Bhaiya mere sath bhi ese huwa hai Law or GST me. Answer me provision bhi sahi hai limits bhi sahi hai final answer bhi sahi hai suggested answer se match kar liya mene bas language same nahi hai or pata nahi kon examiner tha sab sahi hone ke baad bhi 5 me se 3 ya 4 de diya hai. Are bhai agar galat hai to bata naa ki kya galat hai jis se improve to kar saku aage ese bina matlab ke number kaat ke meri jindagi kyo barbad kar di Taxation me to hadd paar hai mere 59 marks hai abhi or bahot jagah pe saalo ne pata nahi kon si khusi me number kaat liye hai. Income tax ka ek question tha 5 marks ka usme sab sahi likha hai or answer bhi sahi hai uske sath mene alternative solution bhi likha hai jo ki sayad usko nahi chahiye tha isiliye ek "=" bana diya hai waha pe but fir bhi usne 3.5 diye hai. GST ke 5 marks ke ek question me 3 part the or direct question tha to mene to word to word same likha hai provision se or usne sahi tick bhi kiya hai teeno pe but teeno me 1.5 marks karke de diya or total 4.5 ho gaya. Are bhai ye adhe number kaha gaye mere agar ye tune mere se chhina nahi hota to abhi kam se kam mera Tax to exempt hota naa Or ye jo bhi 2-3 cases bataye hai naa vo vo wale bataye hai jo mene suggested answer se match kar liya ki or examiner ne bhi check Kiya huwa hai but pata nahi kyo pure number nahi diye hai usne. Baki jaha pe thoda sa bhi galat hai waha pe to usne jam ke Kate hi hai number but uski me baat hi nahi kar raha. Ek question me quorum ka tha jisme 2 point sahi tha or ek galat but number sahab ne 1 hi diya hai 5 me se. But uski me baat nahi kar raha hu. Me to ye bol raha hu ki jo questions mere pure sahi the or fir bhi 0.5 ya 1 ya 2 marks kaat rakhe hai agar vo nahi Kate hote or Law or Tax dono me 3-3 number bhi or mile hote to me pass hota naa. Meri galti kya hai ye to batao saalo. Aaj hi mera Certified copy aaya hai or dekh ke itna Rona aa raha hai ki kya batau.
@@Noob_gamer0777 pata nahi bhai ho bhi sakta hai. But mujhe to esa lag raha hai na ki inke checkers ki galti hai. Or checking system ki bhi. Agar kahi pe sahi hone ke baad bhi number kata hai to yaa to unhe khud hi justify karna chahiye ki kis basis pe kata hai yaa fir atleast ek option to hona hi chahiye ye puchhne ka. Agar unko agar same language nahi hoga to marks katne ka hai to vo ye bataye naa ki yaha pe same language ICAI ka hona chahiye tha Bhai ham samajh jayenge ki ICAI concept se jyada ratta ko preference deti hai fir ham bhi ratta laga ke hi jayenge kya jarurat hai hame har chij ke pichhe dimag lagane ka jab dimag se likhe answer ki koi value nahi hai to
@@shynasoni5462 2nd attempt me Pata Hota hai or Kai baar Foundation passout Students Bhi RTI kar dete hai Jiski wajah se Inter me Strictly checking hoti hai
Bcz of this , I shifted my ca inter group 2 attempt from September 24 t o January 25 Bcz 3 mahine me classes bhi complete krana or puri language ratna bohot mushkil ha Even in law i scored 74 marks and i can tell you with guarantee mein puri icai module ki language likhi thi So isslie mujhe ye zyada better lgta ha ki 2-3 mahine se accha ek attempt aage paper dedo with full preparation instaed of failing in the exam
Bhaiyya congratulations on being a chartered accountant, your growth is really awesome. Wanted to ask that I have a lot of red brackets on every page of my inter audit paper, can you pls guide for what those red boxes are for?
If you write as it is you will get full marks.. Practice writing exact sentence from SM this might be difficult but no other option available.....This is harsh truth.😅
I got 22 mcq and 11 only in descriptive, total 37. Failed due to audit only,, due to Dumb and illiterate checkers, without mcq it's impossible to pass in audit, 70 me se kuch mil Jaye vo bonus hi lgao jaise halal hai inke
Same happen with my sm answersheet in result I got 43 but in certified copy it show 35 and actually I deserved in fmsm 38-39 and agar voo 8 marks grace baad me milta hota too currently me 6 marks se fail na huva hota but icai being icai not to say anything 🫠🤐
You might not have prepared certain chapters as your answers of ESG, SA 580,CARO & NOCLAR is guess work Plz mention which chapters did you skip in your prepration ?
Bhaiya mere sath bhi ese huwa hai Law or GST me. Answer me provision bhi sahi hai limits bhi sahi hai final answer bhi sahi hai suggested answer se match kar liya mene bas language same nahi hai or pata nahi kon examiner tha sab sahi hone ke baad bhi 5 me se 3 ya 4 de diya hai. Are bhai agar galat hai to bata naa ki kya galat hai jis se improve to kar saku aage ese bina matlab ke number kaat ke meri jindagi kyo barbad kar di
Taxation me to hadd paar hai mere 59 marks hai abhi or bahot jagah pe saalo ne pata nahi kon si khusi me number kaat liye hai. Income tax ka ek question tha 5 marks ka usme sab sahi likha hai or answer bhi sahi hai uske sath mene alternative solution bhi likha hai jo ki sayad usko nahi chahiye tha isiliye ek "=" bana diya hai waha pe but fir bhi usne 3.5 diye hai. GST ke 5 marks ke ek question me 3 part the or direct question tha to mene to word to word same likha hai provision se or usne sahi tick bhi kiya hai teeno pe but teeno me 1.5 marks karke de diya or total 4.5 ho gaya. Are bhai ye adhe number kaha gaye mere agar ye tune mere se chhina nahi hota to abhi kam se kam mera Tax to exempt hota naa
Or ye jo bhi 2-3 cases bataye hai naa vo vo wale bataye hai jo mene suggested answer se match kar liya ki or examiner ne bhi check Kiya huwa hai but pata nahi kyo pure number nahi diye hai usne. Baki jaha pe thoda sa bhi galat hai waha pe to usne jam ke Kate hi hai number but uski me baat hi nahi kar raha. Ek question me quorum ka tha jisme 2 point sahi tha or ek galat but number sahab ne 1 hi diya hai 5 me se. But uski me baat nahi kar raha hu. Me to ye bol raha hu ki jo questions mere pure sahi the or fir bhi 0.5 ya 1 ya 2 marks kaat rakhe hai agar vo nahi Kate hote or Law or Tax dono me 3-3 number bhi or mile hote to me pass hota naa. Meri galti kya hai ye to batao saalo. Aaj hi mera Certified copy aaya hai or dekh ke itna Rona aa raha hai ki kya batau.
bhai ek myth chalta hai ki jo RTI se ans sheet nikalata hai uska icai strict checking karta hai
@@Noob_gamer0777 pata nahi bhai ho bhi sakta hai. But mujhe to esa lag raha hai na ki inke checkers ki galti hai. Or checking system ki bhi. Agar kahi pe sahi hone ke baad bhi number kata hai to yaa to unhe khud hi justify karna chahiye ki kis basis pe kata hai yaa fir atleast ek option to hona hi chahiye ye puchhne ka. Agar unko agar same language nahi hoga to marks katne ka hai to vo ye bataye naa ki yaha pe same language ICAI ka hona chahiye tha Bhai ham samajh jayenge ki ICAI concept se jyada ratta ko preference deti hai fir ham bhi ratta laga ke hi jayenge kya jarurat hai hame har chij ke pichhe dimag lagane ka jab dimag se likhe answer ki koi value nahi hai to
@@Noob_gamer0777 yrr unhe pta thodi hota h baad m ki hum rti se niklvayenge
@@shynasoni5462 2nd attempt me Pata Hota hai or Kai baar Foundation passout Students Bhi RTI kar dete hai Jiski wajah se Inter me Strictly checking hoti hai
Best video till date ✨🎉
Can you kindly provide this certified copy ? It would be helpful
Bcz of this , I shifted my ca inter group 2 attempt from September 24 t o January 25
Bcz 3 mahine me classes bhi complete krana or puri language ratna bohot mushkil ha
Even in law i scored 74 marks and i can tell you with guarantee mein puri icai module ki language likhi thi
So isslie mujhe ye zyada better lgta ha ki 2-3 mahine se accha ek attempt aage paper dedo with full preparation instaed of failing in the exam
Bhaiyya congratulations on being a chartered accountant, your growth is really awesome. Wanted to ask that I have a lot of red brackets on every page of my inter audit paper, can you pls guide for what those red boxes are for?
ohh bhaii sahab😮😮
Shyd usme ye line aati ki "sqc 1 is applicable on audit firms conducting compilation engagement" shyd*😢
Brother saare answer dito to dito hona chahiye ya majority of the answer key words se bhara hoga to bhi chalega.
Fallow key words ,it's impossible to write as it is in exams . understand the concepts ,focus on standards procedures
@@VeerababuNakka-w4w thank u i am focusing on keu words only😀
If you write as it is you will get full marks..
Practice writing exact sentence from SM this might be difficult but no other option available.....This is harsh truth.😅
@@shubharthibardhan4721 bro i have seen answer sheets of toppers, they write only the keywords. Short and crisp
I got 22 mcq and 11 only in descriptive, total 37. Failed due to audit only,, due to Dumb and illiterate checkers, without mcq it's impossible to pass in audit, 70 me se kuch mil Jaye vo bonus hi lgao jaise halal hai inke
what was ur aggregate score?
@@Brajeshkumar-sj8dx 145
@@shanky2410 agar apke 147 hote toh apko extra grace mil jaata audit me.
@@Brajeshkumar-sj8dx mile to hue h phle hi 22+11= 33
Got 37
Grace marks 4 diye hai, be matlab ke 25-30 no kate hue h pure group me uska kya
Pls provide solution too
Bro please make on audit strategy
Pass hona hai to mcq pe focus rakho
Bhaiyya icai ka study mat mein changes hue hai..aur mein pehle se hi order ki hu😢😢
Plz reply..
Tax m changes honge and May attempt ke liye module is not published yet
Same happen with my sm answersheet in result I got 43 but in certified copy it show 35 and actually I deserved in fmsm 38-39 and agar voo 8 marks grace baad me milta hota too currently me 6 marks se fail na huva hota but icai being icai not to say anything 🫠🤐
Grace bi mila tha kuch ?
@@nikitasharma7209 haa mostly because mere friends ke bhi 37 the but uske result me 45 dikha rahe the
Bhai tum kha se ho
How much marks did you attempt ?
95 buddy
You might not have prepared certain chapters as your answers of ESG, SA 580,CARO & NOCLAR is guess work
Plz mention which chapters did you skip in your prepration ?
which faculty material u used
ICAI study mat for a few chapters and Shubham Keswani sir's and Hemant Somani sir's book for the remaining
@@ca_rupeshdhingra can u brief about how to use these three material in best way
i mean which topic from which book
@@ca_rupeshdhingra i am so much confused as to which book should i use
Is shubham keswani sir material sufficient for Audit ?@@ca_rupeshdhingra