@@shd677 dekhiye jo bhi class me padaya jaa rha h vo college me hi krke aa jana ,room pr aapko only neet pr hi focus krna h agar aap genuinely mbbs ka soch rhe h to ,thoda sacrifice karna padega ,parties chhodni hogi dosto se thoda door rhna hoga ,aur morning se 5 baje se 12 night tak baje tak busy rho ,pahle ye dekho ki konse topic aapko aate h unki list banao ,aur konse aese topic h jo bahoot dar lagta h, questions nahi bante unke ,uske baad apni preparation ko aage badao ,
@@shd677definately energy reduced ho jati h ,I can feel it ,aap apni happiness dekhiye ,ki aap bds se khus h ya nahi h ,agar h to continue kriye ,agar tumhe lag rha h ki yha m acha nahi kr paunga ,to usi ko base banakr preparation ke liye himat lao ,muje bams me lag gya tha ki m yha apni puri power ke sath kaam nahi kr paunga isliye mujhe mbbs chahiye,isi bhukh se m preparation krta rha ,aap bhi ye sab dekhiye sab automatic hoga ,krna to aapko hi h ,apni bhukh badao to sab hoga
Aesa nahi h ,ncert me jo hai vo sab puch sakta h ,pyq to aapko ye pata lagane ke liye krne h ki kis type ke questions bante h neet me ,baki pyq me aaye hue questions ke concept every year repeat hote h ,
One more masterpiece by CRS ❤❤
@@NeerajsinghRajpurohit-q3h thank you brother
Thank you sir aapne bahut achhe se explain kiya 👏👏...❤
Most welcome ❤️✨
Very very well chhotu ram achha laga video Or ese hi aage badte rho 👍👍
Thank ❤️
Nice bro
@@SavitaMeena-q8n thank u sis😊
Thanks
@@niumaaar14 ❤️
I am a bds student doing partial drop ... What should be the schedule????
Bds ki classes ka kya schedule hai ???
@MEDICO_CRS_ARTZ week mein 2 din important class rehta hai toh wahi karte hai
@@shd677 dekhiye jo bhi class me padaya jaa rha h vo college me hi krke aa jana ,room pr aapko only neet pr hi focus krna h agar aap genuinely mbbs ka soch rhe h to ,thoda sacrifice karna padega ,parties chhodni hogi dosto se thoda door rhna hoga ,aur morning se 5 baje se 12 night tak baje tak busy rho ,pahle ye dekho ki konse topic aapko aate h unki list banao ,aur konse aese topic h jo bahoot dar lagta h, questions nahi bante unke ,uske baad apni preparation ko aage badao ,
@@MEDICO_CRS_ARTZ ok....I understand......bhut attempt hone ke karon se abhi energy jaise reduce hua hai ...Aisa lag raha hai focus build kaise kare
@@shd677definately energy reduced ho jati h ,I can feel it ,aap apni happiness dekhiye ,ki aap bds se khus h ya nahi h ,agar h to continue kriye ,agar tumhe lag rha h ki yha m acha nahi kr paunga ,to usi ko base banakr preparation ke liye himat lao ,muje bams me lag gya tha ki m yha apni puri power ke sath kaam nahi kr paunga isliye mujhe mbbs chahiye,isi bhukh se m preparation krta rha ,aap bhi ye sab dekhiye sab automatic hoga ,krna to aapko hi h ,apni bhukh badao to sab hoga
Physics kis teacher se padhe the aap ? Mr sir se pad rha hu lekin kuch topic ka question me difficulty aa rha hai
M MR SIR SE ,And Deepak sir jo ki kgs neet channel pr pada rhe h unse pada hu
Bhaiya inorganic kaise krein
New video me dekh sakte ho maine bataya h
@MEDICO_CRS_ARTZ ok
Pyq se bahar koi concept aata h kya