochnay par majboor kar deta hai ke kya insani jazbat waqai mehfilon aur roshni se bhar sakte hain, ya asli khushi aur sukoon andar hi hota hai.
Masterpiece ❤
Enjoy more respect excellent work
All songs are 🤌🔥
WHAT A SONG MAN ❤🥂
Bro cook this ❤
Banger ❤
I love this song vibes ❤❤❤❤
My favrt one from the album.
Hyeeee retrowave anjum 🥺🔥
Romanticism peakkkk . What have you both done 😭🙌🏻
Different Voice Talha 🪽
Talha ❤❤😊
Every song has different voice❤
Best from the Album❤❤❤
Vibes to hai ❤
Talha bro love you ❤
Beat 💃💃💃
Lyrics ❤🩹❤🩹❤🩹
🤴 king talha anjum
Ayyy ayyy goosebumps ❤️🔥