@@satishpianistkhurana4122 .....आपके गीत ने ही उकसाया है! दरअसल पियानों आपके भीतर उतर गया है !! कुछ गहरे इस क़दर!.....कि जो निकल पड़े आपकी उंगलियों से माधुर्य....न हो आपको भी ख़बर!! मुझे लगता है कि जब किसी पियानिस्ट का दिमाग़ ब्लैक कीज़ की तरह सोचने लगता है! और दिल सफ़ेद कीज़ की मानिंद धड़कने !!! तभी मुमकिन होता है इस तरह गीतों का फूट पड़ता जलप्रपात..... उंगलियों से!! बहुत शुक्रिया....
This poetry was composed by Great Philosopher poet SAHIR LUDHIANVI.He also wrote "Aye shareef insano" My 2 cents from New York. IN HUMAN HISTORY MORE MEN HAVE BEEN KILLED BY OTHER MEN IN WARS & CONFLICTS COMPARED TO THOSE KILLED BY ALL DISEASES/NATURAL DISASTERS COMBINED.HUMAN BRAIN WAS THE GREATEST GIFT GIVEN TO MAN BY "HIM"--most brutal animal on this earth is MAN HIMSELF(Created in HIS IMAGE)--Let some sense prevail on this earth & may be MAN WOULD BE FREE ALL OVER THIS EARTH ONE DAY IN FUTURE. "Aasman pe hai khuda aur zameen pe hum--aaj kal woh is taraf dekha hai kam" ḳhuun apnā ho yā parāyā ho nasl-e-ādam kā ḳhuun hai āḳhir jañg mashriq meñ ho ki maġhrib meñ amn-e-ālam kā ḳhuun hai āḳhir bam gharoñ par gireñ ki sarhad par rūh-e-ta.amīr zaḳhm khātī hai khet apne jaleñ ki auroñ ke ziist fāqoñ se tilmilātī hai tank aage baḌheñ ki pichhe haTeñ kokh dhartī kī bāñjh hotī hai fat.h kā jashn ho ki haar kā sog zindagī mayyatoñ pe rotī hai jañg to ḳhud hī ek mas.ala hai jañg kyā mas.aloñ kā hal degī aag aur ḳhuun aaj baḳhshegī bhuuk aur ehtiyāj kal degī is liye ai sharīf insāno jañg Taltī rahe to behtar hai aap aur ham sabhī ke āñgan meñ sham.a jaltī rahe to behtar hai bartarī ke subūt kī ḳhātir ḳhuuñ bahānā hī kyā zarūrī hai ghar kī tārīkiyāñ miTāne ko ghar jalānā hī kyā zarūrī hai jañg ke aur bhī to maidāñ haiñ sirf maidān-e-kisht-o-ḳhūñ hī nahīñ hāsil-e-zindagī ḳhirad bhī hai hāsil-e-zindagī junūñ hī nahīñ aao is tīra-baḳht duniyā meñ fikr kī raushnī ko aam kareñ amn ko jin se taqviyat pahuñche aisī jañgoñ kā ehtimām kareñ jañg vahshat se barbariyyat se amn tahzīb o irtiqā ke liye jañg marg-āfrīñ siyāsat se amn insān kī baqā ke liye jañg iflās aur ġhulāmī se amn behtar nizām kī ḳhātir jañg bhaTkī huī qayādat se amn be-bas avaam kī ḳhātir jañg sarmā.e ke tasallut se amn jamhūr kī ḳhushī ke liye jañg jañgoñ ke falsafe ke ḳhilāf amn pur-amn zindagī ke liye
nice work.
Thanks🙏
Sweet nd melodious
Thanks dear
Nice Rendition. Great command. 🙏🏼🙏🌺💐🌹
Very nice
Thanks 🙋♂️
Exquisite playing Guruji ❤️🎶💐
God bless you 🙋♂️
🙏🌺🙏💐
Thanks dear
Beautiful love it ❤
Thanks
Everything came alive with this incredibly beautiful rendition….the lyrics, the visuals …..💯
Thanks Vatsala.
ज़हन में बस आ जाना इस गीत का!......एक गहरा एहसास है उथले रिश्तों से उचटते खिन्न मन का!
Bahut sundar likha hai.👌👌
@@satishpianistkhurana4122 .....आपके गीत ने ही उकसाया है!
दरअसल पियानों आपके भीतर उतर गया है !! कुछ गहरे इस क़दर!.....कि जो निकल पड़े आपकी उंगलियों से माधुर्य....न हो आपको भी ख़बर!!
मुझे लगता है कि जब किसी पियानिस्ट का दिमाग़ ब्लैक कीज़ की तरह सोचने लगता है! और दिल सफ़ेद कीज़ की मानिंद धड़कने !!!
तभी मुमकिन होता है इस तरह गीतों का फूट पड़ता जलप्रपात..... उंगलियों से!!
बहुत शुक्रिया....
बहुत बहुत ही मधुर पियानो बजाया है bhaisahb आपने ,वादन ke dwara आपने gaayki ka bhi bharpur annand diya hai
Thanks Rajesh & Harsh
Sir you played it amazingly well. Loved it.
Thanks 🙏
Truly awesome playing. Great going 👏👏👏👏👏
Thanks Jaideep bhai.
Superb rendition Sir, so Melodious complemented with suitable colors of chords & bass lines👏👏👏👏👏👏🌼🙏
Thanks dear.
❤️❤️❤️❤️
Thanks
Mahendra g ki aawaaz aap ka saaz piano kyaa khub..... mind blowing
Thanx dear
Excellent
Thanx 🙏
Bahut. Hi. Sundar. Prstuti❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
बहुत ही सुंदर
Thanks Mahabir Singh keep watching
This poetry was composed by Great Philosopher poet SAHIR LUDHIANVI.He also wrote "Aye shareef insano" My 2 cents from New York. IN HUMAN HISTORY MORE MEN HAVE BEEN KILLED BY OTHER MEN IN WARS & CONFLICTS COMPARED TO THOSE KILLED BY ALL DISEASES/NATURAL DISASTERS COMBINED.HUMAN BRAIN WAS THE GREATEST GIFT GIVEN TO MAN BY "HIM"--most brutal animal on this earth is MAN HIMSELF(Created in HIS IMAGE)--Let some sense prevail on this earth & may be MAN WOULD BE FREE ALL OVER THIS EARTH ONE DAY IN FUTURE. "Aasman pe hai khuda aur zameen pe hum--aaj kal woh is taraf dekha hai kam"
ḳhuun apnā ho yā parāyā ho
nasl-e-ādam kā ḳhuun hai āḳhir
jañg mashriq meñ ho ki maġhrib meñ
amn-e-ālam kā ḳhuun hai āḳhir
bam gharoñ par gireñ ki sarhad par
rūh-e-ta.amīr zaḳhm khātī hai
khet apne jaleñ ki auroñ ke
ziist fāqoñ se tilmilātī hai
tank aage baḌheñ ki pichhe haTeñ
kokh dhartī kī bāñjh hotī hai
fat.h kā jashn ho ki haar kā sog
zindagī mayyatoñ pe rotī hai
jañg to ḳhud hī ek mas.ala hai
jañg kyā mas.aloñ kā hal degī
aag aur ḳhuun aaj baḳhshegī
bhuuk aur ehtiyāj kal degī
is liye ai sharīf insāno
jañg Taltī rahe to behtar hai
aap aur ham sabhī ke āñgan meñ
sham.a jaltī rahe to behtar hai
bartarī ke subūt kī ḳhātir
ḳhuuñ bahānā hī kyā zarūrī hai
ghar kī tārīkiyāñ miTāne ko
ghar jalānā hī kyā zarūrī hai
jañg ke aur bhī to maidāñ haiñ
sirf maidān-e-kisht-o-ḳhūñ hī nahīñ
hāsil-e-zindagī ḳhirad bhī hai
hāsil-e-zindagī junūñ hī nahīñ
aao is tīra-baḳht duniyā meñ
fikr kī raushnī ko aam kareñ
amn ko jin se taqviyat pahuñche
aisī jañgoñ kā ehtimām kareñ
jañg vahshat se barbariyyat se
amn tahzīb o irtiqā ke liye
jañg marg-āfrīñ siyāsat se
amn insān kī baqā ke liye
jañg iflās aur ġhulāmī se
amn behtar nizām kī ḳhātir
jañg bhaTkī huī qayādat se
amn be-bas avaam kī ḳhātir
jañg sarmā.e ke tasallut se
amn jamhūr kī ḳhushī ke liye
jañg jañgoñ ke falsafe ke ḳhilāf
amn pur-amn zindagī ke liye
Thanks Navketan ji for watching my video and sharing vast knowledge it is very informative thanks 🙏
Excellent. Slightly slower than the vocal. I increased the speed and pitch to be in sync with the film clip, using Audacity.
Bcz I never use d metronome this is in my mind thanks for connecting to my channel.