🙂👍 aapko agar cycle pe Jada problem ho raha hai. to aap koi achcha technician ko. cycle dikha sakte hain. Barna kuchh din mein. mai ak video lekar ke aaunga❤️
Sir, please explain all the hidden settings for Emotorad Trex Air. And my cycle used to go full speed at 40km/hr now it's only touching 32-33km/hr max (explain karna plz)
Mera cycle ka rear brake me bar bar clean karke rotor or pad fir bhi brake accha se nhi pakad raha h or jab thoda derr chalane fir brake pads kholenge tab fir pads ganda ho jata h please koi trick bataiye
Bahot accha video bhaiya
Thanks
❤️❤️❤️🙂
Must nice👍
❤️
Sirji ...007 error aa raha he ..uska koi solution he aapke paas ?
X2 ka speed unlock hota hai bro...
Yppp hota hai mera hai upto 30 to 34 kmph tk jaata hai when full charge.
Yppp hota hai mera hai upto 30 to 34 kmph tk jaata hai when full charged.
E008 ka kya kare ?
SAPPORT ME ❤❤❤
❤️
Bhaiya please make a video on FreewheelWobble problem please and also hub woobble..
👍
@@sarojcyclerepair thank you
Derailleur nhi freewheel
🙂👍 aapko agar cycle pe Jada problem ho raha hai. to aap koi achcha technician ko. cycle dikha sakte hain. Barna kuchh din mein. mai ak video lekar ke aaunga❤️
@@sarojcyclerepair Mere ghar ke idhar gear cycle banata hi nhi h kya karu khud se hi krna padta hai
Ooo. ok me aap ke liye bohot jaldhi koshish karta hun ❤️
E 10 ko kitna kare bhaiya
ua-cam.com/users/shorts2Z5rExqVlLg?si=ObpQjDiAlcT4XTr7
Sir, please explain all the hidden settings for Emotorad Trex Air. And my cycle used to go full speed at 40km/hr now it's only touching 32-33km/hr max (explain karna plz)
Ok me aap ke liye ke short video banaa dunga 🙂 jis ke andar display me kay kay setting rehta hai aap dekh sakoge👍🙂❤️
X1 mera wala hai kiya bhaiya purana video
🙂 aap sayad video ko pura nahi dekhe hai! Ye X2 hai 🙂❤️
Kaise pata kare ki pads metallic h ki resin
Resin black hoga or metallic white
@@sarojcyclerepair kaha color hoga??
Mera cycle ka rear brake me bar bar clean karke rotor or pad fir bhi brake accha se nhi pakad raha h or jab thoda derr chalane fir brake pads kholenge tab fir pads ganda ho jata h please koi trick bataiye
@sarojcyclerepair bataiye kya kare??
@MTB_MUSAIB aap cycle ko wash kiye the kya? Uske baad se ye problem suru hai?
@@sarojcyclerepair hmm
@@MTB_MUSAIB aap alcohol se clean karke ek bar dekho.
aap alcohol se clean karke ek bar dekho.