Bhai kaun si company se gadi liye ho mujhe bhi lena hai rent pe abhi new licence bana hai lmv tr gadi mil jayegi ya nhi mujhe single driving karna hai.🎉🎉
@@SikandarRajbhar-o9s bhai Maine Jibz india se car liya hu aap ko chahiye toh mujhe insta pr msg kardo Mai address and all aapko bata dunga and kya document lagte h wo bhi I'd ka link meri channel aur video dono par hai
Bhai document kya kya lagega? Aur deposit kitna dena hai vagnor gadi ka❤ 🎉 maine instagram pe follow kiya hu but aapne confirm nhi kya hai. Plz reply me
Bhai jaise ki maine internet pr check kiya mujhe usme ye Mila Yes, you can drive a Haryana registered car in Mumbai for Ola or Uber, but only for a maximum of 12 months without re-registering it in Maharashtra; after that period, you will need to get your car re-registered in Mumbai according to the Motor Vehicle Act.
Haa bhai but kuch kuch place me wrong rehta hai aabhi filhal Mumbai me faki place pr one way and no entry kr diye h toh kuch kuch place update nhi hue hai toh bs wo dekh kr chalna padega aur kuch place me location aju ya baju ka bhi aa jata h toh bs wo dhayan me rakhna ya customer se puch lena thoda bohot bhi doubt lagta hai toh
Bahut achi video hai beta.
Aise hi mehnat karte raho.
Beshak Allah kamyab karega.
Ji shukriya aapka 😇
Bhai new logo ke liye ola uber app kaise use karte he startse pls ek video banao
Bhai jaldi us par bhi video aane wali hai
Bhai kaun si company se gadi liye ho mujhe bhi lena hai rent pe abhi new licence bana hai lmv tr gadi mil jayegi ya nhi mujhe single driving karna hai.🎉🎉
@@SikandarRajbhar-o9s bhai Maine Jibz india se car liya hu aap ko chahiye toh mujhe insta pr msg kardo Mai address and all aapko bata dunga and kya document lagte h wo bhi I'd ka link meri channel aur video dono par hai
Bhai document kya kya lagega? Aur deposit kitna dena hai vagnor gadi ka❤ 🎉 maine instagram pe follow kiya hu but aapne confirm nhi kya hai. Plz reply me
Aap apna contact number dijiye.
Bhaiya haryana ki gadi Mumbai ola Uber me chalegi
Bhai jaise ki maine internet pr check kiya mujhe usme ye Mila Yes, you can drive a Haryana registered car in Mumbai for Ola or Uber, but only for a maximum of 12 months without re-registering it in Maharashtra; after that period, you will need to get your car re-registered in Mumbai according to the Motor Vehicle Act.
Vai map m sahi roads dikha tha hai kiya
Haa bhai but kuch kuch place me wrong rehta hai aabhi filhal Mumbai me faki place pr one way and no entry kr diye h toh kuch kuch place update nhi hue hai toh bs wo dekh kr chalna padega aur kuch place me location aju ya baju ka bhi aa jata h toh bs wo dhayan me rakhna ya customer se puch lena thoda bohot bhi doubt lagta hai toh
Bhai Ac ka bola tha try kya kuch bole nahi Garh bada milage mila
Sorry bhai Maine mention nhi Kiya Aaj ki video me bataunga