Mtlb sir mere pehle dbt link idbi me tha aur sarkari paise usme aate the kya agar ab me dbt seeding ippb me karu to wo automatically ab ippb me aajayenge paise?
D.B.T. keval ek process hai customer ke bank accounts mei uske aadhar ke through pesa bhejne ki.... Customer ka jis bhi bank ka account aadhar se link ya aadhar seeded hota hai ...keval usi account mei D.B.T. ke through pesa bheja jata h....jese pm kishan smman nidhi , mnrega, LPG subsidy eske alawa wahut si sarkari subsidy aur yojana ka pesa dbt ke through keval aadhar seeded bank accounts mei hi jata h ...agar bank khata aadhar seeded ya link nahi hai toh pesa nahi jata
Agar aapka khata IPPB mei hai Toh aap Nearby post office ya kisi gramin daak sevak se ippb khate mei mob no change krwa skte h ...keval nye number pr OTP aaye aur finger print bhi lgega
Yeh already post office mei work krne wale employee ko sarkari mobile mei aati h sabhi apps ...eski link ya Google Play Store se download nahi kr skte micro atm.... Gaanv ke branch post offices ke gramin daak sevak ko mobile diya jata h usmei hi apps rehti h...jisse wo india post Payments Bank aur post offices ke khate khol skte h
Eske liye aapko nearby post office jaake ya gramin daak sevak se contact krke nya dbt enabled IPPB account open krwana rahega ...ya aap already ippb account rakhte h toh uski mobile banking app ke service request option mei jaake OTP based d.b.t kr skte h khud k khate ki at home ...
Very useful video
Mtlb sir mere pehle dbt link idbi me tha aur sarkari paise usme aate the kya agar ab me dbt seeding ippb me karu to wo automatically ab ippb me aajayenge paise?
Other bank me dbt accounts he paisa problem tu nahi hoga gov scheme ki liye
Adhaar seeding ke charge kya hai post office mein through BPM?
No charge it's free
Yes no any charge free h me khud bpm hu
Kitne din mai hota hai adhar seding
Sir ippb me dbt enable krne ke alawa usme dbt subscription ka bhi option aata hai ,
Please explain sir
Sir Dbt subscription ka option kin logo ke liye h ??
D.B.T. keval ek process hai customer ke bank accounts mei uske aadhar ke through pesa bhejne ki....
Customer ka jis bhi bank ka account aadhar se link ya aadhar seeded hota hai ...keval usi account mei D.B.T. ke through pesa bheja jata h....jese pm kishan smman nidhi , mnrega, LPG subsidy eske alawa wahut si sarkari subsidy aur yojana ka pesa dbt ke through keval aadhar seeded bank accounts mei hi jata h ...agar bank khata aadhar seeded ya link nahi hai toh pesa nahi jata
Account close kaise hoga customer ka
Reason mapped to some other bank and od already exist npci krta hu to asa ata hai kya kre iska soluation
Kitna dino ma success hua please reply mera 4 days sa request dikha raha hai please help
I work in IPPB ...😊
Sir Online App Se Nahi Hota Kya?
Mera Kotak Me Hai Link Abhi Is Bank Pr Krna Hai Link . iske Liye Kya Agent Ke Pass Jana Padega. Please Reply Fast
Bhai mere ko ak microATM ka phon chahiye mil jayega kya
mere ko bhi
Bhai ji seeding tho hua hai usko de sedded kese kare
Mara already seeding hay usko kesa deseeded hoga
Jiss bank m seed krwana h vhn seeding krwa lijiye
O bol rahe hai ki purane bank deseeding kr ke aao
Micro atm app se hota hai na deseeding
Ippb is the best ❤
Aap se
Sir mera mobile number change karna hai pura mobile number se Naya mobile judwana hai
Agar aapka khata IPPB mei hai
Toh aap Nearby post office ya kisi gramin daak sevak se ippb khate mei mob no change krwa skte h ...keval nye number pr OTP aaye aur finger print bhi lgega
@@hemendrasinghrajput307 mobile number kaise change kare in micro atm?? Please help
Please micro ATM 🏧 link 🖇️ send me
Yeh already post office mei work krne wale employee ko sarkari mobile mei aati h sabhi apps ...eski link ya Google Play Store se download nahi kr skte micro atm....
Gaanv ke branch post offices ke gramin daak sevak ko mobile diya jata h usmei hi apps rehti h...jisse wo india post Payments Bank aur post offices ke khate khol skte h
Sir muzko post office account ki kyc krke dona sir
Aapko uske liye nearby post office visit Krna rahega ....waha karamchari se kehna pdega
Yesa kuch nai hota hai bhai mai karke dek liya hu
DBT in active ho gya ippb me active kaise kare
Eske liye aapko nearby post office jaake ya gramin daak sevak se contact krke nya dbt enabled IPPB account open krwana rahega ...ya aap already ippb account rakhte h toh uski mobile banking app ke service request option mei jaake OTP based d.b.t kr skte h khud k khate ki at home ...