Sir meine thrmostate balb change krvaya pr fir bhi radiater chamber mein se thoda coolent baher aa rha hei or gaadi band krne ke bad jeise paani grm krne ki awaz aati hei veisi aa rhi hei
Thermostat val change karna se koi problem.lekin water line check kare isliye aapki pipe chok up hai Water line me water circulate nahin ho raha hai isliye Pani ki awaaz isliye a Rahi Agar check karne per sab barabar hai to aapko head gasket change karna hoga aapka problem khatm ho jaega
Sir mare pas Mahindra jeeto bs6 he usme temperature 🌡️ high ka signal show karta he . Ho bhe morning me 7 /8 baje bena use kare aur fir gadi ka switch off karke on kare to band ho jate he . Roj nahi hota pr 1 2 dine me hota he aur din me temperature 🌡️ sign deta ha pr engine temperature high nahi hota
Bhai sahab aapke Mahindra jeeto ka temperature 🤒 sensar loose contact hai isliye usko check karna chahiye Aur ecu box bhi check kjiae apka problem solve ho jayegi aur nuksan nahin hai 👍
Check the fuse Check the fan and wiring electrician ka kam hai vo agar fan band rahega to aapki gadi ka gasket chal jaega isliye Ban fan mein gadi mat chalaea aapko badi samasya ho sakti hai engine mein khul sakta hai
Aapka tempo kaun si company ka hai Bataiye to aapka problem kya hai hamen samajh mein aayega Aur uska solution kya hai Aap ki gadi garam nahin hogi FIR
Mahindra Jeeto thermostat valve and ke upar Jo pipe hota hai vahan se nikalta hai aasan hota hai ab bhai overflow tank main jata hai barish wala pipe hota hai theek hai bhai
Sir agar thermostate ko nikal kar gadi chalayen to kya hoga??
Dhere dhere Engine kharab ho jayega
Engine per jyada jor lagta hain
Aapka garej kaha par hai
Sir meine thrmostate balb change krvaya pr fir bhi radiater chamber mein se thoda coolent baher aa rha hei or gaadi band krne ke bad jeise paani grm krne ki awaz aati hei veisi aa rhi hei
Thermostat val change karna se koi problem.lekin water line check kare isliye aapki pipe chok up hai
Water line me water circulate nahin ho raha hai isliye Pani ki awaaz isliye a Rahi
Agar check karne per sab barabar hai to aapko head gasket change karna hoga aapka problem khatm ho jaega
Bhai jeeto gadi chalne par kabi kabi engine k pass s Kuch aawaj ati hai
Bhaii water pump kharab hone ke bad temperature high hota hai kya
Yes
Sir mare pas Mahindra jeeto bs6 he usme temperature 🌡️ high ka signal show karta he . Ho bhe morning me 7 /8 baje bena use kare aur fir gadi ka switch off karke on kare to band ho jate he . Roj nahi hota pr 1 2 dine me hota he aur din me temperature 🌡️ sign deta ha pr engine temperature high nahi hota
Bhai sahab aapke Mahindra jeeto ka temperature 🤒 sensar loose contact hai isliye usko check karna chahiye
Aur ecu box bhi check kjiae apka problem solve ho jayegi aur nuksan nahin hai 👍
Gadi me engine oil jada hone par kay gadi garam hoti hai?
Gadi me oil jaydha hone se kuchh fark nahin padta
Are gadi garam nahin Hoti usse
Ha bhai aasa muze kisi ne bataya tha or aabhi maine engine cover hatane ke baad dekha radiator ka fan nahi ghum raha hai please reply me
Check the fuse
Check the fan and wiring electrician ka kam hai vo agar fan band rahega to aapki gadi ka gasket chal jaega isliye
Ban fan mein gadi mat chalaea aapko badi samasya ho sakti hai engine mein khul sakta hai
bhai mahindra jeeto me coolnt konsa dale green ya red?
Green coolant chahie
Red me koi problem hai kya?
Must
Bhai radiator fan nehi chal rai pliz upai tho batado
Thrmastie check karna chahiye usse bhi fan chalo nhi hota hai
Fuse Box check karna chahiye usse bhi fan chalo nhi hota hai
Fen on nhi ho rha bar bar pani nikal jata he
Bhai meri gadi ka tharmust baall budlne ke bad jb hm eksilater dete he to bo sara coolent bahar fenk deti he kya problem honi chahiye please help ?
Ram Ji Patel aapke gadi ka radiator chokeup hai (radiator change) servicing
Bhai bo ajensi bala bola ki aapka had khrab ho gya he ?
Readiator chenge ka kya kharcha aayeega
Injan seej nhi hua gadi ek garam hone ka indicator deti he garam aati he 4-5 km chalne ke bad
Aur coolent dala hmne 3 letr to usne sara baher fek diya dhakkan me se ?
Good
Bhiya ji
Mera tempu garm jyada ho raha he kya karan he
Mene het ko chhod kar sare chenag kar diye
Aapka tempo kaun si company ka hai
Bataiye to aapka problem kya hai hamen samajh mein aayega
Aur uska solution kya hai
Aap ki gadi garam nahin hogi FIR
Kitne ka padta h ye sir
550 hai
Mahindra jeeto engine garam hota sir
Fen kiyon nahi chalta
fuse Check Karen
Tharmers (temperature) tee ka wire check karna hoga aapko
Sayyed bhai meri bhi ji to hai usmein overheat problem Hara bhai fan FIR ra bhai problem bolo
महिंद्र जीतो रेडिएटर चौक अप क्लीन करना होगा
Colant drains video
Ok Zakir bhai jaldi banaunga coolant change video
सर मेरे पास महींद्रा जितो है उसमे गिअर आईल कितना रहता है ? मोडल २०१७
1.2. /1.5 Tak gear oil lagega bhai
Bhai mere ko problem boliye aapka WhatsApp number do mein call kar do
Altineter ka pass kya hai black
Jeeto ka
Bhai Ecm kharab ho gaya hai Jeeto ka
Jeto ka air kaha hota he pani ka
Mahindra Jeeto thermostat valve and ke upar Jo pipe hota hai vahan se nikalta hai aasan hota hai ab bhai overflow tank main jata hai barish wala pipe hota hai theek hai bhai
Jeto ka over heat meter me aa rhe he
Aap wiring check kar rahi ek bar